Indian Family Reaction On 3000 Years Of Eid by kohistani |ईद क्यों मनाते हैं|
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 8 ก.พ. 2025
- #3000yearsofeid
#muhammadintorat
#madinakiriyasat
#firstquranoftheworldkohistani
#reactiononkohistani
#drzakirnaikabouthinduism
muhammadsawkazikarhinduscriptuersmein
#muhammadsawkazikarkalkipuranmein
#muhammadsawkazikarbhavishaypuranmein
#muhammadsabkeliepart-17 #muhammadsabkeliepart-16 #muhammadsabkeliepartpart-14 #muhammadsabkeliepart-13
#education #history #teaching #motivation #muhammadsabkeliepart-12
indianreactiononislamlekinkyu#indianreactiotariqjameelbayan
#reactiononnabikiwafat
#passingawayofprophetmuhammad
#muhammadsabkeliepart-11
#muhammadsabkeliepart-10
#muhammadsabkeliyepart-9 #muhammadsabkeliepart-8
#Reactiononmuhammad
#muhammadsabkelie
#indiansreqctiononmuhammadsabkeliepart-7
Indian reaction on #duniyaekdhokhahai by #tariqjameel
#muhammadsabkelie-4-5
#muhammadsabkeliepart-3
#indianfamilyreaction #muhammadsabkeliepart-2 indiansreactiononengeneermuhammadalimirza
#embryologyofhumanlifecycle
#reactiononquran
#muhammadsabkeliepart-1
#Indiansreaction #indiancouplereaction #indianreactionchannel #indianreactiononbangladesh #undianreactiononmuhammad #indianreactiononquran #indianreactiononmuslims #shortsvideo #indianreactionchannel #indianreactions #viralshort #indiavspakistan #pakistan #shortsfeed #reactiononquran
#muhammadsabkeliye
all credit goes to its creator ..
Disclaimer- Some contents are used for educational purpose under fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use
Bhay Allah pak ko unki yeh ada itni pasand aai ke Allah pak ne yeh 1 riwaj banadiya ❤❤❤yeh aajke musalman isliye karte he ki firse musalman gumrah na hojaye pahale ki ummato ke jese ❤❤❤
Aaj jo muslim krrhe wo hukm hai Allah ka, doosre uske fayede bhe insaano ko bahot hain aap log jab gaur krenge tb smjh aayega, aap ye hi dekhle Allah ki raah me qurbani dete hain lekin qurbani k janwro ki species ko khtm hojana chahiye tha lekin nhi huye barkat hai usme, ghreebo ka khyal rkhne ko kaha, rishtedaro ko dene ko aur apne liye rkhne ko kaha kitna balance approach hai
Ibrahim a s m ka kurbani ka amal allah ko itna pasand aya ki hukm dediya allah ne kurbani ibrahim a s m ki sunnat he
Bht acchi video hoti hai inki bht informative hoti hai video
Allah k hukm per nabi Hazrat Ibrahim k pariwar ka amal or sabr itna pasand aya k Allah n apne un mehboob bando ki adao ko qayamat tak k liye zinda rakhne ka faisla farma diya taki log dekhe k Allah jise razi hota h tooo unko kya makam deta h duniya m b or jannat too abi baki h❤❤❤❤❤🎉🎉🎉
Continue isliye karte hai kyo Allah ka hukm hai qurbani ka aur jo hukm Allah ka ho usme phir kisi ka opinion nhi chalta aur 7 chakkar haj ka jo compulsory hai 7 chakkar lagana nhi to haj nhi hogi understand sir
Muslim khud se Hujj or omrah main jo kuch bhi kertay hain wo Allah Pak ne Muslims ko order diya hay same wohi act kerna hay jo Huzrat Ibrahim ne Kiya Huzrat Muhammad Mustafa pbuh ne bhi same Hujj or omrah ka same tareeqa bataya, second Huzrat Ibrahim aag main Allah ke hukam se koday kiyon kay Allah Pak ne aag ko cold ker diya tha laikin hum common insan na tu aag main kodain ge or na hi apnay bachon ko qurban kerain ge is liyay humain Allah ka hukum nahi hay wo sari azmaish prophets ko test kernay or mazboot kernay kay liyay thi take prophets ko yaqeen ho ke mosibat ki her gheri main Allah on ke sath hay or agay bhi ho ga
Baqi logon ko bhi hukum diya gaya tha ta K Allah k nabi Ibrahim aleh salam ka nam puri duniya k liye misaal bany puri duniya main unka nam zinda hai unki qurbani ko Allah bhoolny nhi deta logon k dil se.
