Agr sirf ek bulb fuse hota h to usme ek bar 55×60 ka bulb laga ke dekhiye sahi ho jayega or ho skta h bhai ki aapka headlight ka reflecter tuta hua ho jisse bulb udh jata hai
Bhaiya ji namaste! Mera swift dzire ldi 2009 ka model hai. Isme ignition start late hota Hai aur check engine light dikha rha Hai. Pas me service center me gaya Tha. Scanner me check Kiya. EGR problem dikha rha Hai. Wo bole ki baad me dekhenge abhi k liye koi problem nhi Hai. Please aap bataye kya karna chahiye
Sir plug khrab hoga to mng me he self round lega baki tym start ho jayega thik se. Aap ek bar ek video bana kar mere WhatsApp me bhej dijiye. WhatsApp no aapko discription me mil jayega. Or agr jyada round le rha h to injectior ka problem ho skta h. Or nazil se tel thik se spray nhi karta h to bhi Aisa hota hai.
Bhai wagonr me ek bar battery dusra rakh ke check kar lijiye uske bad b whi dikkat aata h to usme b armature he change karna padega or aapko bata de jitna bhi chota self hota h ya fir 407 N/M self aata h wo sb me garam me loud leta h to armature change karne se sahi ho jata hai.
Wo sahi he batayega bhai lekin usi me dikkat hai aap change kardo aap garam me start hone lagega humare pas Aisa bahut fault aaya hai or ho ske to armature ke sath carbon bhi change karwa dijiye
Amezing information sir Ji
Thank you
Super work
Thank you
Very good❤🎉
Thank you
Sumo victa right side ka head light ka bulb bahut fuse karti Hai holder ,bulb,new dala hai fir bhi bulb fuse karti hai body garuand bhi sahi laga hai
Agr sirf ek bulb fuse hota h to usme ek bar 55×60 ka bulb laga ke dekhiye sahi ho jayega or ho skta h bhai ki aapka headlight ka reflecter tuta hua ho jisse bulb udh jata hai
Bhaiya ji namaste! Mera swift dzire ldi 2009 ka model hai. Isme ignition start late hota Hai aur check engine light dikha rha Hai. Pas me service center me gaya Tha. Scanner me check Kiya. EGR problem dikha rha Hai. Wo bole ki baad me dekhenge abhi k liye koi problem nhi Hai. Please aap bataye kya karna chahiye
Aap ek purana video dekhaa ldi swift ka. Isme aap 3 Bosch ke plug change kiye. Kya ye issue isilye ho rha Hai. Please bataie
Sir plug khrab hoga to mng me he self round lega baki tym start ho jayega thik se. Aap ek bar ek video bana kar mere WhatsApp me bhej dijiye. WhatsApp no aapko discription me mil jayega. Or agr jyada round le rha h to injectior ka problem ho skta h. Or nazil se tel thik se spray nhi karta h to bhi Aisa hota hai.
@@ShreeBalajiAuto thik hai sir. Ek video Bana kar aap ko share karunga. Thank you so much for response sir
Tata magic hit hone pe start nahi hoti hai thande hone pe sahi start hoti hai hit hone self luod leta hai
Armature change kar dijiye Bhai sahi ho jayega
@@ShreeBalajiAutosame problem vaganor me bhi aa rhi hai garam me nhi hoti hai or thandi hone par self kam krta hai
Bhai wagonr me ek bar battery dusra rakh ke check kar lijiye uske bad b whi dikkat aata h to usme b armature he change karna padega or aapko bata de jitna bhi chota self hota h ya fir 407 N/M self aata h wo sb me garam me loud leta h to armature change karne se sahi ho jata hai.
Kya fault ho sakta hai
Armature khrab h bhai
@@ShreeBalajiAuto check karne pe sahi bol raha hai