Kya kitchen waste ko mixer grinder me grind karke mitti me mila den to jaldi se organic khad bankar ready ho jayegi? isme kitne dinon ka samay lagega?Plz is topic par bhi koi video banaye? Mera doosara question ye hai ki khad banane or ghar me plantation ke liye agar hum plastic ke containers,grow bags or gamalon ka use karte hain to kya ye plastic khad or us plant ke fal,salad or sabji ke jariye hamari body me bhi jayega?
Mixi me piskar use sukhane ke baad 15 din me use kar sakte hai. Plastic me ugane se koi dikkat nahi hogi . Aake Ghar ka paani bhi to plastic ke pipe se hokar aata hai.
Phli baar lkdi ka burada use krte dekha mne soil mix me
Cocopit mahanga hota hai, ye sasta upay hai
@@hamaribagiya22 nhi 200 ka 5kg aata h bhot tym chalta h wo
@@hamaribagiya22main bhi kahi bar grow Beg ke neeche Bahar deti hu 😊
Mane suna hai ki lakdi ka burada se fungus lagti hai
Mai aaj hi khareed kar layi hu 🎉🎉
Mashallah bohat piarividio hey aap bohat piarey tarikey sey podey lagatey ho menh nenh bhi seekha hey
Thank you so much for liking my garden
Just wow Sir vry Nice 😊😊
Thanks a lot 😊
Beautiful plants nice information👍
Thanks a lot
Very nice video petunia plant Grow and care very Beautiful Information Thankyou Sir
Most welcome
Thank you so much
Kya kitchen waste ko mixer grinder me grind karke mitti me mila den to jaldi se organic khad bankar ready ho jayegi? isme kitne dinon ka samay lagega?Plz is topic par bhi koi video banaye?
Mera doosara question ye hai ki khad banane or ghar me plantation ke liye agar hum plastic ke containers,grow bags or gamalon ka use karte hain to kya ye plastic khad or us plant ke fal,salad or sabji ke jariye hamari body me bhi jayega?
Mixi me piskar use sukhane ke baad 15 din me use kar sakte hai. Plastic me ugane se koi dikkat nahi hogi . Aake Ghar ka paani bhi to plastic ke pipe se hokar aata hai.
Good information sir 😊👍
Thanks and welcome
Nice information Asimanand ji🙏.( Gardening is my passion)
Thank you for watching this channel.
🙏
Nice video 🎉 so beautiful garden🎉
Thanks for visiting
Beautiful flower plants.pls telle price of plants.
15 rs.
Nice information sir God bless you
Thanks and welcome
Very beautiful ❤❤❤👍👍👍👍👍👍
Many many thanks
@@hamaribagiya22 wlcm sir
बहुत बढ़िया 😊
Thank you so much
Nice information 👍
Thank you so much
🎉 bahut Sundar Bagicha hai aapke
Thank you so much
Beautiful flowers
Thanks for visiting
I love this🌈❤️
Thank you
Isme pest attaack hota h?
Imidacloprid ka use kare
Nice video sharing
Thank you
Nice video
Grow bag ka size kya hai
You can grow in small size bags or pots
10 inch
Sar Mere bogAnvilyA ko koi makhe ake pate kat kar le jate he pilant khatab ho jate he is koi Hal he
Imidacloprid pesticide ka spry kare.
Hello bhai very nice
Thanks
Pituniya-flavar-kaha-milate-he?
Local nursery me mil jayega
Nice
Thanks
Mere petunia plant mein flower nhi arhe h or plant dry bhi ho rha h or new bhi a rhe h kya reason ho skta h kaise flowering ho
Plant me paani Kam de. Fungus problem ho sakti hai. Fungicide ka use kare. Sarso ki khali ka liquid fertilizer de. Dhoop me rakhe.
Hi
Thank you
Buhaat ache
Thank you