Aur jin logo ko iska solution chahiye, use rubber washers on the nuts and no more noise. Issue bus washer nei hone ki hai, rubber washer se thik ho jata hai.
Bro I have this scooty for the last 6 years and I agree it moves it's not attached to a rigid Structure and I have experienced myself why they did so I once smashed my scooty in the back of a car and because it was free to move it didn't shatter into pieces
Bro scotty ke ignition lock ke niche gap jyada hai jo body me touch krta h kharab road pe usko double side tap se tight fix krdo problem solve ho jayegi
Bhai sahi bol rahe ho..mere pass bhi same scooty hai 10 Oct 2018 ko liya tha..saala 6 mahine baad hi haalat khrab..abhi hai ghr pe but utna use nahi karta
Bhai mne 2021 model liya usme bhi same problem h Socooty power m bhi aur milege m bhi bahut axii h But y front body bahut chu h itna psaa lga chuka hu but kux solution nhi h
Kya problem kush problem ni hai mery paas b hai mujy to sabhi scooty sy achi lgi hai mainy sabhi scooter try ki hai par tha Yamaha is best kha hilti hai
Bhai mere bike me aaj tak koi problem nai aae aur vibration bhe kahe bhe nai hai leken 2 seat pe bile speed braker pe nichese lagte hai leken bike super fast hai
mene isko hata kar jo battery wala bolt h uspr horn ke clip laga die aur us par main body ko battry wale bolt par kas dia usse problem kafi hadd tk solve ho gyi he .
Open full front body and fif the battery box nut bold which is located on right side of battery box need to put some viser between nut bold and re fix it trust me mine also have same problem but now I got the solution on that and I did. Ow my scooter front body is not have any issue u guys also try it
Bhai ye problem yamaha ne solve kar liya hai, chunki yr battry ki wajah se hilta tha, ab yamaha ne battery ko aage se hata kar pair ke paas kr diya hai.
Arun Verma ji V- belt aur roller bush change kar dene se aur carburettor ekbar clean karwane ke bad uska problem thik ho jayega 20000 km ke bad belt roller change karna parta hain
Bhai tumhari scooty kuch zyada hilti hai aisa koi aur ray se nhi hilti mere pass bhi rayzr hai 1.5 years ho chuka aisa nhi hilta aur gaddhe se dhire se chalaya karo uske wajah se hilta hai tumjara
Bro please, nei pasand hai to bekar k reviews mat de. Mere pas first batch ki ZR hai, June 2016 ki, in fact first batch in Kolkata. Aj tak kabhi aisi nei hui. Lose ho jati hai, but tu jitna dikha raha hai utna bhi nei. Btw, ek hi baat 4-5 baar repeat mat kar video me. Aur rahi baat ZR ki, giraya tha kya bhai jo itna hilne laga?
Yes I use this bike it's make some noise but it is super fast bike
Bro Tel me which Scotty is better activa r Yamaha rayzr
Best scooty kitne saal se repair nahin kiya Mera scooty to bilkul theek ha
Bhai ne ek dum Sahi bola hai mere pass bhi hai rayzr
Can you send me zr 2017 front body steel frame mesharment.
Bhai teri scooty kuch jyada hi hilti h itni to nhi hilti yarr...
Bhai yeh jyada hila raha hai mere pass bhi ray zr hai itna nhi hilti
fir bhi hilti toh hai or wo bhi problem hai, honda dio me toh aaisa kuch nhi hota
@@ahmedAli-ok7gz tum honda company se ho kya 🤣
@@sagargupta1147 bhai yamaha ray z hai 10yrs old, lekin problem hai body panel 4 bar change kara chuka hu
Yeh front fairing ka Kitna price lag jaayega change karna se mera accident hoka aagay ka poorja ud gaya hay 😂
Aur jin logo ko iska solution chahiye, use rubber washers on the nuts and no more noise. Issue bus washer nei hone ki hai, rubber washer se thik ho jata hai.
ek dam right meri rayzr mai bhi yai problem hai
Still same brother I have Rayzer street rally and it's also do the same
Bro I have this scooty for the last 6 years and I agree it moves it's not attached to a rigid Structure and I have experienced myself why they did so I once smashed my scooty in the back of a car and because it was free to move it didn't shatter into pieces
Bhai meri ray zr ki front body nhi hilti
Please fix this problem
This is real issu with this scooty me bhi se problem face kar Raha hu
Bro scotty ke ignition lock ke niche gap jyada hai jo body me touch krta h kharab road pe usko double side tap se tight fix krdo problem solve ho jayegi
meri rayzr me nahi hilti..
