Sir merpe same hai bhot loud hai bass bhi bhot mtlb soch ni sakte ki itna chota aur esi sound me ise apne sony 100 watt home theatre me use kr rha hu saal bhar ho gya bs mene usme low paas filter connect kiya hai jisse subwoofer me sirf bass aaye aur ek chanel me only sound mast hai sahi me
Ye ek 15+15w ka class d amplifier he sir ...is me 12 v or 3 amp Max hota he supply ... current agar jyada ho Jaye i.e 3-4 amp se jyada to iska ic jal jaega. Or aapne to sidha 10amp hi ghused dia he. Mere paas 4-5 yehi board he or lagbhag 3 saal hoga ise use kar Raha hun abhi Tak kuch nai hua ...iam using 12 v and 2 amp adaptor.
@@DiyElectronic TDA8932 class d amp leke ana 128 shop lajpat rai se, ye amp bass ka baap k naam se famous hai. 30 watt deta hai 8 ohm pe jisme original Philips ki ic lagi hoti hai. Us se acchi bass aur clarity 30 watt mein kisi class d amp mein nahi milti
Bhai mene mangaya tha ye kal hi iski delivery hui h or mene 2 aux cable change karke dekh li h but aawaj hi nhi aa rhi bilkul bhi 😢...... power on ki light to glow kar rhi h but sound nhi aa rha.......m REDMI KA 33 WATT CHARGER use kr rha hu kahi isliye to aisa nhi h?......12 volt adapter use krne pr chal payega ya nahi please koi btao😢 Edit: 12v adaptor se chal gya aram se lekin output utna bhi achha nhi h jitna socha tha 😅
@@umankalita5218 @@umankalita5218 bhai agar 150 ka mile tb hi lena kyuki usse uper faltu paise waste krke iske uper koi fayda nhi h fir isse achha to thode paise or badha ke toa3116d2 category ka hi lena.......iska output utna kuch khash bhi nhi h jo bilkul maja hi ajaye😅
Bhaiya mere sath bhi aaise hi hua tha 5watt tk ka bhi awaj ni de rha tha
अरे भाई होता है कभी-कभार जब बंदे का दिन बुरा हो तो ऊंट पर बैठे को भी कुता काट जाता
है 😂😂😂😂
😂😂
TPA3116 ka video upload karo
bro mere saath bhi aise hi hua 😂😂
mene speaker nikal diya firvi board se awazz aa raha tha kaise aa rahata😂😂😂😂😂 Janta hai to batao😂😂😂 board me hi lagta ha inbuilt speaker ha😂😂
Same bhai mere saath bhi hua tha 😂😂😂m sochraha tha bc awaaj kaha se aari h
To matlab wo sound board se araha tha 🙂@@Technical-Sk-4
@@hridaymondal9862 hn bhai 😂😂
Can we make him play with drums. Without the charging socket
Qismat ki BAAT hai Bhai bht logo ka nice work kr rha hai
Sir can I use 20w 8ohm speaker on tpa3110
I see people using 20w 4ohms speaker, so this no cause problem in this impedance and potency
100% genuine review
Bhai pree amplifier lagakar TRAI karo
Sir merpe same hai bhot loud hai bass bhi bhot mtlb soch ni sakte ki itna chota aur esi sound me ise apne sony 100 watt home theatre me use kr rha hu saal bhar ho gya bs mene usme low paas filter connect kiya hai jisse subwoofer me sirf bass aaye aur ek chanel me only sound mast hai sahi me
Sir kuch video me ye 15 + 15 watt bata rahe hai. Aur aap keh rahe ho ki ye 30 + 30 w hai. Reality kya hai sir?
Yea amplifier hai bhai circuit board nhi 30x30 hai
Ye 15+15 he
4 ohm's par 30+30
And
8 ohm's par 15+15
At 12v 5 amp deta hai
12 volt 3 amp power supply, 8ohm 10watt speaker, use pre amplifier bass treble & mid best result.
Add 25v 2200 uf capasitor then you will hear good sound
Nice 👍😊
मेरे साथ भी ऐसा हुआ।फूली dead मिला।रुपया डूब गया
Mar sat har roj hota ha amplifier board
Bhai isme jo output hai na wo sirf 4ohm pe hi acha milta hai 8ohm pe koi b speker ache se work nai krta
Yes mera bhi khrab Nikla tha Maine reples kar diya tha
Sahi bhai Mera bhi kharab nikla 😅😅😅😅 apne kis app se mangaya tha
Maker bazar से
Ye ek 15+15w ka class d amplifier he sir ...is me 12 v or 3 amp Max hota he supply ... current agar jyada ho Jaye i.e 3-4 amp se jyada to iska ic jal jaega. Or aapne to sidha 10amp hi ghused dia he. Mere paas 4-5 yehi board he or lagbhag 3 saal hoga ise use kar Raha hun abhi Tak kuch nai hua ...iam using 12 v and 2 amp adaptor.
