Asalam o Alikum Bhai shukriya apka bht achy SE samjhaya Mera ik sawal hy aik Puraana ups hy isme drive card k 4 wire wala hisab kitab hy 2 Alag Alag terminals per lagi hy usko kaise me is k Sath adjust kro jaha B1 aur B2 hy
Aslamoalakum gee akash bhai kesy hein aap Ye btain ke jb aap new ups bnaty hein tokea directly battery se connect karty hein aur agr koi galti ya shortage ho to kea karty mtlb ye ke new ups ke leay koi safty tareqa kea he koi kehty hein bareek taar ka istmal kar lein aap koi acha sa tareqa btain ke kisi nuqsan se kesy bacha jaey
Bhai jan agr 104 kit sy 12volte batry charge krni ho aur out put b 12volte lena ho tu kia keia jy Matlib k 104kit sy me 12volte chrger bnana chata hn plz help me
Akash babo Aik aisa video b banaye jismey bising differnece aty hoo means same nahi ati hoo jis ko app ne fixing karane hoo Q.K app jis card ke bising be check karty hoo woo teek hoty hai means 2no side se 4.80 he hoty hai
hello vai ek sawal he, 12volt ka inverter ke sath parallel me 100ah ka 2 battery lagake 300watt load jitna time chalega, 24volt ka inverter ke sath 100ah ka 2 battery seris pe lagayga toh 300watt ki load uthni time chalega, yani jeyda time chalega plz batau?
Hi Akash, ma na ap k tareekai sa module change kya ha,,, ab jesa he ma ups ko connect krta hun batteries k sath to buzzer ke halki awaz athi ha,,, is buzzer ke waja sa ma na ups start nhe kya... Plz guide me
sir mere pas desi ups hai us ki kit main ne nikal kr 12 volt de kr b1 aur b2 volt check kya to ek tarf 2,80 volt aur dosri traf 2.40 volt show krta hai kit main sare components check kye hain sare teek hain.is kit main control ic 16f73 lgi haik.kya control ic karab hone ki sorat main b1 aur b2 pr volt kam ate hain.jb kit ko ups main lgata hn to out put pr 330.290.volt ata hai.jb 200 watt ka load lgata hn to 200 watt ka blub blinking krta hai.volt setting ka vr bhi teek hai
sir kit designx wah cantt.sarwar center hall road lahore ki hai.is kit main b1 aur b2 ke tranistor bd 140 lge hain.ye main ne nikal kr check kye hain teek hain
Ustad G ups pe voltage opar neechey ho rahe musalsal voltage Metter ki sui 30v se 180v tak aa ja rahi hai halanke wapda pe sahi hai battery charge ho rahi hai plz rehnumai farmaye... From Balochistan Quetta..
@@akashbabu2739 Sukkur se milsakte hen, lekin aap apne city ki holsale price btaden, kitne ke milte hen, yahan se men pata karta hon, dekhon kahan se sahi rates mil rha he
Bhai please aapki bahut meherbani Hogi ISI UPS ke sare purje nikal kar khol kar dobara se एक-एक connection karke bataen mujhe ise acche se samajhna hai pure UPS ke connection bataen call kar dobara lagakar
سر جی بہت خوبصورت سر جی میرا ایک یو پی ایس ھے اسکا آؤٹ فٹ وولٹیج کا مسلہ ھے جب ویریبل سے زیادہ کرنا چاھوں تو 160 سے ڈایریکٹ 296 تک پہنچ جاتا ہے کیا کروں اس کے ساتھ
Aap ke samjhane ka style buht aala hai . Thanks
Bhai, aoa.
Thanks for the useful information.
Your way of explaining is very nice.
ماشاءاللہ
Keep spreading the knowledge.
