Brother faida ye hai k agar output se load lete hai to controler 10.5v pe output load off karayga aur apki battery full discharge nahi hogi aur kafi dair tak chalygi . Load ispe taqreebun 15 amp tak dalo likin controller zyada load se kharab hojaty hai . Koshish karo sogo ka 30 amp wala le lo
Sir mera aik question hai k agr hum solar charge controller laga len lakin us k 7 battery na lagy aur us se hum fan aur dc light connect ker len... For purpose k fan aue light ko ziyada current na mile.. To kia hum aisa kar sakty h?? Q k suna dc lights jal jati hai direct lagane se
Jazak Allah sir ye sollar controlar best hy ya isse bhi acha koi ata hy mujhe aj lena hy or jo apne laga ya hy yehi sab me lekar aya hon or solar plat max ki achi hy ya japan ki please guid me
Very nice demonstration, لیکن ایک چیز آپ نے نھی بتائ کہ اگر ہم لوڈ بڑھاتے ہیں تو اس کی ترجیح کیا ہو گی وہ بیٹری کو کٹ کروا کر لوڈ چلا دے گا یا لوڈ کو نھی چلائے گا اور بیٹری چارج کرتا رہے گا
Bhi jan mary pass be ya he charge cantrolar hai or may nay 170 watt solar panel laga ya ho wa hai pagar problem yay hai kay den ka time solar panels say jo ampar ha tay hai ho 0.2 tak ya far 0.3 tak he ja tay hai may nay solar kay ampar check kaya hai solar tek hai far is ke kaya waja ho sakti hai or voltage be tek hai display may voltage 18 ya 19 tak ja ta hai par ampar ka problem hai is ke waja bata saktay ap
Alag se ek board banaa lo jismein teen switch aur ek socket ho do alag alag ceiling fan ke liye switch ek switch LED light ke liye ek socket air cooler ya stand wale pankhe ke liye
فرض کریں دو پینل ہیں۔ پینل اور چارج کنٹرولر تک 10 گز تار لگتی ہے۔دو پینل کیا الگ الگ تار لگاٸیں 20 گز بنتی ہے۔اگر پینل کےپاس ہی کنکٹر لگا کر پیرالل کنکشن کر لیں تو پھر 10 گز ہی لگے گی
Mashallah Bht behtreen System lgaya hai saf Sutra kam kiya hai same System mene bhi lgana hai lkn abhi paisy nhi hn 1sal bad
ap ne system lagaya hy ab ??
bhi output se load lene ka faida?? or dusra maximum kitna fans led bulbs output se le skty he pls reply
Brother faida ye hai k agar output se load lete hai to controler 10.5v pe output load off karayga aur apki battery full discharge nahi hogi aur kafi dair tak chalygi .
Load ispe taqreebun 15 amp tak dalo likin controller zyada load se kharab hojaty hai . Koshish karo sogo ka 30 amp wala le lo
Very good and nice work God bless you ❤
Behtreen system lagaya ap ny 😊
Thanks for this information I got 300watt panel & connected converter circuit (24v to 220v) but it burnt within few seconds
300 watt ya 350 watt k aik solar panel ko support kerta hai ye pwm ?
Bhai controller sy output Jo ho rhi ha, wo chatt waly 2 AC pankhy chala dy gaa????
Ya DC pankha chaly gaaa???
Dc
bhai yeh bata den k din mai light or fan direct solar se chalta hai ya battery se???
Sir mera aik question hai k agr hum solar charge controller laga len lakin us k 7 battery na lagy aur us se hum fan aur dc light connect ker len... For purpose k fan aue light ko ziyada current na mile.. To kia hum aisa kar sakty h?? Q k suna dc lights jal jati hai direct lagane se
Bhai charge controller bgair battery k on hi ni hota or na hi us SE koi chez chale gi battery lgana lazmi h
@@Teslasolarenergy thank you
Is solar panel ki kya price hai?
Haripur mai "MT Mono A Grade 200 Watt" solar panel ki price 8,000 hai.
esa controler mere pas he bhai ism 585 wali N type kitny panel lga skty ha?
Jazak Allah sir ye sollar controlar best hy ya isse bhi acha koi ata hy mujhe aj lena hy or jo apne laga ya hy yehi sab me lekar aya hon or solar plat max ki achi hy ya japan ki please guid me
Adjustable pwm controller is good, Soure ka acha hai but bohat costly hai
Load b 30A tk ly askta h is controller sa?
Good job bhai
Sir ap ne plates ko parallel connect kia hy agr series me connect kren to kia difference hy dono connections ka
Parallel mein 12v and series mein 24v
Battery Charger Agr sath lagaye tu uski wire Charge Controller may konsy jagha lagany chahiye. ??
Battery charger agr lagaye to wo battery se direct connect kren
Yes
Brother es k sath ups kes tara lagana hy plz tell any one
Bhai Kitna experience Howa ha en par apka
नाइस वर्क सर सर यह कंट्रोलर कौन सी कंपनी का है
Bhi many 2 penal lagai ha totel 7 imper da raha kia waja ho skti ha
Ye store bhi kre ga
Bhai jaan aker 48 volt ka solr panel ho or 12 volt ki bettry ko ye tu changers kaam ker ga
Use mppt controller and use pwm controller for 12v appliances
Sirf 1 panel b Laga Sakta Hain is charge controller k Sath?
