Thank you sir for your directional and very true information provided ...delink karke 24 hours me hi mera durse account pe aadhar seeding ho Gaya aur NPCI pe active bhi ho gaya ....
Bhai mujhe ek baat batao Jab aapne purane Account se delink karaya tha.... Fir uska adhar seeding status Inactive dikha raha tha... Bhai please reply me 🙏
@@shailejasose2547 aapka aadhar pehle jis bank me link tha usi bank me pehle aapko delink karna hai Jo bhi bank ke accountant hai o kar dete hai 2 minit me 24 hour ke baad aapka adhar link status bhi inactive honga fir aapko jis bank me link karna hai kar sakte hai aadhar seeding form bharke... abhi online bhi ho raha hai bhart aadhar based enabler pr
Thankyou so much It was really helpful...like life saving for me.. becz 10baar bank m dakke khane ke baad v ni hua.. aapki wajeh se ek ghante me IPPB account kholne se kaam ho gya
Sir hum apna account band karwa diye he sbi ka or abhi mera bank seeding status inactive show ho raha he to kya ab hum ippb main ac open karke ke dbt link kar sakte he
Sir mera 2015 ko central bank me account tha lekin myne post office me bhe account open kiya lekin post office ka link nahi huha central bank ka he lekin mujhe change karna he kayse kare change
Sir. Mera Bank of India me seeding hai aur 3 month ka paisa bhi aaya hai. But ab mujhe seeding SBI bank me karna hai. To kya aage ka paisa SBI me aayeinga????
Mera bank account seeding hai pahle se toh agar main post office me new account banwaungi toh kya bank seeding pahle wala account se change hokar post office wala account me ho jayega? Please reply please it's emergency scholarship form fill up karna hai 1 din baki reh gya hai please.
@@SaifKhan-gq7xb bhaiya ye btao mera Central Bank me adhar seeding h but main new account banwayi bandhan Bank me to kya adhar seeding change hoke bandhan Bank me ho gya? (Uidai website pe adhar seeding status check karne pe central bank hi dikhata hai scholarship ka I'd password nahi aya hai sabkuch verify ho gaya sirf bank account nahi hua hai)
@@Hello-l3u3u nhi bhai aapko pahle purane bank mei jake unlink krana padega jab hojayega fir uske baad new bank mei jake link krwana padega khud se nhi hoga broo
@@Hello-l3u3u bhai simple sa ek chiz kroo itna jhamela Mt kro apne pass Wale post office mei jao aur bolo acc khulwana h zero balance ippb theek toh form bharo khul jayega unse bolo dbt link krde toh tunhara wo npci khud link krdenge instant acc khulte hii link hojayega bina jhamela ke wahi acc laga dena schorloship ke liye bss simple
Pahle se uttar Bihar gramin Bank me account hai usme sedding bhi ja kr karbaye hai but inactive so kr raha hai kya SBI Bank me new account kholba sakte hai SBI me sidding ho jayega koi problem bhi hoga kya sir please reply dijiye
Sir important questions plz reply, mera account me npci link na hone karan 16 kist ruka h. Aagar m 2nd account me vriddha pension ko link kr du +npci bhi to kya pichale 16 kiston ka payment mil sakta hai. ❤️🙏
Same problem maine apna account hi band Kara liya fino bank but adhar sedding status me vhi show ho Raha hai jbki meine Bank of Baroda me bhi kha dbt link ke liye but koi solution nhi hua
@@nayan_patidar. Hmm fino bank me Jake adhar seeding deactivate Kara do aur Bob me dbt ke liye kh do ya fir khud kar lo dbt online application hai Bob ki hojayega
Bhai pehle baroda gramin bank me aadhar link tha, 2 saal pehle ippb open hua jisme aadhaar link ho gya par bank of baroda me extra charges bank wale deduct karte rahte isliye sbi account open kiya jisme aadhar link nhi ho rha kya ab mujhe baroda aur ippb dono de-link karana padega ya phir kewal baroda gramin ko hi de-link karane par sbi me aadhar linked ho jayega Please reply
Please reply me urgent sir mera bank Indian Bank me tha account number copy mobile nhi hai temporary band ho gya hai or mujhe seeding karwana hai sbi me kaise hoga???
