HUM KO HAI APNI JAAN SAY PYAARA GHAM-E-HUSSAIN. QAYAM RAHAY JAHAN MAIN KHUDAYA GHAM-E-HUSSAIN. ROZ-E-ALAST JO POOCHA GAYA, KYA PASAND HAI? BAI-AKHTIYAAR DIL NAI PUKARA GHAM-E-HUSSAIN. JAB CHAAHA SAYEDA KAI QADAM, AAEN GHAR MERAY FARSH-E-AZA BICHA K, MANAYA GHAM-E-HUSSAIN QAYAM RAHAY JAHAN MAIN KHUDAYA GHAM-E-HUSSAIN. HAR ZULM O JOR O JABR O TASHADDUD KAI SAAMNAY HAI AAJ BHI MAHAAJ PAI, TANHA GHAM-E-HUSSAIN KAM-ZARF KO JAHAAN MAIN MILA, JAB BHI IQTIDA PEHLAY BANA SITUM KA, NISHANA GHAM-E-HUSSAIN PESH-E-KHUDA KHARA THA MAI, SHARMINDA SAR JHUKA KAAM AAYI AYSE WAQT KHUDAYA, GHAME-E-HUSSAIN BAQSHISH KA MERE HASHR MAI, SAAMAAN HO GAYA MEE-ZAAN PAR AMAL KA JO RAKKHA, GHAME-E-HUSSAIN BINT-E-NABI KE BETI KEY , KHUTBO KA FAIZ HAIN RAK-KHEY NOOR-E-HUSSAIN TARO TAZA, GHAME-E-HUSSAIN KEYSA SITAM HAI, BAAP KO BETI, NA RO SAKI KAUN BULAYE, SAQINA SAQINA, GHAME-E-HUSSAIN GHAM SEY UTHA HAI, DILBAR-E-ZEHRA, JAHAN SEI MARNA HUM-E- HUSSAIN PE, JINA GHAME-E-HUSSAIN QAYAM RAHAY JAHAN MAIN KHUDAYA GHAM-E-HUSSAIN. Desclaimer: Lyrics might be a bit off
Humko Hai Apni Jaan Se Pyara Ghame Hussain Qayam Rahay Jahan May Khudaya Ghame Hussain Rozay Alast Pooocha Gaya Kya Pasand Hai Bay Akhtiyar Hum Ne Pukara Ghame Hussain Jab Chaaha Sayyeda Ke Qadam Aayein Ghar Mere Farshay Aza Bichaya Manaya Ghame Hussain Kam Zarf Ko Jahan May Mila Jab Bhi Iqtedar Pehlay Bana Sitam Ka Nishana Ghame Hussain Har Kufr O Zulm O Jor O Tashaddud Ke Saamnay Hai Aaj Bhi Mahaz Pe Tanha Ghame Hussain Peshay Khuda Khara Tha Main Sharminda Sir Jhukaaye Kaam Aise Aaray Waqt May Aaya Ghame Hussain Bakhshish Ka Meri Hashr May Samaan Ho Gaya Meezan Par Amal Kay Joh Rakha Ghame Hussain Bintay Nabi Ki Beti Ke Khutbon Ka Faiz Hai
Rakhay Huway Hain Jo Tar O Taza Ghame Husain Kaisa Sitam Hai Baap Ko Beti Na Ro Saki Haye Mana Saki Na Sakina Ghame Husain Jab Se Utha Hai Dilbaray Zehra Jahan Se Marna Ghame Husain Hai Jeena Ghame Husain
MashaAllah❤
Mashallah Zindabad....
Geo geo mere azaadaro😭
God bless Muhammad and Aaley Muhammad, and curse their enemies.
😭
HUM KO HAI APNI JAAN SAY PYAARA GHAM-E-HUSSAIN.
QAYAM RAHAY JAHAN MAIN KHUDAYA GHAM-E-HUSSAIN.
ROZ-E-ALAST JO POOCHA GAYA, KYA PASAND HAI?
BAI-AKHTIYAAR DIL NAI PUKARA GHAM-E-HUSSAIN.
JAB CHAAHA SAYEDA KAI QADAM, AAEN GHAR MERAY
FARSH-E-AZA BICHA K, MANAYA GHAM-E-HUSSAIN
QAYAM RAHAY JAHAN MAIN KHUDAYA GHAM-E-HUSSAIN.
HAR ZULM O JOR O JABR O TASHADDUD KAI SAAMNAY
HAI AAJ BHI MAHAAJ PAI, TANHA GHAM-E-HUSSAIN
KAM-ZARF KO JAHAAN MAIN MILA, JAB BHI IQTIDA
PEHLAY BANA SITUM KA, NISHANA GHAM-E-HUSSAIN
PESH-E-KHUDA KHARA THA MAI, SHARMINDA SAR JHUKA
KAAM AAYI AYSE WAQT KHUDAYA, GHAME-E-HUSSAIN
BAQSHISH KA MERE HASHR MAI, SAAMAAN HO GAYA
MEE-ZAAN PAR AMAL KA JO RAKKHA, GHAME-E-HUSSAIN
BINT-E-NABI KE BETI KEY , KHUTBO KA FAIZ HAIN
RAK-KHEY NOOR-E-HUSSAIN TARO TAZA, GHAME-E-HUSSAIN
KEYSA SITAM HAI, BAAP KO BETI, NA RO SAKI
KAUN BULAYE, SAQINA SAQINA, GHAME-E-HUSSAIN
GHAM SEY UTHA HAI, DILBAR-E-ZEHRA, JAHAN SEI
MARNA HUM-E- HUSSAIN PE, JINA GHAME-E-HUSSAIN
QAYAM RAHAY JAHAN MAIN KHUDAYA GHAM-E-HUSSAIN.
Desclaimer: Lyrics might be a bit off
بنتِ نبی کی بیٹی کے خطبوں کا فیض ہے
رکھے ہوئے جو ہے تر و تازہ غمِ حُسین
کیا کہنے
Kesa sitam h baap ko beti na ro saki what is next sentence?
Humko Hai Apni Jaan Se Pyara Ghame Hussain
Qayam Rahay Jahan May Khudaya Ghame Hussain
Rozay Alast Pooocha Gaya Kya Pasand Hai
Bay Akhtiyar Hum Ne Pukara Ghame Hussain
Jab Chaaha Sayyeda Ke Qadam Aayein Ghar Mere
Farshay Aza Bichaya Manaya Ghame Hussain
Kam Zarf Ko Jahan May Mila Jab Bhi Iqtedar
Pehlay Bana Sitam Ka Nishana Ghame Hussain
Har Kufr O Zulm O Jor O Tashaddud Ke Saamnay
Hai Aaj Bhi Mahaz Pe Tanha Ghame Hussain
Peshay Khuda Khara Tha Main Sharminda Sir Jhukaaye
Kaam Aise Aaray Waqt May Aaya Ghame Hussain
Bakhshish Ka Meri Hashr May Samaan Ho Gaya
Meezan Par Amal Kay Joh Rakha Ghame Hussain
Bintay Nabi Ki Beti Ke Khutbon Ka Faiz Hai
Rakhay Huway Hain Jo Tar O Taza Ghame Husain
Kaisa Sitam Hai Baap Ko Beti Na Ro Saki
Haye Mana Saki Na Sakina Ghame Husain
Jab Se Utha Hai Dilbaray Zehra Jahan Se
Marna Ghame Husain Hai Jeena Ghame Husain
Mola seheto zindagi de