रजिस्ट्रेशन के लिये ATM द्वारा करने में या आधार कार्ड से करने में क्या अन्तर है और ज्यादा सुरक्षित किससे (ATM या आधार से )करने में है| ऊत्तर का इन्तजार रहेगा |
Sir meri problem kasa solve hogi jab ma pnb one par new user id bnata hu tab account no barna ka bad continue karta hu to likha aata hai( This facility is only available for self operated and joint account with Mode of operation as either or Survivor or Former or Survivor or anyone or Survivor) ye sab likha aata hai or na hi mera account pe phonepay jasi koi UPI chal rhi
Sir , market me jo other UPI app hote h agar mere pass wo hai or PNB one se bhi sign in kiye h toh kya koi problem hoga , UPI me bhi ye details leta h us me toh diye h toh kya dono ka PIN different hone se problem hoga kya
Sir agar hum aadhar card se pnb one account create krte hai to koi problem to nhi hoga ya phir hme debit krne PE fyda hai Mere kahne ka mtlb debit card se krne me fyda hai ya aadhar card se
Sir New card Mila hai toh pahle ATM machine me Jake pin generate karna hoga tab jake atm card se pnb one app me user I'd bana payege iske bina nhi ho payega kya please tell me
user I'd create kr le hai par user I'd kaye bar check kr ke daal chuka pas book pr customer I'd dekh ke match kr le fir bhe galt bta rha ese me kiya kre
Dada.. ATM pin jo mang raha hai. . Agar me ATM card ko hi Active nahi kia ho to... Me PNB one apps me ATM ko active karne ke liye hi Pehle register karna chahta hoo.. to wo kaisa hoga__
This Facility is only available for Self Operated and Joint Accounts with Mode of Operation as ' Either or Survivor ' or ' Former or Survivor ' or ' Any One or Survivor ' .
Hello Sir main PNB one app use karta hoon magar uske bahut sare option kam nahi karta hain jaisa ke scan pay contact pay upi ye sare option not use for you likh kar aata main main NRE account se ise use karta hoon so please bataye ye sare problem kaise solve ho kiyon ke indian no ye accept nahi karta hain r account me Saudi ka mobile No add hain.
5 month ho geya. Atm nhi ah raha he... Bina atm pnb one app se money ves sakta hu kya sir? Help me...
Without ATM card bhi aap PNB ONE me registration kar sakte hain. Uske baad money transfer ho jayega. Jald hi hum detailed video lekar aa rahe hain.
PNB ONE App Registration without ATM Card 2023- th-cam.com/video/zarU-auhTDk/w-d-xo.html
@@mkntuber
Sir
Pnb mpassbook and PNB One
Best kon hai.... behtr...
Apka video dekhkar bhut help milta he
Thanks for Information ji 0:36
Honestly said again that the explanation of the process really excellent. 😂
Bhai saheb aap bahut hi achha samjhate hai aap ka tarika bahut achha laga
🙏
bahut achha sir aapne btaya ❤️
Thankyou so much Sir, This video is very useful for PNB Account holders.
🙏
Sir ji pnb bank me. Mera account Hai balance kaise check kare bataye ga sir j ap
User id daalne k baad mera sim no. Verify hi nahi ho pa Raha h , kya kare?
Ek hi branch mein ek normal savings account and other pmjjy account open kra sakte hai?
Sir adhar card se phone pe g pay use kr sakta hu kiya? Plz bataye
Sir mere mai jo notification aa rha usko OK krne k baad interface ni aa rha h har baar M Pin dalne ko bs aa rha h kya kru m????
Yahi mera ho raha h
Mera pehle se saving acount hai, phir bhi nya khata kholna padega mobile main
Sir Tpin aur Mpin ki attempt khatam ho jaye toh uske aage procedure kya hoga? Reactivate kaise hoga?
Thank bro very nice video 👍👍👍👌👌👌
ATM aur Debit card nahin hai to kaise view and transaction kar sakte hai
PNB me jiski age 60+ ho usko internet banking nahi milti h. Ye sahi information hai kya? Kyonki is wajah se hume bahot problems huyi hai.
Thanks bhai ho gaya
🙏🏼
Sir mera mpin dalne ka bad ka इंटरफेस नही खुल रहा है क्या करू उसके लिए बार बार डालता hu mpin lakin aage kuch ho hi nahi raha😢😢
OTP nahi aata hai kya kare bataiye please 1 ghante se login kar Raha hun.
Funds transfer v Sirf NEFT se hota hain imps se transfer nahi hopata hain koi solution
Aadhar card se kassy pnb one app me ja sakty hi
रजिस्ट्रेशन के लिये ATM द्वारा करने में या आधार कार्ड से करने में क्या अन्तर है और ज्यादा सुरक्षित किससे (ATM या आधार से )करने में है| ऊत्तर का इन्तजार रहेगा |
Agar aapke paas ATM card hai, to isise registration kar lijiye. Kuchh logon ko ATM card receive nahi hua hai, unke liye aadhaar wala option sahi hai.
