Sir ji aap ki video dekhkar acha laga or sath me ek mazboor inshan ki bat bol ke unki madat karni chaiye yeh dekh acha laga. Apka ka bhala ho yehi duya karta hun. Kuch me v donate karunga.thanku sir ji.
Bhai sab log agar minimum rs.10 bhi donate karta hay.... Agar 10,000 x 10= 1,00,000. 1 Lakh Rupees. So Please Donate. rs. 10 Donate karne me kohi gareeb nehi ho jayega.
Bhaiya Mera ek Exide ka solar inverter hai 1150 VA 12 volt operaetd 200 Ah ka battery laga hai, main ur ek 200 Ah battery parallel main connection Karna chathahu ,solar panel kitna watt ka lagauu ??
Agar shark panel ki voc 45 se jada hai aur single battery pe chalana hai to ashapower controller lena padega agar voc 45 se kam hai to utl ka gamma plus solar inverter le sakte ho.agar inverter phle se hai to smarten ka mppt solar convert le sakte ho.
Bhai mere pass 200ah luminous redcharges battery hai or zelio+ luminous inverter toh konsa solar or kitne watt ka lu please support or kya kya lagega please help me
Sir ji yeh charge controller 12 volt system ke liye 500 watt tak panel support karta hai.....aisa manual pe likha hua hai. Jada panel lagane se problem nahi hoga ?
Bhai apki madad karne ka andaj bohat pasand aya bhai.....🔥🔥🔥👍🏼👍🏼👍🏼......
Apke video ka besbri Se intjaar rhta hai accha lgta hai kuch sikhne ko milta hai apke btaye trick ko mai kahi kahi use krta hoon Thank-you sir
तुम्हारी विडियो में एक सबसे खास बात यह है विडियो लम्बी होती तो टाइम पास भी हो जाता है
😂😂
Bohot acha video usmay say sikna ko bi milta ha asa koi samga ta nehi ha.
aapka har video ka Intezar aata hai aap bahut hi acche video banate Ho Aur samjhate bhi ho
🎉🎉🎉
Super video bhai 👌👌
Thanks for video bhai
Aap bahut mahan insan hai
आप ने पूरे सिस्ट्म को बहुत अच्छे से बतायी है।
धन्यवाद
Good job aaj hi yaad kar rha tha video nahi dali
Aapka har video ka intjar aata hai aap bahut achi video banate ho or samajhte bhi ho
Bahut acchi Jankari Di Kafi Achcha Laga
Apka har video acha hota hai aur acha se shamjhate hai
Sir ji aap ki video dekhkar acha laga or sath me ek mazboor inshan ki bat bol ke unki madat karni chaiye yeh dekh acha laga. Apka ka bhala ho yehi duya karta hun. Kuch me v donate karunga.thanku sir ji.
*I like This Video Thanks For Sharing With Us..* 💐
Gzab ki video h bhai
Bahutt tagri video baaye ho aap
Bhut hi badhiya jankari
Very true very nice video
Wow bhaiya bahut badhiya
बहोत खूब व्हीडिओ 👍
Nice video bro
बहुत बढ़िया भाई
Bhot hi badiya lagi
Bahut acha laga sir
Good bhai
Wiring diagram bhi provide karo sir. Video bahot accha hai..
Sir I like your video
Good br
Nice video
Bahut accha video
Op Bri
Superb Boss..Big Fan of u
Wow Bhaiya...great work..
Thankyou sir bahut accha video hai
Bahut val hoise
Ar satting ki bare me bataye
Very good and useful Very easily understanding thank you
Bhai sab log agar minimum rs.10 bhi donate karta hay.... Agar 10,000 x 10= 1,00,000. 1 Lakh Rupees. So Please Donate. rs. 10 Donate karne me kohi gareeb nehi ho jayega.
Nice sir
Best
Sir aap hause wiring ki video bnao
Nice work
Thanks Alot Bro
Nice Thakur sir. Pl. Told us prices for every part with companies and also complete unit.
Thanks and Best of luck for ur social activities .
God job sir
zabardst ustad
Best video
Bohoy achha pga
नाइस video 👍👍👍👍❤❤❤❤
Very good sir
Nice 👌👌
Sir plz aap fusion 40 amp mppt loom solar ka instaalation dikhaye. Me aap ke hi channel ko dekhta sirf.
Arun Kumar.
Bahut achcha Laga
Very nicely explained.Kya hum sirf solar system se inverter charge karsakte.Mujhe main line disconnect karna hai.Krupaya batayiye.
Sir ji amp bhi check kar kay dikhuo kitna aa raha hai
AWESOME 💟👍
Bhai mantosh loom company ke solar me snail trail ki problem aa rahi hai eska par dhyan de
Customer Ka money bekar n ho
Sir aap ne kitne amp ka सोलर कंट्रोलर lagaya ha isme kiyne penal 375 tak laga sakte hai singal Battery pe
Bhaiya Mera ek Exide ka solar inverter hai 1150 VA 12 volt operaetd 200 Ah ka battery laga hai, main ur ek 200 Ah battery parallel main connection Karna chathahu ,solar panel kitna watt ka lagauu ??
