Dono me jyada fark nahi hai koi bhi le sakte hai no problem .... / Agar long time ke liye chalana ho to Example 1200watt ke AES speaker ko 1200÷1.3 se kar le or utna output de speaker ko...
Dono me se koi bhi le sakte hai Aes speaker me 1.3 time jyada power likha hota hai usi hisab se amplifier le lijiye no problem ..! Example 1000watt Aes = 1000 ÷ 1.3 = Approx 750watt Aayga RMS Power 👍
8Ohm , 2000 watt + 8 Ohm , 2000 watt AES power wale speakers ko zypher lab dubster z8 ke 4 Ohm 4000 watt me use kr sakte he kya ? Please sir reply ...... Ya 4000 se km watt ka amp chahiye hoga agar yahi amp use krte he to kitne tim tk chala sakte he ???
@@DjRock1 mene ek dj setup ke liye kuch speakers or amplifiers ke notes teyar kiye h kya aap use dekh ke ek bari video me bata sakte he ki usme kitna load bn raha h or kitna kva generator chahiye hoga or crossover konsa use krna hoga , sath hi me dsp bhi konsa use kr sakte he ye sb
Bhaiya, mere pass soundking sk 25000 amplifier hai , out put -- 4 ohms 180 watt RMS per channel and 8 ohms 90 watt RMS per channel, main Naya sound box banana chahata hu , main 8 ohms 10" woofer par bajana chahata hu, so woofer 8 ohms pe Kitna watt ka lagega , Mid range -- kitna ohms ? Kitna watt? Kitna inch?, and tweeter kitna ohms? Kitna watt ? main best sound (with out clippings and distortion) chahata hu , and long time bajana chahata hu , achcha punch bhi chahata hu, and woofer- amplifier dono hi surakshit rahe.Please reply it's very urgent for me. THANK YOU.🙏🙏🙏🙏🙏.....
Yes, dual channel stereo amplifier, Class AB amplifier, mosfet hai 5200 ka two pcs and 1943 ka two pcs. Amplifier kharid liya 4 mahina ho gaya lekin 8 ohms 10 inch kitna watt ka speakers kharidna parega isi confusion pe abhi tak kharid nahi paya. Please reply it's very urgent🙄..🙏🙏🙏🙏🙏
Bhai jese mere top 400watt ka hai 1top ab agar me usko 1000watt k amp se chalau or me light red nhi jane du half rkhu to bhi udega kya mere khne ka mtlb light agr aadhi jaye machine ki to out put aadha aata h ya pura hi?
Frequency range jyada hoti hai kam watt ke speakers me and jitna jyada watt ka speakers hoga mid high kam hota jayga es liye long throw ke liye kam watt ka hi achha hai 400watt tak 👍
Thnx for reply RMS aes ka vdo TH-cam b pe bahot mil jayega lekin iskafoll form or meaning jyadatar ko maloom nahin hai bas vdo banate fr rahe hain kisi ko sahi rasta batana achhe insan ka pehchan hota hai apne bataya aap ka bahut bahut dhanyavad sukriya namaste
No.1 channel for Dj setup
Thank you 💓
0:46
yaar bro. itna accha koi samjha nahi sakta ..
Thank you bhai..!
It's very informative video ❤❤❤❤
❤️
Rms ,aes, में क्या अंतर होता है। आपने जो जानकारी दी ,वह बड़ी ही सटीक जानकारी है,इस जानकारी से हमारे जैसे लोगों का बहुत फायदा होता है।
Thank you so much ....
@@DjRock1😢
Mast video
Thank you
Aap Sahi jankari dete hai
Thank you 💓
Nice
Thank you
Good video भाई जान
Thank you ❤️
good information
Thanks
Nice bro👍👍
Thank you 💓
Yes 😊😊
Superb
Thanks 🤗
Rms speaker achha hai aur aes achha hai
Dono achha h
Peak power or pogram power kaise speaker chalaynge?
घर के म्यूजिक सिस्टम्स कि जानकारी के लिए यहां पर क्लिक करें
👇👇👇👇👇👇👇
👉👉 #audioguruji
Konsa best h rms and aes
Dono
Thanks
Welcome...!
Thank you sir achha kon rahega RMS ya AES jisase speakr or ampli par nuksan n ho punch bhi achha mile please bataye
Dono me jyada fark nahi hai koi bhi le sakte hai no problem .... / Agar long time ke liye chalana ho to Example 1200watt ke AES speaker ko 1200÷1.3 se kar le or utna output de speaker ko...
@@DjRock1 1500 watt ke rms power me lena chahta hun kya esme jayda punch milega
Bhaiya atipro kitne wat bas speaker lujo shina hilade
2000watt ..
