माना आपके फॉलोवर अधिक है बढ़िया बात है ज्ञान का विस्तार करके जनसेवा करना बहुत अच्छी बात है है आपका गुरु हमेशा स्ट्रांग रहेगा परन्तु भागवत मै लिखा है शास्त्रों मे जो लिखा है उसको अपने मन के अनुसार बताना ये उचित नहीं है आप ज्योतिष मे निपुण है बहुत अच्छी बात है परन्तु सीढ़ियों के देवता कौन है कहाँ पर सीढियाँ आ रही है क्या सीढ़ियों के देवता और स्थान के के देवता मे मैत्री समंध है
Bhai aap he kuch ese team bnado jo logo ke ghar ka naksha tyar ki konsi cheeze kaha honi chaiye par kum cost mai 11,12 lacs to aapki he fees h to isse saaf pta lgta hai ki ameer aadmi he afford kar sakta aap jaise naye naye log aate hai market mai isme middle class family ka koi fayda nhi h
Ap mera bi ghr thik kr do pls 😢😢 mai bahot pareshan hu meri sadi ke BD dikkat aane lgi hai pls ap mera ghr thik kr do Mai apka Ahsan zindagi bhar ni bhulungi bhagwan apko hamesha khush rakhee@@Me_And_My_Daughter
@@Me_And_My_Daughter acha sach btana ki kya fayda laga aapko ghar bnane se pehle kya tha aapke or kya add on hua sach btana bhai jhuth mat bolna agar business karte to thoda fayda mila vo bdi baat nhi h or kuch hua ho to btana
दुनिया में 195 देश रजिस्टर्ड हैं इनमे से 4 या 5 देश वास्तु शास्त्र को मानते हैं खासकर भारत में,जबकि यूरोप में ऐसा कुछ नहीं है तो क्या यूरोप में सभी दुखी है जब सब कुछ विधाता ने पहले से तय कर रखा है तो डरना कैसा।अच्छा अंबानी के घर का किचन और बाथरूम किस दिशा में है।
@@THE_CHOC0LATE-LOVER वैसे कोई प्रॉब्लम तो नहीं है पर जबसे इस घर मे आये है 2016 से तो लग रहा है परिवार आगे नहीं बढ़ पा रहा है या उन्नति नहीं हो रही है ये मन मे चलता रहता है
🙏 sir , my house external staircase is towards north , according to you we should use blue and white colours towards north , but it’s very difficult to maintain white colour outside the house , so can you suggest any dark colours for external staircase
Sir please help sir🙏mai aapse ek bar baat karna chahti hu mann me bahut badi confusion hai siri ko lekar aapka video dekh kar counting wala dubhida khatam ho gayi hai. Agni kona me siri uth rahi hai toh kya woh sahi hai? Aur ghar ke aangan se ghar ke antrans karne ke liye kitni siri honi chahiye please sir reply jarur kariyega🙏
Thank you sir for information Mere Ghar me sidhiya ishan disha me he aur Puja ka Ghar usi ke niche purva disha me rakhe hai isase koi problem to nahi hogi Sir
Badhiya Pankitji ....kum se kum ye pta chala is video se ki aap comments padhte ho... Ab ye accept kerne ke lie bhi dhanyawad ki vastu ke jin shashtron ki hum bat kerte hain wo ancient time ke the jinmain seedhion ka jikra hi nahi hai.... Vastu astrology ka hi ek part hai ..jisko ek sharir manker vastu likh diya.... Aur dhyan se dekhie to chalie ek sawal AUR POOCHTI HUN APSE... APKO SAHI LAGE TO JAWAB JAROOR DENA... SERP KI ALAG ALAG MONTH MAI ALAG ALAG MUKH BTAE GAE.. DIRECTION BHI ALAG BTAI GAI...TO KYA AB US VASTU PURUSHA KE HISAB SE DIRECTION CHANGE NAHI HONGI?
Sir thanku so much 🙏🙏aapke anusar mene apne ghar me thodi thodi chijo ko change kiya bhot kuchh change bhi apni life me paya. Sir apne north esat me lal kapda ya lal rang use nahi karne mna kiya hai sir kya hame bhagwan pr bhi lal fool nahi chdana chahiye pls sir mujhe btaye🙏🙏
Sir ek new flat lene ke liye kohi short cut point bataye jis se hame thodi idea aayegi ki ye flat thik hai lene me kohi perfect nhi milega but 4 to 5 point bataye pls
Sir, mera naam Bhimshen hai, me Odisha se hun,, mujhe aapke vdos bahut achha lagta hai aur bahut kuchh sikhne ko milrahi hai. Mera ghar ban Raha hai,, Ghar ki chhat agar uttar aur south dono taraf dhalai karne mere ghar walon ne bol rahe hain, kaise banana chahiye please bataiye aur height kitni rakhni chahiye wo bhi bataiye,, me ak garib gaon ka ledka hun, jab merepass Paisa hoga to jarur aapko mere ghar ki vastu dikhaunga,, please height aur chhat ke bare me bataiye abhi hi
Sir, agar ek hi ghar k members alag alag floor pe reh rahe ho to unke upar vastu kaise kaam karega? Suppose the in laws are staying in the 1st floor and the other members in the ground floor...and they have seperate kitchen, puja ghar, toilet and everything???
