बच्चों में Virtual autism क्या है? TV, mobile कैसे देते है इसे बढ़ावा?

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 11 มิ.ย. 2023
  • Virtual duniya asli nahi hoti hai, ise aap dekh aur sun sakte hain, lekin feel nahi sakte hain. Bachhe apne aas paas ki environmental chijo se u bahut kuch seekhte hain or unka sensory system usse well developed bhi hota hai. Lekin jab unhe constantly gadgets ka exposure milta rehta hai, tab ve real world ko jyada explore nahi kar pate aur unka brain under development ki or jana start ho jata hai. Jise hum Virtual Autism kehte hai
    Is video mein Dr Rajiv apko virtual autism ke bare mein btaynege. Virtual autism ek aisi condition hai jo aksar do saal se kam umar ke bacho mein hoti hai, jisme baccha apna jyadatar time screen ke samne bitana shuru kar deta hai. Isse unke brain development par asar padta hai aur unme autism spectrum disorder (ASD) jaise lakshan dikhne lagte hain.
    Isme baccha autism-related symptoms aur behaviors dikhane lagta hai jaise hyperactivity, attention ki kami, khelne ki activities ke alawa kisi bhi virtual duniya mein ruchi na hona, delay in speech, lack of social interaction and many more.
    Is video mein Dr Rajiv aapko virtual autism ke treatment ke kuch tarike batayenge, or kese ap unki life ko normal track pr la skte hai uske bare me bat karenge. To us jankari ke liye video ke anth tak bane rahe.
    #virtualautismchild #autismawareness #childdevelopment #parentingtips ##virtualautismchild , #autismawareness ,#childdevelopment, #parentingtips ,#virtualautismchild ,#virtualautismrecovery ,#virtualautismsymptoms ,#virtualautismrecoverytime ,#virtualautismvsclassicautism ,#virtualautismtreatment ,#virtualautismtherapy ,#virtualautismrecoverystory ,,#virtualautismsuccessstory ,#virtualautismexperience ,#virtualautismhindi ,#virtualautismandstimming, #virtualautismandclassicautism ,#virtualautismandspeechdelay,
    Subscribe to our channel for more videos and get an answer to your queries: bit.ly/Subscribe_1mg
    Connect with us on:-
    To consult a specialist doctor bit.ly/2PwD6QA
    Facebook: / 1mgofficial
    Visit our website at bit.ly/2Zvv7JX

ความคิดเห็น • 157

  • @Asim4588
    @Asim4588 7 หลายเดือนก่อน +7

    We reduced our 2 years beloved son's mobile usage to completely zero after coming to know these symptoms, educating mothers with humble is key to these changes

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  7 หลายเดือนก่อน

      Hi Asim, thanks! We appreciate your sincere support of our videos. Stay tuned to our channel to get more such updates on health & wellness-related content. ^Aatir
      bit.ly/3RJdpf3_appdownload

    • @user-ts5gq8gc7e
      @user-ts5gq8gc7e 4 หลายเดือนก่อน

      ​@rashikaambade yr medicine kaise milegi ? Kya app sach bol rhi hai ki ye medicine effective hai ?? Hume jrurt hai hmara bacha bhi nai bolta

  • @rdjtony874
    @rdjtony874 หลายเดือนก่อน

    Thank You Very Much Sir 🙏🏻

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  หลายเดือนก่อน

      You're most welcome. ^EKta

  • @himashreebaruah5363
    @himashreebaruah5363 8 หลายเดือนก่อน

    Sir yes batccha sweet kha sakte hain kya

  • @varshanaik9271
    @varshanaik9271 หลายเดือนก่อน

    Thank you

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  หลายเดือนก่อน

      Hi Varsha, we’re glad you like the content on our channel. Your appreciation and love drive us to make more such content. If you haven’t already downloaded the Tata 1mg App, please download it for more informative health and wellness content. ^Aatir
      bit.ly/3RJdpf3_appdownload

  • @meethiscake6788
    @meethiscake6788 7 หลายเดือนก่อน

    Thank you sir for sharing this information
    N meri beti abi 1 year hui h maine aaj tk usko Mobile tv dikhya hi nhi hope iske aage b m kr pau

    • @TheAnimationLegend.
      @TheAnimationLegend. 4 หลายเดือนก่อน

      Tv is good for 30 min or 1 hour for daily I recommend you to show some good cartoons from which he can learn and have fun at the same time.

