Great! I would recommend not focusing on setting records. Instead, enjoy the beauty of nature. By the way, there are already plenty of records for Gangbal. In 2018, someone completed Gangbal in 3 hours, and I did the ascent in 4.5 hours in 2019. But honestly, there's no real joy in breaking records. Build endurance and savor the experience of being in nature.
Company thru nahi karna hai, wo mehanga hoga.. Individual level pe jaana hai, and jaane se pehle permission le k rakhna hai army camp wussan se. Permission mai aik week lagta hai. Jab aapko jana hoga tab bataye ga, i will give u a guide as per ur requirement. Contact me ~ zaidwani3@gmail.com
@@Repenting_muslim1 nai pata.. tourism department se milta hai.. kuch din pehle sonamarg se lia tha, wahin pe tourism department ka office hai.. Srinagar ka nai pata..
@@motorspirits555 bhai sonamarg sai side sai gaya hoo mn pechlay saal But gangbal aur nundkol rehgaya tha Wou mujhe pata hai Tourism department sai Leyna hota hai
Bhai ek question. Permission laane ke liye har kisi ko jaana hai thaane pr Jo group Mai hoga for camping, ke ek hee bnda Jaa skta hai permission ke liye?
Oo! Bai sahab ek dum gajab ha gangbal lake 👍
Great work bhaii❤
Thankyou bhai 😍
kitna time laga lake pohochne me
Mujhe 4 ghante lage.. normally 8 ghante lagte h
Great work❤
Thank u so much 😍
Ksm se yaar kamal kr diya matlb bs yr mere pass alfaz he ni h bolne k lye lv u bro
Thank u bro 🫡
Great! I would recommend not focusing on setting records. Instead, enjoy the beauty of nature. By the way, there are already plenty of records for Gangbal. In 2018, someone completed Gangbal in 3 hours, and I did the ascent in 4.5 hours in 2019. But honestly, there's no real joy in breaking records. Build endurance and savor the experience of being in nature.
Yup, i agree.
@@motorspirits555 permission within
2 hours mileegaa naa
@@motorspirits555kal jaana hai
Aaj Sardi hogi wahan
Evening aur morning mn
@@Repenting_muslim1 han g milega
Nice video sir, I impress
Thank u so much dear ♥️
Yaaaaaakh yaaaaakh yaad aya
Yaaaaaaaaaaaaaak 😂
Wow amazing vlog bhai ye sky blue totaa doad kyu raha hai itna udh k jaye ga kya 😂😂
Thank you so much bhai… hahahhahaha 😂
Gajjjjab jagga hai gangbal 🔥
Han bilkul
very nice - kya app bata sakte hai ye trek low cost me kaise kiya ja sakta hai ur local guide contact ho to
Company thru nahi karna hai, wo mehanga hoga.. Individual level pe jaana hai, and jaane se pehle permission le k rakhna hai army camp wussan se. Permission mai aik week lagta hai. Jab aapko jana hoga tab bataye ga, i will give u a guide as per ur requirement. Contact me ~ zaidwani3@gmail.com
You don't need to pay any thing to anyone just take a local transport from Srinagar to Nara nag
@@motorspirits555 thanks 🙏🏻
@@Kindness_11 thanks 🙏🏻
what about network connectivity?
No network
Bhai kashir trekkers jitne din cahe reh skte hain kya ?
I mean kya upar lake pe 2 night stay kr skte?
Han g, 1 week tak stay kar sakte ho
Sir.. Nice
Is there is need any kind of permission
Yes sir, permission required from army camp wussan.. u can see in the video, they check the permission..
@@motorspirits555
Ok sir
Start kahan se krna hai jalde pochne k liye
Naranaag
@@motorspirits555 dumail side jana hai
@@SuperBoys-gh3jl acha theek.. phr naranag wali river ko follow karna, seedha dumail pahuncho ge
@@motorspirits555 thank you so much sir
@@SuperBoys-gh3jl your welcome 🙏
Kis month Mai gyay thay Bhai?
August
Bai permission lanai ka procedure kyah hai aur kitna time lagta hai permission lanai ka liyai
Police station kangan se milta hai instant permission.. udr se h laana, otherwise army camp wussan waale 1 week lagate hai permission dene mai
What are the Documents required?
@@darburhan1662 adhaar card and passport size photograph
Bhai ye army camp kaha par hai
Wussan mein.. permission police station kangan se b laa sakte ho.
@@motorspirits555 thanks you bro
@@motorspirits555 permission process kitna time leyta hai
Kangan ps mn
Aur fee kya hai
Thank u bhai, kabhi visit karna 😅
Bhai permit ka kya scene hai
Kangan police station se milega
@@motorspirits555 Srinagar trc sai mil sakta hai kya
@@Repenting_muslim1 nai pata.. tourism department se milta hai.. kuch din pehle sonamarg se lia tha, wahin pe tourism department ka office hai.. Srinagar ka nai pata..
@@motorspirits555 bhai sonamarg sai side sai gaya hoo mn pechlay saal
But gangbal aur nundkol rehgaya tha
Wou mujhe pata hai
Tourism department sai Leyna hota hai
@@Repenting_muslim1 acha theek.. agr gaye, mujhe batana abi kitni thand hai udr 🥶
Sir im author im planning to visit world i need ur help guide me ive some questions
Received your mail, i would love to help u..
👍
Kangan police station ki permission chalegi & kya wo valid hai for 7 lakes trek k liye ya only gangbal?
Nahi army camp wussan ka permission chalta hai bas.. permission banana padega all great lakes k liye..
Hourse sai jana hay kitna paisa laga
I think 3k
Permission ke liye kya krna hai?
Wussan camp se permission milega, aik week before jaana permission laane
Bhai ek question.
Permission laane ke liye har kisi ko jaana hai thaane pr Jo group Mai hoga for camping, ke ek hee bnda Jaa skta hai permission ke liye?
Aik h banda jaa sakta hai, but sabhi k adhaar card photostat and 2 passport size photo saath rakhna..
@@motorspirits555 thanks bro
Mujhe to uper janay ka 5 hrs lagaya hy
bhut hii mushkil hy
Wowww… u did the great job.. ✌️
Maine 2 baar trek Kara hai waha tab na camp tha na permission ....
Wahhh matlab aapne bahut mazze kiye hai.
@@motorspirits555heyy, 1 hafta pehle kyu permission lani hoti hai. Aise ek din me nhi dete hai kya??
@@munimsofi3036 nahi bro, wo nahi dete
Bhai apnai kaha start kiya tha
Naranag se
@@motorspirits555 bro ye kis district mai aata hai
@@srb3580 ganderbal mein bro..
😮😮😮
Mein b jaavungi lekin 15 min me chopper se ..,
Hahahhaa.. aap by foot jaa b nahi sakte 🤭
maaf nahi karunga sabko 😭
😬
aapka bhai 3 ghante me karke dikhaega 💪
Bhai tere 3 mahine b kamm padjayenge😂
Haan bilkul naya record ab aap h bana do
@@jiggszahir5649 🤣
@@jiggszahir5649 kamine
Aaa haaa haa 😂😂😂