Sir mene apka free course dekha tha to Mujhe ye jannna h ki ghar ki entrance bahr se dekhni h ya andr se.... Kyunki Mujhe entrance gate ka color change krna h
New home we are going to buy has duplex and stairs inside the house to 2nd floor. Home has n5 as main entrance but the stairs last step to 2nd floor is w7, is it inauspicious entrance for 2nd floor?, is it even considered as an entry to 2nd floor or no?
Sir @ Acharya Pankit Goyal ji, please advise....I have stair cases going up to 2nd floor mumty from ground floor and water tanks avobe north direction momty... please advise if this need any remedy and main hole under stair cases in north direction... I hope to get your fruitful reply...
Sir pehle main vastu ko bhut positive leta tha .. fir aap ke video dekhe fir pata chala ki vastu me negative ke alawa kuch nahi hai.....
😂 galat
Exactly😂@Me_And_My_Daughter
Solid confident video, highly myth buster information.
माना आपके फॉलोवर अधिक है बढ़िया बात है ज्ञान का विस्तार करके जनसेवा करना बहुत अच्छी बात है है आपका गुरु हमेशा स्ट्रांग रहेगा परन्तु भागवत मै लिखा है शास्त्रों मे जो लिखा है उसको अपने मन के अनुसार बताना ये उचित नहीं है आप ज्योतिष मे निपुण है बहुत अच्छी बात है परन्तु सीढ़ियों के देवता कौन है कहाँ पर सीढियाँ आ रही है क्या सीढ़ियों के देवता और स्थान के के देवता मे मैत्री समंध है
Stair ke bhi devta hote h kya.. 😮
Aapke videos se clearity aati hai.....bhut sahi hoti hai....saaf bolte ho ...... remedy bechne me nhi pade rehte.....han to han....na to na....
100 %
Useful and helping topic
❤❤❤❤
Sir bahut achha shikhate hai mene sir se astro vastu aur numrology shikha hai kabhi kuchha dekha ke nahi padhate hai apni budhhi se sab shikhate hai
Clear the concept, thanks... Different tools for remedy..
Bhai aap he kuch ese team bnado jo logo ke ghar ka naksha tyar ki konsi cheeze kaha honi chaiye par kum cost mai 11,12 lacs to aapki he fees h to isse saaf pta lgta hai ki ameer aadmi he afford kar sakta aap jaise naye naye log aate hai market mai isme middle class family ka koi fayda nhi h
Free course pada h TH-cam par ... meine khud padhai kar k mera ghar ka sab sahi kia... bht faida hua
Ap mera bi ghr thik kr do pls 😢😢 mai bahot pareshan hu meri sadi ke BD dikkat aane lgi hai pls ap mera ghr thik kr do Mai apka Ahsan zindagi bhar ni bhulungi bhagwan apko hamesha khush rakhee@@Me_And_My_Daughter
@@Me_And_My_Daughter acha sach btana ki kya fayda laga aapko ghar bnane se pehle kya tha aapke or kya add on hua sach btana bhai jhuth mat bolna agar business karte to thoda fayda mila vo bdi baat nhi h or kuch hua ho to btana
Thanks sir apne stairs ko lekar sare Dar aur doubts clear kar site🙏🏼🙏🏼
Useful information 🎉🎉
Thank you so much 😊 feeling relief with a positive video.
Very nice information. Thank you sir.
Great explanation Bravo
Thanks pankit aap ne bahut achha samjhayea ❤
Waah
Kisi ko nuksaan nahi hoga ❤
बहुत अच्छा किया आप ने सर 👏👏👏👏👏
Very helpful Information
Very nice information sir
Thanks sir....... comment ka video bnane ke liye❤
Nice information thanks sir
Thanks sir for clearing the myths .sir suggested to do video on septic tank
Very nice informative video sir,
Sir kindly ek video swimming pool k uper bnaiye jo ghar k ander aata ho (ground floor / roof top)
दुनिया में 195 देश रजिस्टर्ड हैं इनमे से 4 या 5 देश वास्तु शास्त्र को मानते हैं खासकर भारत में,जबकि यूरोप में ऐसा कुछ नहीं है तो क्या यूरोप में सभी दुखी है जब सब कुछ विधाता ने पहले से तय कर रखा है तो डरना कैसा।अच्छा अंबानी के घर का किचन और बाथरूम किस दिशा में है।
Sir northeast me stairs hona koi vastu dosh nahi hai?