Bhai axpo company ka amplifier kaisa hai life time ke liye, jarur reply dena plz plz plz
Dekho bhai koi bhi amp. Kharab nahi hota apane jagah par sabhi amp. Achhe hote hai
..
250 wots amp ke liye konse spikar lena chaiye RMS ya pik pawar vala
Nice bass ke liye paudio ka konsa speaker use kare ''18'' inch me
Gst series use kar sakte hai...
Zyper z 5 par p audio 1815 ke 15 watt aes power wale 4 spekar chala sakate hai kya 24 hour. Jaldi replie bhejo sir
Chala sakte hai
Vi jbl ka rms power 325 watt ka subwoofer 4 ko chalane k liye 150 watt ka amplifier chala payega kiya please reply me🙏🙏
Nahi
@@DjRock1 to phir koncha lena parega
Sir pinza audio 1800w speaker. all details me video bnana
Sir amplifier dyantach achaa hai ya MT
Mt
Dj Rock thanks sir
Sir DOD 430 EQUALISER ka settings bataye live our dj program ke liye.
Bhai p audio 18inch 1500w Ka video banao
Bhaiya mera Paudio ka 400+400+80 hf 2top he ispe konsa emplifier lagana chaiya
3000w
@@DjRock1 stenger ka 1500 he isse chele ga kiya
2 ohm pe
Sir ji Subwoofer ke liye Same process???
Yes
@@DjRock1 Thanks
But a bolo 200 w peak power Subwoofer ke liye Kitna watt amplifier chahie.
Stranger 751 amplifier Mein Q1 ka 350 speaker Ham Chala sakte hain kya
Nahi
Hame rms vala spekar lena chahiye ke aes spekar lena chahiye?
Dono achha hai koi bhi le sakte hai ..
Ahuja uba 500 m sppikar kiti whatche takawe
P audio 1500w ke 4 bass ko mt1601 pr chalane pr amp. Ka gain kitna rakhe
Audiotone 18x1240es me rms Kitana hai
Bhai RMS or Aes power me best kon sa hai or 18inch me 1500 watts ka best speaker kon sa hai
S
ir.ji..namse.aes.and.rms.me.kon.sa..speker.le.rms.wala.ya.aes.wala
Dono me se koi bhi le sakte hai Aes speaker me 1.3 time jyada power likha hota hai usi hisab se amplifier le lijiye no problem ..! Example 1000watt Aes = 1000 ÷ 1.3 = Approx 750watt Aayga RMS Power 👍
Kon sa Lena chahiye aes ya rms please reply
Koi bhi le sakte hai no problem / bas AES wala speaker ka watteg jyada likha hota hai ...
Sir muje long thro ke liye bass banana hai sir to plz muje bataye Ki konsa speaker or konsa kebynet lu sir please
Koi bhi speaker lijiye 1500watt me or dual Curve cabinet 👍 Front bhi use kar sakte hai
Sir, Ahuja ka 300w speaker ke liye kitne watt ka amplifier board lena padega or 400w ke liye bhi
How find speaker running on rms or aes
RMS but AES bhi
P150 2226 eska rms kya hai bhai
Bhai 1000 ÷ 1.3 kar lo 👍
Bro rms or aes speaker mai konsa speakers best hai
Dono best hai... Apna apna .. tarika hai..
@@DjRock1 rms bast hai
Paudio gst 181500 ka rms power kitna hoga
Approx 1150watt
stangar 3k amplifier me 600 watt AES spikar kitna pice chala saktahu
2speaker 1channel me 👍
technical chirag😂😂
8Ohm , 2000 watt + 8 Ohm , 2000 watt AES power wale speakers ko zypher lab dubster z8 ke 4 Ohm 4000 watt me use kr sakte he kya ? Please sir reply ...... Ya 4000 se km watt ka amp chahiye hoga agar yahi amp use krte he to kitne tim tk chala sakte he ???
Aap Z7 use kare
Z8 me bhi chala sakte hai sound thoda kam rakhe .. 75%
@@DjRock1 okk sir tq
@@DjRock1 mene ek dj setup ke liye kuch speakers or amplifiers ke notes teyar kiye h kya aap use dekh ke ek bari video me bata sakte he ki usme kitna load bn raha h or kitna kva generator chahiye hoga or crossover konsa use krna hoga , sath hi me dsp bhi konsa use kr sakte he ye sb
@@vikashmuvel5409 dekh lenge ..
Sar ji rms power 1000 watt speaker vs Aes 1000 watt Speaker kiya same sound same aiyga kiya????? 🤔🤔🤔Bollo nai please sar ji????