Yes but battery proper charge nahi hogi q k load bhi chalana hai
Same system main ny bhi lgaya hy lekin dc pedestal fan long wire lga k use krun to speed bht kam ho jati hy
Ap Ache Quality k wire use Karen sahe chaly gas copper wire Achee Quality k local wire k waja sy voltage drop hoty ha
@@lexxo4621right
Charge controller me solar input dye bagair hi solar input light on hai. Wah
G brother battery attach hy is liye controller on ho gya
@@solarinnovation040 janb mjh pata hai battery attached hai. Jbi controller on hai. Me pv input ki bat kr Raha ho
Pls share pedestal fan purchase link
Jazak Allah
good but mc4 laga kar bhi ghor dal diya😍😍😍😍😍😍
Nice
Very nice demonstration,
لیکن ایک چیز آپ نے نھی بتائ کہ اگر ہم لوڈ بڑھاتے ہیں تو اس کی ترجیح کیا ہو گی وہ بیٹری کو کٹ کروا کر لوڈ چلا دے گا یا لوڈ کو نھی چلائے گا اور بیٹری چارج کرتا رہے گا
First priority load
30A controller se ham kitna load le sakte hein????
30amps if proper 30amps
20 ampere se 25 Amp max
Mashallah ❤
Sir iska total expence Kya plz shere details
Check description
Ye charge controller kya MPPT hai?
Nahi ye charge controller PWM hai
چھت والے پنکھے کی سپیڈ کم زیادہ کیوں ہوتی ہے اور ڈی سی پنکھے سے کیا مطلب ہے
Bhi manay 2 fan baleno motor walay chlay ha kitnay watt ka solar plate lo
150*2 or 200*2 panels
Bhi jan mary pass be ya he charge cantrolar hai or may nay 170 watt solar panel laga ya ho wa hai pagar problem yay hai kay den ka time solar panels say jo ampar ha tay hai ho 0.2 tak ya far 0.3 tak he ja tay hai may nay solar kay ampar check kaya hai solar tek hai far is ke kaya waja ho sakti hai or voltage be tek hai display may voltage 18 ya 19 tak ja ta hai par ampar ka problem hai is ke waja bata saktay ap
Wire kitne mm ke use ke h panal sy controller tk
السلام علیکم سر یہ کون سا چارج کنٹرولر ہے اور یہ کہاں سے ملے گی اور یہ کتنی کی ہے
Ye 150watt tk support kryga B's nhi to jal jyga I already check and lost
Bhai ap three waly cnekter laga laty
Best delevery
Lahore main install kr ky dy sakty hsi ap?
Yes
Bhi mera 60 amp ka charg cntrolar hai.. wo sahi amp nahi btata... Amp upat nechy hoty rhety hain
No problem. Dhoop km zada hoti hai to Ampere drop hoty hain
Load wire ko controller se jore kr kahan le jana hai?
Alag se ek board banaa lo jismein teen switch aur ek socket ho do alag alag ceiling fan ke liye switch ek switch LED light ke liye ek socket air cooler ya stand wale pankhe ke liye
Use board ki wires load wali jagah per laga do
Pwm 575w ki 1 plate par Kam kare ga
G lag jay ga
@@Teslasolarenergykonsa pwm lgay ga bhai
Nhi lagy ga ku ke usky volt 48 tk jaty hai jiski waja se pwm jal jaey ga. 575watt ke liye ap mppt use kren
Bhi mppt sai hta ha wp ? Wla inverter
Mppt
Bhai rat ma 100 wali battery kitne timing dati hy
3.5
What is the total cost for this system.
Check description
Total cast bataa da
Zk ke price q qam ha
اگر پینل کے پاس پازیٹو اور نگیٹو کے کنکشن اکٹھے کرتے تو تار آدھی لگنی تھی اس طرح ڈبل تار استعمال ہوٸی ہے۔
Matlab kis tarah adhi taar lagti?
فرض کریں دو پینل ہیں۔ پینل اور چارج کنٹرولر تک 10 گز تار لگتی ہے۔دو پینل کیا الگ الگ تار لگاٸیں 20 گز بنتی ہے۔اگر پینل کےپاس ہی کنکٹر لگا کر پیرالل کنکشن کر لیں تو پھر 10 گز ہی لگے گی
Bhai Maine panel Lagany hain thori aor information Lena Cha rai thi main
?
Price bhi bato sir
Check description
Solar ki wire to lagai nai or bina wire ke 12v bta raha ye kia drama ap ne battery ki wire lagai hai to battery ke v hi any chahyee
bhai mujhe charge controller chahye asa please inform karen
Mil jay ga
Aslamalikum
Price plz solar plate
Check description
Check description
Charge controller to acha Le lo 2 lumber hai
1 plate 200 watt ki hy
Yes, bro 200 W × 2 = 400 W
To meherbni ho gi
❤❤❤❤❤
Prices ni btaye ap ny
Check description
Copy kia he kia. Channel ka name ghalat bataya he
Bhai controller chahie mere ko
Bhai price kya he is ki
Check description
Good❤❤❤
Ager AP ka number mil jy bt krny k ly
WhatsApp: 03206000484