Allahta'ala Hazrat ko jannatulferdous main aala muqam ata fermay .Hazrat ka hr bian bahut he almana andaz main quran o shariat k mutabiq qabilesamat hota hy ,Allahta'ala hm sb ko ammel ke taufeeq ata fermay ,Aameen summa aameen .
Allah ki qasam Haq hai yaallah Ahle sunnat wa jammat ke ulama karam ke ilam main Amal main zindgi main Rizaq main Barkat farmah Ameen summa ameen inshallah Haq hai Sach hai Sach hai Sach hai
اللہ پاک علامہ اشرف سیالوی رحمۃ اللہ علیہ کے صدقے ہمیں بھی دین کی خدمت کرنے کی توفیق عطا فرمائے آمین ثما آمین آس طرح کی جس سے مالک خالق حقیقی راضی ھو جائے آمین ثما آمین
Nabi pak Aalam e wahi hein ? Aur wahi Elahi hi Elam e ghaib ka source aur zaria ha. Parh ja kar . Surat Aal e Imraan aayet no. 44 . Nabi pak k Elam e ghaib ka inkaar wahi e Elahi ka inkaar ha. Aur Quraan poora k koi inkaar karay ya Quraan ki kisi juz ka yeh kufar ha. Wahi mein Allah Swt na kia kuch utaara aur dia. Zara ja kar Quraan khol aur parh tafseer Usmani deobandi ya maolaana Shafi deobandi (Taqi usmani ka walid). Surat Aal e Imran. Aayet No.179. Surat annissa. Aayet No.113. Is mein Allah na sab munkiron ka monh band kar diay. Kaha a mahboob hum na ap per kitaab aur hikmat utari aur ap ko wo sab kuch sikh dia jo ap nahein jantay tha. Aur ap per Allah ka fazal e azeem ha. Ab jo bhi munkar kahay ga Nabi pak yeh nahein jantay tha.to yeh Quraan ki is aayet aur Allah ki apnay Mahboob per ataa ka inkaar kary ga.kun k Allah na keh dia ha keh hum na ap ko wo sab Ilam day dia jo ap nahein jantay tha. Lakin deobandi inkar kar raha ha. Bari jurat ki baat ha ? Surat Inaam aayet no.38 aur 59. Koi khusk o tar nahein jo is kitaab mein nahein. Jab is kainaat ki koi sha Rab ul Aalameen na chori hi nahein jis ka zikar is Quraan mein nahein to phir wo Nabi pak k ilam se bahir kaisay ho sakti ha. SURAT Yunus aayet no.38. Surat Nakhal aayet.no. 89 in ko parh aur is k baad Surat Arrakhmaan ki aayet. 1 aur 2 per ghaor kar. Allah. Farmay keh Rakhman wo ha jis Quraan ka Ilam dia (ya ilam sikhaya ya parhaya) oper wali aayeton ko samnay rakh k Quraan mein her sha ka tafseeli ilam ha.aur Wo Quraan Allah keh raha ha keh mein na sikhaya apnay Mahboob ko. To tum batao kon se sha baqi rah gae ? Dalil day kar batana. Deen mein hawaee baatin mardood hoti hein? Surat Jin aayet No. 26 Allah kisi ko apnay khas ghaib per kis ko etalah nahein deata sewaey apnay passandeeda Rasool k. Tum batao kon ha passandeeda Rasool. Yeh wo ghaib hein jo Surat Luqmaan ki Aakhri aayaat hein. Aur Allah kahay keh jis ko deta hoon us per pehray laga deta hoon. Deta ha to pehray lagata ha .warna pehray lagaanay ki kia zaroorat ha .Mera Allah koi bhi fazool kam karnay se pak ha. Surat At Taqveer aayet no. 24. Allah na farmaya keh mera Mahboob ghaib batanay mein bakheel nahein ha . Bataye ga to wohi jis ko ghaib ka ilam ho. Zara hosh kar abhi jaari ha.