Sir manual changer over par kese pata chalega kansa phase par chalrahe
Loom Solar shark 440w ka 2penal lga sakte h kya is prim+ controler me
ਬਿਲਕੁਲ ਜੀ, ਹਰ ਭਾਈ ਨੂੰ ਇਹਨਾਂ ਦੀ ਮਦਦ ਕਰਨੀ ਚਾਹੀਦੀ ਹੈ ਜੀ।ਕਿਉਂਕਿ ਡੇਢ ਦੋ ਲੱਖ ਕੁੱਝ ਵੀ ਨਹੀਂ ਹੈ।
Single battery per shaak solar panel lagane ke liye kaun se charger ka upyog kiya jaaye
Agar shark panel ki voc 45 se jada hai aur single battery pe chalana hai to ashapower controller lena padega agar voc 45 se kam hai to utl ka gamma plus solar inverter le sakte ho.agar inverter phle se hai to smarten ka mppt solar convert le sakte ho.
हमारे यहां तो इन पैनल्स को बंदरों का झुण्ड एक दिन में ही तहस नहस कर दे गा!
sir waaree 535 bifacial module ha isme konsa structure lagega please bataye abhi niche rakha ha jamin me
12 volt 500 watt as per company you installed 750 watt module any problem in warranty
Yes
20A luminous ke controlal pe 540watt ke 2 penal laga sakte hain
Or in dono panel pr kia 1 kw ka inverter work kr payegav
320w 24v solar panel MKT 3012 SMU use kar sakta hai? Agar nehi to kon sa use kare? Humara pas 200ah ka Exide battery hai.
Agar budget ka issue nahi hai to kis type ka panel best hai ?
Sir मेरे पास Truepawor z siris 1500 va hai उस पर कितने Watt k पैनल लगा सकते हैं samarton cantrol 50 am के साथ
Solar structure ka link bhejiye,
Thank you!
Bhai mere pass 200ah luminous redcharges battery hai or zelio+ luminous inverter toh konsa solar or kitne watt ka lu please support or kya kya lagega please help me
Wire controler stand solar PV module conector etc
Nice 👍
Din me battery bhi charge hoga sath me fan light bhi use kr sakte hai ?
Gud job sir
Bhai is system pr inverter kitne watt ka chalega
Very good 👍
Good
mai apni 140AH ki inverter battery k sath 12V 400W k do pnel lagane soch raha, kya system lagana better padega kam kharch me?
Sir
Mujhe 8 kw ka off grid system lagana h pl best solar system ke bare me sugesh kare
360 watt ke solar panel pr konsa inverter or battery best rhegi
Smarten mppt smu pe Kitna watt tak panel support karte hay single battery pe.....
12volt 150Ah par 24volt330wat ke penel keshe seaport karega control
Hamare pas sukam 850 inverter or 200Ah V-gaurd ki tubular battery hai usme solar painal kitne ka lagega or kya kya part lagega
Bahut acha laga magar solar ka Baitari h line se bhi charge kar sakte h aur solar se bhi video dal k bataiyega
TH-cam par
❤️👍👍❤️❤️
Sir ji yeh charge controller 12 volt system ke liye 500 watt tak panel support karta hai.....aisa manual pe likha hua hai.
Jada panel lagane se problem nahi hoga ?
UTL Rmppt 40 A controler par ek battery inverter ke sath 540 watt ke do panel parallal laga sakte hai kya
Bhai ji dono penal 12 volt ke h ya 24 volt ke. Jaror bataye
Geenova solar me 325watt 12volt me aa rhe h
@@Sukhwinder.kamboj aapka sukriya
Mere paas 1hi 320 ka hai 140ah battery charge hogi kya
Mujhe bhi apne purane inverter ko aise hi solar pe convert kerna h
Normal inverter me chalega ya soler inverter hona jaruri h
Ye jo alag se soler charge controler laga h
mantosh bhai aapne apni company kaha register kari thi
Sir ji Humko 1Kw ka solar setup lagana hai, Luminous ka pannel Aur Vikram solar me koun sa company ka thik rahega
Sir smu utl ka 24 volt pannel ko 12 volt battery par connect kar sakte h kya and 30 amp par battery ki life par fark padega
Opan circuit voltage. VOC kitana hi pinal ka.
Mujhe Apne pure Ghar Ki wiring karani hai.
Hm aapko kaise contact kar sakte hai
Brother sauth me hi q lagana chahiye purab ki tarf bhi kar sakte hai n ? solor panel ?
Hi Bhai
Mujhe 0.5 hp ki sumbersiber moter ko solar plet par chalana he usme kitne watt ke penal or inverter lagega
700w best hoga
Bhai loom solar shark 430 watt 24 volt k 2 panel mai charge controller konsa laga sakte hai ? Inverter luminous ka hai or single battery hai 150 ah ki
Loom solar charging controller
@@KhalsaElectricals konsa wala controller kitne amp. Ka ?
1 loom solar(380)panel & inverter kya price hai. PLZ ANS
Loom have only Shark 440 watt now.
Yellow box kis name se milaga bhai
Bhai hmare pass smarten ka soloar wala inverter h uss pr direct pannel lga skte h please reply