Mere hybrid gudhal ke plant me na growth hai aur na hi flowers aa rahe hai.. jabki vermicompost di hoon dhoop me rakhi hoon watering bhi check karke karti hoon .. pls bataye kya karu ?
Hello sir. Aapki hibiscus ka plant ka Video thoda dikhaiye. Aur mere ek yellow color ka hibiscus ka plant ka growth nehin ho rehi hai. Main isko repot kar diya hai lekin mujhe lag raha hai ki mar jaye gi to plz sir bata dijie isme kya dalu jo mere plant bachh jaye. Plz relpy
Beautiful,garden,and,sharing,sar❤❤❤
Many many thanks
Darun useful video.
Thank you so much
Very beautiful garden thanks for sharing 👌❤
Thanks for visiting
Very informative video
Glad you think so!
Bhai aapka garden bahut Sundar dikhta he🎉
Thank you so much
Very nice sharing 👍🏻
Thanks for visiting
Bahut hi khoobsurat bhagiya hai🌱🪷
Thank you so much
Bout khubsurat
Thank you so much
Bahut accha video hai ❤❤
Thank you so much
Ben çok severim eforbiya milli çiçeklerini çok güzel bahce
👍
Thank you
भाई असीमानंद जी को सादर प्रणाम।
भाई जी ऐसा कोई एप बताइए जिस पर किसी पोध का फोटो डालने पर उसका जनरल नेम और बोटेनिकल नेम का पता चल जाए ।
Google lens ka use kare. Aajkal her phone me seach bar me hi Diya hota hai.
Mere hybrid gudhal ke plant me na growth hai aur na hi flowers aa rahe hai.. jabki vermicompost di hoon dhoop me rakhi hoon watering bhi check karke karti hoon .. pls bataye kya karu ?
Abhi sardiyo me kam flowering hoti hai. Potash dal sakte hai
Hello sir. Aapki hibiscus ka plant ka Video thoda dikhaiye. Aur mere ek yellow color ka hibiscus ka plant ka growth nehin ho rehi hai. Main isko repot kar diya hai lekin mujhe lag raha hai ki mar jaye gi to plz sir bata dijie isme kya dalu jo mere plant bachh jaye. Plz relpy
Abhi, kuchh mat daale, bus semi shed me rakhe. Jald aapko hibiscus plant dikhaunga
Sir kya katevale paudhe gharane lagana uchit hai ?
Aisi jagah lagaye, jaha kapdo me na fase , baaki sab shubh hi shubh hai
sir iski teen branch hamne neeche se kat ki thi15 din pahle aaj hamne dekha neeche ki stem gal gayi ab kya kare sir please bataye
Paani jyada hone per fungus ki vajah se Aisa hota hai . Ek do branch cut karke Naya paudha taiyar kar le. Kate bhag me fungicide laga de
Cutter lelo app ?tab easy hga cutting klia
Cutter se haath me kante chubhte hai
Mere flower ka colour red nhi hota green hi rhta h kya kre
Ho sake to paudhe ko birla ka urja khad de
Sir hmne b jeha plant buy kiya ha but abi flower nehi aa reha
Dhoop me rakhe, paani kam de
@@hamaribagiya22 thanks g
Mere mili plant me flower nhi aaraha
Thoda potash ka use kare
Thanks
Katai chatai bohot bar bola aapne sir😂
Katai chhatai ka video hai to bolna hi padega