Daily 1 din pahle ka revision karo saturday aur sunday ko pure week ka revision karo aur month ke last me 2- din pure mahine ka revision mtlb mahine me 20 din new chij padho bs
Notes bana kr rakho har chapter me 8-10 type ke question hote he likhlo bas jada mat likhna phir syllabus complete ke bad wo sare likhe huwe questions ko solve kr or jo galti nikle usko sahi kar phir jis chapter ka revision ho jaye TH-cam se previous year laga us chapter ka ya kiran ya pinackal se kar jo sahi lage phir ese karke sare chapter complete kr phir ab mock laga or dekh boom 💥 🤯 or ab jo jo nayi galtiya nikle Unko hatho hath practice kr
Jo aap har roj ek ghanta revised karte ho use weekly may revise kar rahe ho aur jo bich mein aap revise kar rahe ho use manth mein riwaj Karen aur aapane jo manth meri vajah kya hai use aapko yaar meri voice karna bus aur kuchh nahin
@@akash_rj..1367 Bhai tum revision to jitna bar kar sake utna karna sahi rahega bhai vaise math me 1 months me bhi karoge to bhi sahi rahega ya weekly bhi kar skte ho ye depend karta hai uspe ki tumhari math kaisi hai
life saving advice..personally applied it .and it is an awesome technique for retention🔥🔥🔥
baat sahi kahi hai apne sir completely koi nhi bhulta
Sir aap ka short video dekh bahut motivation melta hai aur test series me mark improve ho raha hai
Daily 1 din pahle ka revision karo saturday aur sunday ko pure week ka revision karo aur month ke last me 2- din pure mahine ka revision mtlb mahine me 20 din new chij padho bs
thanks bro
Mere classes nahi hai abb abb har roj 1__2 chapter karne hote hai to me kese karu szh nahi aaraha hai
Excellent Point
Genuine points Guru Ji
1:00 absolutely true
One of the best
Sir mai daily revison karta hua but kavhi kesi karna 2 ya 3 din ka gap ho jata hai to bhul jate hai
Thanks sir ji🙏🙏
यही हम सोचते रिवीजन को ले के
Sir all subjects ko ek sath revision kese kre
Agr syllabus complete ho gya h ,,tb revision kese krey 🙄🙄sirr plzz btaao
Mock sirf mock privious year mock new mock mock mock
Mock
Notes bana kr rakho har chapter me 8-10 type ke question hote he likhlo bas jada mat likhna phir syllabus complete ke bad wo sare likhe huwe questions ko solve kr or jo galti nikle usko sahi kar phir jis chapter ka revision ho jaye TH-cam se previous year laga us chapter ka ya kiran ya pinackal se kar jo sahi lage phir ese karke sare chapter complete kr phir ab mock laga or dekh boom 💥 🤯 or ab jo jo nayi galtiya nikle Unko hatho hath practice kr
Jo aap har roj ek ghanta revised karte ho use weekly may revise kar rahe ho aur jo bich mein aap revise kar rahe ho use manth mein riwaj Karen aur aapane jo manth meri vajah kya hai use aapko yaar meri voice karna bus aur kuchh nahin
Bhaai kaise krna h syllabus complete ke baad kaise revision kre
Maths ke liye revision kese kre concept km hote questions jyda hote to
Sir padhte Samy samgh me ataa hai but revision me bhul Mata hu
Kya bhat hai sir kya bhatt yeh bhat hai..
Can I make ssc cgl preparation with doing a job of 8 hour
Sir looks like rishabh pant
🙏🙏🙏🙏🙏🙏
But sir agar may koi ek chapter jisma 200 hundred questions Kiya hai to kya Sara ques revise karna hoga
Kewal wo question revise karo jo tumse pahle bar me nahi bane
@@ADefencepoint bulkul sahi bhi❤️
@@ADefencepoint same problem mere sath v
@@ADefencepoint jse 1 bar koi new Topic padhna h to uske kitne time bad nd kitne smy/day tk use revise Krna prta h ...
@@akash_rj..1367 Bhai tum revision to jitna bar kar sake utna karna sahi rahega bhai vaise math me 1 months me bhi karoge to bhi sahi rahega ya weekly bhi kar skte ho ye depend karta hai uspe ki tumhari math kaisi hai
nice
It's December 2025 Modi win 2024 elections