  • @Health.N.Trails
    @Health.N.Trails หลายเดือนก่อน

    Thank you Dr sahab m from Pakistan 🇵🇰 aap ki vedio bohat informative ha

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  หลายเดือนก่อน

      Hi, hume khushi hai ki aapko hamare channel ka content pasand aaya. Aapki tareefon aur pyar se hi hume aise content banane ka housla milta hai. Agar aapne abhi tak Tata 1mg app download nahi kiya hai to health aur wellness se judi har tarah ki jankari ke liye abhi download karen.^Pooja
      bit.ly/3RJdpf3_appdownload

    • @Health.N.Trails
      @Health.N.Trails หลายเดือนก่อน

      @@1mgofficialya application mere region main avalible nhi asa likha aa raha ha google play store par wasey main pakistan se hon lakin abi dubai main hon to pata nhi ya app avalible kiyo nhi

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  หลายเดือนก่อน

      Please ignore previous message. hume khushi hai ki aapko hamare channel ka content pasand aaya. Aapki tareefon aur pyar se hi hume aise content banane ka housla milta hai. Maafi chahenge, hamane haal hee mein suraksha kaaranon se bhaarat ke baahar log in karane kee pahunch ko avaruddh kar diya hai, isalie aap USA, UAE aur UK ko chhodakar bhaarat ke baahar, app mein login nahin kar paenge.^Pooja

  • @mariumjamal5661
    @mariumjamal5661 3 หลายเดือนก่อน +5

    Mera bachha oopar wale ke Kripa se sahi hua , uska therapy waqas sir ne online kiya tha . Itne logon ko dikhane ke baad haar ke jab unse consult kiya tow ummid jaagi. Aaj mera beta 4.5 years ka hogaya hai aur wo bilkul sahi ho chuka hai . I hope aap sabka bachha bhi sahi hojaye

    • @amityadav-dw9je
      @amityadav-dw9je 3 หลายเดือนก่อน

      What is the name of ur Dr plz tell me ?

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  3 หลายเดือนก่อน

      Hi Amit, the name of the doctor appearing in the video is Dr. Rajiv. ^Faizan

    • @ishakochar
      @ishakochar 3 หลายเดือนก่อน

      Mam humara baby 4 years ka h. Wo normal nhi h usko kaise sikhye ki wo tik ho jay.baap ne kaise traning di

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  3 หลายเดือนก่อน

      Hi, aapki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Faizan
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @KavitaRani-zt7xe
    @KavitaRani-zt7xe 8 วันที่ผ่านมา

    Thanks sir

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  8 วันที่ผ่านมา

      You're most welcome. ^Ekta

  • @saraswatil99
    @saraswatil99 8 หลายเดือนก่อน

    Hello dr..me beta 3 yr ka hogaya hai..abhitk...kuch v nahi mangta hai..khana pina...kuch v..lekin aapne man se kuch v bolta hai ..jb wo 3 4 mahina k Tha ..hum log use mob me rime dikhate the...pata nahiTha..aisa hote hai bachha...pls dr kuch tips dijiye

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  8 หลายเดือนก่อน

      Hi Saraswati, aapki preshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @Radhikakumari375
    @Radhikakumari375 9 หลายเดือนก่อน

    Hello sir 2years6month ka baby h us me bhi ye sab lakshan dikhta h plz kuch btaye kya kre

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  9 หลายเดือนก่อน

      Hi Radhika, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen.
      bit.ly/3PpmQi9_econsult ^Pooja

  • @chanusalvi7668
    @chanusalvi7668 10 หลายเดือนก่อน

    Sir es ke liye kya teartmnet lena chahiye

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  10 หลายเดือนก่อน

      Hi Chanu, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Aatir
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @debopriyapaul3092
    @debopriyapaul3092 29 วันที่ผ่านมา

    Dr. Rajiv chhabra k sath online consultation ho sakta hain kya?

