IIT kanpur to aalag he scene hai yaha to lagta hai haato mai swaad hai par jaan much kar kharab banate hai 🥹🥹 Jab iccha hota hai pura restaurant jaisa warna baaki time mat pucho 😂😂
Hello Bhaiya This is Mohit Srivastava! Maine aapka result ka video dekha mujhe thoda sa doubt aa rha hai. Mai dropper hun aur iss baar jee mains mei rank 27,735 aaya hai pichle baar 80k ke approx and jee advanced mai 9 marks se cutoff rh gya tha. Iss Baar meri advanced ki preparation achi chal rahi hai aur 28th August ko exam hai. Please mere ko thoda sa guide kr dijiye 🙏🙂 Thank you. 🙂
Pyq de sakta h abhi 2018 se 2020 tak Aur iska video solution dekh sakta h..... Pressure mat lena...confident rhna Exam hours me Sona mat (9 se 12 aur 2nd shift wala)... Revision karna ache se... All the best!😊
@@hr7cr7msd7 1.Yes, Bhaiya maine pyqs solve kiya hai ache tarah se 2015 se 2021 tak ka. 2.Woh mai video solution hi dekh rha tha chemistry ka jaha par aapne comment kr rkha tha whi se mai aapke channel tak aaya 😅. 3.Okay bhaiya mai exam time mai nhi sounga. 4.Ek aur doubt tha jabhi mai koi question solve krta hun to mai prediction krne lagta hun ki yeh question aayega ya nhi exam.How to overcome this? 5.Weak chapters ke liye kya kare in last 12 days? 6.Thank you so much for your reply 🙏🙂.It means a lot.
@@mohitsrivastavaofficial abhi jyada mat socho kya aa sakta h kya nahi.... Advanced me mix concepts ka question ayega jyadatar aur max question new hi lagega...phle Sara easy question karna taki score maximum ho sake ..
🤤yummmm
bro if possible make vlogs with your commentary and bro one campus tour plzzz
Ok I will try my best😁😁
Aapne sab chije nhi li .
IIT kanpur to aalag he scene hai yaha to lagta hai haato mai swaad hai par jaan much kar kharab banate hai 🥹🥹 Jab iccha hota hai pura restaurant jaisa warna baaki time mat pucho 😂😂
Jaan bujh kar hota hai l**
Bhaiya yaar placement kesa hai civil ka
CS electrical ko chhod ke baki sare branch ke lagbhag same hota hai...
@@hr7cr7msd7 bhaiya 12 par focus Karo ki jee par
agar lag rha boards me no. nahi aa paega to uspe karo nahi to jee pe
@@hr7cr7msd7 ok bhaiya and thanks 👍
Bhaiya ye bachhe iit se drop out kyu kar rahe hai
Hello Bhaiya
This is Mohit Srivastava!
Maine aapka result ka video dekha mujhe thoda sa doubt aa rha hai.
Mai dropper hun aur iss baar jee mains mei rank 27,735 aaya hai pichle baar 80k ke approx and jee advanced mai 9 marks se cutoff rh gya tha.
Iss Baar meri advanced ki preparation achi chal rahi hai aur 28th August ko exam hai.
Please mere ko thoda sa guide kr dijiye 🙏🙂
Thank you. 🙂
Pyq de sakta h abhi 2018 se 2020 tak
Aur iska video solution dekh sakta h.....
Pressure mat lena...confident rhna
Exam hours me Sona mat (9 se 12 aur 2nd shift wala)...
Revision karna ache se...
All the best!😊
@@hr7cr7msd7 1.Yes, Bhaiya maine pyqs solve kiya hai ache tarah se 2015 se 2021 tak ka.
2.Woh mai video solution hi dekh rha tha chemistry ka jaha par aapne comment kr rkha tha whi se mai aapke channel tak aaya 😅.
3.Okay bhaiya mai exam time mai nhi sounga.
4.Ek aur doubt tha jabhi mai koi question solve krta hun to mai prediction krne lagta hun ki yeh question aayega ya nhi exam.How to overcome this?
5.Weak chapters ke liye kya kare in last 12 days?
6.Thank you so much for your reply 🙏🙂.It means a lot.
@@mohitsrivastavaofficial abhi jyada mat socho kya aa sakta h kya nahi.... Advanced me mix concepts ka question ayega jyadatar aur max question new hi lagega...phle Sara easy question karna taki score maximum ho sake ..
@@mohitsrivastavaofficial weak chapters ka aasan part dekh lo
Jo part tough lagta h wo chodd do
@@hr7cr7msd7 okay bhaiya 🙏🙂
Thank you 😀
I hope to be connected with you.