مدینہ کی طرف سے میقات پر احرام باندھا ، لمبے سفر کی تھکاوٹ کو دور کرنے کے لئے مکہ میں ہوٹل پہنچ کر احرام کھول کر غسل کر سکتا ہے یا احرام کھولنے کی اجازت نہیں ہے ۔ ۔۔
ihram bandh k jaty h kaaba shareef ka tawaf krty h. twaaf kr k maqam e Ibrahim py 2 rakat nafal adaa krty h. or phr sai krty h. phr halq ya qasar krty 2 hours me sb hojata h ye
@@totipanda3525Ma Kam.e. Ibrahim ma 2 Rakkat Nawal ada kerne k bad Abe.e.zam zam pite then Dua kerte aur phir Sayyi kerte then Kasar ya halkk karwate , tab Umrah Mukammal hota , AP ne 1 important point miss ker dia tha
Ik masla or bataye jo aurat prda krti hai agar mina me sote waqt muh pr dal lei chadar to kia sadqa banta hai kuki meri habit hai muh pr odhkr sone ki.. Pls bagaye me ja rhi hu next year haj pr
Asalamo alykum hazrat sahib ek bara masla jo ap k elim ki roshni ma janna chahti ager man sila hoa koi kapra nahi pahente to chota libas k se pahente ahram ma .
Assalamualaikum myne suna he ki ehram ki halat me face ko touch ni krna chahiye..wipe ni krna chahiye like kabhi umarh dophar k time hota he jise garmi ki wajah se pasina ata he face pe so kya is condition me face wipe krskty??..aur face pe kujana ni chahiye..so is it true.. plzz clear
Aslamualakum akmal sahab..umrah ke liye ahram bandne ke baad makkah ke khareeb ayye baad mujhe toilet agaya ahram me ..?.niyat nahi karra tha main. Kiya daam wajib hoga ....
Assalamualaikum Alhumdulilah is sal hum ne haj Kiya hum ne dekha Saudi government ne mard hazrat ko ihram ke bagair mataf me nahi aane diya log is bat per umre ki niyat ke bagair ihram pahen ker mataf me aane lage kya ye sahi hai ya dhoka please reply de bahut meherbani hogi please
اسلام علیکم۔ سر کیا حالت احرام میں طواف کے درمیان یا طواف کے بعد صفہ مروہ کی سعی سے پہلے کعبہ کو چھو کر دعا مانگ سکتے ہیں
Subhan Allah - Masha Allah : 🇮🇳 🇮🇳 🇮🇳
Allah Ta'ala apko jaza e khair atta farmaye Aameen
آمین ثم آمین ❤
Jazakallah Khair
Jazakallah
مدینہ کی طرف سے میقات پر احرام باندھا ، لمبے سفر کی تھکاوٹ کو دور کرنے کے لئے مکہ میں ہوٹل پہنچ کر احرام کھول کر غسل کر سکتا ہے یا احرام کھولنے کی اجازت نہیں ہے ۔ ۔۔
Ihraam nae khul skty bhai niyaat kar k aaye hain to app ko karna hai umerah.
Nae to app dobra niyaat karein gye
App masjid ayesha ya masjid johrana say niayat karl skty
Very nice bayan
عمرہ مکمل کرنے کے لئے ہمیں کتنے دن لگ جائیں گے
Only two hours max
Kuch ghanton m ho jata hai
ihram bandh k jaty h kaaba shareef ka tawaf krty h. twaaf kr k maqam e Ibrahim py 2 rakat nafal adaa krty h. or phr sai krty h. phr halq ya qasar krty 2 hours me sb hojata h ye
dawat e islami ki book h , رفیق المعتمرین ، bhtr h ap issy phly masail seekhyn. jb jain to ye book b zaroor sath 7 ly jain. bht helping h ye book
@@totipanda3525Ma Kam.e. Ibrahim ma 2 Rakkat Nawal ada kerne k bad Abe.e.zam zam pite then Dua kerte aur phir Sayyi kerte then Kasar ya halkk karwate , tab Umrah Mukammal hota , AP ne 1 important point miss ker dia tha
❤❤❤
دم کا مطلب کیا ہے بتا دیں
Dam ka Matlab hy k apko qurbani Dena parhe gi bakre ki ya dumbe ki
Agr yad bhol jay to dubta otar jay ehram ki halat me plzzzzzzzzz oska btaiya ga
Kya ahram me takhne or hadi khuli rkhni hai ya sirf tawaf or sai me
Ik masla or bataye jo aurat prda krti hai agar mina me sote waqt muh pr dal lei chadar to kia sadqa banta hai kuki meri habit hai muh pr odhkr sone ki.. Pls bagaye me ja rhi hu next year haj pr
AOA Mari Shadi KO. One month ho geya ha ma apny KO kitni bar bahi Khay cheki ho ab Kia karo Mari itni astad Ni ha.?