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  29 วันที่ผ่านมา

      Hi Debopriya, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Pooja
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @upasanasingh1547
    @upasanasingh1547 4 หลายเดือนก่อน +1

    Sir mera beta 13 year ka hai lakin jo 13 saal ka bachha hota hai us according nhi hai vo study main bji bhut pichhe hai phele to bolta bhi nhi 5+ main bola hai fir hklane lga tha lakin ab bolne lga hklana bhi thik hai bs active nhi hai physically study se to hume kya krna chiye help me sir

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  4 หลายเดือนก่อน

      Hi Upasana, aapki preshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @mahammadtaha5833
    @mahammadtaha5833 ปีที่แล้ว +1

    Sir kiya virtual autisum ma toe walking spinning b bachy karty hn kanu pa hath rakna asy hota ha?

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว

      Hi Taha, we have a wide panel of expert doctors you can consult for all your health problems by clicking on the link below. ^Faizan
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @gulfeshanrizwan9137
      @gulfeshanrizwan9137 ปีที่แล้ว +1

      Yes hota hai . Toe walk in virtual autism

    • @gulfeshanrizwan9137
      @gulfeshanrizwan9137 ปีที่แล้ว +1

      Spinning be hoti hai

    • @xyzha6906
      @xyzha6906 10 หลายเดือนก่อน +3

      Toe walking aur spinning jaise chize virtual autism me baad me bilkul band ho jati h ....screen band krne ke 6 month se phle hi agr ye chize khtm na to to ye virtual nhi classical autism h....mere bache me ye ab band ho gy Bina kuch kiye sirf screen band krne aur park me le jane se

    • @RenuSharma-qu5eu
      @RenuSharma-qu5eu 10 หลายเดือนก่อน

      ​@@xyzha6906kya virtual autism me chizo ko line me lgana bhi hota h

  • @prajapatiumeshnanaumeshnan2676
    @prajapatiumeshnanaumeshnan2676 4 หลายเดือนก่อน

    Sir screen time 4month se jyada ho gye h...bacche me sudhar h.. soscial ki problem or bolta nahi h... Name pr response nahi krta h... Samajhta sb h...

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  4 หลายเดือนก่อน

      Hi, aapki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Faizan
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @lexi_2021
    @lexi_2021 ปีที่แล้ว +11

    Mera beta 4-5 hours mobile dekhta hai. Use attention ko problem bht jada hai and wo baat sun kar bhi ignore karta hai baki sab to thik hai khelna and social life sahi hai uski.

    • @mohitsekhawat634
      @mohitsekhawat634 ปีที่แล้ว

      Age kya hei apke baby ki

    • @disnabimobiletv
      @disnabimobiletv 11 หลายเดือนก่อน

      Same

    • @mohitsekhawat634
      @mohitsekhawat634 11 หลายเดือนก่อน

      @@disnabimobiletv age kya hei apke baby ki and kya symptoms h

    • @Foodexpress_thefoodstudi-qy8bl
      @Foodexpress_thefoodstudi-qy8bl 10 หลายเดือนก่อน +2

      Bhai ye problem choti nahi hai jitna samaj rahe ho screen time band kro aur therapist k paas jaw jaldi as soon as possible

    • @lexi_2021
      @lexi_2021 10 หลายเดือนก่อน

      ​@@mohitsekhawat6342.5 years. Virtual autism diagnose hua hai. But screen hatate hi eye contact badh gaya hai uska.

  • @thekingdomofbeauty1960
    @thekingdomofbeauty1960 6 หลายเดือนก่อน

    Sir mera beta last year 4 year ka tha tbhi mijhe autism k baren me pta chala ..and uske baad phone n diya.ab sb kuch identify krati hun kaafi bolne lga h sentence b bnane lga h.but phir b me dr.se visit krnana chahti hun plz mujhe dr.ka contact nbr de

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  6 หลายเดือนก่อน

      Hi, aapki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Faizan
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @RenuSharma-qu5eu
      @RenuSharma-qu5eu 5 หลายเดือนก่อน

      Kya apne doctor ko dikhaya

  • @bhawnapal8501
    @bhawnapal8501 2 หลายเดือนก่อน +1

    Speech delay hai

  • @bhawnapal8501
    @bhawnapal8501 2 หลายเดือนก่อน +1

    Humare centre me ek bcha aaya hai ajkl sir 3 sal mch

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  2 หลายเดือนก่อน

      Hi Bhawna, hamari video ko dekhne k liye aur apna swal hmse poochne k liye apka dhanyawad. Agr aapko iske judi koi bhi jankari chahiye to ap iss link pr click karke humare doctor se consult kar sakte hai. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @ReenaSingh-fd5ne
    @ReenaSingh-fd5ne 8 วันที่ผ่านมา