🎉Vijaychourasiya
Transaction password & new TPin kis purpose me use hoti hai?
Money transfer ke liye.
Funtionality not available currently show hi raha hai jab aadhar ke option se app mai registration kar raha hu, kaise registration hoga
I will try to make a separate video on the new Aadhaar OTP option.
Same
Same error
Ek hi bank ke one branch mein ek savings account and other branch mein second saving account open kra sakte hai?
Nahi
@@mkntuberek hi bank ke ek branch mein normal saving account and other mein pmjd account open karwa sakte hai?
Debit card Kaise apply Karen Punjab National Bank se apps Mera account OBC Mein Tha Ab Punjab Mein a Gaya
Mera PNB one app open nahi ho pa Raha hai sar kaise open hoga pahli bar ki kar raha hun Puja ready mang raha hai to kaise open hoga bataye
भाई जी अब तक यह एप में भलीभांति यूज कर रहा था पर अब न एम पिन से चल रहा है न नयी आई डी बन पा रही है।
प्लीज हैल्प करें
আমি যখন পাঞ্জাব ব্যাংকের অ্যাপস ওপেন করছি কখন আমার কাছে কেওয়াইসি ফ্রম এ দেখাচ্ছে এর জন্য আমি কি করবো
Sir meri problem kasa solve hogi jab ma pnb one par new user id bnata hu tab account no barna ka bad continue karta hu to likha aata hai( This facility is only available for self operated and joint account with Mode of operation as either or Survivor or Former or Survivor or anyone or Survivor) ye sab likha aata hai or na hi mera account pe phonepay jasi koi UPI chal rhi
Mere pass debit card hai or pin number bhi hai kya iss se account check kiya ja skta hai please btye
Sir , market me jo other UPI app hote h agar mere pass wo hai or PNB one se bhi sign in kiye h toh kya koi problem hoga , UPI me bhi ye details leta h us me toh diye h toh kya dono ka PIN different hone se problem hoga kya
No problem
❤❤❤❤❤ thanks👃👃
Mera joint account he or pnb one rajishteshn nahi hota he a t m Card tak chalta he badme no. Dalu to incrate bolta he
Sir mai jbb apna account num prtihu to ye batata hai this service only for joint or account agye nhi clt kuj bhi
Sir agar mobile and internet banking service ko chhod k mobile banking ko select kare to kuch problem hoga kya ?
No problem
@@mkntuber thanks
Sir agar hum aadhar card se pnb one account create krte hai to koi problem to nhi hoga ya phir hme debit krne PE fyda hai
Mere kahne ka mtlb debit card se krne me fyda hai ya aadhar card se
Dono same hai. Koi problem nahi hai.
Sir New card Mila hai toh pahle ATM machine me Jake pin generate karna hoga tab jake atm card se pnb one app me user I'd bana payege iske bina nhi ho payega kya please tell me
Yes
PNB ATM Card Activate Kaise Kare LIVE DEMO | PNB ATM Episode 028
th-cam.com/video/jd9heHkoJ2I/w-d-xo.html
Pnb one & internet banking karne ka liya charge lagega??????
No.
Sir isme house building loan ka statement ya status dekh skte h kya?
Yes
user I'd create kr le hai par user I'd kaye bar check kr ke daal chuka pas book pr customer I'd dekh ke match kr le fir bhe galt bta rha ese me kiya kre
Mobile no verify nehi ho rahu hai....keya karu?
पीएनबी 1 उन मोबाइलों के साथ काम करेगा जिनमें आधार लिंक नहीं है
Dada.. ATM pin jo mang raha hai.
.
Agar me ATM card ko hi Active nahi kia ho to...
Me PNB one apps me ATM ko active karne ke liye hi Pehle register karna chahta hoo.. to wo kaisa hoga__
PNB ONE App Registration without ATM Card 2023 | PNB ONE Registration with Aadhaar Card
th-cam.com/video/zarU-auhTDk/w-d-xo.html
@@mkntuber thank you dada... Itna jaldi respond karne ke liye❣️🙏❣️
परनल लोन की ब्याज किया लागत है बताईए
Sir I can't recharge through pnb one..fatal exception dikha raha h ..kya kru.please help me
sir mere pnb one app me longing kiya bo bata raha hai already user id hai bata raha hai
Sir debit card ka pin generate hua nahi hai abhi tak kese kre
पीएनबी वन एप जीरो बैलेंस अकाउंट से ओर आधार से युज होगा
Helpful information 😊
🙏
Host not available aa raha hai ek mahine se kya Karu jara bataaye
Session timeout please login again kya karein ab
This Facility is only available for Self Operated and Joint Accounts with Mode of Operation as ' Either or Survivor ' or ' Former or Survivor ' or ' Any One or Survivor ' .
