Good informative video brother. Mera sp125bs6 october 2021 model .last 02 days yellow light kavi kavi on hota hai kavi kavi off ho jata hai. Please iska solution bataiye brother.
Sir mere pass fz bike aaya hai uska RR unit bahut zyada hit hota hai uska magnet coil Battery RR unit sab change Kiya fir vhi same problem plz reply me sir
Ustad ji yeh kaise pata chalega ki sensor me kitni baar chek light jalegi ya fir ht coil me kitni baar jalegi iski jankari ke liye har cheej ka tareeka batao
Bhai mere pas ek tvs xl100 comfort byke hai wo start nahi ho raha hai. Ignition on karne par error light on ho jata hai start nahi hota hai. Kick marne par vi nahi hota hai. Garage wale bol raha hai injector change karna parega.kya ye sahi hai. Hai toh price kitna hai bataiye plz. Thank u. bhai mera byke 2sal ka purana hai injector ka warranty milega ke nahi bataiyega toh meherbani hogi.
Sir mera SP 125 start hi nahi ho raha hai digital meter bhi start nhi ho raha hai. Key dene ke baad koi response nahi ho raha hai hai .koi solution bataie bhai jaan
Sir mera activa 6g bs6 hai oska metr malfunction light nahi jal rha side indigtor nahi jal rha hai gaadi self nahi le rha hai bus gaadi kick sai chalu ho rha hai sir halp ky kr skte hai
Sir, meri bike 10 - 15 km tak bike chalane ke baad agar engine off kar du to dobara start Aadha ek ghante Baad start hoti h.... Kya problem ho sakti h??? Pls batave
Sar main aapka donon channel do sal se jyada dekh raha hun aap mere ko BS6 ki all bike ka PDF dijiye
Simplicity is the advance knowledge...great information.
It sure is!
Bahut shukriya bhai aap ne meri pareshaani dur ki bahut tension ho raha tha meri bike me kya ho gaya
Allaah aap ko or kamyaabi ata farmaye AAMEEN
Kya bat hai sir bahut achha jaankari dete hai
Bhut acha vedio hai jankari Dene ka leye
छान माहिती दिली🛠🔧👌👌 पुणे
Interesting video sir ji bus aesa hi video banate rhe
Har din sikhte rahta hu aapka video dekh dekh ke bahat helf hota he
Great sir and ye sb company m rh k hi pta lag skta hai
Hello sir video bahut acha hota hai sir
Good informative video brother. Mera sp125bs6 october 2021 model .last 02 days yellow light kavi kavi on hota hai kavi kavi off ho jata hai. Please iska solution bataiye brother.
Supper mesg bhai👍👍🌹👍
You are good TH-camr
Bahot hi acha Bhai aap hi aise letest video banate hi👍💯👏
Thanks
👌👌👌👌👌👌
मेरे होंडा एसपी बीएसपी के झटका मार रहे हैं उसका अलग से वीडियो बना कर दो
मै एक मैकेनिक हूं धन्यवाद इन्फोर्मेशन देने के लिए ••
Activa bs6 pickup problem kyon
Bhai very good ☺️ Bhai tumhara video to kmaal Ka rahta hai
Nice kya deluxe splendor passion Ka BHI isitarah check Kar sakte Hain kya. Sir
Thanks sir g jankari dene ke liye
Very nice God bless you
Ansari Bhai thanks of lote
वीडियो अच्छा है
Good information bhai keep it up
Sir mere pass fz bike aaya hai uska RR unit bahut zyada hit hota hai uska magnet coil Battery RR unit sab change Kiya fir vhi same problem plz reply me sir
Bahut Achha Video Banate hai Aap Sir
Aise hi aur bhi bike me check kar sakte hai kya yamaha tvs ya phir hero Suzuki
बहुत बडिया भाई
Thanks bhai samjhane ke liye
Thank you sir
I want.pdf
Ek number sar
Main app se phale kar chuka hu, super Mechanic Jitendra Saini Alwar 🙏
U Welcome Sir
Bhai Jaan kya aapki trick sabhi bikes me use hogi ya fir isi bike me or agar ye sabhi bikes ke liye hai to pdf kaha se download kre
Sir sensar kya kam ho hai aor is me peroblam ane me kya gadi mishing karti hai ya nahi piles bateye
Sar sp125 cc bs6 bike ka 3, month engine starting nahi karne se kuch problem ho sakta hai kya???