Allah aalam ul ghaib ha. Ayet poori parh Surat Hashar aayet no. 22 Surat. Jummah aayet no 8 Surat Taghaabun Aayet no. 18 Allah khud farmaata ha. Aalom ul ghaib washhaadah. Allah aalim ul ghaib bhi ha aur Aalim e Shahadat bhi ha. Allah na kis qadar shahadat ka ilam apni makhlooq ko dia. Is mein saaray ilam dakhal hein Science. Najoom .Tib aur shariat ka ilam bhi . Jis ka zoor pe aaj ka bad bakht us k Mahboob ki zaat per mukhtalif ahtraz kar raha ha. Agar itna ilam e shahadat Allah na logon ko dia ha aur Shirak nahein hoa. Kis mukar na shirk ka fatwa nahein lagaya. To agar Allah Ilam e ghaib jis ko chahay da day to shirak kun ho ga. Ek hi aayet ka hissa hein dono ilam.ek ka denay se skirk nahein ha to doosray k denay se bhi shirak na ho ga. Nahein to tumharay farmula k mutabiq dono ka denay se shirk ho ga. Awal yeh batao keh Quraan ki kon se aayet ha jis mein Allah na farmaya ha keh Mein Aalim ul ghaib hoon aur mein kisi ko nahein deta.? Agar ha to batao lakin tum to kia koi bhi munkir nahein laa sakay ga hata keh qiamat qaim ho jaye gi. Ya phi tum na Naoozobillah Allah per pabandi lga di ha. Hosh kar jahil Phir yeh to bata keh tumhein kis na yeh Haq dia ha keh tum apni taraf se ek totka banao aur samnay wali pe fitt kar do. Humaary kis Aalam (jis se Berailwiat ka tashakhus qaim ho) ki kitaab mein Nabi pak ko Aalim ul ghaib likha ya kaha gia ha. Ab tak na tumhara koi shakhas na laa saka ha aur na laa sakay ga. Yeh totka baazi choro. Challenge ha tumhein? Hamars Aqeeda yeh ha keh Huzoor Ilam ghaib jantay hein apna Allah ki ataa se. Aur tum to Nabi pak k ilam e ghaib k munkir ho. Halankeh tumhara Hakeem ul umat e deoband Ashraf Ali thanvi se jab Nabi pak ka ilam e ghaib k baaray mein sawal Kia gia to us na kaha baaz ghaib ya kul ghaib. Us na kaha baaz ghaib to janwarin ko bhi hasal hein. Wah deobandio nahein mantay ho to Nabi pak k ilam e ghaib k inkar kar detay ho. Apni marzi se janwaron mein bhi ilam e ghaib man letay ho aur phir tumhara (self made) shirak bhi nahein hota. Yeh baat Ashraf Ali thanvi k Risaala Hifzul eman mein us na beyanki ha. Aur us mein Nabi pak ki gustakhi bhi ki ha. Jis ki waja se us per kufar ka fatwa lga tha.
Usi ka pass hein ghaib ki chbian . Yeh haq ha. Lakin yeh bata keh yeh bhi kaheen Quraan aur Hadees mein ha keh wo kisi ko deta nahein ha. Hay to laa aao . Sunn mein tujhay khabar doon ko wo deta bhi ha aur us na dia ha. Surat Aal e Imran aayet no. 49 Esaa pak ka ehlaan poori ban e Israael ka lia keh mein tumhein bata sakta hoon keh tum kha kar Kia aaye ho aur gharon mein tum na kia kia zakheera kia hoa ha. Yeh saara dewaar ka under ha ya peechay ? Surat Al baqarah aayet no 151. Allah na farmaya k kitaab o hikmat ki taaleem ka baad yeh Mahboob wo bhi ilam deta ha jo tum nahein jantay tha. Kitaab aur hikmat k ilawa. Ka ilawa yeh kon sa ilam ha jo Nabi pak logon ko batatay hein jo Allah na aap ko dia. Surat Yousuf aayet 37 aur 43 se 49 tak jo ilam Mustaqbil ka baaray mein Hazrat Yousuf na bataya yeh ilam ghaib un ko kis na dia. Saboot ha keh chabian to usi ka pass hein lakin wo jis ko chahay deta ha. Surat Alkahaf aayet no. 65 aur aayet no.78 ta 82. Yeh jo Hazrat Khizar ka pass ilam e ladunni tha jis na waqat k Nabi Hazrat. Mosa ko bhi hairaan kar dia kis na un ko dia. Chabian hi tum na parhi hein kash keh Nabi pak ki mohabat tera dil mein hoti to tujhay sab kuch Is Quraan mein nazar aata. Aur khusoosan Surat Al kahaf ki aayet 80. Jis mein Hazarat khizar Bachay k baaray mein farmaty hein k mein na is ko is lia qattal kia ha keh yeh bara ho k sarkash ho ga aur apnay maan baap ko bhi kufar per majboor karay ga. Yeh kon keh sakta ha ek maasoom ka baaray mein keh wo bara ho kar kia kary ga. Aur phir kaha hum na yeh iraada kia keh Allah is ka maan baap ko is k badlay naik aulad ataa karay ga. Yeh ilam e ghaib Hazrat e khizar ko kis na dia. Aur Nabi pak ko tu Allah na sab uloom dia jo bhi ap na jantay tha .surat Nisaa ka hawala pehlay likh chuka hoon. Ab bhi koi shak ho to dalaael abh bahut hein. Apna qiblah bhi durst karo aur aqeeda bhi. Nahein to khasaara hi khasaara ha.