Nahi ho raha hai ye kah raha hai
Thank you bhai ❤
M passbook Mein host not available please try after some time Kaise theek hoga
(This facility is only available for selected saving Account category) aise dekha raha hain acount number pan number de na bad kiyu
We have a joint saving account then can I use PNB one
App use karne charge late hai?
Very nice
Thank you sir😊
Paisa add kar sakte hai
Me pnb one aap chala raha tha pr mera mobile kho gaya ab me dusra mob me kaise pnb one chalu karu.
Direct log in kijiye, register karna nahi padega.
Sir,ek bar registration kr liye uske baad app kam nhi kr rha tha to mai uninstall kr diya ..avi phir se new registration kr sakte h
Aap directly login kar sakte hain as discussed in this video. No need to register again.
@@mkntuber internal issue with system,show karta hai login hone ke bd ..sir solve my problem plz
Bhai mai create kar rha hu adhar se to shi adhar OTP dalne ke baad fir bhi host exception during transaction likh rha hai baar baar
Ok, I will try to find out the details.
Mai pnb mpassbook chalate the ab nahi chal raha hai
Hello Sir main PNB one app use karta hoon magar uske bahut sare option kam nahi karta hain jaisa ke scan pay contact pay upi ye sare option not use for you likh kar aata main main NRE account se ise use karta hoon so please bataye ye sare problem kaise solve ho kiyon ke indian no ye accept nahi karta hain r account me Saudi ka mobile No add hain.
I will try to make a detailed video on this topic.
Sir submit krne ke baad last me inoperative account dikha rha hai 😢 kya karu iske liye ?
Aapko KYC karake account ko bank se activate karana hoga.
@@mkntuber thank you sir
@@mkntuber inoperative account ka matlab kya hota hai sir ?
Sir..maine user id create kr li pr jb isme log in krti hu to wrong id bta rha h..please reply sir....🙁
User ID aapka customer ID hi hota hai. Please re-check.
same problem mera bhe aa rha confirm kr ke I'd bhe daal de fir bhe galt bta rha ese me kiya kre
Hello bhai Mera pnb me U id nahi bana raha hai bhai help bhai
Your account is KYC Non compliant ... aa raha h sir... kya kre ab
KYC update karana hoga.
Sir mien pura filap Kiya but non kyc complein bol rahahai q sir bhot bar meni kiya but same problem
Pehle account me KYC update kara lijiye.
Sir online kyc hujayega mobile se
No
Host not available please try after sometime Mujhe Yahi Ro Raha Hai
Server issue
App open krne pe mpin aur id dono se khul raha hai aisa q
Helpful.
🙏🏼
Sir addhar se login karne ka aption aaya hai us par video banaiye
Ok. Thanks for your valuable feedback 🙏
New ATM card apply kar sakte hai kya
Yes
Kuchh logon ke bank mein jakar Gujarati banegi sar
PNB one app use karne ke liye koi charge lagta hai kya????
No
Yes I m interested to Enter in Law 🙏
MPIN ka use keya hai?
PNB ONE app me log in ke liye use hota hai.
Sb kuch ho gya but sing up nahi ho raha hain ( enter user ID incorrect bol raha hain)
Try after 48 hrs
Pnb current account ,atm se pnb one app open hoga.
Bhai mere mobile mein yah app chalu Nahin ho raha hai
Mera sirf T pin dikha raha hein sir
User ID is already created as the h then what can I do
MPIN Dene ki baat internal issue with system bol raha hai.
Technical issue. Kuchh samay baad try karen.
Atm pin kaise generate kare
DOB invelid aa raha hai
Aadhar me sahi hai
1din me kitni bar transection hoga
No such limit
Bina atm card ka kaise rajistion kaise kare
Sir 18 year age se phle kar sakte hai kya??
Yes
@@mkntuber kaise ??
@@mkntuber nahi ho rha hai
Sir Current account se sirf 1 hi baar pese transfer ho rahe hai 24H me 1 hi baar🥺🥺
Koi technical issue hoga.
@@mkntuber bol raha hai ye seva sirf 24H me 1 hi baar transfer hai
🤔Ok, I will try to find out the details.
Agar new ATM aya h aur uska pin set nhi h to kaise karenge
Pehle card ko active karna hoga. Detailed video humne alag se banaya hua hai.
Thank you
Widaute atm ke pnb one aap me kaise ragister karen
Please check the pinned comment.
सर इस में रिचार्ज की सुविधा दी गई है
Yes
Bina debit card ke chaalo hoga ki nahi
Option toh diya hua hai, aap ek baar try kar ke dekhiye.
Thanks
Sair amar dabid card nahi to nahi ka vedio diga
Agar without debit card bnana ho to
Ho jayega. Detailed video humne banaya hua hai.
Mera registration nahi Ho raha hai