Chadi Hui Hai Zabaan Par

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 17 ต.ค. 2024

ความคิดเห็น • 79

  • @ruksanatalath3484
    @ruksanatalath3484 ปีที่แล้ว

    Mashallah, so beautiful lovely nath.
    May Allah (swt) forgive all our sins , Insha Allah. May we all enter in Jannah

  • @fahminasayyad7710
    @fahminasayyad7710 ปีที่แล้ว

    Jazakallahu KHAIRAN kaseeran KASEERA

  • @AyeshaSiddiqua-lo2rp
    @AyeshaSiddiqua-lo2rp 4 ปีที่แล้ว +27

    I went back to my bachpann after listening to this. .. mashallah

    • @Mrkhan-gr1yt
      @Mrkhan-gr1yt 4 ปีที่แล้ว

      Im also
      Bachpan ki yaad taza ho gai masha Allah.
      Jamate islami hind ke office se is ki khas caset le kar aye the

    • @Mrkhan-gr1yt
      @Mrkhan-gr1yt 4 ปีที่แล้ว +1

      Aut Alhumdullillah mai ne ise sim ke ek program me padha tha.
      Once more once more ka demand aya tha .
      Alhumdullillah

    • @mannanshareef9464
      @mannanshareef9464 4 ปีที่แล้ว +1

      May be you to from 85-95's batch

    • @mannanshareef9464
      @mannanshareef9464 4 ปีที่แล้ว

      Me too

    • @lubnakhan709
      @lubnakhan709 3 ปีที่แล้ว

      Me too...

  • @hafizzubair211
    @hafizzubair211 4 ปีที่แล้ว +14

    ماشاءاللہ سبحانہ وتعالٰی
    الفاظ و معنٰی پر غور کریں تو شوق دوبالا ہوجاےُ
    اللہ عزوجل مولانا مرحوم کے درجات کو بلند فرماےُ

  • @tousifkhan510
    @tousifkhan510 5 ปีที่แล้ว +10

    اللہ مرحوم عامر عثمانی کو کروٹ کروٹ جنت نصیب کرے۔ آمین۔

  • @sayyedarifsayyedisa2578
    @sayyedarifsayyedisa2578 2 ปีที่แล้ว

    صلی اللہ علیہ وسلم

  • @m.atiullah2229
    @m.atiullah2229 4 ปีที่แล้ว +3

    مولانا کی ایک بہت مشہور اصلاحی اور مزاحیہ کتاب،، مسجد سے میخانہ تک ،، میں نے پڑھی ہے ، دیوبند سے چھپی تھی ،پھر اسے دیکھنے کی خواہش ہوتی ہے لیکن کہیں مل نہیں رہی

    • @touseef88
      @touseef88 3 ปีที่แล้ว

      میرے پاس کہیں pdf copy موجود ہوگی کہاں بھیجنا ہے

  • @SuperSkimran
    @SuperSkimran 11 ปีที่แล้ว +15

    We Want more Moulana Aamir Usmani's Kalam (Rhm) in this format ........Jazak Allah Khair

  • @syedmuqeedali6225
    @syedmuqeedali6225 4 ปีที่แล้ว +6

    Missing golden days MashAllah 90s naat MashAllah one of best naat ever

  • @amatullahanwar2394
    @amatullahanwar2394 3 ปีที่แล้ว

    ماشاءاللہ ایک ایک لفظ گویا موتی ہے
    پڑھنے والے بھی بہت عمدہ پڑھے ہیں

  • @sadiqueubaidullah298
    @sadiqueubaidullah298 4 ปีที่แล้ว +2

    Masha Allah bahut khoob aur bahut meethi aawaz hai sayyed Hamid sahab ki masha Allah

  • @podwithme123
    @podwithme123 10 หลายเดือนก่อน

    Mashallah great ❤❤❤

  • @sahrishabbasi420
    @sahrishabbasi420 6 ปีที่แล้ว +2

    kya acha hai k hm ap (s.a.w)ki ata'at krein...