Bhai jaan ye Allah ka hukam hai ye sari cheezen jo Hazrat Ibrahim AS k sath hoi usko Allah ne is qadar psand kiya k muslims ko hukam de diya k ab next ap b isko countinue rakho ge Qayamat tak to ye hi Hajj hai yani jo jo kuch hova maslan apki biwi ne jo chakkr kate or shaitan ne jo roka unko achi bat se mna kiya or badle main pathar khaey or phir Qurbani di apne bete ki to uski jagha pe Allah pak ne meendha rakh diya to sari batain ab ham duhratain hain hajj main or qayamat tak ye hota rahaiy ga koi b ni rok sakta baqi bhai is main boht sare sabaq milte hain to ye hukam Allah ka hai or hamain baja lana lazim hai
The greatest man hazrat mohammad par reaction do
Allah ne ye sb ibadat ka hissa bna dea mtlb ye hamari ibadat he jis k krny ka hmy hukum he ye hujj py na krn to hujj ni hota
The history of ( Ibrahim ) As.
By Engineer Mohammad Ali Mirza ❤ please 🙏 reaction more videos..
1. Dhimad..
2 . Yunus A.s .. history..
3 . Death of Mohammad. S.a.w
4 . Duniya ki haqiqat
5 . 7 People in jannah.
6 . Allah par Tawakkaul
By Engineer Mohammad Ali Mirza ❤ ..🇮🇳🇮🇳 from Qatar 🇶🇦
हम इसलिए करते हैं जो अल्लाह के नैक बंदो और नबियों ने किया वो अल्लाह को बहुत पसंद आया. और अल्लाह ने उनके बाद वाले मुस्लिमों को भी करने का हुक्म दिया है. इसलिए करते हैं
Allah ko Ibrahim A.S orr unki family ka yeh ammal itna pasand aaya k sari aaney wali dunya k liye lazim kr diyaa k yeh sunnat tamam logon pr farz hey ta k unkey is amal ko yaad kiaa jaye...rehti dunya tk
हालांकि क़ुर्बानी (बलि) इस्लाम में एक महत्वपूर्ण इबादत है, लेकिन क़ुरआन में इसे अनिवार्य रूप से करने का सीधा आदेश नहीं है। फिर भी, क़ुरआन में क़ुर्बानी के बारे में निर्देश दिए गए हैं और इसकी अहमियत बताई गई है। क़ुर्बानी की अनिवार्यता मुख्य रूप से हदीस और पैगंबर मुहम्मद (सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम) की सुन्नत के ज़रिये स्थापित होती है।
क़ुरआन में क़ुर्बानी से संबंधित कुछ महत्वपूर्ण आयतें हैं:
1. सूरा अल-हज (22:34): “और हर उम्मत के लिए हमने क़ुर्बानी का विधान रखा ताकि वे उन जानवरों पर अल्लाह का नाम लें, जिन्हें अल्लाह ने उन्हें दिया है।”
2. सूरा अल-कौसर (108:2): “तो अपने रब के लिए नमाज़ पढ़ो और क़ुर्बानी करो।”
इसके अलावा, हदीस में क़ुर्बानी की अहमियत और अनिवार्यता स्पष्ट रूप से बताई गई है। उदाहरण के लिए, पैगंबर (स.अ.व.) ने फरमाया:
"जिसके पास सामर्थ्य हो लेकिन वह क़ुर्बानी न करे, वह हमारी ईदगाह के करीब न आए।” (इब्न माजा)
एक अन्य हदीस में आया है, "क़ुर्बानी के दिनों में इंसान का कोई भी काम अल्लाह के नज़दीक जानवर की क़ुर्बानी से बढ़कर प्रिय नहीं है।” (तिर्मिज़ी)
इसलिए, भले ही क़ुरआन में क़ुर्बानी को सीधा अनिवार्य नहीं किया गया है, हदीस के माध्यम से यह स्पष्ट है कि यह एक महत्वपूर्ण सुन्नत है, और ख़ासकर जिनके पास सामर्थ्य है, उनके लिए इसे करना बेहद अहम है।
Mashallha nice reaction keep continue
📌 Eid-ul-Adha sirf aik ritualistic festival nahi hai; is mein Islam ki dyanat se gehri hiqmah/wisdom chhupi hui hai, jo Musalmanon ko unki rohani aur duniyaawi zindagiyon mein rehnumai karti hai. Eid-ul-Adha ka buniyad lesson Tawheed (oneness of Allah), qurbani, aur Allah ki bina kisi shart ke itaat ke lesson par hai, jo Prophet Ibrahim (AS) ki dastaan se zahir hota hai, jab unhone apne bete Ismail (AS) ko Allah ke hukam ke aage qurbaan karne ki tayyari ki. Yeh monumental amal, jo aakhir mein aik 🐏 se badal diya gaya, is baat ki nishani hai ke aik mu'min ko Allah par kitna gehra imaan aur poora bharosa rakhna chahiye.
