Maine ek small ups ka 5 ah ke battery 12v me ulta lga diya tha 10 second tk..... Or inverter toh shi kaam kr rha av v... Koi dikkat nhi n hoga?... Fuse v shi hai mera toh?... Kuch din phle hi liya hu... V guard 1150...or jb lgya tha... Toh battery heat ho gyi thi... Or wire v or... Inverter ka jo wire terminal hai metal ka us pe black jlne k spot aa gye the...
Sir, mera Luminous Rhino 1125 ka inverter hai aur galti se maine polarity ulta connection kar diya hu uske baad se usme koi bhi light nahi jal rahi hai ..Please suggest me what should I do .
Aap inverter ko open kariye phir aapko dikhega ki aapka dc fuse disconnect ho gya hai Aap usse change kr dijiye agar aapke pass nhi h av fuse or aap usse chalu karna chahte hai to aapke old fuse me wire bandh dijiye Ye kam krne se pahle Aap inverter ko battery se or power plug se disconnect kar lijiyeg
@@xyzrahultechokay bahut bahut dhanyawad .. DC fuse kitne amp ka lagta hai . Agar dc fuse me dikkat hai to ac me power plug karne par bhi light nahi jal raha hai .
thank you bro you save my time and problems.
Mera v aise he huwa tha sahi kr liya jankari k liye dhanyebad sir ji
Nice and informative video bro
Hope this will help my problem.
Bahut achhi zankari di aap ne
Thanku
Thanku sir 🙏 ☺️
Thanku sar आप ने बहुत आच्छा बातबतादीयाहे ।मेरा inviter सट होताहे mosfate भी चेन्जकीया फिरभी सट हे क्याproblam हे भीडीयो बनादीजीऐ sar
MOSFET bar bar jal rha h to boad change kara lijiye
Company me call krke ek saal ki warranty extend kara lijiye
Very nice
Sar🙏fuse के जगह एमसीबी लगा सक्तेहे ?🤔🤔🤔
Thankyou 🙏🏻
Thank u so much dear friend...
Thanks bro
Nice ji
Nice
Thanku ❤❤
Inverter ke battery wire me 220 volt connect kare to kya hoga?
Isme achha system hai fuse lgane ka,
Luminous me bahut kharab diya fuse solding kya huwa rahta hai!!!
Thaxxxccccçx mujhe samjh nhi aa rha tha
3 fuse tha ek fuse nikal ke keyo check keye hai
Great sir❤
Thanku
Bhai batana Microtek Sebz1100 inverter ka market price kitna chal raha hai.
5500
Maine ek small ups ka 5 ah ke battery 12v me ulta lga diya tha 10 second tk..... Or inverter toh shi kaam kr rha av v... Koi dikkat nhi n hoga?... Fuse v shi hai mera toh?... Kuch din phle hi liya hu... V guard 1150...or jb lgya tha... Toh battery heat ho gyi thi... Or wire v or... Inverter ka jo wire terminal hai metal ka us pe black jlne k spot aa gye the...
good jee
Super experiment Aaj mere hath ulte wire jud Gaye ab main khol kar dekhta hun kya hua usmein
Thanks
Sir, mera Luminous Rhino 1125 ka inverter hai aur galti se maine polarity ulta connection kar diya hu uske baad se usme koi bhi light nahi jal rahi hai ..Please suggest me what should I do .
Aap inverter ko open kariye phir aapko dikhega ki aapka dc fuse disconnect ho gya hai
Aap usse change kr dijiye agar aapke pass nhi h av fuse or aap usse chalu karna chahte hai to aapke old fuse me wire bandh dijiye
Ye kam krne se pahle
Aap inverter ko battery se or power plug se disconnect kar lijiyeg
@@xyzrahultechokay bahut bahut dhanyawad .. DC fuse kitne amp ka lagta hai . Agar dc fuse me dikkat hai to ac me power plug karne par bhi light nahi jal raha hai .
Jab battery k connection se aapka inverter on hoga tb hi aapka ac me plug krne pe inverter me light aayega
@@xyzrahultech thank you so much ..Kitne amp ka dc fuse lagega ..
Agr dc voltage jyada de deye to kya fault hoga
Dekhenge kisi video me kya hoga agr 12 volt inverter ko 24 volt se connect kiya to
Wrong connection k baad new fuse dale to connection change krne ki jarurat thodi h
Thank you
Bhuat hee accha
Thank you
3 fuse laga ke check kariye tb bataiye
🙏 3 fuse laga k ulta lagaye??
Yeh fuse kitne rs Ka Aata Hai sir
2 se 5 rupya
Reply kariye mere question ka
Ulta check karna hai ki sidha
@@xyzrahultechउल्टा करीये
3 fuse laga ke check kariye
Battery charger ka agr positive negative Wrong lg jye Battery kharab tu ni hoti
Charger kharab hone k chance jyda hai aag v lag sakti h charger me ya battery ulta charge ho jayega
Charger sy wrong connection krne sy battery 🔋 tu khrab ni hoti na
High current carrying charger hoga to battery blast v ho jayegi
Bap re ye kya hua
Nice
Nice