Acchi bat hai chandan ka ped 200 se jayda variety ke pedo ke sath ug sakta hai. Permanent host kam lagane padenge agar jungle mai lagaoge. Distance 10 feet ka rakhna ek plant se doosre ka.
Chandan ka tree atleast 17-20 saal mai mature hota hai. After 7 year ye heartwood bnana shuru karta hai. Jitna lamba isko grow hone denge heartwood utna hi increase hota jayega. Pest and bimariyon se bachav rakhne ki jaroorat hai.
Mujhe samaj ni aata 2 laakh ka investment hai 1 acre me dekh baal se lekar taar financing tak or 15 saal baad jakar vo 1 ped 2 laakh tak ka bigta hai , 15 saal tak sip karke 2 laakh investment karo to 15 sal me 21% ka kitna dega vo or bacchi hui 1 acre me 15 saal tak kheti karo vo alag .1 acre me pyaz karo 15 saal tak vo de jata hai 25 se 40 laakh tak , to candan sahi rahega ki 2laakh ki sip karke us 1 acre me kheti karna , or vaise b ped jab 8 saal ka ho jata hai to chori hone ka khatra 100 Guna bad jata hai 100 din me 1 din aisa aa hi jata hai ki chor ghus jayenge aapke farm me or 3 se 4 ped b kaatkar le gaye to 8 laakh ka nuksaan 😂
Very nice information
Nice information
Laal chandan jyada profitable hai ya safed?
Suratgarh Panchayat Samiti Gram Panchayat Padampura Hamen Panch paudhe chahie
Aapne jo ped dikhaya hai. Uska kimat kitni hai
नरमे का रेट बताएं
1 BIGHA ME KITANE PLANT
कहाँ बिकेगा ये भी बता दो 🙏🙏
Sir pehley host plant lagaye yaaa chandan aur host plant saath mein lagaye???
Dono sath hi lgane hain
Sir chhattisgarh me laga sakte hai ki nahi
Han
Kha se malla gha
Aapka nursery Kahan hai detail address de taki hum aapke nursery pe pahunch saken..
Video me number hai bhai
मालाबार नीम अब तो 4 साल का हो गया होगा वो भी दिखाओ
Sir jharkhand ma hoga
Himachal Pradesh में 1800 मीटर की ऊँचाई मे चंदन लग सकते हैं क्या
Yes
Sir jaamu Kashmir m lag sakta h kya
Yes
Seed aapse milega kya sir....?
Plant mil jayega ense
SAR to aap kahan se bol rahe hain
Village Mandhan Dist Bhiwani Haryana
Mera pass jangale ka pass ma ubrakhabad 6 -7 acer jamin ha
Acchi bat hai chandan ka ped 200 se jayda variety ke pedo ke sath ug sakta hai. Permanent host kam lagane padenge agar jungle mai lagaoge. Distance 10 feet ka rakhna ek plant se doosre ka.
एक पेड़ जितने को मिलेगा पौधा
Chandan ka tree atleast 17-20 saal mai mature hota hai. After 7 year ye heartwood bnana shuru karta hai. Jitna lamba isko grow hone denge heartwood utna hi increase hota jayega. Pest and bimariyon se bachav rakhne ki jaroorat hai.
Red chandan vs white chandan Kon better h
@SahilKhan-lr9ge depends on demand and govt policies. Abhi govt. White sandal wood ki promote kar rhi hai demand to dono ki hi hai.
@nikhil_bakhshi red chandan me Kya Kya khad dalna chahiye
@@SahilKhan-lr9ge soil ki testing krwao us se pta chlega kya kya deficiency hai soil mai. Vermi compost is good.
@nikhil_bakhshi kis mosam me plants lagana better rahega
पाला पड़ने से खराब नहीं होता क्या।
naa
Nhi
पाला पड़ने पर खराब होता है । तीन साल तक पौधे को बचाना होता है।
Mujhe lucknow ke bahraich jile me chahiye kaise milega
हम इसे काला चंदन कहते हैं मेरे खेत पर था चोर काटकर ले गये
So sad
Mujhe samaj ni aata 2 laakh ka investment hai 1 acre me dekh baal se lekar taar financing tak or 15 saal baad jakar vo 1 ped 2 laakh tak ka bigta hai , 15 saal tak sip karke 2 laakh investment karo to 15 sal me 21% ka kitna dega vo or bacchi hui 1 acre me 15 saal tak kheti karo vo alag .1 acre me pyaz karo 15 saal tak vo de jata hai 25 se 40 laakh tak , to candan sahi rahega ki 2laakh ki sip karke us 1 acre me kheti karna , or vaise b ped jab 8 saal ka ho jata hai to chori hone ka khatra 100 Guna bad jata hai 100 din me 1 din aisa aa hi jata hai ki chor ghus jayenge aapke farm me or 3 se 4 ped b kaatkar le gaye to 8 laakh ka nuksaan 😂
Chota soch
Appna number send Karo
Sir apka mobile number