Difference between NIRVANA & PARINIRVANA | Nirvana | buddhism

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 20 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 32

  • @AmitKumar-mi5qq
    @AmitKumar-mi5qq 8 หลายเดือนก่อน +4

    🙏🚩🌹नमो बुद्धाय🌹 🙏

  • @itsalone-p5y
    @itsalone-p5y 8 หลายเดือนก่อน +2

    Thanks for this types knowledge

  • @vinkarvishal8996
    @vinkarvishal8996 8 หลายเดือนก่อน +2

    Nice sir

  • @neha4672
    @neha4672 8 หลายเดือนก่อน +5

    Dhanyawad 🙏 namo budhhay 🙏

  • @tribhuwankumar4478
    @tribhuwankumar4478 8 หลายเดือนก่อน +5

    Namo buddhay...🙏🙏
    Sabka mangal ho..🕊🦆🦋🐤🐘🐧⚘

  • @Energized_Human
    @Energized_Human 8 หลายเดือนก่อน +3

    Namo buddhay❤🙏💐

  • @SK-jb8mo
    @SK-jb8mo 8 หลายเดือนก่อน +2

    Thanks

    • @BUDDHATheWayOfLiving
      @BUDDHATheWayOfLiving  8 หลายเดือนก่อน +1

      धन्यवाद मित्र 🙏🏻🪷
      आप के द्वारा दी गई राशि का पुण्य काम में उपयोग किया जायेगा।
      🪷🙏🏻 सब्बे सत्ता सुखी होंतू 🙏🏻🪷

    • @SK-jb8mo
      @SK-jb8mo 8 หลายเดือนก่อน +2

      @@BUDDHATheWayOfLiving dhayawad to aapka hai mitr🙏🏽🙏🏽aap itne kimti bhagwan buddh ke updesh hum tak pahunchate hai ki ye rashi uske samne kuch bhi nahi bahot bahot aabhar aapka 🙏🏽namo buddhay 🍂🍂

    • @Vi-iq6ur
      @Vi-iq6ur 7 หลายเดือนก่อน

      ​​@@SK-jb8mo👏🏻

  • @KalpeshSarvaiya-lw6rf
    @KalpeshSarvaiya-lw6rf 8 หลายเดือนก่อน +4

    Namo Buddhay

  • @Rahulkumar-e8s9n
    @Rahulkumar-e8s9n 8 หลายเดือนก่อน +4

    Sahi Gyan ke liye thank you ❤

  • @parthapratimdas9865
    @parthapratimdas9865 8 หลายเดือนก่อน +2

    Namo Tathagata 🙏🏻🌷🪔

    • @BUDDHATheWayOfLiving
      @BUDDHATheWayOfLiving  8 หลายเดือนก่อน +2

      आप के हमेशा दिए जाते सहायता के लिए धन्यवाद 🙏🏻🪷
      मंगल हो🙏🏻🪷
      नमो बुद्धाय🙏🏻🪷🕊️

    • @parthapratimdas9865
      @parthapratimdas9865 8 หลายเดือนก่อน +3

      @@BUDDHATheWayOfLiving Aap Bahut Punya ka Kaam kar rahe hai Dukh ko Nasth karne wale Bhagwan Buddha 🙏🏻aur unke Dhamma🌷 ko Bata rahe hai. Aapke is punya prayas ko mai Anumodan 🌷 karta hun 🙏🏻Sadhu Sadhu Sadhu 🪔

    • @BUDDHATheWayOfLiving
      @BUDDHATheWayOfLiving  8 หลายเดือนก่อน +2

      🙏🏻🙇🏻साधु साधु साधु 🙏🏻धन्यवाद मित्र 🙏🏻🪷🕊️

  • @akshay.k.shingrakhia
    @akshay.k.shingrakhia 8 หลายเดือนก่อน

    not yet... I AM have massive projects for earth

  • @kartikbaraik6705
    @kartikbaraik6705 8 หลายเดือนก่อน

    Amituofo ka hindi mein kya matlab hota hai?

  • @fitness-vlog
    @fitness-vlog 8 หลายเดือนก่อน

    Aap yah kaise kah sakte hain ki babasaheb budddhatva ko prapt nhi hue the?

    • @BUDDHATheWayOfLiving
      @BUDDHATheWayOfLiving  8 หลายเดือนก่อน +1

      क्युकी उनको बोधिसत्व की उपाधि मिली थी अर्हत भिक्षु द्वारा । बोधिसत्व का अर्थ ही यही है की जो बोधि प्राप्ति के लिए अभी प्रयास रत है। और वो अवश्य बोधि को प्राप्त करेगा आगे के जीवन में ।

    • @fitness-vlog
      @fitness-vlog 8 หลายเดือนก่อน

      @@BUDDHATheWayOfLiving बुद्धत्व का पैमाना क्या है? कैसे पता चलेगा कि कोई बुद्धत्व को प्राप्त हो गया है?