Yeh jo beyaan ha is ka rad likh .jahil e mutliq jis tarah to na jawab dia ha. Kia yeh durst ha. Yeh saara jo Quraan aur Hadees beyaan hua ha .yeh saaray log badkaar hein. Jahil e mutlaq kaheen ja ka sirf deen ka "ALaf" hi seekh la. Ab mein tujha batata hoon ke esaal e sawab kin ka tareeqa ho ga Quraan k mutaabiq. Surat Hashar para 28. Aayet No. 10 . Oper aayet 8 mein Allah Kareem na mohaajereen sahaba e karaam aur 9 mein ansaar sahaba e karaam ki behtereen tareef ki ha .aur 10 mein baad mein aanay walon ka beyaan ha aur baad mein jo aanay wale hein qiamat tak aanay wale sab muslims is mein shamal hein. Keh wo kia ksren ga.apni bhi bakhshash ki dua mangen ga .aur apnay se pehlay intiqaal kar gae khusoosan 8 aur 9 aayet k misdaaq hasstion ka liay duaen mangen ga.kia dua esaal e sawaab nahein. Aur Rab ul aalameen na yeh emaan walon ki nishaani bataye ha . Aur tum kehtay ho k naik logon na shuro nahein ki. Parho Shabbir Ahmed Usmaani deobandi ki tafseer parho . Tumhein to apnay deband ki emaarat ka bary pilleron (ulama) k naam bhi nahein pata. Kitaabon ka tujh se kia taaluq?
Haji Imdadullah mohaajer makki .jo Ashraf thanvi . Qasam Nanotvi (baani Deoband) Rasheed ganggoee aur khalil ambithvi ka peer hein. Unohon na faislah haft masla mein 11 ven ko naik amal kaha ha. Yeh agar naik nahein to badkaar ki bait karny wala bhi badkaar hi kelaay ga. Asharaf thanvi na apni kitaab "Eefaadaate yaomia " mein likha keh mein khawab mein apna peer Haaji Imadullah mohaajir makki ki qabar per gia to kia dekhta hoon mera peer ki qabar khuli hoi ha aur qabar ki under wali dewaar per likha ha .Sugg e dergah e Meraan shaikh. Yeh ya Hakeem ul umat e deoband ka aqeeda. Keh aalam e berzkh yeni qabar aur us ka under likha ha kia " ghaos pak ka dar k kutta" ya hakeem manana chor do ya jo dawayan unhon na likhi hein un ko bhi mano Kitaab " Fataawa Rasheedia " kisi na pocha ghaos ka kia matlab ha . Raheed gangohi na jawab dia .ghaos ka matlab ha "Faryaad rass"
Bari juraat ha keh ek taraf Nabi pak ki Hadees ka Ilfaaz parhay ja rahay hein aur tum un ko jhoot kaho. Ja kar ki deo ka banday jo daora Hadees kia hoa ho us ko sunnao aur is ki sanad poocho.aue phir bakwaas se taobah karo.