Eid-ul-Adha manane ki hiqmah/wisdom:
Eid-ul-Adha ka saalana jashn manane ki hiqmah/wisdom yeh hai ke Musalman is gehri lesson ko bhool na jaye ke Allah ki itaat ka matlub kabhi kabhi zati qurbani bhi dena hota hai. Agar yeh rituals har saal na celebrate kiye jaate, toh hum phir misguided hone lag jaate over time, jaise ek baar Hazrat ke descendants hue the, jab unhone buton ko poojna shuru kar diya aur unke liye qurbani karna shuru kiya, yaani apni man-marzi ke social aur religious constructs banane lage the. Agar yeh festival har saal na manaya jata, to log, jaise ke Prophet Ibrahim (AS) ke kuch nasalain, duniyaawi khwahishaat, khayalat, aur apni banai hui social ya religious constructs mein ghoomte reh jaate, aur Tawheed (oneness of Allah) se bhatak jaate. Tareekh mein, unki bohot si nasalain pure monotheism ke raaste se bhatak gayi, idol worship mein masroof ho gayi aur apni khwahishaat ka peecha karte hue Allah ki oneness ko bhool gayi.
Eid-ul-Adha ka regular manana is aakhri imaan ka imtihan yaad dilata hai aur Allah ki marzi ke aage itaat ki ahmiyat ko mazid mazboot karta hai. Ibrahim (AS) ke itaat ka amal yaad karke, Musalmanon ko yeh yaad dilaya jata hai ke unhein apni khwahishaat par Allah ke hukam ko tarjeeh deni chahiye, zati qurbani ka amal karna chahiye, aur apni roz marra ki zindagi mein Tawheed (oneness of Allah) ka paighaam barqarar rakhna chahiye.
Prophet Muhammad (PBUH) ka Eid-ul-Adha manane ka khulasa:
Prophet Muhammad (PBUH) ne na sirf khud Eid-ul-Adha manaya balki isay Islamic tradition ka ek ahem hissa bhi banaya. Unhone har Musalman ko is festival ko ibadat ke tor par manane ki hidayat di, jo Allah ki itaat ka darshan hai. Prophet (PBUH) ne qurbani (sacrifice) ki ahmiyat par zor diya taake Allah ke qareeb aaya ja sake. Jaise ke Sunan Abu Dawood aur Sahih Bukhari mein narrate kiya gaya, Prophet (PBUH) ne kaha:
> "Qurbani ke dinon mein Allah ke liye sab se pyara amal jaanwar ki qurbani hai."
Unho ne har saal qurbani ki aur apne saathi aur Muslim ummah ko is amal ki hidayat di, iski ahmiyat ko samjhaate hue ke yeh khud ko paak karne, Allah ka shukr ada karne, aur kamzor logon ke saath barkat baantne ka zariya hai.
Ahkaam/Rulings aur Riwayat/Traditions of Eid-ul-Adha:
1. Qurbani (Sacrifice): Qurbani ada karna un logon ke liye wajib (necessary) hai jo is ki istataat rakhte hain. Yeh amal Prophet Ibrahim (AS) ki Sunnah ko zinda karta hai aur Allah ke liye apni khwahishaat ko chhodne ki tayyari ko darshata hai.
