Those containers are in the Pakistan Railways containers yard, couple of kilometers from this yard Karachi sea port is situated where they come from and than cargo trains take them to up country.
Yousuf bhai most videos sirf south city ya district east ki hain, district central, district north, district malir etc abhi tak baqi hain, yani 5 main se 1 zilla hy abhi, phir muzaffat ya outskirt's hain.
Jitna Bara India Ka Mumbai Hai Utna Bara Karachi Ka Korangi Hai Bro Saloo Lag Jayege Karachi Ko Ghumne Ky Liye 25 Saal Se Karachi Me Rah Raha Hun Me Aaj Tak Pura Nahi Ghum Paya
Total 9 metro bus system banne hai karachi Mai jis Mai say 2 bangay hai or 3rd or 4th ban raha hai kcr ko modefy kar rhay Hain jab sab banay gay to end main circle Mai metro train system banay ga sab ko joint karnay k liye
Karachi 3800 sq kms se ziada hai aur barhta ja Raha, population 35m hai Jo. K government Kam batati hai takay Urdu speaking ya Jo log India se aye thay un k votes ziada na ho jayain. Pooray Pakistan ka 65 percent tax Yahan se jata hai
Right. ab to Karachi ki abadi 3 caror tak h jis ko last mardamshumari main govt ne derh caror show kiya Ye h hmari doghli sindh govt zardari, murad shah, saeed ghani and murtuza wahab jhoote munafiq
Jahan sy ye video start hoi hai is sy 5KM pehly SY Kemari hai or is k right py Karachi port start hoti hai I think security reason ki waja sy shot Nahin hawo
Yes,you are right ,if you start your journey from port (Karachi port) to the last area Karachi Ghakher Phatak ,it will take more then 2 hrs and journey of approx matly 45 kms.fron one end to another end
Bhai AP yaqin Karin Mera Karachi 5 city milakar eik KARACHI Banta hai 1. Karachi central 2. Orangi twon 3. Korangi 4.Malir 5. Mera LYARI I m from Lyari Or b buhat bary bary Area's hain I LOVE MY KARACHI Mujy Karachi sy Ashiq hai Love you brother
JITNA UTTAR PRADESH HAI UTANA HAI SINDH KO MILAKAR MY KOLACHI PORT AREA HAI US K AAGY MSAAN GHAT HAI OR HANOOMAN MANDIR BEACH LUXURY HOTEL BHI HAI BRIDGE SE OOPER DEFENSE AREA HAI
Bhai Kuch uqal say kaam Lia karo Mumbai 550 kllo meter per bana hay or Mumbai 3 taraf samander say ghira houa hay or Karachi 4000 kilometer per bana houa hay Sirf ek taraf samander hay 😅
Ye tu old city Karachi ka ek corner h only pictr tu abi booooot baqi h,ye Karachi h Karachi,mazqa ni Bhai 35 yearsn hm ne aj tk Kitne hi areas hn Jin k just nam suuny h dakjy tk ni
Mai bh Karachi citizens hn AJ tk ma na bh pora Karachi NH dekha ap aik din ma Karachi visit NH kr sakte aik Kone sa dosre Kone tak Jane me km sa km bh 4 hours chye traffic ka hujom hai Yahan hr Tarah ke log hen kehte hen Karachi ke mitte bh Sona hai pore Pakistan ka 70% revenue Karachi deta samjho pore Pakistan ko Karachi palta hai
Karachi is 6 times bigger than Mumbai 2 hours 😂😂 4 to 5 hours bhi aik se doosre corner k liye Kam Hien The Karachi area is 80km more than the entire area of Goa state of India
Bhai merey kar 1400 sq km per moheet hai aur aik corner say doserey corner tak Janey may taqreeban 3 ghantey lagtey hain ,ager shaher may aik jagah Barish ho Rahi ho to doserey ilaqey may dhoop Nikki Hoti hai yeh shaher 3.5 crore logon ki abadi rakhta hai , waisey to bohat sari zubanen boli jati Hain lekin Urdu may sab aik doserey say bat jertey Hain,aur aam bol chal ki zuban bhi yahi hai ,khano may Biryani ,Qorma ,Nihari , Pay,Pulao, Kai Tarah Kay Kabab ,Kai Tarah ki machli khay jatey Hain,Jo Kay poori dunya may mashhoor hai ,aam logon ka Pehnawa Shalwar Kameez ,Pant Shirt hai Jo Kay Ameer Gareeb , Ladies Gents ,sub hi pahente Hain ,Karachi may kafi matra may Hindoo Bhai bhi abad Hain aur pure vegetarian Restaurant bhi mojood Hain . App log visa apply keren aur Pakistan ki Yatra keren Maza na aay to paisley wapis.