کون سا جھوٹ بولا ھے جناب عالی مطالعہ کریں اور پھر بات کریں یہ وہ عالم دین ھیں جنھوں کے لئے مخالف بھی کہتے ھیں کہ اشرف سیالوی بریلوی مسلک حق اہلسنت کے وہ عالم دین ھیں کہ جو بات بھی کرتے ھیں وہ تحقیق کرکے کرتے ھیں اور آن کی بات حرف بہ حرف سھی ھوتی ھے جاھل انسان پہلے دیکھ کر بولا کریں کہ آپ کے بڑے بڑے علماء بھی علامہ صاحب سے بات کرتے ہوئے خوف کھاتے تھے کہ ان کی بات بڑی دلیل کے ساتھ ھوتی ھے اور انبار لگا دیتے ھیں دایل کے
اللہ تعالیٰ درجات بلندفرماۓ علامہ محمد اشرف سیالوی رحمتہ االلہ علیہ کی امت مسلماں کا عظیم سرماۓتھے
Allahta'ala Hazrat ko jannatulferdous main aala muqam ata fermay .Hazrat ka hr bian bahut he almana andaz main quran o shariat k mutabiq qabilesamat hota hy ,Allahta'ala hm sb ko ammel ke taufeeq ata fermay ,Aameen summa aameen .
اللہ پاک علامہ اشرف سیالوی کا کوئی نیم بدل عطا فرمائے اور اللہ تعالیٰ عزوجل آن جیسے مخلص علماء ہل سنت کو عطا فرمائے آمین ثما آمین
Allah ki qasam Haq hai yaallah Ahle sunnat wa jammat ke ulama karam ke ilam main Amal main zindgi main Rizaq main Barkat farmah Ameen summa ameen inshallah Haq hai Sach hai Sach hai Sach hai
اللہ سیالوی صاحب کا نعم البدل اہل سنت کو عطاء کرے
MY love sialvi sb ❤❤❤
اللہ پاک علامہ اشرف سیالوی رحمۃ اللہ علیہ کے صدقے ہمیں بھی دین کی خدمت کرنے کی توفیق عطا فرمائے آمین ثما آمین آس طرح کی جس سے مالک خالق حقیقی راضی ھو جائے آمین ثما آمین
❤❤❤❤❤❤❤❤
استاد مناظرين اشرف علماء بہقی وقت غزالی زمان رازی دوران کی قبر کو اللّه پاک نور سے بھر دے ۔ اتنے عظیم اور ذہین علماء صدیوں میں پیدا ہوتے ہیں ۔
Meri Jan 😢
جزاک اللہ , اللہ تعالی علامہ صاحب رحمۃ اللہ علیہ کو ان بیانات کا اور دین متین کی خدمت کا اجر عظیم عطا فرماےء آمین
اللہ رب العالمین آپ درجات کو بلند فرمائے آمین
سبحان اللہ اشرف العلماء
Very good
Allah Kareem inka faiz hamen ata farmay
اللہ درجات بلند فرمائے
ماشاءاللہ
Mashallah
Subhanallah
Jazakallah
ان حصرت نے بھی رد رافضیت کے نام پر خوارجیت اور ناصبیت کی بڑی خوب خدمت کی ھے
اگر یہ حضرت خوارجیت اور ناصبیت کے خادم ہیں توسنیت کا فاتحہ پڑھ دو تم کون ہو معلوم نہی بہر حال پرکھ سے محروم ہو
انہوں نے ناصبیت اور خارجیت کا قلع قمع کیا ہے۔ یہ الگ بات ہے وہ خارجی اور ناصبی شیعوں کے پیچھے پڑ گئے۔۔۔اور شیعوں نے اپنے بندے مروا دئیے اس جنگ میں۔۔۔۔
Admin Bhai ye byan ab chalta Nai h plz is ko dobara upload kar den Jazakallah ya mugy inbox kar den
ماشاءالله
Nice byan
wah wah wah
wa.sub.hanllaha
نبی عالمِ وحی ہے ـ
اللہ عالمِ غیب ہے ـ
عندہ مفاتح الغیب لا یعلمہاالا ھو ـ
اسی کے پاس ہیں غیب کی چابیاں،کوئی نھیں جانتا مگر اللہ ہی ـ
آپ سا اٹکل پچو ہے ہر ایک
Lanat ande najdi
Nabi pak Aalam e wahi hein ?
Aur wahi Elahi hi Elam e ghaib ka source aur zaria ha. Parh ja kar .
Surat Aal e Imraan aayet no. 44 .