    • @BUDDHATheWayOfLiving
      @BUDDHATheWayOfLiving  8 หลายเดือนก่อน

      दिग निकाय का first sutta & second sutta पढ़ लीजिए , जिस में शील , समाधि और प्रज्ञा के बारे में बताया गया है । वैसा ही शील , समाधि और प्रज्ञा होती है जब कोई सम्यक संबुद्ध बनता है ।

  • @Abhi-up1mf
    @Abhi-up1mf 8 หลายเดือนก่อน

    Chetna kya hai...kya Bina sarir ke....Chetna ki koi astitwa sambhab...hai....ya sarir ke anth ke saath iska bhi anth hojata hai...

    • @ALONE-ALLINONE
      @ALONE-ALLINONE 8 หลายเดือนก่อน +2

      Chetna hiranyagarbha se nikli huyi ek sphurna kaha ja sakta hai, athwa sankhya yog k anusaar shunya mein ek bund utne jaisa hai.
      Chetna ka astitwa five elemented body k upar nirbhar nahi hai. Sadhana dwara Chetna k urdh gaman k anusaar alag alag dimensions ki prapti hoti hai, jiske saath isi material world ka time and space match nahi karta. Chetna ka yatra tab tak chalte rhta hai jab tak sampurn roop se chidabhas mein janmo janmo se ekatrit aham bodh (and self identification) ka paripurn visarjit na ho jai. Isi liye Buddhism mein dekhne ko milta hai Bhagwan Buddha peechle janam mein Sumedha naam se bade tapaswi the jab Dipankar Buddha huya karte the (jismein lakhs of years ka difference hai), Bhagwan Krishna ka bhi isi prakar yatra huya hai pahele, Bhagawan Mahaveer ka bhi.
      Hari Om Tatsat 🙏🌷❤

    • @Rahulkumar-e8s9n
      @Rahulkumar-e8s9n 8 หลายเดือนก่อน

      ​@thanks brother aapko kafi knowledge hai 😊ALONE-ALLINONE

    • @ALONE-ALLINONE
      @ALONE-ALLINONE 8 หลายเดือนก่อน

      @@Rahulkumar-e8s9n sab paramatma ka den hai, hum sab koi kuch nahi hai! 🙏❤🍁

    • @Rahulkumar-e8s9n
      @Rahulkumar-e8s9n 8 หลายเดือนก่อน

      @@ALONE-ALLINONE bhai me nightfall se preshan hu me meditation bhi krta hu or brahacharya ka palan bhi krta hu par ruka nahi ,, yadi aap kucch jante ho to please help kro Bhai

    • @ALONE-ALLINONE
      @ALONE-ALLINONE 8 หลายเดือนก่อน

      @@Rahulkumar-e8s9n paheli to baat hai, brahmacharya ka palan kar rahe ho, thik hai, lekin isko lekar mind ko jyada fueling na karo, otherwise yeh ek bimari roopi ego ban jata hai. Brahmacharya ka aarth sirf genital organs ko niyantrit nahi karna, upanishad kahte hai, Brahmani charati iti brahamachari” - One whose mind revels in Brahman (jo parbrahma mein sada anand lete hai).
      Aur jaha tak nightfall ka prashna hai, mind aur body mein gahre taadatma hum sab ko hai, lekin pahle arjit kuch vulgar habits k karan ho raha hai tumko jyada nightfall. Padesan jitna hoge, utna hi aapne upar heen vichar aayega. Accept the situation and go deep into awareness meditation, which automatically cleanse the conscious and sub conscious minds.
      Aur jaha tak gahre dhyan ka prashna hai, yeh dekhna ati avashyak hai k aap kis prakar ka dhyan karte ho. Kahi log koi ishwar k chintan ko bhi dhyan sochte hai. Hosh jagrukta, awareness ka increase karna on body and mind, and coming closure to soul (according to Hinduism & Jainism) and coming closure to inner empty space (according to Buddhism), and spending long time on it is real meditation.
      You can check some videos created by me on awareness meditation by clicking on my TH-cam user account. Hopefully, you will be benefited. May God bless you ❤🙏💐

  • @__akashfulkar16___
    @__akashfulkar16___ 8 หลายเดือนก่อน

    क्या बाबासाहेब जी भविष्य मे बुद्धत्व को प्राप्त करणे वाले है?? 😳

    • @partapdanpartapdan
      @partapdanpartapdan 8 หลายเดือนก่อน

      Never 😂😂😂😂

    • @Samyakkasar
      @Samyakkasar 8 หลายเดือนก่อน

      Aree aisa sirf logo ne banaya hei, iska abtak koi proof ya reference nahi he. Agar vo Future mei buddh banne wale hote bhi to aaj ke jamane me buddha ya unke jitna mahan insaan to he nahi jisne ye bhavishyavaani ki, bhagwaan buddh ne bhi aisa kabhi nahi kaha.
      Leki iska matlab ye nahi Br Ambedkar ji Mahan nahi thee logo ke liye tum unse iss baat keliye nafrat mat karna😊🙏

    • @rajshribhagat155
      @rajshribhagat155 8 หลายเดือนก่อน

      हा होसकता है isiliye to unko bodhisatv Kaha jata hai