  • @ather1323
    @ather1323 5 ปีที่แล้ว +3

    Mashaa allah tabarakallah hu fi

  • @maazabdulwasay6368
    @maazabdulwasay6368 4 ปีที่แล้ว +13

    My mom was very happy after hearing this it's like a Nostalgea for her😀

  • @azharp2053
    @azharp2053 ปีที่แล้ว

    Ye naath purane din yaad Karne k Liye nai balki Apne aap par afsos Karna hai 😭😭😭

  • @haneefshaik8797
    @haneefshaik8797 2 ปีที่แล้ว

    Masha Allah

  • @Abulhusenali
    @Abulhusenali 5 ปีที่แล้ว +10

    Alhamduliilah,, o zamana yaad agaya, ,1999

    • @Mrkhan-gr1yt
      @Mrkhan-gr1yt 4 ปีที่แล้ว

      Yes fir wo zamana yaad a gaya

    • @Mrkhan-gr1yt
      @Mrkhan-gr1yt 4 ปีที่แล้ว

      Afsar Khan from Pune

    • @Mrkhan-gr1yt
      @Mrkhan-gr1yt 4 ปีที่แล้ว

      Aut Alhumdullillah mai ne ise sim ke ek program me padha tha.
      Once more once more ka demand aya tha .
      Alhumdullillah

  • @husnanilofer2097
    @husnanilofer2097 ปีที่แล้ว

    Best naat

  • @abdulhameedkhan3382
    @abdulhameedkhan3382 6 ปีที่แล้ว +3

    Jazakallahu Khairan

  • @mdazmath2294
    @mdazmath2294 ปีที่แล้ว

    Plz dua my teri raza faqeer hon yeh nahi milra hai

  • @shamshudashamshuda6258
    @shamshudashamshuda6258 3 ปีที่แล้ว

    Last misra specially was soo nice.....😂😂😂

  • @syedsohail4203
    @syedsohail4203 3 ปีที่แล้ว

    Masha Allah mashallah mere bhai subhanallah

  • @abdulwajid713
    @abdulwajid713 3 ปีที่แล้ว

    Inkae bauth sae thae...bachapan yaad agaya

  • @shaikfurqan7863
    @shaikfurqan7863 3 ปีที่แล้ว

    Masha allah bachpan ki yaad taza hagai.

  • @allislamicvedios6368
    @allislamicvedios6368 5 ปีที่แล้ว +3

    عامر عثمانی کی کوئ کتاب ھے جس میں انکی سب حمد و نعت نظم۔وغیرہ ھیں
    پلیز بتایں مہربانی ھوگی

    • @mawbeg
      @mawbeg 5 ปีที่แล้ว +1

      یہ قدم قدم بلائیں

  • @MysticalEngima
    @MysticalEngima 2 ปีที่แล้ว +2

    Nostalgia!!! Tape pe Jamat ki cassettes

  • @waheedabdul5268
    @waheedabdul5268 6 ปีที่แล้ว +2

    Jazakallahu Khaira

  • @kulyateiqbal
    @kulyateiqbal 12 ปีที่แล้ว +5

    buhat khoob !