Nabi pak k Elam e ghaib ka inkaar wahi e Elahi ka inkaar ha. Aur Quraan poora k koi inkaar karay ya Quraan ki kisi juz ka yeh kufar ha.
Wahi mein Allah Swt na kia kuch utaara aur dia. Zara ja kar Quraan khol aur parh tafseer Usmani deobandi ya maolaana Shafi deobandi (Taqi usmani ka walid).
Surat Aal e Imran. Aayet No.179.
Surat annissa. Aayet No.113. Is mein Allah na sab munkiron ka monh band kar diay.
Kaha a mahboob hum na ap per kitaab aur hikmat utari aur ap ko wo sab kuch sikh dia jo ap nahein jantay tha. Aur ap per Allah ka fazal e azeem ha. Ab jo bhi munkar kahay ga Nabi pak yeh nahein jantay tha.to yeh Quraan ki is aayet aur Allah ki apnay Mahboob per ataa ka inkaar kary ga.kun k Allah na keh dia ha keh hum na ap ko wo sab Ilam day dia jo ap nahein jantay tha. Lakin deobandi inkar kar raha ha. Bari jurat ki baat ha ?
Surat Inaam aayet no.38 aur 59.
Koi khusk o tar nahein jo is kitaab mein nahein. Jab is kainaat ki koi sha Rab ul Aalameen na chori hi nahein jis ka zikar is Quraan mein nahein to phir wo Nabi pak k ilam se bahir kaisay ho sakti ha.
SURAT Yunus aayet no.38.
Surat Nakhal aayet.no. 89 in ko parh aur is k baad Surat Arrakhmaan ki aayet. 1 aur 2 per ghaor kar.
Allah. Farmay keh Rakhman wo ha jis Quraan ka Ilam dia (ya ilam sikhaya ya parhaya) oper wali aayeton ko samnay rakh k Quraan mein her sha ka tafseeli ilam ha.aur Wo Quraan Allah keh raha ha keh mein na sikhaya apnay Mahboob ko. To tum batao kon se sha baqi rah gae ?
Dalil day kar batana. Deen mein hawaee baatin mardood hoti hein?
Surat Jin aayet No. 26
Allah kisi ko apnay khas ghaib per kis ko etalah nahein deata sewaey apnay passandeeda Rasool k. Tum batao kon ha passandeeda Rasool. Yeh wo ghaib hein jo Surat Luqmaan ki Aakhri aayaat hein. Aur Allah kahay keh jis ko deta hoon us per pehray laga deta hoon. Deta ha to pehray lagata ha .warna pehray lagaanay ki kia zaroorat ha .Mera Allah koi bhi fazool kam karnay se pak ha.
Surat At Taqveer aayet no. 24. Allah na farmaya keh mera Mahboob ghaib batanay mein bakheel nahein ha .
Bataye ga to wohi jis ko ghaib ka ilam ho.
Zara hosh kar abhi jaari ha.
Allah aalam ul ghaib ha.
Ayet poori parh
Surat Hashar aayet no. 22
Surat. Jummah aayet no 8
Surat Taghaabun Aayet no. 18 Allah khud farmaata ha.
Aalom ul ghaib washhaadah.
Allah aalim ul ghaib bhi ha aur Aalim e Shahadat bhi ha.
Allah na kis qadar shahadat ka ilam apni makhlooq ko dia. Is mein saaray ilam dakhal hein Science. Najoom .Tib aur shariat ka ilam bhi . Jis ka zoor pe aaj ka bad bakht us k Mahboob ki zaat per mukhtalif ahtraz kar raha ha.
Agar itna ilam e shahadat Allah na logon ko dia ha aur Shirak nahein hoa. Kis mukar na shirk ka fatwa nahein lagaya.
To agar Allah Ilam e ghaib jis ko chahay da day to shirak kun ho ga. Ek hi aayet ka hissa hein dono ilam.ek ka denay se skirk nahein ha to doosray k denay se bhi shirak na ho ga. Nahein to tumharay farmula k mutabiq dono ka denay se shirk ho ga.
Awal yeh batao keh Quraan ki kon se aayet ha jis mein Allah na farmaya ha keh Mein Aalim ul ghaib hoon aur mein kisi ko nahein deta.? Agar ha to batao lakin tum to kia koi bhi munkir nahein laa sakay ga hata keh qiamat qaim ho jaye gi.
