Manushya jeevan jise humne dekha hai itna Kala safed hai nahin jaisa kaha jata, adhyatm humein jeevan ki ore dekhne ki drishti deta hai ishara karta hai vidhayak hai. Lekin hum jaise ki hain anant prakar se niyantrit hain isse bahar har ek ko khud aana hoga vyaktik tal par kyonki hum jis dhanche mein palte chale aa rahe hain wahi humein vyakti banata hai, samuhik chetna mein vyaktikta ko prgarh banata hai, pehle khud ko samjhna phir jis dhanche ke prabhav mein hain uski gehri samajh, yeh khud aur samajik jeevan jise hum banta hai isse bahar aane ke liye gahre ahankar ki sankalp ki jarurat, jismein samishti samahit ho sake, ghari samajh se hi sambhav hai,yadi mein iske liye purna raji ho shayad?. Jeevan singularity hai aur roop bhi dharta singularity ke roop mein hi,na ki samuhik bhram se jo tarah tarah se jeev ko prabhavit karta hai aur yeh apne sare jeevankal mein samajh na paye iska sara upay manushya Namak jeev ko samaj dwara failaya gaya jiska upyog ki jagah durpyog kiya gaya hai jise samyak dekhna hi Mukti hai?
Naukri chahe 5000 ki ho chahe 50000 . Maalik sab ek jaise hote hai.. Kam paiso me jyada kaam chahiye unko. Isliye muhe job se hi nafrat hai Kyui jo maalik hote hai ya boss keh lo wo sab laalchi hi hote hai.
Sar mughe deepreton asaise nahi hua mughe rat me darne se hua me loge ke manyatao se bhuto ke manne lga tha fir mughe pata chal gya ki ye sab kuch nahi hot kyaki budh ka kuchh vichar sunake aur sir me apane ghar me budh ke bate karata hu mughe kathate hai ki tu budh Bane ga Kai unake vicha jo hai kram kand lekar mere ghar vale visavas nahi karate meri bato ka
Government Job Piche Sabhi Log Bhag raha bai jo log acche talented hai wo bhi Govt job kar raha ! Isliye hamare idhar Acche doctor, engineer, scientist nahi hain😢
What a perfect explanation. Thank you very much for this video.
Thank you bhai
Government जॉब का एक ही फायदा है अध्यात्म पुरे इतमिनान से कर सकते हैं, मेरी GST मे government जॉब है😂😂
Apni natural intelligence ka use krke decision lena sahi hai.
Sahi kaam bhi btaa do kya hai.
Definition of sahi kam ??
Manushya jeevan jise humne dekha hai itna Kala safed hai nahin jaisa kaha jata, adhyatm humein jeevan ki ore dekhne ki drishti deta hai ishara karta hai vidhayak hai. Lekin hum jaise ki hain anant prakar se niyantrit hain isse bahar har ek ko khud aana hoga vyaktik tal par kyonki hum jis dhanche mein palte chale aa rahe hain wahi humein vyakti banata hai, samuhik chetna mein vyaktikta ko prgarh banata hai, pehle khud ko samjhna phir jis dhanche ke prabhav mein hain uski gehri samajh, yeh khud aur samajik jeevan jise hum banta hai isse bahar aane ke liye gahre ahankar ki sankalp ki jarurat, jismein samishti samahit ho sake, ghari samajh se hi sambhav hai,yadi mein iske liye purna raji ho shayad?. Jeevan singularity hai aur roop bhi dharta singularity ke roop mein hi,na ki samuhik bhram se jo tarah tarah se jeev ko prabhavit karta hai aur yeh apne sare jeevankal mein samajh na paye iska sara upay manushya Namak jeev ko samaj dwara failaya gaya jiska upyog ki jagah durpyog kiya gaya hai jise samyak dekhna hi Mukti hai?
Naukri chahe 5000 ki ho chahe 50000 . Maalik sab ek jaise hote hai.. Kam paiso me jyada kaam chahiye unko.
Isliye muhe job se hi nafrat hai
Kyui jo maalik hote hai ya boss keh lo wo sab laalchi hi hote hai.
Sar mughe deepreton asaise nahi hua mughe rat me darne se hua me loge ke manyatao se bhuto ke manne lga tha fir mughe pata chal gya ki ye sab kuch nahi hot kyaki budh ka kuchh vichar sunake aur sir me apane ghar me budh ke bate karata hu mughe kathate hai ki tu budh Bane ga Kai unake vicha jo hai kram kand lekar mere ghar vale visavas nahi karate meri bato ka
Government Job Piche Sabhi Log Bhag raha bai jo log acche talented hai wo bhi Govt job kar raha ! Isliye hamare idhar Acche doctor, engineer, scientist nahi hain😢
Government job का एक ही फायदा है अध्यात्म के लिये time निकाल सकते है, मेरी GST inspector की government जॉब है😂
usi probalam leke ek bad ek galat vicha Ane lage