I am karachiite but aaj tak mainay bhi pora karachi nahi daikha ..Karachi bohut bara hai MashahAllah
dou ghuntay nahin, teen se chaar ghuntay. Karachi is spread over 3,400 sq. kilometer
Yeah u right bro
Karachi ke auk side se dosri saide janne me 4 ghanti lagte hun
Ya is sa bi zada
Those containers are in the Pakistan Railways containers yard, couple of kilometers from this yard Karachi sea port is situated where they come from and than cargo trains take them to up country.
Karachi is the best City of Pakistan
Was
😂 Rehan Bhai apki video main 4:13 to 7:38 peeche koyi leta hoa h aor uske paon ka anghutha nzar araha h😂😅
Karachi k ek koney se dosrey koney tk janey mai 2 nhi 4 ghantey lgtey han
I was born in Karachi, and am over 50 years old, and still haven't seen complete Karachi
I m from sultanabad karachi
Karachi main metro train nahi hai per metro bus hai
Karachi ke ek kony se bahria town jany main almost 3.5 hours lagty hain... itni dair m aap Karachi bus stop sy Hyderabad pohunch jaty hain
Nice reaction , im from karachi.
You must see jinnah international airport.
Karachi is the city of lights ❤ I love karachi
As salamoalikum bhai rehan ab tak aadh karachi py reactson deya h karachi sity to abhi bohat bake h. Me karachi❤❤ pakistan.
Yousuf bhai most videos sirf south city ya district east ki hain, district central, district north, district malir etc abhi tak baqi hain, yani 5 main se 1 zilla hy abhi, phir muzaffat ya outskirt's hain.
Yes Karachi is big city. From one end to other it takes 2 hours min.
Men Karachi sultanabad sy ap ko dekh Raha hun 💗💗
Very nice 👍
Jitna Bara India Ka Mumbai Hai Utna Bara Karachi Ka Korangi Hai Bro Saloo Lag Jayege Karachi Ko Ghumne Ky Liye 25 Saal Se Karachi Me Rah Raha Hun Me Aaj Tak Pura Nahi Ghum Paya
G bhai, if start from keamari or even Merryweather tower, and go straight out of city, it will take well over two hours till Bahria town Karachi.
2 s3 dahi ghnta bro Almost
Bhai Karachi ke ek Kone se dusre Kone mein jaane ke liye 4 ghante lagte Hain aapane 2 ghante bahut kam bataya❤
Karachi is big city population is sarey char karoore abady
In Karachi we have red line orange line green line and yellow line metro lines
It's my area
Do ghanty nahi subah sy shaam ho jaye gi Karachi khatm nahi hota
Pora karachi by road deaknay k lea kam say kam 3 days chaeen pher bhe pora karachi cover nahi hoga
😊
Really, buhut bara hai.. han 2 hour to aram.se lag jate hain...mera talluq to quetta se hai...
Green Lane he
4,cr ki aabadi hai iss ki ❤
Total 9 metro bus system banne hai karachi Mai jis Mai say 2 bangay hai or 3rd or 4th ban raha hai kcr ko modefy kar rhay Hain jab sab banay gay to end main circle Mai metro train system banay ga sab ko joint karnay k liye
Hmary Ghr se 15 minat ki Dori py hai
Ha
Ye biqul sahe hai k Karachi k eik kony sy dusery kony tak 2ghanty lag jatay hain
I'm from Karachi
Manora beach ki video Dekho bhai
Assalamualaikum
Apka idea belkol theek hy.1 kony sy dosry kony tak Jany k Liye takriban 2 ghanty hi lag jaty hen.
Manora beach Karachi ki video dekho
Pl react North karachi
Karachi 3800 sq kms se ziada hai aur barhta ja Raha, population 35m hai Jo. K government Kam batati hai takay Urdu speaking ya Jo log India se aye thay un k votes ziada na ho jayain. Pooray Pakistan ka 65 percent tax Yahan se jata hai
Right.