Sir mera phle sbi me account me or maine schorlship ke pnb bank ka account diya hai or uadai par check kiye to sbi hi seeded dikha rha hai jbki abhi new account pnb me open kiye the or wahi diye the schorlship me ye adhr card se open hua to pnb bank nhi dikha rha hai uadi pr sbi hi dikha rha to kya mera paisa nhi aygea pnb me kya please help kijye
Pehle Paytm bank se de-link karwa lijiye delink successfully ho jaane par aap apne federal Bank branch me jaakar boliyega aadhar NPCI DBT link karna hai.
@@dheerajmishra7813 Bhai Ticket Raise Karo Payment Bank Support Option ma uske baad Customer Care pe Baat Karo unko Batado DBT - Unlink Karna hai. Mera Aaj Unlink ho gaya
@@madhurisalunke5251 same mera bhi yahi hua hai mera IDBI bank me account open hi nhi ki par mera aadhar link dikha rha hai IDBI se kya kru samjh nhi rha
Mera pnb bank tha mene kal chacek kiya addars login me to inactive bta rha tha or mene bank 15 din pehle band karwya or ajj mene SBI me aadhar link karwa diya hai 😢 abb active nahi hua aadhar me
Sir mera feno bank me dbt active hai use pnb me karna hai Feeno bank band hoga lekin abhi bhi active hai or use pnb me active karana hai please help me 😢😢😢 Mera scholarship ka paisa nahi aa raha hai 40000 please sir
@@criminal_hu mene bhi 10 day's phele CBI Bank se delink karwaya hai.....or usi din union Bank me application di thi link karwane ke liye ajj tak nhi hua...... tumhara ho jaye to please btana mujhe
Sir mera SBI seeding dikha rha hai, jabki usme mera account bhi nhi hai, bank wale bhi kuch help nhi karte hai, kaise change karen dusre bank me... Please help me sir...!!
Sir, meri mummy ka acnt mene sbi me seeding karvaya hai par npci pe abhi b indian bank bata rha he jo bank acnt blocked he closed frozen already. Pls help.
Sir mera account Fino payment bank me khula the jise kal hi maine band kara diya, aur mera bank of baroda me account hai toh kya sahi ho jayega abhi inactive dikha raha
sir maine pnb bank pe dbt link krwaya hai, but abhi maine durse bank sbi me new account khulwa hai aur sbi account se dbt link ka request raise hua hai. to kya mere phle wale bank pnb be automatice de-seed ho jayega kya.(mai nhi chahta ki dusre wale bank me dbt link ho)
Bhai yaar bohot pareshan ho gaya main old account band karke 7 saal ho gaye unhone dbt chalu rakha tha ab wo delink karne ke liye 1 mahina chakkar lagaya ab link karne ke 2 week se chakkar laga raha hu
Hello bhai..mera old account active dikha raha hai..per mai abhi vaha nhi ja sakati maine city change hui hai shadi ke bad..our mere pass punare bank ka kuch document nhi hai.....mera naya account link ho sakata hai agar purana active dikha raha hai to...
Thank you sir for your directional and very true information provided ...delink karke 24 hours me hi mera durse account pe aadhar seeding ho Gaya aur NPCI pe active bhi ho gaya ....
Bhai mujhe ek baat batao
Jab aapne purane Account se delink karaya tha....
Fir uska adhar seeding status
Inactive dikha raha tha... Bhai please reply me 🙏
Bhai kese delink aur new bank add kete hau plzz
@@shailejasose2547 aapka aadhar pehle jis bank me link tha usi bank me pehle aapko delink karna hai Jo bhi bank ke accountant hai o kar dete hai 2 minit me 24 hour ke baad aapka adhar link status bhi inactive honga fir aapko jis bank me link karna hai kar sakte hai aadhar seeding form bharke... abhi online bhi ho raha hai bhart aadhar based enabler pr
@@akash99 ha mera v same h inactive show krrha h but new add ni horha jb ke branch se update h
Bahut bahut bahut shukriya bhai, post payment bank ne account kal hi kiya tha aaj direct link hogaya, bahut shukriya jazakallahu khaira
Thank you sir ji Mai bhi bank ja ke parshan ho gya thha aapka bahut bahut dhanyawad 🙏
Apka change huaa kya bhai aur konsa tarike ke
Aapne post payment Bank me hua?