    Sir mera baccha 2.4 years ka hai pahle kuchh bolta bhi tha jaise papa mama baba but kuchh maheeno se bolata ye bhi nahi bolata. Khelaga bhi ,but kisi k bulaane pe kuchh maangene pe koi attention nahi deta ....mai kya karu mujhe bahut chinta hoti hoti hai,sir aap plz iseka bataaye

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  8 วันที่ผ่านมา

      Hi Reena, aapki preshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @smitapathak-ge7ll
    @smitapathak-ge7ll 8 หลายเดือนก่อน +1

    Meri daughter bahot jaldi i mean 2 yrs me bahot bolti thi or avi v bolti hai iska problem major k ye social nhi huvi av tak ghr me sab se baat krti hai khelti hai lekin mobile av bahot jyada dekhti hai or tab se khilone se kum khelti hai koi problem to nhi hai?

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  8 หลายเดือนก่อน

      Hi Smita, Humari video dekhne ke liye dhanyawaad. Indian Academy of pediatrics ke anusar 2 varsh se kam umr ke bacho ka screentime 0 hona chahye and after 2 year ye 40 min per day for 5 days in a week ho sakta hai. Aap apne bache ko adhik se adhik face to face interaction ki opportunities dijiye, unhe bahar khelne ke liye protsahit kijiye and avoid screens. Agar phir bhi bacha aapse kam interact karta hai to aap pediatrician se jarur consult karei. Aap Isse adhik janakri ke liye ap iss link pr click krke humare expert panel se bhi consult kr skte hai- ^Faizan
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @smitapathak-ge7ll
      @smitapathak-ge7ll 8 หลายเดือนก่อน

      @@1mgofficial Thank you🙏

  • @nidhipassi4957
    @nidhipassi4957 2 หลายเดือนก่อน

    Mera beta 2.5 yrs ka ho gya vo bolta nhi h bus 2 ,3 word hi bolta h mujhe to aaj pta chala ki mere baby ko ye problem h

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  2 หลายเดือนก่อน +1

      Hi Nidhi, aapki preshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @ManpreetKaur-sq4ev
      @ManpreetKaur-sq4ev 17 วันที่ผ่านมา

      Ab apka baby bolta hai? Plz reply

  • @abdulhannan659
    @abdulhannan659 4 หลายเดือนก่อน

    Normal school or special school admission karna chaye
    Pls

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  4 หลายเดือนก่อน +1

      Hi Hannan, aapki sehat hamare liye prathmikta hai aur hume yah jankar behad khushi hui ki aapko hamare platform par di gayi jankari upyogi lagi. Neeche diye gaye link par click karke aap hamare doctoron ke expert panel se paramarsh le sakte hain. ^Aatir
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @pakistanipeople8955
    @pakistanipeople8955 6 หลายเดือนก่อน

    Mere bety ko virtual autism han.ap ki video or comments dakh k mjy hosla hoa ha.1week Sy mobile bnd kea hoa ha.eye contact thora bht dy raha ha.mgr name py response ni krta ha.or khlono sy b ni khalta.m bht preshan ho .m Pakistan sy ho plz help me

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  6 หลายเดือนก่อน

      Hi, aapki preshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @sabasultana6606
      @sabasultana6606 6 หลายเดือนก่อน

      Mere saath bhi yehi horaha hai

    • @UmarShahzad-ef6td
      @UmarShahzad-ef6td 4 หลายเดือนก่อน

      kiya apka bacha kuch behtar howa hai?