2. Eid Salah (Prayer): Eid ki namaz ko congregational tor par ada karna Prophet (PBUH) ki Sunnah hai. Yeh khaas namaz Eid ki subah ada ki jati hai, jiske baad aik khutbah (sermon) hota hai, jo qurbani, ekta, aur shukr guzaari ke ahmiyat ko highlight karta hai.
3. Goashat ka taqseem: Qurbani ke baad, goashat ko teen hisson mein taqseem kiya jata hai: ek apne parivaar ke liye, ek rishtedaron aur doston ke liye, aur ek gareebon aur mohtaajon ke liye. Yeh amal community, barabari, aur social welfare ka ehsaas faraham karta hai, jo Islam ki buniyadi values hain.
4. Observing the Day of Arafah: Jo log Hajj nahi kar rahe, un ke liye Arafah ke din (9th of Dhul-Hijjah) ka roza rakhna bohot he encourage kiya jata hai, kyunki yeh bohot bada ajar aur gunaahon ki maafi ka zariya hai.**
Natija:
Eid-ul-Adha manane ki hiqmah/wisdom Tawheed (oneness of Allah) ki yaad ko aur Allah ki marzi ke aage poori itaat ko barqarar rakhna hai, jo Prophet Ibrahim (AS) ki dastaan se zahir hota hai. Is festival ko manane se, Musalman baar baar yaad dilate hain ke unka Allah ke sath taluq sab se zyada ahmiyat rakhta hai aur duniyaawi khwahishaat ko Allah ke liye qurban karna asal kamiyabi ka rasta hai. Prophet Muhammad (PBUH) ne is jashn ko Islamic tradition mein daakhil kiya, taake har saal Musalman apna imaan naya karein, qurbani ke gehre rohani matlab par ghour karein, aur Allah ke aage itaat ka virsa barqarar rakhein jo Ibrahim (AS) se shuru hua.
Hum esi liye copy krty hein k Allah ka hukam hy.
pehle us janwar ko palty he khilaty pilaty hein, phir us se mohabbat ho jati hy.,
phir ye soch kr qurban kr dety hein k Allah ka hukam hy,
kal ko jihaad me khud bhi qurban hona para tu pechy nhi hatein gy.
or apni jan , pesa , olaad children sab se barh k Allah ki mohabbat zauri hy momin k liye.
Qurbani ka hukam ha qayamat tak unki qurbani ko yad rakhne ke leye
Engineer muhammed ali ❤😢
क्योंकि इसका हुकुम अल्लाह ताला ने दिया है आपने गौर से सुना नहीं कापी इसलिए कर रहे हैं क्योंकि अल्लाह ने कहा है
❤🎉❤❤❤❤❤Hazrat Mohammad s,a,w,w, ne ye sare amal kiye h or hukm b diya h ummat ko isliye ham ye amal karte h jisme se (zyada tar) amal hajj k time m karne ka hukm h or hajj ko Allah n quran m farz bataya h❤🎉❤
Bhai Allah tala ko Hazrat Ibrahim a.s. ka aur Hazrat Hajra a.s. ka woh amal itna pasand aaya ke unki sunnat ke taur pe Allah tala ne is kaam ka hukam de dia taa ke hum unki qurbani ko yaad rakhe
Bahi quran ma as ka hukum diya hh❤❤ aor hazarat Muhammad na hukum diya hh aor qurbani kr ka deakhai
Islam ek sacha deen hai meri khwahish hau ke ap is Islam ko qabool krke is sachai or emaan ke sth daakhil hojaye inshAllah Roz e Hashr ap kamiyab honge or mjhe yaad krege or ap jannat me jayege
Sirgam sister u have very good knowledge mashallah I pray for u....❤❤❤❤
Bhai allah ne quran me aisa karne ka hukm diya hai
CONTINUE ISLYE KRTY HAI BECOZ YE IBRAHIM A.S KI SUNNAT HAI
Choti ❤😊was very cute
Aap log bahot achche ho 😊❤
Because we are ordered by Allah and his messenger to copy this act of Ibrahim a.s...you will see this in surah Hajj
Continue iss liye kar rae kyon k Quran me ye Allah ka hukam ha k ye kro aur Allah Pak ka hukam sb se pehle ha
Nice 👍👍👍 reaction
ALLAH NAI FIRON KO PAANI MAI JALAYA
AUR IBRAHIM A.S KO AAG SE ZINDA NIKALA
Aap pahle ibrahim A/S ke baare me pura details se lecture sune TH-cam per available hai phir aap ko pura samajh aajayega inshaallah
Nice
Good vibes❤
अल्लाह को इब्राहिम अलैहिस्सलाम के बेटे की कुर्बानी नहीं लेनी थी सिर्फ इब्राहिम की परीक्षा लेनी थी और उस परीक्षा में इब्राहिम अलैहिस्सलाम पूरी तरह पास हो गए और अल्लाह को उनकी यह अदा इतनी पसंद आई के उसने आने वाले मुसलमान पर कुर्बानी फर्ज करके इब्राहिम का अल्लाह के प्रति प्यार समर्पण और विश्वास को याद कर बना दिया
Behtreen video
Reason:
Allah apny dosto ki achi bato ko yaad rkhwata hai... Aur agar Allah apny bndo ki bato ko chupa dyta to Kiya yeah baaty hmary tk wapis aati...?
