Dars-5 | Islami ‘Aqeede ki Taleem Ke Mutalliq Tamheedi Bayan | Shaykh Liyakhat bin Fadhlullah

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 18 พ.ค. 2024
  • قال أبو العرفان محمد بن علي الصبان المصري المتوفى في القاهرة سنة ( 1206 هـ) وهو صاحب الحاشية المشهورة على شرح الأشموني في النحو وغيرها:إنَّ مَبَادِي كُلِّ فَنٍّ عَشَرَةْ الحَدُّ والمَوْضُوعُ ثُمَّ الثَمَرَةْوفَضْلُهُ ونِسْبَةٌ والواضعْ والاسمُ والاسْتِمْدَادُ حُكْمُ الشارعْمَسَائِلٌ والبَعْضُ بِالبَعضِ اكتَفَى ومَن دَرَى الجَمِيعَ حَازَ الشَرَفَا
    Abul Irfan Muhammad bin Ali As-Sabban Al-Masri (tareekhe wafat 1206 hijri) ne kaha:
    Har ek Fann ke das mabadi hotay hain
    Hadd aur Maudh’u aur Samaraat
    Fazeelat aur Nisbat aur Wadh’i
    Ism aur Istimdaad aur Shar’i ka Hukm
    Masaail ek dusre ke ta’aaluq se kifayat
    Jisne ye saare mabadi seekh liye usay ek sharaf aur aala maqam hasil hota hai
    1. Hadd - is Ilm ki tareef kya hai aur dusre Uloom se iska kya farq hai
    2. Maudh’u - is Ilm ka maudh’u kya hai
    3. Thamarah - is ilm ko padhne se kaunse samaraat ya faiday hasil hotay hain
    4. Nisbat - ye Ilm konse Ilmi shoabe se ta'alluq rakhta hai
    5. Fadhl - is Ilm ki fazeelat kya hai
    6. Waadh’i - is Ilm ki buniyad kisne daali ya kisne is Ilm ko jamaya aur pesh kiya
    7. Ism - is ilm ka naam aur iske dusre naam kya hain
    8. Istimdaad - ye Ilm kahan se liya jayega aur is Ilm ku hasil karne ke zariye kya hain
    9. Hukm Ash-Shar’i - is Ilm ka Sharee'at me hukm kya hai
    10. Masail - is Ilm me kon kon se masaail padhhay jayenge
    🔗 Subscribe to our TH-cam Channel : / @miis-mysore
    🔖 Get Dars Updates on WhatsApp Group:
    Invite link: chat.whatsapp.com/F2OLo8upIjY...
    🗂️ Kitabut Tawheed Complete Playlist:
    • Kitabut Tawheed I Shay...
    🗂️ Al-Adab Al-Mufrad Complete Playlist:
    • Al-Adab Al-Mufrad I Im...
    🗂️ AQEEDAH - Islami ‘Aqeede ki Taleem Ke Mutalliq Tamheedi Bayan
    Complete Playlist:
    • 'Aqeedah - المدخل إلى ...
    🗂️ AQEEDAH - Waajibuna nahwa maa amaranallahu bihi
    Complete Playlist:
    • Aqeedah - وَاجِبُنَا ن...
    🗂️ FIQH - Arbauna fil Ahkaam (Ahkaam ke talluq se 40 Hadeesein) Complete Playlist:
    • FIQH - الأرْبَعُونَ فِ...
    📌 DARS - KITABUT TAWHEED
    Musannif : Shaykh-ul-Islam Muhammad bin Abdul Wahab رحمه الله
    Sharh : Al Qawl al- Mufeed Sharh Kitabut Tawheed
    Shareh : Shaykh Muhammad bin Saleh al-Uthaimeen رحمه الله
    Mudarris: Abu Abbad Imran Madani حفظه الله
    📌 DARS : Al-Adab Al-Mufrad | Imam Bukhari رحمه الله
    Mudarris: Shaykh Sadaqatullah Jamai حفظه الله
    Updates ke liye WhatsApp Group Join karein. Invite link: chat.whatsapp.com/F2OLo8upIjY...
    ⌚ Waqt : Once in 15 days; Maghrib ki namaz ke fauran baad
    Note: Ek hafta Dars Kitabut Tawheed ka rahega aur dusre hafte Dars Al-Adab Al-Mufrad rahega.
    (Auraton Ke Liye Parde Ka Intezam Rahega)
    🕌 Maqam - Masjid e Abu Bakr
    Subhash Nagar Mysore; Karnataka - India
    📍Google Location: tiny.cc/Masjid-Abubakr
    📌 DARS : Aqeedah - Waajibuna nahwa maa amaranallahu bihi
    Musannif : Shaykh-ul-Islam Muhammad bin Abdul Wahab رحمه الله
    Mudarris: Shaykh Liyakhat Fadhlullah حفظه الله
    Graduate Jamia Madinah al-Aalamiyah; Based in Al-Jubail, Kingdom of Saudi Arabia
    📌 AQEEDAH Wa FIQH ka Dars Online Rahega (Weekly Once-FRIDAY Night)
    Update Hasil karnekeliye WhatsApp Group Join karlein:
    🤵‍♂ Gents WhatsApp Group Link - chat.whatsapp.com/H8DjetD3jw9...
    🧕 Ladies WhatsApp Group Link - chat.whatsapp.com/F09G0dcRyUR...
    📌MARKAZ IMAM IBN SIREEN Ladies Tarbiyah Classes:
    🧕Ladies Tarbiyati Classes ko join karne ke liye (Once in a week) iss Google form ko fill karein :
    forms.gle/AeahqCLpqai1ueSL7
    📍 Maqam - Christian Colony, Rajivnagar Mysore
    Check Our Community updates here:
    / @miis-mysore

ความคิดเห็น •