Asalamo alykum hazrat sahib ek bara masla jo ap k elim ki roshni ma janna chahti ager man sila hoa koi kapra nahi pahente to chota libas k se pahente ahram ma .
Ahram ka waqt agar dum wajib ho jaye or paisa na hon tu kia karen
halte ahram me wig pahnna kaisa h
Assalamualaikum Ager tawaf ka 2nd ya 3rd chakker ho wazoo ki hajit ho to wazoo ke bad wahi se continue kare ya 1st chakker start kare
چکر وہی ھو گا پر شروع سبز لائٹ سے ھو گا
Agr umra se phle or niyat k bad darakht ka patta toot jae hm se to kia dum lazim hoga?
Agr kisi ko lekoriya ki shikayat musalsal rehti ho to wo kia kre agr umreh pe jae to
Aurat ko halat e aheram me hath aur per khule rkhne hai ya dhakna hai ???agr burkha pehnti ho hath or per ke socks 🧦 vala to dhakna hai ?
Vicks ki inheller sung sakte h ya nhi
Kya periods may ehram ko hath lga sakty hain
No
Plz boliye zara
Kasr namaz padhne ke liye ladka ho to batana
Haram me kaja namaz par sakte hai
Kia harm ki hadood min gri hoi cheez uthana mana hai
Assalamualaikum myne suna he ki ehram ki halat me face ko touch ni krna chahiye..wipe ni krna chahiye like kabhi umarh dophar k time hota he jise garmi ki wajah se pasina ata he face pe so kya is condition me face wipe krskty??..aur face pe kujana ni chahiye..so is it true.. plzz clear
Yes
Ma ny sunay mafti Akmal biyan use kar sakhty ha Mager Khoja Ni sakhty
دم کیسے ھو گا
Bakra dena hoo ga pora
Batau re jurmana ek bakre ki qurbani karne ko dam kahte hain
Aur ye qurbani hudoode haram me hogi
Bakra ya rozay ka kafara
Assalamu alaikum ek sawal puchna hai agar biwi apne shauhar se talaq mange aur sohar talaq de de to talaq ho jaega
Ji ho jayegi
g ho jay ga
Aurat ko mard ki tarah per khule rkhne hai ? Ya dhakna hai ? aysi chample jise per ki pust dikhe na or dhak jaye ya khuli rkhni chahiye ?
Aslamualakum akmal sahab..umrah ke liye ahram bandne ke baad makkah ke khareeb ayye baad mujhe toilet agaya ahram me ..?.niyat nahi karra tha main. Kiya daam wajib hoga ....
I don't know
Vics bhul se lag jaye to ehram m
Dam kise khte he
Bakra dety h
Glove not allowed for even females
Assalamualaikum
Alhumdulilah is sal hum ne haj Kiya hum ne dekha Saudi government ne mard hazrat ko ihram ke bagair mataf me nahi aane diya log is bat per umre ki niyat ke bagair ihram pahen ker mataf me aane lage kya ye sahi hai ya dhoka please reply de bahut meherbani hogi please
Yeh sawal mufti tariq masood ko watts app kary
Assalamualeikum sir kya hazrat ka whatsapp number dini malumaat keliye miljayga jazakallah
Mary pass Ni ap mily to mujy b sent kar dey
Jazakallah khair