Thankyou so much
It was really helpful...like life saving for me.. becz 10baar bank m dakke khane ke baad v ni hua.. aapki wajeh se ek ghante me IPPB account kholne se kaam ho gya
Thanks sir bahat usefull video and information 🙏
India post payment bank mein khata khul kr hi sb khatam ho gya.... Dbt link chng ho gye इसीलिये bhoot parishan hain
Mam,ippb me link hone baad kya sbi me aadhar link(Aeps) ho sakta hai
Please answer
Bhai mera SBI me aadhar seed he vo account band he. To ab dusre account me kese seed kare?
@@sachinkukreja1773 same problem
Mera bank of Baroda me link hai. 😊😊😊😊😊😊😊😊 Ab life time yahi account rahega mera 😅😅😅😅😅😅😅😅😅
Kitna din me dbt hua
Kitne din me link hua
Bhai 24 hours me ho jata hai
@@ameshwar.r28952din
chang hota hi
Account Band ❌ Bank Band ✅
Same problem bro
PMC bank hai mera
Yes easily I changed to airtel payment Bank.....
Ji please mujhe bhi bataya ke apne Airtel payment Bank se adhar card ko kese hatay
@@SanaShaikh-li7es have to visit airtel office
@@Chaitnya_27 need to visit nearest Airtel office....they will do within a minute
Dhanyawad sar
Sir post payment bank me account bananeke baad dbt change hone me kitna time lagega please batayiye sir
Bank Bina band kare India post payment Bank me ho jayega kya sir
Yes
मूझे bank of बड़ोदा से sbi मे dbt कराना है
India Post payment bank me aadhar seeding active hone ke bad fir se aadhar delink nhi hota hai.... Pura account ko close krna pdta hai.....
To kya Kari ap
Mera Bhi IPPB Me Link Hai,, Ab Nhi To Raha Durase Account Se Link
Kotak mahindra bank me online khud hi kar sakte hain dusre bank me link hone ke baad bhi bank ki app se
Maine D-Link krwa liya lekin dushre se link ni mapp ni horha
Mera indian post payment me dbt inactive hai to hum bank of india me dbt link kar skte hai kya
PYTM bank me adhar siding he to digital gujrat ki scholership milegi ?
bilkul milega
Sir hum apna account band karwa diye he sbi ka or abhi mera bank seeding status inactive show ho raha he to kya ab hum ippb main ac open karke ke dbt link kar sakte he
@@RamaShankar_67 ofcourse krr sakte hai
Sir purnae acc ko bina dilinked kiye biegr post bank mi acc open kiya tho adhae link ho jyage kya sir
Sir mera 2015 ko central bank me account tha lekin myne post office me bhe account open kiya lekin post office ka link nahi huha central bank ka he lekin mujhe change karna he kayse kare change
Post office ka to online khud se ho jata hai😂
Mera sbi me inactive bata raha hai ,to maine ippb me account open kiya kya usme dbt to jaayega atomatic ya kuch karna padega
DBT kya kewal ek hi bank account me hota hai ya sabhi bank me kra sakte hai
sirf 1 me,dusre bank me karaane se pahle me se hat jaata hai
Sir. Mera Bank of India me seeding hai aur 3 month ka paisa bhi aaya hai. But ab mujhe seeding SBI bank me karna hai. To kya aage ka paisa SBI me aayeinga????
Mera bank account seeding hai pahle se toh agar main post office me new account banwaungi toh kya bank seeding pahle wala account se change hokar post office wala account me ho jayega? Please reply please it's emergency scholarship form fill up karna hai 1 din baki reh gya hai please.