    • @iacexpert1927
      @iacexpert1927 3 หลายเดือนก่อน

      Ap ka bacha k sa h

  • @jannatpari-bn2bz
    @jannatpari-bn2bz ปีที่แล้ว +2

    sir virtual autism h k clasic kese pata lgta h

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว

      Hi Jannat, aapki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Shivani
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @jannatpari-bn2bz
      @jannatpari-bn2bz ปีที่แล้ว

      @@1mgofficial i m from pakistan

    • @aditi2599
      @aditi2599 11 หลายเดือนก่อน

      Kya age hai apke bache ki

    • @jannatpari-bn2bz
      @jannatpari-bn2bz 11 หลายเดือนก่อน

      @@aditi2599 2.3

    • @lexi_2021
      @lexi_2021 9 หลายเดือนก่อน

      Virtual autism ka baccha pehle normal hora hai time ke sath autism me jata hai. Classical autism me bacche me milestones bachpan se delayed hote hain. Regressive autism me baccha regress hui chizen dobara nahi kar pata. Virtual autism ka baccha kabhi kabhi kar bhi deta hai.
      Autism jis bhi type ka ho ek baar wo Aa Gaya to thik karna challenging hota hai.

  • @AmanpreetKaur-ww7ye
    @AmanpreetKaur-ww7ye หลายเดือนก่อน

    Meri daughter 2 years ki hai vo abhi tak bolti nhi hai bhut kaam bolti hai Socialilise bhi nhi hoti kya kre

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  หลายเดือนก่อน

      Hi Amanpreet, aapki preshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @MudassirKhan-fb6ig
    @MudassirKhan-fb6ig 6 หลายเดือนก่อน

    Sir kcy theek ho skta ha autism.

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  6 หลายเดือนก่อน

      Hi Maudassir, apki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen.
      bit.ly/3PpmQi9_econsult
      ^Pooja

  • @anjalisinha6930
    @anjalisinha6930 4 หลายเดือนก่อน

    Sir mera beta 3years ka hai lekin bolta nahi hai

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  4 หลายเดือนก่อน

      Hi Anjali, aapki preshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @FunwithAhil_786
    @FunwithAhil_786 2 หลายเดือนก่อน

    Mera beta 6 Saal ka hai, Mobile ke bina wo khana tak nahi khata hai..but abhi wo itna hyper hai ki usko sambhlna muskil hota hai.. intelligent hai but bahut der tak baith kar padta nahi hai.. bahut Ziddi ho gaya hai,bilkul bhi baat nahi manta hai aur jo bhi mobile me dekhta hai wahi acting karta rahta hai.samajh nahi aata kya karu..

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  2 หลายเดือนก่อน

      Hi, aapki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Faizan
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @mrs.humaali4172
      @mrs.humaali4172 หลายเดือนก่อน +1

      We fail as parents yaar. Humne hi to unke hath me mobile diya tha sabse pehle or aj hum apne bachcho ki shikayat karte h😢

  • @ahmadnoorkhanwaseefnoorkha365
    @ahmadnoorkhanwaseefnoorkha365 4 หลายเดือนก่อน

    Mera beta 3 sal ka hony wala hy par wo khud sy nh chlta. Dewar ka sahara ly kar chalta h . Or bolny ki koshish karta par sonta kabhi kabhi h. Likn abhi tk chlta nh hy dewar chor kar plzzz help 😢 more information

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  4 หลายเดือนก่อน

      Hi Noor, aapki preshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @ahmadnoorkhanwaseefnoorkha365
      @ahmadnoorkhanwaseefnoorkha365 4 หลายเดือนก่อน

      @@1mgofficial
      Assalam o alaikum Mera beta 3 sal ka hony wala hai par wo Dewar pakar kar chalta hy or agr dewar sy hath hatao to ger jata h . Usy autism hy likn wo koshish krta h bolny ki or kabhi kabhi sonta bhi hy . Magr chalny mai kio chng nh aya plzz help me and mor information

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  4 หลายเดือนก่อน

      Hi Ahmad, hmari video ko dekhne k liye aur apna swal hmse poochne k liye apka dhanyawad.Autism se suffer kr rahe baccho mai delayed motor development yani chalne firne mai dikkate dekhne ko milti hai, hamara sujhav hai ki aap apne pediatrician aur physiotherapist se jarur paramarsh lei vo aapko iske treatment se judi jankari denge.Agr aapko iske ilawa koi aur jankari chahiye to ap iss link pr click karke humare doctor se consult kar sakte hai. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @RiddhiPanchal2412
    @RiddhiPanchal2412 16 วันที่ผ่านมา

    Hello sir ,
    My daughter is 3.5 year old now and she is studying in nursary.
    She is very aggressive and act like what she is watching in tv like cartoon characters ..
    When she meet any guest or her teacher she started crying and acting …like Muje yha lga gyi ,, mammi ne mara ,, papa ne mara
    Fact is that we are not punished her..