Sach bola he Kiya please reply me ye amplifier buy karna chahta hu
Hlo me kese cheq karu ki mera board original hai ya nhai
Or apne kitne watt or ohm ke speaker use kiye hai
Tpa 3110 board me 4440 board ka bass treble lagake dikhao
Usko 24v se try karo
Bhai mere sath hua h, abhi bhi h mere pass ye low sound ka tpa 3110 board
Bhai buy link to diya hi nahi
Hi bhi
Ha Bhai 😂😂😂
Ic check karo bhai
Bhai mere ko bhi xboom ka yahi speaker chahiye
Bhai mere sath bhi hua tha
Yes huya hai
Nikal gaya bhai
1:30 - ye 15+15 watt rms output deta hai, na k 30+30.. fake output ki selling kar rahe hain sellers
Mene ye 900 me Lia ha pr volume ful pr ruk ruk kr volume Ara ha
Bhai app ka amplifier me ic fake hogi mere pass bhi hai 30w ka sony ka subwoofer dhamakedar baj raha hai 12v 10amp smps ki supply se
New video on tpa 3116d2 100w mono amplifier board gold series okkk
Ok coming soon
😢 haa
Hi
Vai mera kaal tpa 3110 wala 2 board jaal gaya... 12 volt 5 amp supply pe.. turant jalgaya
150
Ha.. mere sath bhi Aisa hua hai Maine amravati se kharida hai 😂😂😂ab kya karu..... konsa kharidu?
Mera bhi bekar nikala hai bhai
150 rupay
Bor aapka bluetooth model kharab hai
Ha kal he mara tpa3116d2 amplifier kharap nikla 😭😔
Vai O blootooth module accha nehi hey mere pas bhi hey
Bro isme volume full karne par awaj ruk ruk ke a Rahi hai kya kare
Power supply me 100uf 50v capacitor laga do..
500₹ main
Waise ye amplifier price k hisab se theek hai. Aap is se zada bass expect mat karna, isme mid air high frequency bogot zada, acchi aur clear aati hai
Yah wala amplifier to work nahin kiya 🥲 to iske base ka idea nahin mujhe..
But Jo Episode 2 aaega uska Base 🔊 kafi khatarnak hai
@@DiyElectronic TDA8932 class d amp leke ana 128 shop lajpat rai se, ye amp bass ka baap k naam se famous hai. 30 watt deta hai 8 ohm pe jisme original Philips ki ic lagi hoti hai. Us se acchi bass aur clarity 30 watt mein kisi class d amp mein nahi milti
Bhai 24 volt pe sayad ye 50 per channel watt deta
Nahi bro utna powerful Nahi Hai ye
Mera bhi 1st kharab nikla or 2nd 3 se 4 bar chala woh bhi kharab ho gaya
1000 rupes spker
Ha Bhai sab kharab
Bhai mene mangaya tha ye kal hi iski delivery hui h or mene 2 aux cable change karke dekh li h but aawaj hi nhi aa rhi bilkul bhi 😢...... power on ki light to glow kar rhi h but sound nhi aa rha.......m REDMI KA 33 WATT CHARGER use kr rha hu kahi isliye to aisa nhi h?......12 volt adapter use krne pr chal payega ya nahi please koi btao😢
Edit: 12v adaptor se chal gya aram se lekin output utna bhi achha nhi h jitna socha tha 😅
To fir ye Lena sahe nahe hoga kya ?
Chal jayga bhai redmi ka adapter 5v ka hi hota h ya fir kisi phone ka bhi islie 12 volt ka adapter lgao aur chalao
@@umankalita5218 @@umankalita5218 bhai agar 150 ka mile tb hi lena kyuki usse uper faltu paise waste krke iske uper koi fayda nhi h fir isse achha to thode paise or badha ke toa3116d2 category ka hi lena.......iska output utna kuch khash bhi nhi h jo bilkul maja hi ajaye😅
Hmm vi sound quality very bad
Tumhara amplifier kharab aaya hoga, mene jo magaya wo badiya tha, aise speaker ko bhi kaharab kar dega yah amplifier
Bhai mujhe bhi dila de yaar aise 45 speaker
Ha bhai bakwas amp hai mera bhi left speaker nahi baj raha hai isme full paisa barbaad amp
Module math karidna bekar hai
I am fast
To slow bhi hoja bhai
Bhai wo bluetooth wala ic kharab hai
Bt module kharab ho sakta hai aux try karo aur3+ amp supply
Bhai BT Module bhi change kiya tha 🥲 Power 10 5amp Ka tha
@@DiyElectronic 3 amp max bro
Aapka contact number dijiye na yah Bluetooth lene ka rahega to mujhe price Bata dijiye aur aapka contact number dijiye main aapko Sampark kar Sakun