Sir muje problem ho rahi ki electric bill ka click karne ke baad bill show nahi ho raha payment nahi kar pa rahi kahi kuch problem toh nahi agar hai toh kaise update kare baaki payments ho rahi sirf electric ka khul nahi raha pl help sir
Bhaiya account number 12 ank dalne ke liye kah raha hai but account number dekhne par 10 ank dikha rahe hai usaka solution batayi bhaiya ❤❤❤❤❤ please me
Apne paytm app ki history check karo and then agar aapke paytm app ki history me show ho raha hai to theek hai nahi to Paytm customer care me call karo
@@manvirrayat7030 Electricity wale option me aao and then refresh karo bill page ko, waha aapko updated list show ho jayegi ke kitna payment baki hai and kitna karna hai
K number to jaruri hai and correct K number hona chaiye taki bill me name aapka ya aapke family ke member ka hi show ho, agar aapko k number search karne me kuch issue aa raha hai to aap different bill check kar sakte hai
Me Paytm se electrition bill bhar diya par uspar attometic silect Kiya to uspar 15000 ye kya hai
Ye question to mera bhi h
Uska matlab tere account se apne aap Paisa kat jaega haar mahine jese hi payment aega bill ka off hi rakhna ye option
Sir muje problem ho rahi ki electric bill ka click karne ke baad bill show nahi ho raha payment nahi kar pa rahi kahi kuch problem toh nahi agar hai toh kaise update kare baaki payments ho rahi sirf electric ka khul nahi raha pl help sir
peytm se vil jama karne par koi dikkat to nahi hogi sar
@@bhupendrasharma8904 koi issue nahi hota aap paytm phonepe ya google pay kisi bhi app se electricity bill payment kar sakte hai
Iski receipt kese nikale vo bhi bataye plz.
@@laxmimahajan4412 aapko paytm history me check karna hai and then aapko apne email I'd check karni aapko payment history receipt show hogi
Sir ek bat batao yadi mera bill amount 1000 hai aur usmein se mein 500 pay karna chahta hun to mein uske andar 500 pe kar sakta hun kya plz reply ❤❤
Yes kar sakte hai
@@yashrajmaurya3526 paytm par kaise karein batao..? wo full bill payment ko support karta hai..
Nahi ho raha hI
Sir mera 230 bill tha pay kar dia hai successful bhi hogya hai but fir se baad ma check kiya toh 230 he dikhaa raha ha please batye
Mere sath bhi yahi ho rha hai
@@manipal5010 Bhai ho Gaya tha fir wo complete 1,2 din ma ho jaata hai
Mere sath bhi aise hi ho rha hai bhai
@@srkian9998 bhai ho jaye gaa complete wo 1,2 din ma ab dubara payment mat karna
Mere sath bhi yese hi hua hai
Due date ke baad bhara hai ho jayega na
Bhaiya account number 12 ank dalne ke liye kah raha hai but account number dekhne par 10 ank dikha rahe hai usaka solution batayi bhaiya ❤❤❤❤❤ please me
Paytm me electricity bill account number 12 digit ka hota hai wo pura enter karo
Thanku
Thanks for watching the video
Bhai mera paytm mai kisi or ka electricity ka bill a raha hai. Mai Kerala sai hu. Bill asam state ka hai. I don't know a kya hai. Help me
Same here
Bro mera 800 bill tha mene paytm se pay kar diya or jab phir chek kiya to 800 hi dikha raha he
Aap apne paytm history me apna electricity bill payment receipt check kar sakte hai
ok dada
jo offer apply kiya tha uska kya hua
Bhai mene 1209 ka bil bhat diya Paytm se paiae cut gye or success ho gya par bill bharne me process bta rha 😢
Apne paytm app ki history check karo and then agar aapke paytm app ki history me show ho raha hai to theek hai nahi to Paytm customer care me call karo
@@TechnicalSaathi Bhai a gya return or bill bhar diys
@@atulmudiya3916 great 😃😃
Bhai ye UPI pin konsa hota hai
Mera bi ai problem he
Are landu log wo UPI pin khud se bana pdta hai
Vo apne paytm ka hi hoga
what if you passed your due date
for me it is not working because i passed my due date?
@@manvirrayat7030 Electricity wale option me aao and then refresh karo bill page ko, waha aapko updated list show ho jayegi ke kitna payment baki hai and kitna karna hai
Ke nbr pura show nhi ho Raha bhi mein bill check nhi kar paa raha
K number to jaruri hai and correct K number hona chaiye taki bill me name aapka ya aapke family ke member ka hi show ho, agar aapko k number search karne me kuch issue aa raha hai to aap different bill check kar sakte hai
Bro mene 3 month bill jma kra due date ke baad late fee lagegi
Yes
Are Bhai dheere dheere bolo
Abhi tak 12 nomber tha ab 10 nomber ka account number ho gaya hai uska bataiye keise jma hoga. UP hardoi
Same process
Apne bill ki parcha me naya account number hoga 10 digit ka us se dalo ho jaywga
Sir mera bil match nhi ho reha 970 bill aye hai but wha 600 show ho reha h ?
Please check aapke home ka electricity K number correct hai
Apna electricity board kaise pata kare ?
Aapke electricity bill me aata hai