Assalamualaikum MA SHA ALLAH bohat achi tareeqe se banaye aap easy way me sikhate aap hamesha har recipe allah apku hamesha khush rakhe aur apku har pareshaniyo se door rakhe AMEEN SUMMA AMEEN👍😊
Assalamualaikum. 3 Dys before I made it ...N it comes out awesome alhmdllh.Evryone r saying is ths made in home .looks like you can order from any restaurant r any function...Jazak Allah mam.. lots of love..
Wahhhhh kamal kardiya apne tou👍. Kaddu ki kheer ka ek khas ingredient hai "green rose essence" last me ye essence add kijiye, bawarchi vali kheer jaisi mehek hoti hai iski, ye essence green colour ka he hota hai isliye colour daalne ki bhi zarurat nai, key ingredient hai ye. Vanilla essence skip kar k sirf green rose essence daaliye.
Mai do bar bnai mgr kheer phutt jari kye ku phutri bolo ji jra.ite armano se banai m mere bete ko psnd bolk baigan m mil jari Meri kheer kye ku aisa😭😭😭😭
For Ingredients do check the description
Dabudana Dale toh paka k dalna kachcha
kachcha
Mawa nahi ho to kya dal saktey hain?
@@naziarauf3005 qalaqn dalo min ny bhi aiesa banaie bhut zabr10 bane kher
@@naziarauf3005 mava nai hai
tho bava dal dana
Jis ko ni ata cooking apk channel se acha sikjasakte masha Allah 👍
Aap ke recipies ke wajah se ye lock down me ramzan ka mahina bhot zabardast gaya.
Jazakallah khair
Askm didi waqhe m didi aap bht zaberdat aur dekhne m to bht lazees dikhte h recipes kheer b ek dsm asan h super👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌
Masha Allah aaj tak mai kaddu ki khier nai banai nai aata tha insha Allah aap ki recipe bahout aasan hai zarur banaungi
Inshallah achi banige app try karye
@@mykitchentastydishes thanks for replying hyderabad ka famous mirchiyan ka salan shadiyon wala plz iss ki bi recipe share kigiye
Assalaamu alaikum. Mashallah. Bahut tasty bani kheer aap k video dekhkar maine banaya. Thank you.
Walaikumasalam 🥰
Bahut acchi khir banaya aap Alhamdulillah sem aapke jaisa main bhi banai aapka bahut bahut shukriya
Mashallha mai ajjj hi try Karen ge thanks. Baji😋
Assalam u alaykum appki dishes bahut achhi aur mazedar rahte
Aap k bolne ka andaz aur aap k pakwan dono lajawab❤
Maasha Allah bhot easy method bataye aap.Shukriya Aunty.
Masha Allah mam maine try kya bhot mast tasty bane hy Kheer😋😋😋😋
Shukriya 😊
@@mykitchentastydishes apke sare dishes easy hy
@@mykitchentastydishes maragh bhi try kya bhot taste bane hy maragh dish yummy 😋
MashaAllah.. very yammmmmm. Kiraak
Mashallah bohot achcha samjhaya aap ne shukriya
anti apka jo andaaz hai samjhane ka ka wo bahut acha hai
Shukriya
Assalamualaikum MA SHA ALLAH bohat achi tareeqe se banaye aap easy way me sikhate aap hamesha har recipe allah apku hamesha khush rakhe aur apku har pareshaniyo se door rakhe AMEEN SUMMA AMEEN👍😊
Assalamwalekum Aunty mashallah vvv nice Receipe
Aapa ek dum mast bana aur Shukriya recipe share karne ke liye..😇
Shukriya
I tried this recipe and it's turned out very good
Assalamualaikum Aunty vvv nice Receipe
My banna ke dikhi mashallaha bhot achi banny meadam
Bahut acchi banaye aap kheer yammi yammi
Assalamulaikum Allah aapko hamesha khush rakhe Ameen Jazakallah khair
Nice ap ke recipe buht Acha hai
wha wha kya baat hai kaddu ki kheer bhout zabreen
zabreen zabreen
ap ka haat ki har chees zabreen
masah allah
reply ASAP
Mashallah aap ka baat Karne ka tarika mujhe bhoot pasand aaya or aap k recepis k bare shayad mere pass alfaaz nhi hai
Mam bht acchi bani mana try ki❤
I'm gonna make it today.. Aap ki recipe dekh kar aaj frst tym... 😇😍😍😍
Mashallah mashallah Aap ka samjhne ka tarikha bht Aacha hai
I will try this kheer recipe so tasty making now
Thanks
Jazakallah khair
Mashallah bahut jabardast banaya ap
I like ur recipes and ur voice
Assalamualaikum I tried this today and it is masha Allah, Hyderabadi me bole to kiraaak bani 😜😜😜
Bulao kabhi phir khane K baad hum b kirrraaakk tareef karate 🤨🙄
Hyderabadiy dishes are very testy
Banane se Jada apki bato k tarika achcha laga
Shukriya
@@mykitchentastydishes aur shukriya kal Mera birthday hai apki khir jarur try krunga ...