🙏 बहुत-बहुत धन्यवाद सर जी🙏🏻
मेरे घर के उत्तर पूर्व के कोने मे सीधी बना है
बहुत विडिओ मे देखा की गलत बना है यही सोचकर मन दुखी रहता है
आपका वीडियो देखकर अब क्लियर हो गया हु
Apko koi problem aa rahi hai kya ,,,n/e stair case hone se
@@THE_CHOC0LATE-LOVER वैसे कोई प्रॉब्लम तो नहीं है पर जबसे इस घर मे आये है 2016 से तो लग रहा है परिवार आगे नहीं बढ़ पा रहा है या उन्नति नहीं हो रही है
ये मन मे चलता रहता है
Bhai dusre vastu dosh honge,,,,south east me problem hogi
*Thank you sir....for this information 😊
Dhanyavad kahu khub aabhar
Great sir
Sir stair case ke neeche storage bana sakte hai?
Sir thank you for your information, aap ki kisi video me kabhi ad nahi aata, aap such me logo ki help karna chahte hai, thank you again
Pipeline se related video banaiye SIR
Sir main chaukhat k bare me bhi kuch btaye kayi log chandi ki tar lgana chahiye kaihte h kya ye koi bhi disha me lga skte h
Dear sir NE (isaan) me clock wise stairs hai koi remeedi recommend ho to aadesh kare
Thankyou for clarity❤
Bikul sahi ye 🙏
Agar straircase northeast me ho to koi dosh hai kya
🙏 sir , my house external staircase is towards north , according to you we should use blue and white colours towards north , but it’s very difficult to maintain white colour outside the house , so can you suggest any dark colours for external staircase
Bed ke upar beam aaya to Chalayan he kya ,beam ka koyi prom aata he kya vastushatar me
Sir mene abhi Ghar liya hai kuchh construction bhi karwana hai usmai please mujhe apse apne ghar ka vastu dikwana hai apko kese contact kare
Sir villege ke vastu ka video banao jiska ek side rooms hote hai aur aage angan khulla hota hai
Which is the best direction for stairs
Sir please help sir🙏mai aapse ek bar baat karna chahti hu mann me bahut badi confusion hai siri ko lekar aapka video dekh kar counting wala dubhida khatam ho gayi hai. Agni kona me siri uth rahi hai toh kya woh sahi hai?
Aur ghar ke aangan se ghar ke antrans karne ke liye kitni siri honi chahiye please sir reply jarur kariyega🙏
North staircase ka bhi video banakr hamein help kijiye........
Thank u seedi ke neeche washbasin ho saktha he?
North West staircase hae kharap haey? Please remidies
यदि staircase वास्तुपुरुष के मर्म स्थान या अति मर्म स्थान में है ,तब भी क्या कोई समस्या नहीं है? कृपया बताए
can we park out two-wheelers under stairs ?
Meri flat ki main door South West ki Kone me hai.please koi somadhan dijiye
में साबित कर सकता हूं जिस घर में भी सीडियां गलत दिशा में बनी हे ओसका दंड मिलेगा ही
Sir plz tell kitchen mein to water system and sink should be in which direction
Thank you sir for information
Mere Ghar me sidhiya ishan disha me he aur Puja ka Ghar usi ke niche purva disha me rakhe hai isase koi problem to nahi hogi Sir
Good morning sir ty so muchSIR PLZ TELL US KITCHEN MEIN WHERE SHOULD BE THE SINK N RO WATER SYSTEM
Loha / steel Staircase ghar mein vastu ke anusar shubh hai ya ashubh hai please rply me
Work kafi delay ya fail hi ho rahe hai kya kare
Bharamstanpar pooja ghar chal sakatahe kya
Sir please btaye west m mandir bna skte h multiple murti rakhni h
Stairs ke kaise pta chalega ki es floor ke liye mani jau or nhi .. positive effect kru ya negative..
Sir north me mandir bna sakte hai kya pooja krte hue humra face east me h ?
Jay Shree Ram ❤❤❤
Sir ji kya SW ki stair se entri hai first floor ki hai to dikkat karegi
Ager ghar me hi pffice bnaya ho to us particular room ka jisko proper office bnaya h uski alg se direction bhi dekhenge kya?
Sir sidhiya kis disha me honi chaiye
Paisa important papers kis direction main rakhna chahiye
Sir apne to bataya nahi sidhi k niche kitchen hai to koi problem hogi kya
Badhiya Pankitji ....kum se kum ye pta chala is video se ki aap comments padhte ho...
