Mam ek channel hai Praveen swalga naam se वो Rajasthan se hain unhone lakdi ke burade mai plants grow karke dikhaye hain .iske liye unko kai prize bhi mil chuke hain..aur woh 15 saal se gardening kar rahe hain .वो usmai sirf vermicompost use karte hain har 4 months mai. Maine unke videos dekh kar kai saare flowering, vegetables and 1 anar & 1 Abiu plant bhi lagaya hai.kareeb 2 months ho gaye hain lagaye hue ..bhut light weight hain tarrace ke liye ..usse meri mahnat kafi bach gayi hai aur papa se daant bhi nahi padegi weight ki vajah se..mam aap bhi ek baar try karke bataye please 🙏 Mai exotic plants ko abhi lagane se thoda dar rahi hu..unke videos bhi regular nahi aate hain..mujhe dar lagta hai ki agar koi problem aayi to kisse poochhungi 😢
Thank you so much for sharing amazing videos with great informations ❤ Happy Gardening.God bless you 🙏
Very nice
Big like bahut achha cocoeat ke benifits share kiya hai
Mai bhi garden soil ke saath hamesha coco peat milati hoon baqi or khaden
Aaj to bohat pyari lag rahi hain meri sister simple and sweet
Thanks
Mam ek channel hai Praveen swalga naam se वो Rajasthan se hain unhone lakdi ke burade mai plants grow karke dikhaye hain .iske liye unko kai prize bhi mil chuke hain..aur woh 15 saal se gardening kar rahe hain .वो usmai sirf vermicompost use karte hain har 4 months mai.
Maine unke videos dekh kar kai saare flowering, vegetables and 1 anar & 1 Abiu plant bhi lagaya hai.kareeb 2 months ho gaye hain lagaye hue ..bhut light weight hain tarrace ke liye ..usse meri mahnat kafi bach gayi hai aur papa se daant bhi nahi padegi weight ki vajah se..mam aap bhi ek baar try karke bataye please 🙏
Mai exotic plants ko abhi lagane se thoda dar rahi hu..unke videos bhi regular nahi aate hain..mujhe dar lagta hai ki agar koi problem aayi to kisse poochhungi 😢
Bajri kya Balu ya morang
जिसमें पत्थर होता है और थोड़े लाल रंग की होती है
Ok thanks
Mera all time mango me chote chote mango aare but yellow hokr gir jare? Ky kre?
पौधे लकड़ी के बुरादे में भी अच्छे चलते हैं