Yess hojayega
@@SaifKhan-gq7xb bhaiya ye btao mera Central Bank me adhar seeding h but main new account banwayi bandhan Bank me to kya adhar seeding change hoke bandhan Bank me ho gya? (Uidai website pe adhar seeding status check karne pe central bank hi dikhata hai scholarship ka I'd password nahi aya hai sabkuch verify ho gaya sirf bank account nahi hua hai)
@@Hello-l3u3u nhi bhai aapko pahle purane bank mei jake unlink krana padega jab hojayega fir uske baad new bank mei jake link krwana padega khud se nhi hoga broo
@@Hello-l3u3u bhai simple sa ek chiz kroo itna jhamela Mt kro apne pass Wale post office mei jao aur bolo acc khulwana h zero balance ippb theek toh form bharo khul jayega unse bolo dbt link krde toh tunhara wo npci khud link krdenge instant acc khulte hii link hojayega bina jhamela ke wahi acc laga dena schorloship ke liye bss simple
@@SaifKhan-gq7xb ye mujhe bhi pata hai but form fill up already kr diye hai isliye but Mera Kam ho gaya thanks btw
Purana wala account Bina band kare delink bhi na hone ber
Mera india post bank me active bata raha hai lekin ham chahate hai ki pnb me bank me ho to kya kare
Mera account utthar bihar gramin Bank me
Lekin india post payment Bank me
Npci nahi ho raha h kya upay kare
Mera fedral bank ac closed kiya
Hai post office bhi ac mai nahi hua hai
Abhi bhi online fedral dikhata hai
Npci mobile se krna he sar jese bank of baroda me npci me link he ab sbi me bank nahi a rha he kya kre
Pahle se uttar Bihar gramin Bank me account hai usme sedding bhi ja kr karbaye hai but inactive so kr raha hai kya SBI Bank me new account kholba sakte hai SBI me sidding ho jayega koi problem bhi hoga kya sir please reply dijiye
Sbi me problem hota hai..... dusre me try kro
Please yeh bta do ki eksth do bank pe adhaar dbt link nhi hota h kya ??
nahi
Sir important questions plz reply, mera account me npci link na hone karan 16 kist ruka h. Aagar m 2nd account me vriddha pension ko link kr du +npci bhi to kya pichale 16 kiston ka payment mil sakta hai. ❤️🙏
Ha bhai mil jayegi sabhi pending
@@pankajphogat8729Thank you Bhai ❤️
Bhai fino payment bank mai hai dbt but schoorship ka payment to mil jayega na 😢
Same problem maine apna account hi band Kara liya fino bank but adhar sedding status me vhi show ho Raha hai jbki meine Bank of Baroda me bhi kha dbt link ke liye but koi solution nhi hua
Kya Kia bhai
Same bank mmvy k liye krna h
@@nayan_patidar. Mmvy kya?
@@UPSC_Safar ha mp me mmvy
Mera fino se active bta rha h
Pr bob m krna h
Fino m scholarship shayad hi aaye isliye🤔
@@nayan_patidar. Hmm fino bank me Jake adhar seeding deactivate Kara do aur Bob me dbt ke liye kh do ya fir khud kar lo dbt online application hai Bob ki hojayega
Kitna time lgta hai sir India post payment Bank me dbt active hone me
4 se 5 din
Sir mera aadhar link canara bank me he muje wo deactivate Krna he or Cosmos bank me link kra he ksa kra
Thank you🙏 sir
Bohut atsha salah Diya sir thank u
Bank name kaise change hoga sir ji dbt State Bank of India ke jaga me punjab national bank hai । Bank visit kiya hai change nei ho raha hai
Bhai mera fino payment bank me aadhar seeded hai or mujhe mera SBI bank me aadhar seeding krana hai
Ek Aadhar ek mobile number ek bank account rakho bus
Mera sbi me account hai kisi dusre state me dbt link bhi usi me hai but account band hai mujhe bank or Baroda me dbt link karana hai hoga
Bhai pehle baroda gramin bank me aadhar link tha, 2 saal pehle ippb open hua jisme aadhaar link ho gya par bank of baroda me extra charges bank wale deduct karte rahte isliye sbi account open kiya jisme aadhar link nhi ho rha kya ab mujhe baroda aur ippb dono de-link karana padega ya phir kewal baroda gramin ko hi de-link karane par sbi me aadhar linked ho jayega
Please reply
Aapko baroda Bank me Jake bolna hai ki mera aadhar link hata dijiye fir aap apna aadhar sbi me jake link karwasakte
Garmin me se hat gaya hai isliye baroda me link dikha raha hai aapko
Bhai Mera axis Bank me link dekha a rehi hai,lekin voh bahar ka bank hai 12sal ho geya close hai,
SBI se kaise link karun
Punjab National Bank me bina unlink dbt kiye huye
India post payment bank me DBT link ho jayega
Me bahut pareshan hu 😭
Please reply 🥺🥺🥺🥺🥺
Hello sir Mera SBI me de seeding kar Diya hai aur uidai par bhi inactive dikha raha hai to ab mera BOB me adhar link ho jayega
Haa ho jayega bob ki site pe option h
Please reply me urgent sir mera bank Indian Bank me tha account number copy mobile nhi hai temporary band ho gya hai or mujhe seeding karwana hai sbi me kaise hoga???