ab to Karachi ki abadi 3 caror tak h jis ko last mardamshumari main govt ne derh caror show kiya
Ye h hmari doghli sindh govt zardari, murad shah, saeed ghani and murtuza wahab jhoote munafiq
bhai agar traffic peak pr ho to 2 ghantay se zeyada time lg jata h
AAP NE GRU MANDIR RANCHOR LINE RAAMSOWAMI NAHI DEKHA
Jahan sy ye video start hoi hai is sy 5KM pehly SY Kemari hai or is k right py Karachi port start hoti hai I think security reason ki waja sy shot Nahin hawo
Pakistan karachi neechy se dekhna hai to junaid akram ki karachi walking tell dekhlo maza ajayega
Gora qabtistan Christian ka hai
Karachi 16 se 17 caror ki abadi hai mashaAllah bohat khubsorat bhi
bhai ye bht zeyada hogya 😂😂
mai Karachi se hun
3 carors ki population h
Jhothy 24 crore to pory Pakistan ki population ha to baqi pakistan kaha gaya ..... Ithna pehnkny ki zarorat nhi ha😅
Bhai faizan e madina karachi ki video bhi dekho or dawateislami ki documentary
Karachi Karachi Hai
Yes,you are right ,if you start your journey from port (Karachi port) to the last area Karachi Ghakher Phatak ,it will take more then 2 hrs and journey of approx matly 45 kms.fron one end to another end
Bhai AP yaqin Karin Mera Karachi 5 city milakar eik KARACHI Banta hai
1. Karachi central
2. Orangi twon
3. Korangi
4.Malir
5. Mera LYARI I m from Lyari
Or b buhat bary bary Area's hain
I LOVE MY KARACHI Mujy Karachi sy Ashiq hai
Love you brother
JITNA UTTAR PRADESH HAI UTANA HAI SINDH KO MILAKAR MY KOLACHI PORT AREA HAI US K AAGY MSAAN GHAT HAI OR HANOOMAN MANDIR BEACH LUXURY HOTEL BHI HAI BRIDGE SE OOPER DEFENSE AREA HAI
Bhai Kuch uqal say kaam Lia karo Mumbai 550 kllo meter per bana hay or Mumbai 3 taraf samander say ghira houa hay or Karachi 4000 kilometer per bana houa hay Sirf ek taraf samander hay 😅
20 years pehlay karachi ko signal free kar diya gaya tha bridges say isliye singlas shayad hi Kahi hoon
Ye tou Karachi ka eik hisa he
KORANAGI INDUSTRIAL AREA HAI GULSHAN IQBAL GULISTAAN JOHAR GULSHAN E MEAAR BHI NAHI DEKHA
4 ganti lagti hn bhai
F T C Building finance and trade center One of the beautiful buildings in Karachi
Or is b pehly qabaristan tha wo Christian's ka tha
Indian city mombi Karachi ke colony he
Karachi cake khane tak jaane ke liye 7 ghante lagte
Gora qabrustan Muslims ka nhi chrischens ka hay
😂pechy kon hai jis k pair ka aguntha dik raha ha😂
Karachi mein rehne walon ne pura Karachi nai dekha
Ye tu old city Karachi ka ek corner h only pictr tu abi booooot baqi h,ye Karachi h Karachi,mazqa ni Bhai 35 yearsn hm ne aj tk Kitne hi areas hn Jin k just nam suuny h dakjy tk ni
oyy piche dekho piche 😂👀🦶kon😝 ha
Mai bh Karachi citizens hn AJ tk ma na bh pora Karachi NH dekha ap aik din ma Karachi visit NH kr sakte aik Kone sa dosre Kone tak Jane me km sa km bh 4 hours chye traffic ka hujom hai Yahan hr Tarah ke log hen kehte hen Karachi ke mitte bh Sona hai pore Pakistan ka 70% revenue Karachi deta samjho pore Pakistan ko Karachi palta hai
2 hour's to Lahore main b lag jaty
@@humorhamaryvlogs2337 wo kaise bhai?
@@humorhamaryvlogs2337 oh kiddan veeray?
Wo to tum lahoriye raaste main har jga ruk ruk kar khaatey hoye jaate ho na.islye...😂😂
Karachi is 6 times bigger than Mumbai
2 hours 😂😂
4 to 5 hours bhi aik se doosre corner k liye Kam Hien
The Karachi area is 80km more than the entire area of Goa state of India
nazimabad sy krongi jana mai 2ganta tu lagta ha
2 ghantay say bhe zyada woh bhe self drive agar public transport to phir pagal hojae insan
Bhai merey kar 1400 sq km per moheet hai aur aik corner say doserey corner tak Janey may taqreeban 3 ghantey lagtey hain ,ager shaher may aik jagah Barish ho Rahi ho to doserey ilaqey may dhoop Nikki Hoti hai yeh shaher 3.5 crore logon ki abadi rakhta hai , waisey to bohat sari zubanen boli jati Hain lekin Urdu may sab aik doserey say bat jertey Hain,aur aam bol chal ki zuban bhi yahi hai ,khano may Biryani ,Qorma ,Nihari ,
Pay,Pulao, Kai Tarah Kay Kabab ,Kai Tarah ki machli khay jatey Hain,Jo Kay poori dunya may mashhoor hai ,aam logon ka Pehnawa Shalwar Kameez ,Pant Shirt hai Jo Kay Ameer Gareeb , Ladies Gents ,sub hi pahente Hain ,Karachi may kafi matra may Hindoo Bhai bhi abad Hain aur pure vegetarian Restaurant bhi mojood Hain .
App log visa apply keren aur Pakistan ki Yatra keren Maza na aay to paisley wapis.
2 ghnty km bol dia hum Karachi waly Pura Karachi nhi dekhy AJ tk..😂😂😂
6 gante lakta hai
To chalo karachi waise tum logo ki wajah se india me aaye din problem hote hai aur 20 crore ko bhi sath le jao