Bro ab koi nabi nai aae ga to qayamat tak saare musalmaanon ki kitaab Quran hi Rahe gi Quran me Jo Jo likha ha qayamat tak aane wale har musalmaan ko wo man na pre ga
Good reaction
QURAN PAK MAIN LEKHA HAI ANAY WALI NASSAL K LEYHY NESHANI BANA DAYEN GAY TU IS LEYHY HUM BHI AUN KI NESHANI KO YAD KAR K BANATEY HAIN
Allah pak aap sb ko APNI AMAN main rhakay AMEEN
Daily 3 video upload kro bhai ❤
Allah ne 7 chakkar lagana or qurbani karna har musalman par farz kardiya jiske pass paisa ho agar paisa nahi ho to farz nahi....
Farz isliye kiya taake aane wali sari ummat Allah ke un nek bando ko yaad rakhe...
bhai plz tariq masood videos plz
Prophet Ibrahim a.s 4000 saal pahle nahi balki almost 5000 saal pahle paide hue the kyunki aaj se 4500 saal pahle to prophet Yusuf a.s hi paide hue the fir unke 400 saal baad prophet Musa a.s and prophet Haroon a.s. aye the..fir 2024 saal pahle hazrat Isa a.s aye fir 1450 saal pahle akhri prophet Muhammed a.s. aye..
For Muslims, Eid al-Adha is a reminder to remember the sincerity of Prophet Ibrahim (a.s) in carrying out the commands of Allah (God). This surrender to the Creator without the slightest doubt was exemplified by Prophet Ibrahim a.s when Allah ordered him to slaughter his son, Ismail (Quran 37: 102), which was eventually replaced with a large sheep/dumba in response to the passing of the test of Prophet Ibrahim’s obedience and faith.
Good
Bhai allah ko ibrahim alho slam ki har chij itna psnd aya ki allah ne baki inshano ke lie use ibadat bna diya
❤ bhai Allah aur Allah ke rasul❤ ka hukm hai
hai continue isliye karte hain taki gareeb log kha sake zada se zada
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤ Love 😘😘😘 video Nice 👌👌👌👌💚
beshak subhanallah ya sab ko cha quran mai maujud hai allah is great one god right they god not is right
Zayada videos dala kare please ❤😊😊
Dear brothers. ...Allah ke rasool ne..Muhammad (PBUH)..ne hukm diya hai karne ka...
Waleykumsalam Aslamoaleykum Gaye's
Life of hazrat umar R.A by abu saad pr reaction video banaye bht aache hai bht sari information milegi
سبحان الله الحَمْد للهْ
Isliye kar rahe hain Aage Aane Wale Logon Ko Yad dilane ke liye aur vah chij Jinda Rahe Logon mein
Hazrat Umar ka daore khilafat maolana ajmal Raza Qadri or jung e badar ka waqia please reaction 😊😊
Mummy ji ka comments sahi laga...
Allah ne apni mahboob ki nishani ko hmmesa hmmesa k liye zinda rakkha hai
nice intelligent family ❤❤❤
Bhai aap Sirf aek bakra Palo aek shal Apne bachche ki tatah aur use kurbani do fir Dekho Kitna taklif HOTA hai aur gareeb me parosi me aur Apne bhai logo me takseem kro Yani (bato) ae kro to pata chle ga inshallah
7 chakkr lagane ka or jo copy karte h un chijo ka allah ne quran me hukm diya hai ❤
Allah ka Huqam he isliye karte he, musalman koi v chiz allah ke liye or allah ke huqam pe karta he...
