This is the first 5 marla house jis ki her cheez in point hai, mai jab b 5 marla k ghar ki video dekhti thi to kitchens bht hi chote hote the, na fridge rakhne ki jaga hoti thi, lounges me b tv units ajeeb jaga bana dete the jidher koi setting hi nai banti thi, na closets proper hoti thin, bilkul practical nai hote but is ghar me sab cheezen hain jo facilitate kar rahi hain.
Pyara Bhai agar mind na karo to..bohttt he zaida oyeee hoyyy oyeee hoyyy na Kiya karo .acha nahi lagta..oyee hoyy ki jaga ap 2.3 bar MashAllah MashAllah bol diya karo....main har any wali video ap ki zaror dakta hon..Dua ha Allah pak sab ko apny apny aysa he ghar dy Aameen 🤲
Koi sialkot walon ko btaye cchoti jaga per awwal to wall paper nahin lagatay or barra hi haath wailnay may aya ho to light colour or cchota print istemal kartay hain. Interior light or colours subtle rakhtay hain. Lhr dha pehlay hi aisay gharon say bhara hua hai
First time 5 marlay ka ghar is qadar khoobsurat dekha he for the FIRST TIME
Boht khobsurat aur spacious 5 marla house h yh
As Salaam o Alykum. Wow..... Just Wow. First time in Pakistan house on installments. Blow my mind away...... "FIRST TIME".......
99% poor people's watching this video😂😂😂😅🎉
You are one of them
Designer Ghar for poor ???
This is the first 5 marla house jis ki her cheez in point hai, mai jab b 5 marla k ghar ki video dekhti thi to kitchens bht hi chote hote the, na fridge rakhne ki jaga hoti thi, lounges me b tv units ajeeb jaga bana dete the jidher koi setting hi nai banti thi, na closets proper hoti thin, bilkul practical nai hote but is ghar me sab cheezen hain jo facilitate kar rahi hain.
Bht bht khobsort or elegant
Very nice ماشاءاللہ
Excellent design and finishing
Good job❤
Pyara Bhai agar mind na karo to..bohttt he zaida oyeee hoyyy oyeee hoyyy na Kiya karo .acha nahi lagta..oyee hoyy ki jaga ap 2.3 bar MashAllah MashAllah bol diya karo....main har any wali video ap ki zaror dakta hon..Dua ha Allah pak sab ko apny apny aysa he ghar dy Aameen 🤲
Great yar😊
99% video = For the first time 😂
First one 🎉 0:38
Koi sialkot walon ko btaye cchoti jaga per awwal to wall paper nahin lagatay or barra hi haath wailnay may aya ho to light colour or cchota print istemal kartay hain. Interior light or colours subtle rakhtay hain. Lhr dha pehlay hi aisay gharon say bhara hua hai
99.9% of Video = For the first time in Pakistan
If someone want to buy without installments what will be the price
Can you share exact floor plan with dimensions?