Nahi alag alag power rahega .. Par sabhi speaker ka power calculation karne ka tarika alag alag hota hai
Ahuja 800 watt speaker 4 piece and 2 HF chalane mein kaun se amplifier C Rahega sir
Kya hua Sar bataya Nahin kuch
Bhaiya, mere pass soundking sk 25000 amplifier hai , out put -- 4 ohms 180 watt RMS per channel and 8 ohms 90 watt RMS per channel, main Naya sound box banana chahata hu , main 8 ohms 10" woofer par bajana chahata hu, so woofer 8 ohms pe Kitna watt ka lagega , Mid range -- kitna ohms ? Kitna watt? Kitna inch?, and tweeter kitna ohms? Kitna watt ? main best sound (with out clippings and distortion) chahata hu , and long time bajana chahata hu , achcha punch bhi chahata hu, and woofer- amplifier dono hi surakshit rahe.Please reply it's very urgent for me. THANK YOU.🙏🙏🙏🙏🙏.....
Dual Channel Amp. hai Na
Yes, dual channel stereo amplifier, Class AB amplifier, mosfet hai 5200 ka two pcs and 1943 ka two pcs. Amplifier kharid liya 4 mahina ho gaya lekin 8 ohms 10 inch kitna watt ka speakers kharidna parega isi confusion pe abhi tak kharid nahi paya. Please reply it's very urgent🙄..🙏🙏🙏🙏🙏
BRO Tweeter horn ke liye ek vedio banaye..plz
Bhai jese mere top 400watt ka hai 1top ab agar me usko 1000watt k amp se chalau or me light red nhi jane du half rkhu to bhi udega kya mere khne ka mtlb light agr aadhi jaye machine ki to out put aadha aata h ya pura hi?
Aadha aayga .. nahi jalega ..
Bhai 1000+1000 and 1000+1000 ke 2 basse shi bjenge ya fir 2000 and 2000 ke single single bass ache bjenge btana bhai plss ?
1000 ke 4 speaker achha bajega long throw rahega
Ahuja dxa 3502 amplifier me 15b-500bm ke 2 speaker or 110 watt ka hf Kya 4ohm par chalega speaker ko jalayega nhi argent hai please reply
Chalega nahi jalega 👍
Clip tak mat bajaiyega koi bhi amp. 👍
Axpo amplifier par bhi video bnayiyega na sir jiiii, 1000/1200/2000 me
Rahul Rajwade 1500 aes me jya
Bhai which is more longthrow ahuja l15mb300 or l1mb500, also nice information video
15mb300
@@DjRock1 👍can you tell me why ?
Frequency range jyada hoti hai kam watt ke speakers me and jitna jyada watt ka speakers hoga mid high kam hota jayga es liye long throw ke liye kam watt ka hi achha hai 400watt tak 👍
RMS ya Aes power acch hay ,plz bataye plz
Dono achha hai bas original hona chahiye
Mpro amplifier 3200 m 8 ispekar 600 waat ka chlata hu kya shi h Ripley
Sir toh hamme kaon se speaker Lene chahiya RMS ya AES..
Right 👍
Bro driver board and amplifier board me kya alag hai ek video dalo
Mere pas 1200 w aes power ka spkr hai to 900 waat ka RMS Power dene se chelaga
Chalega
P-audio speakers ko RMS Power ke sath amplifier ko match krna h na
Ha
Sir maine 350watt speker ek wire satth jorh kar ek wire mai bullet tweeter 750watt ek sath setreo mai laga hai koi problem to nhi hoga
400watt AES Pawar Kiya hai
Bro peak power and rms power kya hai isme ek video dalo plz plz plz
Bhai es video ko last tak dekho esi me btaya hai ..!
Sir 1000aes speaker rms 750w hota ha samja. But speaker output awaz 1000w ya 750w jesa bass bajega .pleasebolna Sir🙏🙏🙏🙏
750w. Jaisa
@@DjRock1 Sir paudio 1000w rms speaker konsa bala lu. Bolna jarur 🙏🙏🙏
800 Watt amplifier me kaisa rahega hf ke saath
Bahi Rms and aes ke speaker mai quielty mai koi defrent to nhi na hoga
Nahi ..
Ya bataya ki aacha Kon sa ha
Dono achha hota hai power me AES Speaker kam Watteg ka Hota hai
P audio c18 1000v2 Ka w kya hai और यहां mt1201 से 4bass चल सकता है क्या
1500w.(AES) And (RMS) power 1500÷1.3 se nikaliye
Mt1601 me achha chalega ..1201 kam padega
Mera pas 1800w AES ka speaker hai uska
rms kithna hai. Iska program power kithna hai.. suggest me.