Mere BOB account balance mines me h bina charges pay kare delink krna hai please help
Sir mera phle sbi me account me or maine schorlship ke pnb bank ka account diya hai or uadai par check kiye to sbi hi seeded dikha rha hai jbki abhi new account pnb me open kiye the or wahi diye the schorlship me ye adhr card se open hua to pnb bank nhi dikha rha hai uadi pr sbi hi dikha rha to kya mera paisa nhi aygea pnb me kya please help kijye
Same problem bro
Kuch solution Mila bro
Same problem bro
Same problem
@@STUDYNIRAJ85 I got scholarship in seeded account
Kya de link karne se bank account chalta rehta hain ?
Hello Bhaiya Mera PAYTM PAYMENTS BANK se Linked hai mujhe FEDERAL BANK se link Karna hai
Pehle Paytm bank se de-link karwa lijiye delink successfully ho jaane par aap apne federal Bank branch me jaakar boliyega aadhar NPCI DBT link karna hai.
Paytm se D-Link kaise kare
@@dheerajmishra7813 Bhai Ticket Raise Karo Payment Bank Support Option ma uske baad Customer Care pe Baat Karo unko Batado DBT - Unlink Karna hai. Mera Aaj Unlink ho gaya
Same bro paytm me delink kese kare batao@@dheerajmishra7813
@@dheerajmishra7813 hogya kya 😭
Mera jis account m dbt h oo account no mil nhi rha h to dbt kaise bdle
Bank jate jate thak Gaya tha tab aaram kar liya bank me jaake ab account complete chalta he
Bhai mujhe bank of Baroda mein dpt of kar k SBI pe link karni hai
Fr Indian post payment Bank se Bob me link hoga sir ..???
Yes follow steps th-cam.com/video/aFdyiIm7juE/w-d-xo.html
Bank of baroda me link h toh usko kaise hataye sbi me link krwana h??
Good information 👍👍👍👍
Or mera pnb bank bol rha hai mai npci karke hi account open kiya hu to paisa mera pnb me aayega
Sir my bank is sbi bt when checked, my adhar card is linked with bank of India.. i had never open that bank account. So now what to do
@@madhurisalunke5251 same mera bhi yahi hua hai mera IDBI bank me account open hi nhi ki par mera aadhar link dikha rha hai IDBI se kya kru samjh nhi rha
Aacount he kult hai kya din bar
Mera pnb bank tha mene kal chacek kiya addars login me to inactive bta rha tha or mene bank 15 din pehle band karwya or ajj mene SBI me aadhar link karwa diya hai 😢 abb active nahi hua aadhar me
Mera Central Bank se aadhar seeding nhi hat raha hai to India post payment bank account open kar sakti hu usme khud wa khud link ho jayega
@@ShakeelAnsari-c4x hua kya
Sir maine pehla bank band karwa diya h or inactive b dikha raha h fir b mera dusre bank me dbt active nhi ho raha h
मेरा india post payment bank online खोले थे अब status में inactive बता रहा है, तो अब क्या में अपनी aadhar seeding SBI में होगा की नही sir?
Sir me aapna bank close karwaya hu 2022 me but avi vai adhar link usi me show kr raha he .. Bhut preshan hu
Bank of baroda ya canara bank me account open karaiye aur online dbt link kar lijiye, bank badal jaayega
Sir mera feno bank me dbt active hai use pnb me karna hai
Feeno bank band hoga lekin abhi bhi active hai or use pnb me active karana hai please help me 😢😢😢
Mera scholarship ka paisa nahi aa raha hai 40000 please sir
Sir mera bob se adhar unlink kardiya leki dbt active bata raha he to kya kare
Sir India Post Payment Bank me aadhar seeding karwane par SBI Wale se pakka hat jayega na. Please Reply
Bhai hat gya ky sbi se automatic?
2:25
sir mera dbt state bank of india per link hai mey bank of india ka sath link karna chati hun .