Super splender kon sa wire m jodna h sir ji
Boht achi jankari di bhai
Dil khus ho gaya guru
Good Inpromation
Thank you thank you very much sir ji nice video 👌🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Very nice Royal Enfield ka upload karo
Boosh very nice vidio boosh 2 taar ko soot karne par ECU soot sone ke chanse tho anahi hote
Bhai Honda unicorn bs6 2022 model purchase it r not.plz reply I want to purchase this bike.give me honestly feed back. Am waiting ur reply
Ustad ji yeh kaise pata chalega ki sensor me kitni baar chek light jalegi ya fir ht coil me kitni baar jalegi iski jankari ke liye har cheej ka tareeka batao
Tnx sir rajister ho gaya hai ,, call k waiting hai,, but bhaiyya 10000 paund gone kitna paisa mil jata hai
Thank you so much bhai
U Welcome
assalamo alaikum ulfat bhai....allah aapko slamt rkhey.....bhai bs6 pdf error send kijiye ya koi link ho toh mehrbani krke btaiye.......
Bhai 3000 rs mangte hai ye log
Thanks brother ❤
Bhai hero bike ka bhi aise hi video banao
Very nice video
👌👌👌✌✌✌
Thanks
Kya sar yah step sabhi gadiyon mein kam karegi kya hero TVS bajaj Honda
Sir yahi 2 war hero honda aur bajaja. Sabhi mai yahi war se check karna hai kya
Ye opd vada do wire jodne vala system sabhi bs6 me istamal kr sakte he kya?
Nice information bhaijan
Bhai Kya sabhi bs6 baik me 2 waire ko jod keerorr kod nikal sakte hai
Splendor me kon sa colour ke wire ko apas me jode
Mast video bhai
vah bhut achhi jankari
Vheri good bhai
Masalah bhai👌👌👌
You are very great
Sir kya yah sabhi tu wheeler bike mein green brown tar hote Hain
Suzuki access me chake ingane light nhi hat raha h to bena pdf ke kesay pata krega ki kon sa sensor kherab h bhai starting me problum bhi hota h
Sir ji asslamalekum.
To Sir har ghadi ka or har company ka bikes ka error codes same hai kya.
Sir ye sabhi gaadi ke liye hai ya sirf isi gadi ke liye hai
Or ya sub bike or scooter mabhi kaam Kara ga kya
Very good sir assalamualaikum
Very nice video
Hello bhai hd kovayal. Acg injectar fyul pamp tharmas ya ato sensar sp shine sab ka pdf cod ka ak video banai bhai
Bhai mere pas ek tvs xl100
comfort byke hai wo start nahi ho raha hai. Ignition on karne par error light on ho jata hai start nahi hota hai. Kick marne par vi nahi hota hai. Garage wale bol raha hai injector change karna parega.kya ye sahi hai. Hai toh price kitna hai bataiye plz. Thank u. bhai mera byke 2sal ka purana hai injector ka warranty milega ke nahi bataiyega toh meherbani hogi.
Very nice 👍
Superb bro.. Best trick. Kya ye trick hero ki gadi me b kaam kare gi ?
Excellent
Bhai aapke pas fz v2 bs3 model ki wiring diagram ka pdf milega?
Kya ye sabhi company ke bs6 bike mein a trick kam karega please bataiye sar
Good video guru g
Thank you bosh. Pdf chahiye
Ulfat bhai bs6 ki sari gaari main aese hi chek karna hai jawaab jarur dain
Kiya Bhai ye hf deluxe Mai bhi Kam Kar sakta hai riplay jarur Dena
bhai Bina maltimiter ke wairring full details btao
Nice. Ouate
Thank you sir good
U Welcome
PDF ka location bhej do na bhai
Sir obd sensor kaha milega ar iska code kay hain from delhi
Thanks ulfat bhai
Can high or can low. Short karni hai negative k sath Guru ii ye define kardo pls
Ya koi bhi le sakte hai
भाई पल्सर 150cc के बारे में भी वीडियो
Yeh system sabhi bs6 bike me istamal kar sakte he kya?
Sir mera SP 125 start hi nahi ho raha hai digital meter bhi start nhi ho raha hai. Key dene ke baad koi response nahi ho raha hai hai .koi solution bataie bhai jaan
Super bhayya tq
Very intresting video
Sir mera activa 6g bs6 hai oska metr malfunction light nahi jal rha side indigtor nahi jal rha hai gaadi self nahi le rha hai bus gaadi kick sai chalu ho rha hai sir halp ky kr skte hai
Very nice video sir
Thank you
Sir hf deluxe bs6 subah starting me mousam nahi banati hai band band ho jaya Karti hai
Thanks for your
Thanks brather
Sir HT coil ko check karne ke liye bhi green our gray color ki wire hi connect karne ka kya
Sir rasteme chalte esa engine check light aa jaye to kese hataye ise
Fuse kharab ka kese pata kare
Love you sir
Ye trik sabhi company k bike me ho sakta hai sar g?
GOOD 👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻
Sir, meri bike 10 - 15 km tak bike chalane ke baad agar engine off kar du to dobara start Aadha ek ghante Baad start hoti h.... Kya problem ho sakti h??? Pls batave
Very good