Ab ye accept kerne ke lie bhi dhanyawad ki vastu ke jin shashtron ki hum bat kerte hain wo ancient time ke the jinmain seedhion ka jikra hi nahi hai....
Vastu astrology ka hi ek part hai ..jisko ek sharir manker vastu likh diya....
Aur dhyan se dekhie to chalie ek sawal AUR POOCHTI HUN APSE...
APKO SAHI LAGE TO JAWAB JAROOR DENA...
SERP KI ALAG ALAG MONTH MAI ALAG ALAG MUKH BTAE GAE.. DIRECTION BHI ALAG BTAI GAI...TO KYA AB US VASTU PURUSHA KE HISAB SE DIRECTION CHANGE NAHI HONGI?
Sawal sahi nahi hai !!
Kaunsi direction change hogi!
Wo सर्प को सिर्फ़ नींव रखने के विषय में बताया है ! उसका और कोई संबंध नहीं है
Thank you so much
Sidhi ki disha kya hogi Or bedroom kaha hona chahiye?
Thank You sir ❤
Stairs ke niche saman rkhna shi h ya galat??
Sidiya upar se khuli h upar se dalana na h ya khuli rakhana h ji
Stairs ke niche store agr h to Kya vastu dosh Hoga ??west Nord direction me ?
Sir. Aapke sahayogi ,ko vastu dikhani hai
Aapne clockwise ko anti show kar rakha hai air anti ko clockwise, bol kuch rhe ho dikha kuch rhe ho..
Thank you so much.❤❤❤❤
Sir thanku so much 🙏🙏aapke anusar mene apne ghar me thodi thodi chijo ko change kiya bhot kuchh change bhi apni life me paya.
Sir apne north esat me lal kapda ya lal rang use nahi karne mna kiya hai sir kya hame bhagwan pr bhi lal fool nahi chdana chahiye pls sir mujhe btaye🙏🙏
Sir hall mei ishan mei stairs hai koi prblm toh nhi
Please do English subtitles for all your videos
Sir ek new flat lene ke liye kohi short cut point bataye jis se hame thodi idea aayegi ki ye flat thik hai lene me kohi perfect nhi milega but 4 to 5 point bataye pls
Thank you sir 😊
🙏 Thankyou sir.
Sir, mera naam Bhimshen hai, me Odisha se hun,, mujhe aapke vdos bahut achha lagta hai aur bahut kuchh sikhne ko milrahi hai. Mera ghar ban Raha hai,, Ghar ki chhat agar uttar aur south dono taraf dhalai karne mere ghar walon ne bol rahe hain, kaise banana chahiye please bataiye aur height kitni rakhni chahiye wo bhi bataiye,, me ak garib gaon ka ledka hun, jab merepass Paisa hoga to jarur aapko mere ghar ki vastu dikhaunga,, please height aur chhat ke bare me bataiye abhi hi
Dhanyvad bhai
T point ka bhi video banayiye sir ji,accha laga aap ka ye video...
Kyaaa stair case north mein ho sakta hai
Sir, agar ek hi ghar k members alag alag floor pe reh rahe ho to unke upar vastu kaise kaam karega? Suppose the in laws are staying in the 1st floor and the other members in the ground floor...and they have seperate kitchen, puja ghar, toilet and everything???
Itna confused ho rahi hu_ bata nhi sakti__ koi kuch koi kuch___ omg
North me steps ho to ??
Sir meri sidi north main hai kya thik hain ya galat
Sir, 1 question kya ,chhat ki darwaja north ki taraf khulta ho to koi vastu upaya Kam nehin karta ?? 🙏
Esa ho to upay kya karen Bina tod fod. 🙏
Ghar ke andar many plant kaha kis disha me lagaye ?
east disa me
My staircase is in southeast direction. Does that have negative effect in Vastu.
यह हुई न बात
Sir mene apka free course dekha tha to Mujhe ye jannna h ki ghar ki entrance bahr se dekhni h ya andr se.... Kyunki Mujhe entrance gate ka color change krna h
New home we are going to buy has duplex and stairs inside the house to 2nd floor. Home has n5 as main entrance but the stairs last step to 2nd floor is w7, is it inauspicious entrance for 2nd floor?, is it even considered as an entry to 2nd floor or no?
🙏🏻🙏🏻🙏🏻❤✍🏼✍🏼
There is no video on BALCONY ... Requesting to please make one .... My balcony is from West till West North West. Please provide remedy if possible 🙏
Kia main gate k samne toilet ho sakta hai
Sir @ Acharya Pankit Goyal ji, please advise....I have stair cases going up to 2nd floor mumty from ground floor and water tanks avobe north direction momty... please advise if this need any remedy and main hole under stair cases in north direction... I hope to get your fruitful reply...
Bramha sthan me stairs ho to kya kre ?