Bro hamare gao mai rasta kharab hai aur hill station hai aur raste mai bade bade patthar bhi hai to konsi ev aap suggest karna chahte ho Without ola and ather
bro apke budget ke upar depend he apko konsi electric scooter leni chahiye.. Agar brand me jaoge to lambe samay ke liye achcha rahega. Chetak in on top. IQube bhi kamal he aur iqube st me 140km range mil jati he vo aap dekh dakte ho. Bhai jitna fark kanch ke glass me he aur metal ke glass me he utna hi fark ek electric aur petrol scooter me he. Aur apke gao me raste kharab he to aap esi scooter lo jisme pichla tyre alloy ho kyunki hub motor gav me demage ho sakti he. to iqube ka ye drawback he. Achcha question kiya aapne me koshish karunga apke question pe ek naya video banane ki.
@@wheel_updates I'm getting good feedback about TVs iqube but negetive riviews & feedback about it's hub motor.... Everybody thinks that hub motor isn't efficient & long-lasting, durable & I want a durable long lasting scooter which will also stay good on bad roads & Ipmm & pmsm motors are also good i think So should I go for Ola??? Ipmm motor he usme😶
Nahi sir. Jaha se aapne book kiya he vahi showroom se gaadi milegi aur agar home delivery chahiye to showroom se 100 km tak ke area me hi delivery hoti he. Aur agar apko kisi aur showroom se gaadi chahiye to abhi ki booking cancel karke jaha se leni he vaha jake book karna hoga . Ye showroom walo ki policy he. Asha karta hu apka doubt clear ho gaya hoga. Dhanywad.
Another Genuine review 💯🔥🔥🔥
Waiting for Iqube ST Model......
Very soon!
Awesome😊,, best scooty in Ev segment 😗
Definitely
Waiting kitni hai s model ki in sambhaji nagar
Bro hamare gao mai rasta kharab hai aur hill station hai aur raste mai bade bade patthar bhi hai to konsi ev aap suggest karna chahte ho
Without ola and ather
bro apke budget ke upar depend he apko konsi electric scooter leni chahiye.. Agar brand me jaoge to lambe samay ke liye achcha rahega. Chetak in on top. IQube bhi kamal he aur iqube st me 140km range mil jati he vo aap dekh dakte ho. Bhai jitna fark kanch ke glass me he aur metal ke glass me he utna hi fark ek electric aur petrol scooter me he. Aur apke gao me raste kharab he to aap esi scooter lo jisme pichla tyre alloy ho kyunki hub motor gav me demage ho sakti he. to iqube ka ye drawback he. Achcha question kiya aapne me koshish karunga apke question pe ek naya video banane ki.
@@wheel_updates I'm getting good feedback about TVs iqube but negetive riviews & feedback about it's hub motor....
Everybody thinks that hub motor isn't efficient & long-lasting, durable
& I want a durable long lasting scooter which will also stay good on bad roads
& Ipmm & pmsm motors are also good i think
So should I go for Ola???
Ipmm motor he usme😶
Does this scooty have cruise control??
No cruise control
Battery swapable hai kya?
no
ismee body metal ki hey ya fiber ki he ? please tell sir...
Fibre.
You have to pay approx 9600rs extra for charger
Grey CLR better lagta hai ki Red CLR?
Grey. Red kuch jyada hi chamkta he. Aur uspe scratches bhi jaldi dikh jate he.
Bike ke sath charger milta hai ki nhi
Milta he
Sambhajinagar madhe test keli kq?
YES..
@@wheel_updates chagla vatta koni Sambhajinagar cha TH-camrs changa content banavla tr
Thanks sir...
Bro Bina dish ke Kan nahin aata
Thanks you Bhai ❤❤
Ek number brother 🎊
Thanks bro..
Body kaisi hai bhai iski plastic ya metal
plastic he pura.
Kha par hai showroom
Aurangabad me he sir, cidco me. Address diya he descption me
5 hr charge ke baad kitne km chlega?
full range chalega 100km.
@@wheel_updates Thanks for reply
Thanks to you for commenting..
50 km chlega
@@deepujoshi78 only?😒
Awesome review...
Thank you! Cheers!
Sports mode me kitna real range degi??
(Real)😂
अरे भावा तू तर औरंगाबाद चा आहे , तू म्हणतोय स्कुटर चांगले आहे तर घेऊन टाकतो , कुठे राहतो तू
पडेगाव ला राहतो भाऊ, चेतक चा पन वीडियो बघून घे एक दा
Sambhaji Nagar. Dhara Shiv
Price koto
explained in video bro...
Humane book karaya hai. Kya waha mil jayegi . Varanasi se hai
Showeroom me pata karna padega sir. Me comment karta hu showroom walo se puch ke
Nahi sir. Jaha se aapne book kiya he vahi showroom se gaadi milegi aur agar home delivery chahiye to showroom se 100 km tak ke area me hi delivery hoti he. Aur agar apko kisi aur showroom se gaadi chahiye to abhi ki booking cancel karke jaha se leni he vaha jake book karna hoga . Ye showroom walo ki policy he. Asha karta hu apka doubt clear ho gaya hoga. Dhanywad.
Lady foot rest nahi hai
वही बुक किया भाई मैंने आज
Kya real range hai dono mode mein
Jo video me bataya he exact utna hi he.
@@wheel_updates 89 ya hundred???
75 on sports and 100 on eco
छान व्हिडिओ बनवला तू
thanks bhai...
Ye scooter sirf video me hi he showroom me to he hi nahi
Haa bhai abhi abhi Launch hua he. Waiting period bhi h inpe
khud ke name se register krenge screen me to kya bhai nhi chala payega
Register hote hi sab chelaga.
Hub motor acchi nahi hai..
bekar hai not removeable battry