Ya phi tum na Naoozobillah Allah per pabandi lga di ha. Hosh kar jahil
Phir yeh to bata keh tumhein kis na yeh Haq dia ha keh tum apni taraf se ek totka banao aur samnay wali pe fitt kar do.
Humaary kis Aalam (jis se Berailwiat ka tashakhus qaim ho) ki kitaab mein Nabi pak ko Aalim ul ghaib likha ya kaha gia ha. Ab tak na tumhara koi shakhas na laa saka ha aur na laa sakay ga. Yeh totka baazi choro. Challenge ha tumhein?
Hamars Aqeeda yeh ha keh Huzoor Ilam ghaib jantay hein apna Allah ki ataa se.
Aur tum to Nabi pak k ilam e ghaib k munkir ho. Halankeh tumhara Hakeem ul umat e deoband Ashraf Ali thanvi se jab Nabi pak ka ilam e ghaib k baaray mein sawal Kia gia to us na kaha baaz ghaib ya kul ghaib. Us na kaha baaz ghaib to janwarin ko bhi hasal hein. Wah deobandio nahein mantay ho to Nabi pak k ilam e ghaib k inkar kar detay ho. Apni marzi se janwaron mein bhi ilam e ghaib man letay ho aur phir tumhara (self made) shirak bhi nahein hota. Yeh baat Ashraf Ali thanvi k Risaala Hifzul eman mein us na beyanki ha. Aur us mein Nabi pak ki gustakhi bhi ki ha. Jis ki waja se us per kufar ka fatwa lga tha.
Usi ka pass hein ghaib ki chbian . Yeh haq ha.
Lakin yeh bata keh yeh bhi kaheen Quraan aur Hadees mein ha keh wo kisi ko deta nahein ha. Hay to laa aao . Sunn mein tujhay khabar doon ko wo deta bhi ha aur us na dia ha.
Surat Aal e Imran aayet no. 49
Esaa pak ka ehlaan poori ban e Israael ka lia keh mein tumhein bata sakta hoon keh tum kha kar Kia aaye ho aur gharon mein tum na kia kia zakheera kia hoa ha. Yeh saara dewaar ka under ha ya peechay ?
Surat Al baqarah aayet no 151.
Allah na farmaya k kitaab o hikmat ki taaleem ka baad yeh Mahboob wo bhi ilam deta ha jo tum nahein jantay tha.
Kitaab aur hikmat k ilawa. Ka ilawa yeh kon sa ilam ha jo Nabi pak logon ko batatay hein jo Allah na aap ko dia.
Surat Yousuf aayet 37 aur 43 se 49 tak jo ilam Mustaqbil ka baaray mein Hazrat Yousuf na bataya yeh ilam ghaib un ko kis na dia. Saboot ha keh chabian to usi ka pass hein lakin wo jis ko chahay deta ha.
Surat Alkahaf aayet no. 65 aur aayet no.78 ta 82. Yeh jo Hazrat Khizar ka pass ilam e ladunni tha jis na waqat k Nabi Hazrat. Mosa ko bhi hairaan kar dia kis na un ko dia. Chabian hi tum na parhi hein kash keh Nabi pak ki mohabat tera dil mein hoti to tujhay sab kuch Is Quraan mein nazar aata.
Aur khusoosan Surat Al kahaf ki aayet 80. Jis mein Hazarat khizar Bachay k baaray mein farmaty hein k mein na is ko is lia qattal kia ha keh yeh bara ho k sarkash ho ga aur apnay maan baap ko bhi kufar per majboor karay ga. Yeh kon keh sakta ha ek maasoom ka baaray mein keh wo bara ho kar kia kary ga. Aur phir kaha hum na yeh iraada kia keh Allah is ka maan baap ko is k badlay naik aulad ataa karay ga. Yeh ilam e ghaib Hazrat e khizar ko kis na dia. Aur Nabi pak ko tu Allah na sab uloom dia jo bhi ap na jantay tha .surat Nisaa ka hawala pehlay likh chuka hoon. Ab bhi koi shak ho to dalaael abh bahut hein. Apna qiblah bhi durst karo aur aqeeda bhi. Nahein to khasaara hi khasaara ha.
