New Ashok Leyland AVTR 55T Electric Tractor EV most detailed walkaround | Delhi Expo | Jojo Wheelie

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 20 ธ.ค. 2024

ความคิดเห็น • 18

  • @ashutoshshukla2174
    @ashutoshshukla2174 17 วันที่ผ่านมา

    Highways pe Charge kaha karna hoga Trucks Ko Charging station 70-80% jaugha par Available nahi he or Hotels Q Allow Karega Charging ke liye mostoff Jugha Pe esa problem face karna hoga uske liye koi Solution bataye ??

  • @MauryaInfrastructure
    @MauryaInfrastructure หลายเดือนก่อน +1

    Price kitni hogi

  • @safwanalam477
    @safwanalam477 หลายเดือนก่อน +2

    Price please

    • @JojoWheelie
      @JojoWheelie  หลายเดือนก่อน

      Exact ke lia please aapne nearest dealer visit kare

  • @ManojBoro-df8cx
    @ManojBoro-df8cx 2 หลายเดือนก่อน +1

    Kitne power ka motor lagaya hai

    • @JojoWheelie
      @JojoWheelie  2 หลายเดือนก่อน

      Sir exact ke lia aap na please showroom visit kare

  • @rokoneikhononaprantsu9425
    @rokoneikhononaprantsu9425 2 หลายเดือนก่อน +1

    Start to kar ke dekna chaye

  • @AB-cw7gl
    @AB-cw7gl 2 หลายเดือนก่อน +2

    EV vehicles ka drawback hai charging time ka lamba samay aour battery ka overhrat explode honey ka khatra - charging key samay aour gadi key chaltey samay. Isiliye genuine, original battery aour charger dono hee jaruri hai... slow charging (8-12 Ghantey) safe ho saktey hai kyonki low current par charging hoti hai jabki fast charging (90 minit sey 1.5 ghantey) bahot high current par hoti hai par battery key blast honey ka bahot bada khatra hoe sakta hai, aag lag sakti hai bus ya truck koe, log mar saktey hai....ityadi ityadi RISK raheta hai...
    Par in risks koe kam karney key liye (engreji mey we call it Mitigate) ek solution hai Battery swapping... yani man lo 140 km kry paschat battery charge 15-10% ho gaya toe aap petrol/Dijel staition ya battery Station par sidha battery hee badliye, jo ki 5-10 Minuite ka samay lagega. Yani.. truck driver discharge wali battery nikalwa key dey aour badley mey full charge wali battery lagwaye. Thik jaisa ghar mey jo Gyas silinder hota hai na, thik usi tarah.. fork lift ya jack lagakar battery compartment mey sey battery nikal bahar kar saktey hai.
    Australia mey aisa already hoe raha hai. Truck kampany ki fleets waley apney nirdharit depo mey battery ki adla vadli kartey hai kam samay mey. Yaha taki Nagpur aour aas paas key ksi shaharo mey E-Rikshaw waley already aisa kartey hai.
    Jitna samay chai oiney mey ya toilet mey mutney ko ya tatti karney ko lagta hai, utna hi samay battery ki adla badli koe.
    Par masla hai battery quality, kampany key swara battery guarantee ka void honey ka. Man lo ye Ashok Leyland wale truk ki battery IP67 wali nikal kar dusri battery swap karai toe Ashok Leyland wala Guarantee deney sey sidha haat khada karvdega... bolega, tumney battery badal.. mai nahi deta guarantee... kyonki bhalti battery tumney lagai jissey voltage key locha honey key wajah sey drive motor kharab ho gayi, gearbox bighad gaya, AC compressor kharab ho gsya....ityadi, ityadi , ityadi...
    Isiliye transport industry aour Government ney battery swapping aour guarantee exclusion key upar process our kanun banaye. Dusra safety ka bahut bada issue address karna bhi jaruri hai.
    Agar Nitin Gadkari kamment padh rahey hongey toe iskey upar vichar karey.

    • @JojoWheelie
      @JojoWheelie  2 หลายเดือนก่อน +1

      Thank u so much sir for such detailed review..happy to know that u have good knowledge..i wish we can teach people this much about battery
      .thank u so much for ur support and comment

    • @AB-cw7gl
      @AB-cw7gl 2 หลายเดือนก่อน +2

      ​@@JojoWheeliethank you jee. Maaf kijiye meri chaloo hindi bhasha par, parantu, battery swapping ka jo solution hai, wah EV vehicles key charging key samay bachaney mey bahut bada fayda karega. Aour issey kusi ka bhi nuksan nahi hoga , ulat charging kamoaniya tayar hongi, mistri, mechanic ko rojgar milega, parking ki samsya bhi haap hogi kyonki 5-10 minutes mey hee battery ki adla badli (swapping) hoe sakegi bajay Truck, bus, car, tempo be wajah 1-2 ghantey charging karney key liye rukey. Manlo asp pahadi staition jausey Shimla me gaye aour charging ki kambi line hogi kyonki bahut sari busrs, truck, cars ekdam sey ayengi, dusra bahut badi matra mey bahut jada current lagega jo sthaniya bijli board nahi provide kar sakega aour load shedding ya aag lagney ka khatra rah sakta hai.
      Isiliye battery swapping ek bahut aachha solution hai es charging ki samasya ka. Charging dukan wala slow charger istemal karega jissey current bhi kam lagega aour battery overload nahi hogi aour life bhi battery ki badhegi.
      Aap shayad bahot badey engineer ya bijnessmen hongey peshey sey, kyon nahi aap is per research karey aour Nitin Gadkari sey appointment lekar is proposal ko unhey present karey. Yadi apko unsey milna hai toe transport ministryvya NHAi set unki appointment mangiye ya sidha aap nagpur mey Mahaal mey sthit unkey ghar jaiye aour miliye aoney PowerPoint proposal key saath? Haa yadi aap nagpur key bahar key hai toe aapko Train, flught, hotal ka kharcha aour Gadkari ji key darbar mey 1 din line lagar wait jarur karna padega. Unkey yaha roj key takriban 1000- 1,500 log aatey hai unsey milney toe patience / dhiraj rakhna hoga.

  • @SUNILMAHTO-qs9zl
    @SUNILMAHTO-qs9zl 24 วันที่ผ่านมา

    Charging ka problem hai

  • @lalchandshaikh2174
    @lalchandshaikh2174 4 หลายเดือนก่อน +1

    Price to batao

    • @JojoWheelie
      @JojoWheelie  4 หลายเดือนก่อน

      Sir exact price ke lia u need to visit dealership

  • @PandatManshukh
    @PandatManshukh 20 วันที่ผ่านมา

    TATA moters ne ev

  • @YoutubeSewy
    @YoutubeSewy หลายเดือนก่อน +1

    Ashok hinduja Leyland, better than volvo,benz,scania,renault,daf,isuzu,mitsubishi,toyota,nissan,mazda,truck's.

  • @IrfanKhan-od5pf
    @IrfanKhan-od5pf 3 หลายเดือนก่อน

    Fail