  • @salimmadiwale5464
    @salimmadiwale5464 2 ปีที่แล้ว

    Masha Allah, please send the lyrics of this naat Shareef, jazakallah khair

    • @snzstudio22
      @snzstudio22 ปีที่แล้ว

      th-cam.com/video/B15G9Nl0_uU/w-d-xo.html ...............
      Charhi huyi hai zabaan par kasaafato ki tahe,
      Fir is zabaan se kaise tumhari naat kahe
      Tumhari naat k qurban jaan o dil lekin
      Tumhari naat k qabil kaha zabaan o qalam
      Qalam ki nok pa alfaaz to bahot hai magar
      Saboot sidq e maani kare kaha se baham
      Charhi huyi hai zabaan par.......
      Bas ek rasm hai jis ko nibahne k liye
      Takallufat se bazme sukhan sajaani hai
      Hamara shear kaha daulat e khuloos kaha
      Sukhan farosh hai daad e hunar kamaani hai
      Na soz o saaz hai dil me na aankh me aansu,
      khile huve hai aqeedat के phool be khushbu.... Fir is zabaan se kaise...
      Zabaan pa daawa e maher o wafa bahot kuchh hai
      Saji huyi hai darood o salam ki mahefil,
      Magar dilo me ghame aakherat ka naam nahi
      Ghame hayat ki chaukhat pa sajda rez hai dil
      Jami huyi hai nigahen nishat e haazir par
      Na baaz purs ka khatra na ahetesaab ka darr........... Fir is zabaan se kaise........
      Wo tum के shukr saraapa the apne rabb के liye
      Ye ham के shukr guzaari se waasta hi nahi
      Wo tum k haqq के liye sar b kaff the maidaan me
      Ye hamm के Zakhm के khane का hausla hi nahi
      Tumhe Azeez thi har shaye se izzate islaam
      Hamare pass faqat rahe gaya khuda ka naam....... Fir is zabaan se kaise......
      Butaan e qaum o watan jin ko tum ne toda tha
      Naye sire se unhe ham ne fir taraash liya,
      Kiya tha tum ne ukhuvvat ka jo mahel taamir
      उसे nifaaq ki zarbat se ham ne tod diya
      Hamaari zulmat e shab me kahi bhi noor nahi
      Tuloo e soob,Ha કે aasar door door nahi..... Fir is zabaan se kaise.......
      Hame tumhari ghulami pa fakhr hai lekin
      Bhula diya કે ghulami ka muddua kya hai,
      Wafa ko ek takhayyul bana liya ham ne
      Hame shaoor nahi maqsad e wafa kya hai....
      Talab tasavvur e manzil se ho chuki maheroom
      Khud apni simt e safar bhi hame nahi maaloom......... Fir is zabaan se kaise...
      Huzoor phir bhi ye ash,aar peshe khidmat hai
      Agar cha hadiya e naa cheez kam ayaar sahi,
      Bada inaam us nisbat to tum se baaqi hai
      Hazaar Daaman e imaan taar taar sahi
      Tumhara naam hai taskeen e rooh o jaan ab bhi
      Tumhari yaad se hota hai dil jawaan ab bhi......... Tumhari yaad se hota hai dil jawaan ab bhi

  • @zubair2195
    @zubair2195 10 หลายเดือนก่อน

    Kiya tha tumne ukhoowwat ka Jo mahel taameer
    Use nifaaq ki zarbat se hamne tood diya😢😢😢