Ha isaka problem mene thik kiya hai thoda fark pada hai tube ke tukde katkar andar se packing ki hai mene ab Itana hilta nahi hai
Bhai sahi hai yamah company is problem ko solve kate toh thik hai ..
Bhai sahi bol rahe ho..mere pass bhi same scooty hai 10 Oct 2018 ko liya tha..saala 6 mahine baad hi haalat khrab..abhi hai ghr pe but utna use nahi karta
Please sir making video for fix this problem
Meri to bhuttttt zaida awaz krti hai kharb road me
Me 2
Road kharab h to gadi ki kya galti
PLS BATAIYE KI CYGNUS ALPHA KI FRONT BODY KI PRICE KITNI HOGI
Bhai mne 2021 model liya usme bhi same problem h
Socooty power m bhi aur milege m bhi bahut axii h
But y front body bahut chu h itna psaa lga chuka hu but kux solution nhi h
Kya problem kush problem ni hai mery paas b hai mujy to sabhi scooty sy achi lgi hai mainy sabhi scooter try ki hai par tha Yamaha is best kha hilti hai
भाई तुने सही बोला पर इसका बॉडी बहुत बजता है
Han bhai Yamaha Ray zr mein Agla body hilne ki paroblam bahut hi ziyadah hai
Bhai mere bike me aaj tak koi problem nai aae aur vibration bhe kahe bhe nai hai leken 2 seat pe bile speed braker pe nichese lagte hai leken bike super fast hai
Mere pass bhi Yamaha ray z r disk verient hai kharab road main aage ki body pura aawaz karti hai
Kese fix kare
@@Its_BM koi option nahi hai
@@Rajanraj60 dhad dhad sound karta hi hai normal ubad khabad raste pe bhi. Cement chips wale roads pe toh zyada hi karta hai
@@Rajanraj60 wese ek aur problem hai. Mera ek side view mirror tuut gaya hai kya karun kitna kuch lagega off market pe
mene isko hata kar jo battery wala bolt h uspr horn ke clip laga die aur us par main body ko battry wale bolt par kas dia usse problem kafi hadd tk solve ho gyi he .
Jahape army likha hai sirf wo chotasa part ko kya bolte hai?
bhai meri yamaha ray zr 6500km chalne ke bad bhi 35 ka mileage de rahi hai kya ise badha sakte hain aur kaise.
Sahi bol rhe hai bhai yamaha koi change nhi kia hai,new model me bhi
Please make vedio on how to solve problem
Open full front body and fif the battery box nut bold which is located on right side of battery box need to put some viser between nut bold and re fix it trust me mine also have same problem but now I got the solution on that and I did. Ow my scooter front body is not have any issue u guys also try it
Can you explain
Ek dam jhakas video
bhai agar tumhe iska problem karne ka tarikha maalum padega toh uska ek video banao
Bhaiya mere paas bhi h 6 saal hogye side panel toot jate h kahi takkar ho tab... Lekin itni kahan hilti h 🤪🤪
bhai same problem .
Mere scooty mein bhi yehi problem hain.. kaise sort out kare
Meri pass vi hai sir kaise thik hota hi piles
How to solve the problem bro please make a video to solve
Ak dom sash bola vai
Bhai itni toh teri hi hilti hai....