assalamualikum, mashallah kya kheer hai🍚🍚🍴
Awesome recipe 👍😁 very nice tq for sharing
Mashallah aunty easy method aaj mai banayi apke method se it was really delicious thanks
Mashallah bahut achcha hai aunty
Bahut acha hye me bhi banaungi ap ko hindi nehi ati lekin recipe bahut bahut teste hye
Ye kheer m basmati rice nai dale to gaadi kaisa bantu
Masha Allah....aapka lehja mihay bhth hi pasand hai...mai kch arsa hydrabad reh chuki hoon...recipie bhi bhth achi hoti hai
Jazakallah khair aap ka
Bahut acchi hai kaddu ki kheer👌👌👌
Begum, your explanation is easy to learn, thanks.gid bless you
Masha Allah perfect kaddu ki kheer my favourite
Mashallah bht Achi hai Mai bht din se mere bacho ko boli Eid ku banati ap se sikhi ab kal banati
Masha Allah gud explanation
Mashallah 👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Jazakallah hu qair Aunty 👍👍👍👍👍👍👍
MashaAllah bahut achi tareeqe se bataye ap ..jazae khair de Allah apko
Bahut tasty bana, lazeez👍
Buhat mazy ka hy I am form hedrabady from karachi Pakistan
Ma Sha Allaha very nice good
Masha allah bahot achi bani thi
Jazakallah khair
Assalamualaikum. 3 Dys before I made it ...N it comes out awesome alhmdllh.Evryone r saying is ths made in home .looks like you can order from any restaurant r any function...Jazak Allah mam.. lots of love..
Walaikumasalam maire recipe try karne ke liye shukriya
my kitchen tasty dishes aap ke recipe simple aur easy rehtey aur aap sukun de batati hai
Vanila essasas kyu use karte mam plz reply me
ماشاءاللہ بہت اچھی ہے
بھن جی
MashaAllah mam such amazing recipe
Mashallah bohot acchi recipe hai thanks
Very nice😊❤
ASSALAMUALAIKUM bajiiii ......kheer bhut thin hogayi hai tho usee thick kaise karre ......plzzz rply me as soon as possible
Walaikumasalam basmati rice ku bhega ker grand karke melado haan kheer ke hesab sai zeyada nhi dalna verna gadi hujati
Lajawab..😋😋😋 I like it...😋😋😋yumm..😋😉
Shukriya
Mashallah kheer tho achi banegi hi, saat me aap ka Jo bolna ka tareeqa hai us se zaekha aur bad jata hai. Thnq mam
Mashallaha
Subhan Allah
Wahhhhh kamal kardiya apne tou👍. Kaddu ki kheer ka ek khas ingredient hai "green rose essence" last me ye essence add kijiye, bawarchi vali kheer jaisi mehek hoti hai iski, ye essence green colour ka he hota hai isliye colour daalne ki bhi zarurat nai, key ingredient hai ye. Vanilla essence skip kar k sirf green rose essence daaliye.
Apki bat karne tarika bahut acha hai anti
Assalamu alaikum Begum aapki method se banai Hui Kheer bahut acchi thi thank you
Walaikumasalam shukriya
Khowe ki jaga milkmaid dalsakte kya
Mashaallah nice explain
Kowah kasa banta batiya may Soudia ma ho yaha par nahi melta kowah 🌹
Bhut hi simple aur bahut hi mazedaar
Askm.....kya ye 12-14 log ke liye enough hai? Ya quantity badana padega
Quantity badana
V nyc.v tasty
Love the way you speak. It feels home... :)
Sahi kaha
aap bahut acche dish sakte hain
Assalamualikum
Maine ye khir try ki masha allah bhut testy bani jazak allah
Viewer's ap b try kro apno ko khilao niche recepi
We jazakallah khair
Tq madam g. Bhohath echa banaaye aapka danyavadh....I like ur kadhu keer
Masha allah zabr10 😋😋😋😋😋
Sabudana ka taste zyada hogaya tho kya karna chahiye??
Bahuth achcha hai madam
jhazakallah...too much delicious..i tried it every one liked it very much
Thanks for trying my recipe
Ap sabudana kab dale batai ni
Kheer may milk maid bi dalna
Mai do bar bnai mgr kheer phutt jari kye ku phutri bolo ji jra.ite armano se banai m mere bete ko psnd bolk baigan m mil jari Meri kheer kye ku aisa😭😭😭😭
Shayad aap khowa garaam doodh mai milae
Doodh me kaju ka pest dalne se doodh kharab ho jata h.... to kya kre...pls rply
Amazing tricks mam.. Carry on.
Nice kheer..
Definitely I will try it..
Assalamualaikum..my kheer curdled while making this
Masha Allah bhut ache hai
Vari nice bahot achi hai aap ki kadu ki kheeer😚😙😍
Mashallah❤❤❤
Wow mam so testy thanks for making
Assalamualaikum baji mashallah,, love you for your simplicity,may Allah bless you with health wealth and happiness ❣️
Walaikumasalam ameen jazakallah khair
Ameen
MashAllah very nice
Please post the Pavbhaji recepie.
Eagerly waiting to watch Pavbhaji recepie.
Jazakallah
Like share and subscribe to my channel and kindly support me
Mashallah looking yummy yummy
Mostly sabu dana ni dalte na sis
Nai hamare yahan Hyderabad mei dalte hai
Ok isse test me kuch farq padega kia
Haan acha dikhta hai taste
Kiya maja aya
U r using sweet khoya or sweetless. Or shall we use milk maid.. pls reply
Sweetless khowa
Can u suggest wat to use instead of khoya as v don’t get it here thanx
Same prblm
Khalakan dalsakte hai
Milk maid condence milk daliye
Homemade Khoey ki bht c recipe youtube pr available hain jo k easy bhi bht hain ap ghr pr bnalen
Ap ghee nai daly
Like and comment for sharing my fav recipie apka explanation bahut clear hai thanks.
Shukriya