  • @muneebahmedkhan3238
    @muneebahmedkhan3238 2 ปีที่แล้ว

    Ever lasting, motivating

  • @SyedHamedinstrumentation
    @SyedHamedinstrumentation 4 ปีที่แล้ว +1

    Who is naat singer

  • @mariyakashif5572
    @mariyakashif5572 2 ปีที่แล้ว

    Old memories Masha Allah

  • @ImranKhan-mh8hk
    @ImranKhan-mh8hk 5 ปีที่แล้ว +3

    Allah hame muttahid farma

  • @iffathilliyas8640
    @iffathilliyas8640 3 ปีที่แล้ว

    Niceeeee

  • @Myvlogs_shorts
    @Myvlogs_shorts 5 ปีที่แล้ว +2

    Mashallah

  • @nadiyakoilakh7674
    @nadiyakoilakh7674 4 ปีที่แล้ว +1

    Is Kalam ki lyrics kana milngye

  • @snzstudio22
    @snzstudio22 ปีที่แล้ว

    th-cam.com/video/B15G9Nl0_uU/w-d-xo.html full full lyrics ..............Charhi huyi hai zabaan par kasaafato ki tahe,
    Fir is zabaan se kaise tumhari naat kahe
    Tumhari naat k qurban jaan o dil lekin
    Tumhari naat k qabil kaha zabaan o qalam
    Qalam ki nok pa alfaaz to bahot hai magar
    Saboot sidq e maani kare kaha se baham
    Charhi huyi hai zabaan par.......
    Bas ek rasm hai jis ko nibahne k liye
    Takallufat se bazme sukhan sajaani hai
    Hamara shear kaha daulat e khuloos kaha
    Sukhan farosh hai daad e hunar kamaani hai
    Na soz o saaz hai dil me na aankh me aansu,
    khile huve hai aqeedat के phool be khushbu.... Fir is zabaan se kaise...
    Zabaan pa daawa e maher o wafa bahot kuchh hai
    Saji huyi hai darood o salam ki mahefil,
    Magar dilo me ghame aakherat ka naam nahi
    Ghame hayat ki chaukhat pa sajda rez hai dil
    Jami huyi hai nigahen nishat e haazir par
    Na baaz purs ka khatra na ahetesaab ka darr........... Fir is zabaan se kaise........
    Wo tum के shukr saraapa the apne rabb के liye
    Ye ham के shukr guzaari se waasta hi nahi
    Wo tum k haqq के liye sar b kaff the maidaan me
    Ye hamm के Zakhm के khane का hausla hi nahi
    Tumhe Azeez thi har shaye se izzate islaam
    Hamare pass faqat rahe gaya khuda ka naam....... Fir is zabaan se kaise......
    Butaan e qaum o watan jin ko tum ne toda tha
    Naye sire se unhe ham ne fir taraash liya,
    Kiya tha tum ne ukhuvvat ka jo mahel taamir
    उसे nifaaq ki zarbat se ham ne tod diya
    Hamaari zulmat e shab me kahi bhi noor nahi
    Tuloo e soob,Ha કે aasar door door nahi..... Fir is zabaan se kaise.......
    Hame tumhari ghulami pa fakhr hai lekin
    Bhula diya કે ghulami ka muddua kya hai,
    Wafa ko ek takhayyul bana liya ham ne
    Hame shaoor nahi maqsad e wafa kya hai....
    Talab tasavvur e manzil se ho chuki maheroom
    Khud apni simt e safar bhi hame nahi maaloom......... Fir is zabaan se kaise...
    Huzoor phir bhi ye ash,aar peshe khidmat hai
    Agar cha hadiya e naa cheez kam ayaar sahi,
    Bada inaam us nisbat to tum se baaqi hai
    Hazaar Daaman e imaan taar taar sahi

    Tumhara naam hai taskeen e rooh o jaan ab bhi
    Tumhari yaad se hota hai dil jawaan ab bhi......... Tumhari yaad se hota hai dil jawaan ab bhi

  • @lubnakhan709
    @lubnakhan709 3 ปีที่แล้ว

    Most fvrt

  • @mujtabakhan3728
    @mujtabakhan3728 7 ปีที่แล้ว +2

    lyrics please

  • @kulyateiqbal
    @kulyateiqbal 12 ปีที่แล้ว +2

    naat o man-oot ek doosray say wabista haein
    naat ye hai kay Allah kay rasool sallellahu alaihi wa sallam jis ne-mat kay qanoon ko zulm o be-insafi say pak sabit kiya tha uss ne-mat islam ko aap her nuqs o be-insafi say pak sabit kardein ye aap sallellahu alaihi wa sallam ki naat hojaiygi aur apnay rabb ki tasbeeh bhi hojaiygi
    naat khawn jab tak ye shart poori nahi karta uss ki naat naat nahi mahaz alfaz haien
    uss may mohabbat ka juz nahi

    • @rayansyed2323
      @rayansyed2323 7 ปีที่แล้ว

      Ahmed Abbas kulyateiqbal mujhe ache nazam aur nat aur tarane chaye islamic

  • @modicareshop1978
    @modicareshop1978 3 ปีที่แล้ว

    Masha allah 🥰🥰🥰

  • @ayanprince1799
    @ayanprince1799 6 ปีที่แล้ว +5

    Naat per plz dhol na bjaye ku ki dhol per shaitan nachta hai

    • @uroojnaseem7942
      @uroojnaseem7942 6 ปีที่แล้ว +5

      Ayan Prince dhol nahi daff h yeh n daff allowed h

    • @ayanprince1799
      @ayanprince1799 6 ปีที่แล้ว +2

      Music dhol ke mushabehat ker rehi hai sahi se suneyega

    • @arshiafirdos6207
      @arshiafirdos6207 4 ปีที่แล้ว +2

      That is daff not dhol.

    • @Musab_Farhan
      @Musab_Farhan 4 ปีที่แล้ว

      Masha Allah behtreen

    • @fruitedits3731
      @fruitedits3731 4 ปีที่แล้ว +1

      Masha Allah mai to 23 year back chali gayi thi yaar when im studing10'thstd

  • @JannatJannat-gi2nq
    @JannatJannat-gi2nq 7 ปีที่แล้ว +1

    kasafatau matlb kya

    • @me-se-1453
      @me-se-1453 6 ปีที่แล้ว

      Jannat Jannat gandagi

    • @afreenshaikh1914
      @afreenshaikh1914 5 ปีที่แล้ว +1

      Kasafatun:her qisam ki gandagi

  • @salehaabdulsattar4028
    @salehaabdulsattar4028 3 ปีที่แล้ว +1

    Masha Allah

  • @afreenshaikh1914
    @afreenshaikh1914 6 ปีที่แล้ว +1

    Mashallah

  • @hoorzulnoon908
    @hoorzulnoon908 10 ปีที่แล้ว +3

    lyrics please

    • @abdurrahmansaif1
      @abdurrahmansaif1 7 ปีที่แล้ว

      lyrics by: maulana aamir usmani rh.