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  16 วันที่ผ่านมา +1

      Hi Riddhi, aapki preshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @gopalthakur4003
    @gopalthakur4003 หลายเดือนก่อน

    Mera beta 2.9month ka hai mobile nahi dekhane deti aab autism hai use aisa doctor ne bola hai but wo comnicate nahi kar pa raha hai

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  หลายเดือนก่อน

      Hi Gopal, aapki sehat hamare liye prathmikta hai aur hume yah jankar behad khushi hui ki aapko hamare platform par di gayi jankari upyogi lagi. Neeche diye gaye link par click karke aap hamare doctoron ke expert panel se paramarsh le sakte hain. ^Aatir
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @alekhyalakkoji7724
    @alekhyalakkoji7724 11 หลายเดือนก่อน +2

    Is virtual autism completely curable??

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  11 หลายเดือนก่อน

      Hi Alekhya, your well-being is a priority for us, and we are delighted to hear that you find the information on our platform useful. You can now consult our expert panel of doctors by clicking on the link below. ^Shivani
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @lexi_2021
      @lexi_2021 10 หลายเดือนก่อน

      I think it is. My child has started giving eye contact and replying to our questions in just 10 days after screen removal.

    • @Princepreethish
      @Princepreethish 10 หลายเดือนก่อน +1

      I gave my daugter full day mobile from 4 months to two years now she has virtual autism i have stopped it now how long she takes to recover

    • @PriyatamaPrajapati
      @PriyatamaPrajapati 9 หลายเดือนก่อน +1

      ​@@Princepreethishsame situation with me 😢

    • @lexi_2021
      @lexi_2021 9 หลายเดือนก่อน

      ​@@PrincepreethishThat is way too much. My son developed autism in about only 4-5 hours of exposure and he was not exposed to screens before 1. Hope your daughter recovers soon.

  • @AnitaYadav-mr2vx
    @AnitaYadav-mr2vx 22 วันที่ผ่านมา

    Sir online treatment krte hai kya baccho ka

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  22 วันที่ผ่านมา

      Hi Anita, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @jyotisharma7492
    @jyotisharma7492 2 หลายเดือนก่อน

    Kya autism ke bachache sahi ho jate hai normal bacchon ki tarah

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  2 หลายเดือนก่อน

      Hi, humare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Faizan
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @ANe_743
    @ANe_743 9 หลายเดือนก่อน

    sir virtual autism 100% recovery hu sakta hai

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  9 หลายเดือนก่อน

      Hi Amina, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Urvashi
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @barshadwari3745
    @barshadwari3745 ปีที่แล้ว

    Sir mere bete ko abhi 21month he .use virtual auttism he .hamne uska screen time 0 kordi he.therapy b de rehe he .or kya kore plz sir bolie

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว

      Hi Barsha, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Urvashi
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @nehasaif202
      @nehasaif202 ปีที่แล้ว +2

      Bahen mera baby 18 months ka h 1 week phele mujhe mehsoos hua eye contact nhi karta h name ka response bhi nhi h tv phele bahut dekhta tha maine ab kam kar diya h doctor ko bataya toh doctor ne bola baate karo social karo plzz ap mujhe reply do mere ko bahut tension hori raato ki nind udh gayi TH-cam par videos dekhte jaarahi hoon dil ghabra raha h mera ye first baby h😢

    • @jannatpari-bn2bz
      @jannatpari-bn2bz ปีที่แล้ว

      konsa thrapy de re hn

    • @aditi2599
      @aditi2599 11 หลายเดือนก่อน +1

      ​@@nehasaif202sab acha hoga trust me..thode time me bacha bilkul normal hojayega

    • @AliRaza-ev3wm
      @AliRaza-ev3wm 11 หลายเดือนก่อน

      ​@@nehasaif202relax kry yh sb thk ho skta h m b bht ROI dill ghbrya pr mehnt kry m b kr Rai hn ap b kry