Bhai iska solution koi de do
Ok
Bro fix the lock with double side tape tightly and also the gap of headlight with double side tape
And see your problem is fix
Kya yaMa Ke original Pal Milte Hain
Right same problem
meri ray zr 2016 model main abhi tak nahi hilta, 7 saal se jyada ho gaye but nahi hilta mera bike ka panel
How to fix it
Mera paas ray zr hai 4saal me aisa prob may face nahi kiya
Mera to nhi hil raha hai bhai 2017 model hai
Really
Thanks bro 💯 Right 👍👍
Jharkhand me inka price
aur mileage kitna hai
Sahi bole hai bhaiya
Sahii baat haa....bohot sound vi ata ha
Mileage normal h isme bettery ke wire nikl jaate h wo yahama wale nhi btaya h is model ke yhi problem h
Till 2017 same problem
Lock system . Bhai use Chinese screws. .. . Use better rehti hai. . . Nahi to hilegi hi hilegi
Ye baat to sahi kaha aapne
Hmary rood too khrab hai meri to ni hilyi scooter
Meri rayzr bikul nhi hilti
Itni achi gadi hai
You said right brother .
#boycottYamaha
Apki scooter guards ke vajan ki vajah se Hil rahi h
Mere pas bhi ye gadi h ye nahi hilti h
Haan jhi mera bhe same problems
Bhai ye problem yamaha ne solve kar liya hai, chunki yr battry ki wajah se hilta tha, ab yamaha ne battery ko aage se hata kar pair ke paas kr diya hai.
Nhi bhai abhi bhi same hi hai problem , me 2021 model use krra hu
Bhai purane wali ray me b yehi problem h
Jahapar number plate laga hai wo part kaise nikale
Bhai mujhe koi btayega 24000 km k baad iskey engne ki power pic up bilkul zero ho gyi h koi solution ho to mujhe btao
Arun Verma ji V- belt aur roller bush change kar dene se aur carburettor ekbar clean karwane ke bad uska problem thik ho jayega 20000 km ke bad belt roller change karna parta hain
Mery frient lite tout giei ka kemat ha aur pura frient ka kemat ha
Bohat bara problem hai yamaha Ray zr mai
Bhai tumhari scooty kuch zyada hilti hai aisa koi aur ray se nhi hilti mere pass bhi rayzr hai 1.5 years ho chuka aisa nhi hilta aur gaddhe se dhire se chalaya karo uske wajah se hilta hai tumjara
Mera zr itna nhi hil Rahi hai . Tumhara baht hil Rahi hai. Tuma pura nikaldo mast lagega . Pura stunt scooter jesa lagega.
😁😁😁😁
@@TwowheelerTechnology are bhai konsi projectore lamb sahi rahega . Mne chahta hnu meri ray zr ka lamp change krke . Dual projector lamp lagaunga . PURA KTM front look ka Tara.
Mare balii bhaut hiltii h
Ismy kya bdlab karna itni achi too hai
Same problem hry
Baaat to sahi h bhai
Same problem face
Bro next broblam
Bahut problem kr Rhi h meri bhi problem kr Rhi h 2016 me li thi
HD kr di hr mahine time or service krata hu or sb Nat Bolt tight krata hu pr pata Ni Kyo intni awaj krti h aage se khrab road pr
Giuse lekar hero ban rha hai
Tumhe bhi chahiye
Tum aur lo
Mai bhi chalaya hu itna nahi hilta hai thik se chalaye
From down side
Yamaha fail body system
Same problem
Sahi h bhai
Meri wali to nehi hilti
Maibi parisan hu sri
It is broke
Right
Yes
Bro meri rayzr 2km chalne m hi heat Ho jata silancer,kya karna chahiye
Bhai Mera bhi aisa halat hai
Ok
Ray z bhi aise hilte hai
Yes
no millage but super filling wiling rading
Iska mileage sab scooty se acha hai
Bhai meri toh nai hilti 2016 me li thi abb tk thk hai, servicing time pe krwa sab thk hai iss gaddi me !!
Don't
Hai
Same Problem 😥😥
Bro please, nei pasand hai to bekar k reviews mat de. Mere pas first batch ki ZR hai, June 2016 ki, in fact first batch in Kolkata. Aj tak kabhi aisi nei hui. Lose ho jati hai, but tu jitna dikha raha hai utna bhi nei. Btw, ek hi baat 4-5 baar repeat mat kar video me. Aur rahi baat ZR ki, giraya tha kya bhai jo itna hilne laga?
Paka fake
Daniel
Hey bRo u r fool
Bai Ageki nut bolt pe problem nahi hai pura fanal koldo welding cutt huvaye apka
Super bro