Asalam o Alikum Bhai shukriya apka bht achy SE samjhaya Mera ik sawal hy aik Puraana ups hy isme drive card k 4 wire wala hisab kitab hy 2 Alag Alag terminals per lagi hy usko kaise me is k Sath adjust kro jaha B1 aur B2 hy
Good tiching karte hai 👍👌👌👌👌👌👌👌👍👍👍👍👍
ALLAH aap par fazal framaye aameen
Very informative video Akash Babu you loaded a video after a long time thanks
Thanks a lot respected u doing great job
Nice video, ups ka transformer check karna k tarreka bhi batain.
kamal ki information hoti ha apki thanx
Assalamualaikum
Bhai china battery charger 20 amp ki repair k bary mi koi video banaye thanks
very nice video sir and very welldon and thnks
Sir.g main aik medule ly ky aya ho us main rectifire nahi lagy hoy 6+6 ka medule hy kya arectifir lagany pady gy mujy please reply
جزاک اللہ ماشاء اللہ
Aslamoalakum gee akash bhai kesy hein aap
Ye btain ke jb aap new ups bnaty hein tokea directly battery se connect karty hein aur agr koi galti ya shortage ho to kea karty mtlb ye ke new ups ke leay koi safty tareqa kea he koi kehty hein bareek taar ka istmal kar lein aap koi acha sa tareqa btain ke kisi nuqsan se kesy bacha jaey
Bhai jo wire transformers se heat sink main lagate hy koi b laga dein ya proper lagani chahye
Bhai jan agr 104 kit sy 12volte batry charge krni ho aur out put b 12volte lena ho tu kia keia jy
Matlib k 104kit sy me 12volte chrger bnana chata hn plz help me
Bhai m ap k channel p new hn. Bhai components test karne ki vedio tu bana den.plsss
Sir module per battery ki positive wire aaiengi ya negative wire
Bro keya module karachi me available hy? Ya pher online orders ka koe tareka Bata duo. Thank you 😊 for informative videos .
Sir ya wala module best ha ya jo old way thy transistors sirf jis ma hoty han
Ye Wala module Best hai
Super video, I like it.
Akash babo Aik aisa video b banaye jismey bising differnece aty hoo means same nahi ati hoo jis ko app ne fixing karane hoo
Q.K app jis card ke bising be check karty hoo woo teek hoty hai means 2no side se 4.80 he hoty hai
Mare chanal par hai video
Us Ka link mein ap deta hun
th-cam.com/video/UkIL-KL8aLA/w-d-xo.html
Kamal ustad tusi greet o
Bahi 2000 watt mn achy Wala ups kitny ka bany ga
Nice information
Bhai hand made module 105 kit khrab to ni krti?
Mashallah❤❤❤
شکریہ پیارے بھائی جان
hello vai ek sawal he, 12volt ka inverter ke sath parallel me 100ah ka 2 battery lagake 300watt load jitna time chalega, 24volt ka inverter ke sath 100ah ka 2 battery seris pe lagayga toh 300watt ki load uthni time chalega, yani jeyda time chalega plz batau?
Assalam u alaikum bhai jan mere module 6+6 ha or aik side Pr 5.50 ohms a rhy ha or aik side 4.50 a rhy ha to ap btain k kya khrab ha isny
Good warking bahi
Ap na madul pr paztv bola ha lakan us pr nagtiv hota ha thanks
Bhai 75n75 ki jaga hy 1707 laga sakty kya
Plz mujha guide kra k baghair ups circuit k ma kesa apna ups ko inverter ph change kr skta hun
Hi Akash, ma na ap k tareekai sa module change kya ha,,, ab jesa he ma ups ko connect krta hun batteries k sath to buzzer ke halki awaz athi ha,,, is buzzer ke waja sa ma na ups start nhe kya... Plz guide me
Ups jab hum battery se connect karte hein to buzzer ki awaz ayti hai ap lagao
@@akashbabu2739 thanka Akash, tusi great ho..
Mera UPS musalasal buzzer kr raha ha...
AOA
Many apki video k mutabi module change kia hai but ups ma sy awaz aa rahi hai or bar bar bahir waly fuze jala raha hai koi hal btain ?
Salam sir module main 4,5,6,fet hote hai ye kiya ups watt batata hai kiya.