Shikwa allma Iqbal nazamShikwa allma Iqbal nazamShikwa allma Iqbal nazamShikwa allma Iqbal nazamShikwa allma Iqbal nazamShikwa allma Iqbal nazamShikwa allma Iqbal nazamShikwa allma Iqbal nazamShikwa allma Iqbal nazamShikwa allma Iqbal nazamShikwa allma Iqbal nazamShikwa allma Iqbal nazamShikwa allma Iqbal nazamShikwa allma Iqbal nazam❤❤❤❤❤
Ye video detail mein nahi hai brother
Ali mirza saab ki video per reaction dijiye
Bhai qurbni Allah ka huqum hai app inzniar Mohammad Ali Mirza ke Vedo pe recston do plz❤
Hum isliye follow karte hai qki ٓAllah ko Ibrahim ki or unse judi har chiz ki ada bhot pasand thi...Isliye Allah ne aj tak wo sab chize hamare bich rakhi hai taki hum unko follow karte rahe..Or Rasulallah ne unko follow kiya or hum Rasul ko follow karte hai..Rasul ke kam ko Sunnat bolte hai to hum Rasul SAW ki sunnat ko follow karte hai..Qki unko follow karke hi hum Jannat me ja sakte hai unse hatke nahi..
❤❤❤ Good 👍 Good 👍👍👍
This act of Bibi Hajarah for her son Ismail AS for water running between Safah and Marvah Allah loved and made it compulsory for Muslims to perform during Haj and complete 7 rounds between Safah and Marvah. Also our beloved prophet Muhammad PBUH are also from the family of Ismail AS. Allah completed the message of Islam on our beloved prophet Muhammad PBUH so traditions should also be known to the Muslims around the world about what happened and why we Muslims doing it.
Allah SWT also loved the devotion of Ismail AS towards his father and courage of Ibrahim AS to sacrifice his son in the name of Allah to fulfil the message of Allah through a dream. So Allah made it compulsory to repeat the process by sacrificing an animal at the end of Haj to make it acceptable by Allah.
To better understand the above two scenarios think about hero's days celebrated by the country every year to make it known and alive in the public and outer world similarly the above two acts were liked by no one but Allah SWT. He is the Creator.
Also please note that Ibrahim AS had a dream as he PBUH to sacrifice the best of his belongings in the name of Allah. So he PBUH slaughertred about 10 camels. Then the same dream came back again so he PBUH slaughtered this time 100 camels. But the dream came back again. This time he PBUH thought what heeded? So after heeding it was decided to sacrifice his only son Ismail AS. So when the things got ready to sacrifice the son Ismail AS in the name of Allah and knife about to run on the throat of Ismail AS, Allah SWT ordered and sent angel gibraeel AS to replace son Ismail AS with an animal from Jannah like lamb before the knife run and it happened so swiftly that this incident became one of the four times when angel Gibraeel Aameen came to the earth with in no times. So Allah SWT made it live history for the generations to come.
I don't know why these speakers who are not scholars refer from Torah which is corrupted by the those to whom it was revealed. We Muslims believe in Torah which Allah SWT revealed not the one tempered by the proohet Musa AS nation. For us it's Quran.
hukam diya hy Allah ny jo amal Allah ko ibrahim r r os k khandan ny kiye r Allah ny pasand kiye osy qiamat tak os yaad ko dohrany ka hukm hy Allah apny bandon ki qurbani r mahnat zaiya nai krta osy hmesha zinda rakhta hy ...wo kaam jo just Allah ki khatir kiye hon
Jitenay bhi nabi jo batah gaye wo ham savab ka kam hai
Hajj sabse badi ibadat hai islam ka ise ek bar bhi karsake ek muslims apni hesiyat se tu ye us ke liye bohut badi bat hai bohut se garib muslims hai jo waha tak nhi ja pate hai tu unke liye kuch duaye hai jinhe padh kar hajj ka sawab mil sakta hai or rahi bat kurbani ki tu ek kurbani ke 3 hisse hote hai taki garibo ko khane ka zariya bane yese islam me jobhi tahwar hote hai un sab me Allah ki ibadat or Charity or donation karna hota hai or kuch nhi baki agar koi kuch or nach gana kar raha hai tu wo islam ke khilaf kar raha hai galt karta hai use roka bhi jata hai musalmano ko samjhakar
Ham to Mohammad S.A.W ke ummati he, lekin ham.sabhi prophet ko mante he, kyu ki allah ka huqam he ki sabhi Prophet ko mano, Ham Ummati Hamare Nabi Mohammad s.a.w ke he lekin Allah ne kaha he karne ko to karna he.. Allah ne kehdiya Hamare nabi ke dwara kibato me ki tum v aisha karo, jo janwar ko tum khate ho, uska qubani karo, khud v khao or garibo ko v khilao, to Qayamat tak qurbani hoga.. Kyu ki Allah ka farmaan he...