MASHALLAH ❤️
SUBHAN ALLAH
نیک لوگون نے شروع نھیں کی ـ
Yeh jo beyaan ha is ka rad likh .jahil e mutliq jis tarah to na jawab dia ha. Kia yeh durst ha. Yeh saara jo Quraan aur Hadees beyaan hua ha .yeh saaray log badkaar hein. Jahil e mutlaq kaheen ja ka sirf deen ka "ALaf" hi seekh la. Ab mein tujha batata hoon ke esaal e sawab kin ka tareeqa ho ga Quraan k mutaabiq. Surat Hashar para 28. Aayet No. 10 . Oper aayet 8 mein Allah Kareem na mohaajereen sahaba e karaam aur 9 mein ansaar sahaba e karaam ki behtereen tareef ki ha .aur 10 mein baad mein aanay walon ka beyaan ha aur baad mein jo aanay wale hein qiamat tak aanay wale sab muslims is mein shamal hein. Keh wo kia ksren ga.apni bhi bakhshash ki dua mangen ga .aur apnay se pehlay intiqaal kar gae khusoosan 8 aur 9 aayet k misdaaq hasstion ka liay duaen mangen ga.kia dua esaal e sawaab nahein. Aur Rab ul aalameen na yeh emaan walon ki nishaani bataye ha . Aur tum kehtay ho k naik logon na shuro nahein ki. Parho Shabbir Ahmed Usmaani deobandi ki tafseer parho . Tumhein to apnay deband ki emaarat ka bary pilleron (ulama) k naam bhi nahein pata. Kitaabon ka tujh se kia taaluq?
Deoband ka kon Peer 11 wen ko jaz khta ha??????????????
پہلے بھی تمہارا جھنگوی ہار چکا ہے اس سے
Haji Imdadullah mohaajer makki .jo Ashraf thanvi . Qasam Nanotvi (baani Deoband) Rasheed ganggoee aur khalil ambithvi ka peer hein. Unohon na faislah haft masla mein 11 ven ko naik amal kaha ha. Yeh agar naik nahein to badkaar ki bait karny wala bhi badkaar hi kelaay ga. Asharaf thanvi na apni kitaab "Eefaadaate yaomia "
mein likha keh mein khawab mein apna peer Haaji Imadullah mohaajir makki ki qabar per gia to kia dekhta hoon mera peer ki qabar khuli hoi ha aur qabar ki under wali dewaar per likha ha .Sugg e dergah e Meraan shaikh. Yeh ya Hakeem ul umat e deoband ka aqeeda. Keh aalam e berzkh yeni qabar aur us ka under likha ha kia " ghaos pak ka dar k kutta" ya hakeem manana chor do ya jo dawayan unhon na likhi hein un ko bhi mano
Kitaab " Fataawa Rasheedia " kisi na pocha ghaos ka kia matlab ha . Raheed gangohi na jawab dia .ghaos ka matlab ha "Faryaad rass"
جھوٹ بولا اشرف نے ـ
Pove it
Quraan o Hadees ko zid aur hatdgarmi ki buyaad per , baghair sochay samjha jhoot kehna. Kia yeh kisi sahab e eman se mumkin ha ?
Jhooot.
Bari juraat ha keh ek taraf Nabi pak ki Hadees ka Ilfaaz parhay ja rahay hein aur tum un ko jhoot kaho. Ja kar ki deo ka banday jo daora Hadees kia hoa ho us ko sunnao aur is ki sanad poocho.aue phir bakwaas se taobah karo.
کون سا جھوٹ بولا ھے جناب عالی مطالعہ کریں اور پھر بات کریں یہ وہ عالم دین ھیں جنھوں کے لئے مخالف بھی کہتے ھیں کہ اشرف سیالوی بریلوی مسلک حق اہلسنت کے وہ عالم دین ھیں کہ جو بات بھی کرتے ھیں وہ تحقیق کرکے کرتے ھیں اور آن کی بات حرف بہ حرف سھی ھوتی ھے جاھل انسان پہلے دیکھ کر بولا کریں کہ آپ کے بڑے بڑے علماء بھی علامہ صاحب سے بات کرتے ہوئے خوف کھاتے تھے کہ ان کی بات بڑی دلیل کے ساتھ ھوتی ھے اور انبار لگا دیتے ھیں دایل کے
MashaAllah
❤❤❤❤❤❤