Series board ka koi role ni hota ups setting main ???
sir mere pas desi ups hai us ki kit main ne nikal kr 12 volt de kr b1 aur b2 volt check kya to ek tarf 2,80 volt aur dosri traf 2.40 volt show krta hai kit main sare components check kye hain sare teek hain.is kit main control ic 16f73 lgi haik.kya control ic karab hone ki sorat main b1 aur b2 pr volt kam ate hain.jb kit ko ups main lgata hn to out put pr 330.290.volt ata hai.jb 200 watt ka load lgata hn to 200 watt ka blub blinking krta hai.volt setting ka vr bhi teek hai
Us ka fix voltage wala variable badal k Dekho aur 5w ki Bari rejstan b badal do ok ho Jaye ga
sir fix volt wala vr change kya hai.aur 5watt ke resistor 150 ohms ke lge hain.un ka valu teek hai
Kis company ki kit hai
A683 change Kar k dekhne tha
sir kit designx wah cantt.sarwar center hall road lahore ki hai.is kit main b1 aur b2 ke tranistor bd 140 lge hain.ye main ne nikal kr check kye hain teek hain
Good man ❤
12 vote ke bar me smjae a ap betray see laggard hae ya Bjli se
Akash Bhai better low ki wereabil ups mein kitny parsent par se Karni cahiye 9 ya 10 plz rply
8.5 volt par
@@akashbabu2739 Acha bhai mein itny par laga leta Hun magar jab light ati ha to tarnsform mein se jalne ki badbo kiun ati ha
ap ne kis se liya hai tarnsfmar
@@akashbabu2739 Kisi se Nahi liya porane ups mein laga howa tha buss mudiul or kit la Kar apki video k zariye ups baneya ha bhai
Battery kitne ampere ki hai aur charging kitne ampere setting ki hai
Aoa Bai Jan sinewave ups repairing ki video bnay please.
Sir ya control kit kitny ki ati ha
aslamoalakum akash bhai koi sign vawe ups ki vedio upload kar dein
Sign vawe kit yahan nai milti
Us mein fulat bohat atye hein
Assalam o elikum
Sir
Mujhay apnay Ghar k liya battery leni hy 200ahc ki kis comp ki loo plz battay
Osaka ya fhoenix battery dono ahci battery hein
Very good video
Very good graet job
Kya 12v sapli na ho tu kasa chek kar sakte
Sir ji ups apny hi soch se karant marta hai us ka kya falt hai ..
Yani k jahan hum wapda dete hain us soch se ji
Can you change a 4*4 module with 6*6 module ?
Very good
Akash bhai Asalam walekum aap kaise hain tik talk to main yah puchna Chahta ki lagatar
Sr Mujhe puchna tha ki UPS output 12 volt voltage 6 voltage Kyun nikalne lagta hai output
nice
Ap ye bta den kit k bagger ups 220 nekal sakta hy
Nai
Salam. Sir agar B1 B2 main reading same nahi aa rahi hon to pir kya karna chaheay.
Mare channel par video hai dekh lo
fet ka kia hisab hota he. kitne watt me kitne FET lagte hain.
agr aik side per 9 or dosr side per b 9 hon to kitne watt ka hoga?
Fet kon sa laga rhe ho us ka number Google par lekho watts check kar lo 1 kitne watt Ka hai aur 9 kitne watts ke hon ge
@@akashbabu2739
WOW zabardast
75nf75
bhaijan B1 and B2 ka kese pata lagy ga module per agar na likha ho to.
Ustad G ups pe voltage opar neechey ho rahe musalsal voltage Metter ki sui 30v se 180v tak aa ja rahi hai halanke wapda pe sahi hai battery charge ho rahi hai plz rehnumai farmaye... From Balochistan Quetta..
Us ka voltage variable New lagao ok ho Jaye ga
@@akashbabu2739 ustad G variable bhi change kar liya tab bhi masla hal nahi howa...
❤❤
Babo sahib please ya btain k model ka Kady Pata Kary ya kharab hay ya tek
8+8 ka madoul ktne ka mil skta imran&co walo ka
very good job
ZaBrDst 👍
Good video sir g .
sir 2 by 3 me 50_0_50 ka transformer kese bnta h aur kons primary tar aur konsa scondry h aur kitne kitne turns deni hn
Dear ups module kit aur controller kit ki holsale price kya hen, kitne ke milte hen, 500w aur 1000w ya es se ziadah
Ap kha rhete ho
@@akashbabu2739 Sindh, Ghotki
Arslan us jaga par electronic market hai jahan se ye parts meil Jaye
@@akashbabu2739 Sukkur se milsakte hen, lekin aap apne city ki holsale price btaden, kitne ke milte hen, yahan se men pata karta hon, dekhon kahan se sahi rates mil rha he
@@akashbabu2739 aur aap kahanse ho dear
Bhai please aapki bahut meherbani Hogi ISI UPS ke sare purje nikal kar khol kar dobara se एक-एक connection karke bataen mujhe ise acche se samajhna hai pure UPS ke connection bataen call kar dobara lagakar
Great akash
Bahi inverter ka bhee batao.