A Salaam, all icon. You are friend bangladesh
👌👌👌👌👌👍👍👍
आपके वीडियो में ही आपके सवालों का जवाब दे दिया गया था कि उनका चक्कर लगाना और अल्लाह के लिये क़ुरबानी पर राजी होना अल्लाह को पसंद आये थे और इसलिए बाद के सभी इंसानों को भी यही दोनों काम करने का हुकुम दिया गया अगर दूसरा पहलू देखे तो क़ुरबानी का गोश्त गरीबो में बाट दिया जाटा है और पूरी दुनिया मे business व economy पर बहुत बड़ा असर पड़ता है
Please React on Hazrat Omar (RA) Series available in TH-cam in urdu (hindi) ...btw love you reactions ❤
Awesome reaction... please next ... Why IBRAHIM a.s by engineer muhammad Ali mirza..!!
They are doing this because it is order/commandment of Allah mentioned in Quran and is part of ibadat..
Eid-ul-Adha aur us par qurbani karna ibadat ka hissa hai, Yeh amal Quran aur Sunnat se sabit hai.
1. Quran se daleel:
Allah Ta'ala ne farmaya:
"Pas apne Rab ke liye namaz parho aur qurbani karo."
(Surah Al-Kawthar: 2)
Yeh hukm qurbani ko ibadat banata hai, jo sirf Allah ki khushi ke liye hai.
2. Sunnat se daleel:
Hazrat Muhammad (ﷺ) ne apni poori zindagi Eid-ul-Adha ke din qurbani ki aur apne ummatiyon ko bhi is par amal karne ka hukm diya. Ek hadith mein Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya:
"Zil-Hijjah ke 10we din insano ka koi amal Allah ko qurbani se zyada pasand nahi." (Tirmidhi)
Bhai Allah Pak nay hukam KR Diya hai hum par Frz KR Diya khurbani krna or sfa Marwa par chakr lgana
copy nhi karte shuru se to ye parampara bhi sab bhul jate…par Allah ne unki nishani qayamat tak ke liye yaadgar bana di
Okk
Quran para daily karo bhai ❤❤❤
Qurbani ka ehsaas. Dilana ki jayse apni burayi ki gurbani dena bhi ibadat hai
Besak
❤❤❤❤❤❤
Reaction on quran aur hum
Hazrat Mohammad sallallahu alaihi wasallam ne btaya hai... jo tum apne khane ke liye choose krte ho..vhi gareebo ko bhi khilao... ALLAH ka order hai ye sb affordable muslim ke liye. Affordable person mutton (meat) apne paiso se gareeb logo ko khilaye. Jo saalo saal afford nhi kr skte mutton meat...itne paise nhi hote unke paas.
Sasti saag sabji khate hai lifetime. Saag sabji pe hi jivan gujr krte hai majboori me😢
Saudi Arabia me bakra eid pr kurbani ka meat Nigeria gareebo ko bheja jata hai
Drop scene of Qayamat 😊 by Muhammad Ali mirza
Detail me Samajh ma Hai To Ali Bhai Ki Video Par Reaction Kare❤❤❤❤
yes ye sari cheezon ka hukm hai
Hajj Islam ka main pillar hai
Isko sunnat ko continue krna kehte hain
Please reaction tariq Jameel kayamat ka manzer
O mere Bhai Mohammed sabke Liye series to karo , kab se bol rahe hain se jaldi complete kar lo ...
Ham on ki sonata pory kr rha ha
Masa allaha maa ta ji ko sab pata he
Allah ka hukam hai or Hajj ka faraiz ma sy hai