Hamara post office account ko DBt de link karana kaisa karan proces kaya hye
BHAI MERE AADHAR ME INACTIVE HE MENE DUSRA BANK ME DBT KE LIYE DE DIYA HE TO HO JAYGA KYA
Answer Dena please bro
@@criminal_hu mene bhi 10 day's phele CBI Bank se delink karwaya hai.....or usi din union Bank me application di thi link karwane ke liye ajj tak nhi hua...... tumhara ho jaye to please btana mujhe
yes
Sir mera ceneda bank inactive dekha raha tha fir mai post office me bank open karwaya fir v mera ceneda bank inactive dikha rha h
Bhai muje bank of vadoda se indian post kar na hai nahi hora 😢
Mera ek hi acct h shuru se SBI mein lekin NPCI pr central bank of india show kr rha h smjh me ni aa rha kese hua
@@WebEconomics same problem kaise solve hoga plz tell me
Sir mera inactive h bank me form submit kar diya h phir bhi active nhi kar rahe kya karu plz reply
Same here🥲
Sir mera SBI seeding dikha rha hai, jabki usme mera account bhi nhi hai, bank wale bhi kuch help nhi karte hai, kaise change karen dusre bank me... Please help me sir...!!
Kabhi aapne SBI me account open karwaaya hoga or ab close karwa diya hoga isliye Aisa show ho raha hai
Same problem bank of maharashtra bata rha jbki isme Mera account hi nahi hai aur na kbhi open karwaya tha ....aapne kya kiya plz reply
Thanks Sir
Axis Bank me v yesaa option hai change krne ka
Sir, meri mummy ka acnt mene sbi me seeding karvaya hai par npci pe abhi b indian bank bata rha he jo bank acnt blocked he closed frozen already. Pls help.
Sir india post payment bank me scholarship ka paisa aa jata hai
Yes aa jaata h
Sir mujhe sbi me link karvana hai but option me hi nhi hai sbi
Sir mera aadhar link indusind bank me hai aur abhi mujhe bank of india me aadhar link karana hai to kya karu.please
Tq bhai sahab 😊
Sir mera account Fino payment bank me khula the jise kal hi maine band kara diya, aur mera bank of baroda me account hai toh kya sahi ho jayega abhi inactive dikha raha
sir maine pnb bank pe dbt link krwaya hai, but abhi maine durse bank sbi me new account khulwa hai aur sbi account se dbt link ka request raise hua hai. to kya mere phle wale bank pnb be automatice de-seed ho jayega kya.(mai nhi chahta ki dusre wale bank me dbt link ho)
Ippb se hi delink karana h to khya kre
Sir account closed se d link kaise kare adhat chakkr kaat kat kar thakk chuke hai hum
mera account deactivated hai or mene npci unlink ka form submit kr diya hai..kitne din lagege unlink hone me
Npci unlink ka form kaha milta hai
Mera Bank of Baroda me link hai 😊😊
Sir mera banck account mujhe yaad nhi hai or pasbook nhi hai to kaise dbt unlink kaise kare
Bhai yaar bohot pareshan ho gaya main old account band karke 7 saal ho gaye unhone dbt chalu rakha tha ab wo delink karne ke liye 1 mahina chakkar lagaya ab link karne ke 2 week se chakkar laga raha hu
@@BhaskarKewari post bank me account khola aapne
Bank manager se.... Head office mail. krwao 15 din mai ...... inactive ho jata hai
Mobile no aur adhar card dono link hai fir bhi bank seeding status incentive kyu dikha raha haiii?
सर इनेक्टिव कराने से उसी अकाउंट से लेनदेन होगा कि नहीं please reply
Nahi
hoga
Hello bhai..mera old account active dikha raha hai..per mai abhi vaha nhi ja sakati maine city change hui hai shadi ke bad..our mere pass punare bank ka kuch document nhi hai.....mera naya account link ho sakata hai agar purana active dikha raha hai to...
bilkul hoga .
Online process -th-cam.com/video/2Pgsxdv0QpI/w-d-xo.html
Sir mai gariyaband jila se hu mera acount benglor me khulvaya tha to dlink karvane ke liye benglor jana padega kya
Kaun sa bank hai
SBI ka hai sir
Bata na yr
Mera pahle cbi me dbt huaa tha or mai school me cbi bank ka account no. Diya tha
Lekin ab mera ippb me dbt link ho gya hai to scholarship kisme ayega
ippb me aayega ya fir bank update karna hoga.
India post payment bank se npci remove krke pnb me karana. Kaise kre pls help
Kaise kiya ,, please tell me
Mene to De-link bhi krwa diya, Inactive show ho rha hai. phir bhi change nhi ho rha. Kya Kre......???????????
Delink karne me kya document lagta hai Bank me
@@RajBibharOK only adhaar card or ek form bank se Lena padta hai❤
Ippb bank ke csp se ho jayega kya change
ho jayega aur mobile se bhi ho jata,hai ippb me to