    • @hamdamwala
      @hamdamwala 6 ปีที่แล้ว +10

      چڑھی ہوئی ہیں زبان پر کثافتوں کی تہیں
      پھر اس زبان سے کیسے تمہاری نعت کہیں
      تمہاری نعت کے قربان جان و دل لیکن
      تمہارے نعت کے قابل کہاں زبان و قلم
      قلم کی نوک پر الفاظ تو بہت ہیں مگر
      ثبوت صدق معانی، کریں کہاں سے بہم
      پھر اس زبان سے کیسے تمہاری نعت کہیں
      بس ایک رسم ہے جسکو نباہنے کے لئے
      تکلّفات سے بزم سخن سجانی ہے
      ہمارا شعر کہاں دولت خلوص کہاں
      سخن فروش ہیں داد ہنر کمانی ہے
      نہ سوز و ساز ہے دل میں نہ آنکھ میں آنسو
      کھلے ہوئے ہیں عقیدت کے پھول بے خوشبو
      پھر اس زبان سے کیسے تمہاری نعت کہیں
      زبان پہ دعوئے مہر و وفا بہت کچھ ہیں
      سجی ہوئی ہے درود و سلام کی محفل
      مگر دلوں میں غم آخرت کا نام نہیں
      غم حیات کے چوکھٹ پہ سجدہ ریز ہیں دل
      جمی ہوئی ہیں نگاہیں نشاط حاضر پر
      نہ باز پرس کا خطرہ نہ احتساب کا ڈر
      پھر اس زبان سے کیسے تمہاری نعت کہیں
      وہ تم کہ شکر سراپا تھے اپنے رب کے لئے
      یہ ہم کہ شکر گزاری سے واسطہ ہی نہیں
      وہ تم کہ حق کے لئے سر بکف تھے میدان میں
      یہ ہم کہ زخم کے کھانے کا حوصلہ ہی نہیں
      تمھیں عزیز تھیں ہر شئی سے عزت اسلام
      ہمارے پاس فقط رہ گیا خدا کا نام
      پھر اس زبان سے کیسے تمہاری نعت کہیں
      بتان قوم و وطن جنکو تم نے توڑا تھا
      نئے سرے سے انہیں ہم نے پھر تراش لیا
      کیا تھا تم نے اخوت کا جو محل تعمیر
      اسے نفاق کی ضربت سے ہم نے توڑ دیا
      ہماری ظلمت شب میں کہیں بھی نور نہیں
      طلوع صبح کے آثار دور دور نہیں
      پھر اس زبان سے کیسے تمہاری نعت کہیں
      ہمیں تمہاری غلامی پہ فخر ہے لیکن
      بھلا دیا کہ غلامی کا مدعا کیا ہے
      وفا کو ایک تخیل بنا لیا ہم نے
      ہمیں شعور نہیں مقصد وفا کیا ہے
      طلب، تصور منزل سے ہو چکی محروم
      خود اپنی سمت سفر بھی ہمیں نہیں معلوم
      پھر اس زبان سے کیسے تمہاری نعت کہیں
      حضور پھر بھی یہ اشعار پیش خدمات ہیں
      اگر چہ ہدیہ ناچیز کم عیار سہی
      براۓ نام سی نسبت تو تم سے باقی ہے
      ہزار دامن ایمان تار تار سہی
      تمہارا نام ہے تسکین روح و جاں اب بھی
      تمہاری یاد سے ہوتا ہے دل جواں اب بھی
      تمہاری یاد سے ہوتا ہے دل جواں اب بھی

    • @nadiyakoilakh7674
      @nadiyakoilakh7674 4 ปีที่แล้ว

      @@hamdamwala jazakallah khaira

  • @mirzasaleembaig3645
    @mirzasaleembaig3645 5 ปีที่แล้ว +2

    Masha Allah