کیا ماڈول کی وجہ سے چارجنگ خراب ھو سکتی ہے
Module kharab ho ga to charging hi nahi ho ga
Assalam walaikum bhai imran & co ki kit or module karachi main nhi hain dhoond k thak gaya hon kahan se lon please help me
Karachi mein kis company ki mile rhi hai
Bhai mujhe big heat sing nahi ha local module hain
Plz mujhe imran & co ki koi link ya number de dain plz bhai
Ye ap ko Lahore se meile gi
Bhai koi number send karo jis se main le lon main dhoondh k thak gaya hon kisi distributer ya koibdukan dar ka number de dain plz 03453242707
nice video
what is wattage
کٹ کو جو سپلائی دی تھی کٹ چیک کرنے کے لیے مڈیول لگانے سے پہلے وہ بارہ وولٹ کی سپلائی اے سی تھی یا ڈی سی؟
Dc supply hai
@@akashbabu2739 very good
channel subscribe ker dia he
@@akashbabu2739
دوست آپ کا واٹس ایپ نمبر مل سکتا ہے
Akash Bhai dc power supply mobile repring wali supply ko Bhai home made Karne ki video banayein na bhai
Great video
yeh module 500watt ko kitne ft wala lage ga
4+4 Ka 500w ko lagta hai
How to make 24v ups
Sir board kaha milega. Purchase link please.
good job
Bhai ye Jo kit ap new inverter banane ke time lagate hain wo kanhase milta hai . Local market main ye kit nehi milta hai
Ap kha rhete ho
Bhai module jalta q hain Kya problom ataa ha k ye jal jata hain
Over volt Aya Jaye to module jalta hai
@@akashbabu2739 tnk u bro
سر جی بہت خوبصورت
سر جی میرا ایک یو پی ایس ھے اسکا آؤٹ فٹ وولٹیج کا مسلہ ھے جب ویریبل سے زیادہ کرنا چاھوں تو 160 سے ڈایریکٹ 296 تک پہنچ جاتا ہے کیا کروں اس کے ساتھ
Us Ka variable badal do ok ho Jaye ga
ویریبل ٹیک ھے بھای
سرجی آپ فیس بک یوز کرتا ھے کہ نھیں
g han karta hun
Sir g Rashid Malik name I'd agar af ki Hy to my net recvest big de Hy acseft Kary plz
thanks akash babu geeee
Akash bihe new video ap lod karay ups ke
Sir ups battery charging but UPS battery backup pe nahi jatat noly bip kar raha he
Ap ke ups kit problem hai
Bhai UPS se kitne ampere battery ko charging ke liye deni chahiye 200 ampere Ki battery Hai
Kit kon si lagi hai ampere setup wali ya sadi
700watt inverter ko 1000 Watts load me convert keshe kia jayega video banao
آپ سے پوچھنا ھے کھ جب بیٹری سے سپلائی ھو تو ذ یا امپیر بتا تا ھے و ا پڈا پر کم شو کر تا ھے کیوں
Aksh Baboo
Basing?
B1&b2?
Ky baray ma breeding dy video banay ma samjhna chahta ho
su kam luminas maicrotek me video banaiy sir
graet video sir gee
sir gee ap graet ho
Dasi UPS k Hz Kasa control karan ga
Plz replay
Mi ni be parso ching Kar leya . video dikni se peli . or mini apni wali KO bikul new kar deya ...
Friend ye 6+6 ka maduol hi ...
Hz kasay control karan ga
sar is medool ki kimat to pata chal giya hai magar kit ki kimat kitne hai plz batana
1200 ya 1400 ho gi
@@akashbabu2739 thakns bhai g
Bhai battery ko kese kholen?
Jyada Se Jyada Kitni kar sakta hai
is se zeyada nhi rhkni charging
OK thanks