Bhai Chinmay ke liye toh technician aata hai kya whi wall mei holl kr dega ye hall krne ke liye alag technical ko bulana padega and mera wall 10 inch kaa hai toh kya holl ho paayega ?
@@PrinceRaj-zn4cl Bhai sahab installation ke liye jo technician aayega wahi hole karega outer wall 🧱 ki thickness to 10 inch ki hi hoti hai thats no issue hole ho jata hai
4 inch hi chimney ke reducer me fit hota hai aap apne chimney me jaha se dhua niklta hai waha par connect karne ka reducer check kariye generally 4 inch hi lagta hai
Hmare gas ke upper jagah nhi hain kitchen bahut choota hai par side wall pe jagah hai tau hum Kaise chimney lagwaye😢garmi aur gas or dhunwa bahut hota hmare of ventilation ka koi tarika nhi mip raha 😢
Agar jagah nhi hai to chimney lagana possible nhi ho payega lekin aap side wall me exaust fan lagwa sakte hai jisase wo andar ki garam hawa aur dhua bahar feke
Outside khula hi chhorna hai but pipe ka outlet niche ya sidhe ho n ki upar ki taraf taki barish me pani andar n ja paye aap chahe to pipe ke last me cowl laga sakte hai jisase bird bhi andar ghosla n bana paye
Bahat achha video...I encourage your efforts
@@gourabsahoo1092 Thank You So Much Boss
Good information
@@mdsarfaraz9469 Thank You
Bahut hi sundar samjhayen
@@tarunmukherjee7849 Thank You so much
Brother diwar mai hole inke technical hi karte hai ya Alag se karvana padta hai
@@AjaySharma-s8d6v technician hi karte hai
How much sound chimney makes while working
There are 3 speed low, medium & high according to this noise changes. in high speed noise is more but less than cooler's noise
Bhai Chinmay ke liye toh technician aata hai kya whi wall mei holl kr dega ye hall krne ke liye alag technical ko bulana padega and mera wall 10 inch kaa hai toh kya holl ho paayega ?
@@PrinceRaj-zn4cl Bhai sahab installation ke liye jo technician aayega wahi hole karega outer wall 🧱 ki thickness to 10 inch ki hi hoti hai thats no issue hole ho jata hai
Very nice bro
@@ashwinichandra7914 Thank You So Much
Nice......ea chimni ka price kitna hai.....mujhe v lena hai....
Within 10000 mil jayega
4 inch plastic pipe lgaya h apne ? Kya ye proper dhua through krta h koi kmi to nhi h muje 6 inch ka pipe lgane ko log bolte h
4 inch hi chimney ke reducer me fit hota hai aap apne chimney me jaha se dhua niklta hai waha par connect karne ka reducer check kariye generally 4 inch hi lagta hai
Hmare gas ke upper jagah nhi hain kitchen bahut choota hai par side wall pe jagah hai tau hum Kaise chimney lagwaye😢garmi aur gas or dhunwa bahut hota hmare of ventilation ka koi tarika nhi mip raha 😢
Agar jagah nhi hai to chimney lagana possible nhi ho payega lekin aap side wall me exaust fan lagwa sakte hai jisase wo andar ki garam hawa aur dhua bahar feke
Total chimney duct pipe ki length kitani hai? Exit point ke pictures share kar sakte ho kya?
Approximately 10 feet hai exit point ki photo share to kar sakta hu but kaha Karu
@@riteshkumarsahu23yeh PVC pipe hai ki CPVC? & 4 inch hai ki 6 inch?
@@AmitG-w6m ye 4 inch ki PVC Pipe hai
Sabse best pooja kiya
@@Ex-ARMYNowPCSofficer Thank you
How did you use a steel rectangular plate given with it.
It is filter fitted in bottom side
Verygood,skilful,
Thank You
Out side me kya karna he use khula chadna he ya fir kese
Outside khula hi chhorna hai but pipe ka outlet niche ya sidhe ho n ki upar ki taraf taki barish me pani andar n ja paye aap chahe to pipe ke last me cowl laga sakte hai jisase bird bhi andar ghosla n bana paye
Electricity nahi hai too kaisa duma niklega???
Nhi niklega isiliye to name hi electric chimney hai
Ritesh Bhai diwar me hole company Wale hi krenge na ki hame kisi or se karwana padata hai pls batae
Arnav ji agar chimney installation aap company walo se karwaoge to hole wo hi karenge
Nice
Thank you
चिमनी कितना size hai 16 cm ya19cm ??
19×23 inch
gas oven se chimney ki height kitni honi chahiye???
3 feet
is pipe ka dia size kitna hota h
Jayesh ji ye pipe 4.5 inch dia ka hai
@@riteshkumarsahu23 thank you ritesh ji👍🙏
technitian he hole karte hi ya kisi aur se karwana hota hi .....aur unke charges kitne lete hi .....
Accurate naap lekar Drill machine se hole to aap bhi kar sakte hai chimney ke technician to 1000 se 1500 tak le lete hai fitting ka
Link bejo uska brother
@@mdsarfaraz9469 kaun sa link chahiye aapko
kitne ka tha
@@anuragjaiswal9593 at that time got offer price 7999/-
Distance between gas and chemney
30 inch (2.5 feet)
Wall me hole ka diameter kitna hai?
Diameter nhi hota kewal screw tight karne ke liye wall plug dalne ke liye hole kiya jata hai
@@riteshkumarsahu23 nhi bro wall kr ar par me jo ched karte hai uska diameter?
Ok aapki chimney ke outlet ke according pipe dalne ke liye hole karna hota hai waise generally 6 inch ka hota hai
@@riteshkumarsahu23 ok thanks
Kitne kaa aaya sur
Approximately 10000 with fitting
Sir muge lajwani h kasa kya kra
Aap kya puchh rahe hai mujhe samajh nhi aaya
Fitting change kit a hai bhai
1000 To 1500 but kisi kisi company me free installation bhi dete hai
Wall hole 200 mein krnewala kon hain ...muze bhi no.do
Hamare City Dhamtari Chhattisgarh me mil jate hai aap kaha se ho