Thank You. K T M Bike ka Kafi Sara Engine khol ke kam kar Raha hu lekin Video ke liye Time Nehi Mil Raha He. Or Mujhe Company Se permission v Nehi Mil Raha he k T M ka video banane ke liye. Oske liye Sorry 😞
Fuel Pump complete Ata he. Apka agr coupler tut gaya he To. AP Ak bar Company Me check kare. Me Apko part number de raha hu Jy 402235 Is part number ko company me dikh dijiyega. Sayed apko mil jaye 🙏
Missing Problem Ke liye Kiya karna padega Me Apko bata Deta hu 🙏1st -- Fuel pump or throttle body ko Clean karna 👍 2nd -- Bike Me Current Check karna he. Current sahi Se Aa raha he to . Current ka koi problem nahi he . 3rd -- Ap plug 3 Pic Rehta osko change kardena 🙏 4th -- Fir bhi Nehi ho raha he to. Ap Fuel Pump or fuel Filter ko change kardena 🙏.
Very nicely done...

@@Jaidur874officelcom it's okay..
Bhai mera ns200 bs6 ka fuel pump ka tank ka nise ka coupler tut goya
. Pura pump replacr hoga kya?? Ya coupler extra milta he
Fuel Pump complete Ata he. Apka agr coupler tut gaya he To. AP Ak bar Company Me check kare. Me Apko part number de raha hu Jy 402235 Is part number ko company me dikh dijiyega. Sayed apko mil jaye 🙏
@@Jaidur874officelcom mera fuel pump ic tut goya..
@@Jaidur874officelcom online dekha to extra fuel pump ic milta he dekhata he..
Online Apko Jo Dikha Raha He 🙏 Oh Sayed Duplicate Item Hoga.
@@Jaidur874officelcom apni mechanic nk?
Asaam konsa district meh
Darrang District Bro.
Apki Shop kidhar hai Bhai
Assam Me. Ap kaha Se Ho
@@Jaidur874officelcom Mumbai se
❤❤❤
Same
Brother aap kha se ho meri ns bs6 main 1st 2nd 3rd gear main missing prob h aap se kam krvana h aap ka number milega m haryana se hu
Me Assam Se Hu 🙏Agr Ap Ka bike Missing Ho Raha He to pehle Ap Dekh lena Mitar Me check Engine light Aa raha he kiya.
@@Jaidur874officelcom nhi aa rhi bhai Bajaj se Maine update krva liya h o2 sensor b clean kr liya h
@@Jaidur874officelcom showroom main jake kya bolu un logo ko ye bta dejiye nas vo bhot costly kam krte h or Kam shi se krte b nhi h bhai
Missing Problem Ke liye Kiya karna padega Me Apko bata Deta hu 🙏1st -- Fuel pump or throttle body ko Clean karna 👍 2nd -- Bike Me Current Check karna he. Current sahi Se Aa raha he to . Current ka koi problem nahi he . 3rd -- Ap plug 3 Pic Rehta osko change kardena 🙏 4th -- Fir bhi Nehi ho raha he to. Ap Fuel Pump or fuel Filter ko change kardena 🙏.
@@Jaidur874officelcom thank u brother