Best practical sir ji aapne kar ke dikhaya h mere ko bahut help milegi m seekh raha hu ....ic ko bhi check karne ki vdo bhi banaiyega nd voltage kis pr kitna milega bo bhi samzhaiye ..many many thanks ..jug jug jio sobhan sir ....
Sir ic ki pin pr kitna voltage milega nd ic se kon kon se components join h us pr kitna volt supply milega iska vdo bana dijiye ..jis se m seekh saku ...kya 155 j ki jagah pr 155 k 400 volt ka pf laga sakte h ye bhi bataiye ...mere ko intezar h vdo ka thanks sir ji
Sir,Mere paas ek 9 watt led bulb hai, jisme naya MCPCB lagane par v MCPCB ke kisi 1 smd ko fuse kr de rha hai... Maine Multimeter se output volt check kiya lekin output voltage sahi 105-109 bina load pr bata raha... Kya problem hoga?
Driver ke एक-एक parts ko check Karke bataaogi Iske bad mein ismein jyada Iske bad mein ismein jyada aur thahar Tak FIR kahan per kitne vote Mila Hai Jahan per kharabi hoti to vahan voltage Nahin Milenge Aise Jankari vistar se bataiye aap
Dusra 9w ki driver tha usme 16 led 3v Bali mcpcb tha Badme 9w (9 smd )mcpcb jorne se v kam nahi kiya Driver ka voltage 71-73volt jesa tha Ek sahi new driver ka voltage check kiya usme 110 volt output Saayed voltage ka matalab hoga? Sir ji aap ko to koi solution hoga- kese output voltage ok kare ???
@@Technicalsoban Right but, Nahi hoga to kese kare ? Hum Ic ka number Same dekhneko mila dono driver ka out put voltage alag..kisika 115v or kisika 72v Iska karan keya please help!
Repairing business bhi band ho gaya new driver mcpcb 12 w 15 w two month mein hi mcpcb two led short kar jata hai, driver to mcpcb mein lagne wala wire kafi heat ho jata hai hard ho jata hai. Kaun sa company ka 12 w 15 watt ka mal liya jaye.
Sir ji mera pass 10w driver he ukka mcpcb kharab hoga usme 9w mpcb laga diya 5 10 minutes chane ki bad blinking karta he Phir old mcpcb ko dekha usme 14 leds 6v ki smd led laga tha ,new mcpcb 9 led 9v ki Out voltage 83- 85 voltage Old mcpcb led sort karke jorne se thik, New mcpcb daltei problem q? Please help!
Well explained bro👍
Thanks 🙏🙏🙏🙏
Apka check hame pasand Aya
Thanks you sirji
Highly recommend video
Thanks
👌👌👌👏
Please make a separate video about ic and also how to check individual components
Ok sir next video
You tell wrog about ic pin
Best practical sir ji aapne kar ke dikhaya h mere ko bahut help milegi m seekh raha hu ....ic ko bhi check karne ki vdo bhi banaiyega nd voltage kis pr kitna milega bo bhi samzhaiye ..many many thanks ..jug jug jio sobhan sir ....
Thanks for watching sir jee for ic next video
@@Technicalsoban ok m intezar karunga
Sir ic ki pin pr kitna voltage milega nd ic se kon kon se components join h us pr kitna volt supply milega iska vdo bana dijiye ..jis se m seekh saku ...kya 155 j ki jagah pr 155 k 400 volt ka pf laga sakte h ye bhi bataiye ...mere ko intezar h vdo ka thanks sir ji
Sir,Mere paas ek 9 watt led bulb hai, jisme naya MCPCB lagane par v MCPCB ke kisi 1 smd ko fuse kr de rha hai... Maine Multimeter se output volt check kiya lekin output voltage sahi 105-109 bina load pr bata raha... Kya problem hoga?
Sir mcpc 2 tipe ki aati hai 9v and 3 volt aap 9v wali lagaiye please
@@TechnicalsobanThanku so much🙏
Bhut srs smj di he.
Please upload video on IC
Yes sir jee
Kindly tell about the functioning and structure of IC
Next video sir jee
Gut
Great
Mcpcb Bina lagay out put volt kitni nikale ga batana ho sakta h kuch smd kharab ho kitni watt mcpcb me kitni volt output hogi ji,
Next video sir jee
Thanks
Driver ke एक-एक parts ko check Karke bataaogi Iske bad mein ismein jyada Iske bad mein ismein jyada aur thahar Tak FIR kahan per kitne vote Mila Hai Jahan per kharabi hoti to vahan voltage Nahin Milenge Aise Jankari vistar se bataiye aap
Please send IC Details
Channel me video bana rakhi hai
Dusra 9w ki driver tha usme 16 led 3v Bali mcpcb tha
Badme 9w (9 smd )mcpcb jorne se v kam nahi kiya
Driver ka voltage 71-73volt jesa tha
Ek sahi new driver ka voltage check kiya usme 110 volt output
Saayed voltage ka matalab hoga?
Sir ji aap ko to koi solution hoga- kese output voltage ok kare ???
Nahi mcpcb ke hisab se driver banaya jata hai to wahi use kare
@@Technicalsoban Right but, Nahi hoga to kese kare ?
Hum Ic ka number Same dekhneko mila dono driver ka out put voltage alag..kisika 115v or kisika 72v
Iska karan keya please help!
Repairing business bhi band ho gaya new driver mcpcb 12 w 15 w two month mein hi mcpcb two led short kar jata hai, driver to mcpcb mein lagne wala wire kafi heat ho jata hai hard ho jata hai. Kaun sa company ka 12 w 15 watt ka mal liya jaye.
Sir apna numbe do
Sir ji mera pass 10w driver he ukka mcpcb kharab hoga usme 9w mpcb laga diya 5 10 minutes chane ki bad blinking karta he
Phir old mcpcb ko dekha usme 14 leds 6v ki smd led laga tha ,new mcpcb 9 led 9v ki
Out voltage 83- 85 voltage
Old mcpcb led sort karke jorne se thik,
New mcpcb daltei problem q?
Please help!
Bhai mere me ho itna voltage aaya ki Led fuse ho gya 😢😢😢
Ohoooo