Thank you....
RMS1500w. Le kar chaliye and program 3000w. 👍
1200 watt aes kitne rms?
900
Dynatech v5000 mein 1 channel mein 2 bass streo mode pe chalega to???
Bhai mere pas Rcf ka sub woofer hai jisame likha hai 2000watt pgm aur 1000watt AES to mai kitane watt ka amplifier us karu plz reply.
2 speaker ke liye 4,000watt ..👍
Bhai mere paas 2000 waat aes hai too iske rms power kitne hogi please reply
Approx 1600watt
Bhai Mt 1601 pe kaise run kraye 4 spekar voicecoil 6" hai
@@DJ_SHUKLA_GOPALPUR 2amp. Lena padega 1pe nahi chal payga..
Bhai Mai alag lgata hu 1chanel 2 spekar direct
Na hi series na hi parlel direct 8ohm hua na
Sir,stranger 1000 watt ka amplifier mein p audio 350 watt AES or 400 watt AES 15 inch speaker kitna chala sakte hain?
. Maximum 1500w.
Ok
Speaker 500 aes power Ko kitn ghante run Kara sakte hai kitne Watt ka amplifier me
1speaker 300watt amplifier me..
AES OR RMS ME KON speaker best Raha ga
Dono best hai ... Watteg me difference hai
Sir, 80W amplifier par 320W peak 80W RMS ke 2 speakers (6") chalega?
Yes
2× 90w 4ohms
2× 60w 8ohms please Bhai mujhe batao Kitna speaker chalaye
Aapke amplifier ke uper hai na ..
Ye chhote speaker hai aapka total 4speaker ho rha hai .. to aap ek hi amp. Me cha sakte hai ..
P adio v2 1000 ka char speaker saund standard amplifier ca 20 me chalega ki nahi aap sabhi log bataye
Original CA20 me chal jayga ...
Rms or aes ki pehchan kese kre
Speaker lenge to usme likha hoga Daba me ya google me bhi dekh sakte hai
O master Ji RMS aes ka ful form batao
Audio Engineering Society = Aes / Root mean square = Rms
Thnx for reply RMS aes ka vdo TH-cam b pe bahot mil jayega lekin iskafoll form or meaning jyadatar ko maloom nahin hai bas vdo banate fr rahe hain kisi ko sahi rasta batana achhe insan ka pehchan hota hai apne bataya aap ka bahut bahut dhanyavad sukriya namaste
Agar ek speaker 1000 watts rms hai usse 1000 watt output dete hai or roj 4 hour use karte hai to wo kya kharb ho sakte hai
Kharab nahi hoga
@@DjRock1 thank yuo
600 ka AES Power hai aap hi bataiye Kitna watt hoga sir
450watt Rms
@@DjRock1 thanks very very much sir
Amplifier ka rms kya hota hai? Jaise ki 120 watt RMS at 10% THD.
120watt RMS Matlab Amplifier 120watt ka hai or maximum matlab amplifire ka jitna chhamta hai utna lod dal sakte hai amplifier me 👍
@@DjRock1 Sirji, Flipcart pe KEKROWN ka 150 watt amplifier available hai. Iska RMS 120 watt hai 10%THD pe. Kya mein 50xt ka 2 driver unit 24 hours chala sakta hu? Kya amplifier heat hoga?
Krown ka amplifier kaisa hai 120 watt bala?
Kyu ke Ahuja jyada costly hai.
@@bishnuprakashsuna ha chala sakte hai koi dikat nahi hoga 👍
T - Total
H - Harmonic
D - Distortion
10% THD mtlb 90% original audio signal ayga aur 10% noise (सरसराहट)
1500 watt speaker AES power ka RMS Power kitna hoga
Approx 1150w. To 1200watt
rms jo aap nikal rahe o galt he
1500 AES Power me kitna RMS hoga
1200watt calculate kariye
AES 2000WATT HAI KIT NA WATT NIKLE GA
1500 se 1600watt
volume 10% , 50% 80% ya 100%
इसका क्या impact होगा
Output kam jayga
Kam rahega to
60%%%
Mere home theatre me peak power handling 44 watts likh k aara h ,matlab?
Utna uska chhamta hai | utna aap Usme Output De sakate hai ya Wo Nikal sakta hai
@@DjRock1 aur box par PMPO 3500 likha hai ,matlb mujhe ise wapas kar dena chaahiye ky fake company wale likhty hain n PMPO??
Model hoga bhai
Thanks
Welcome 💓