Bhai mujhe bhi same problem aayi thi Maine gaadi ko 3-4 baar remote engine start kar ke turant hi band kar diya tha aur fir agle din start nhi ki thi car aur car galti se unlock bhi reh gyi thi mujhse uske baad agle din apke jese problem ho rhi hai naa vese hi ho gyi thi Fir maine Hyundai walo ko phone kiya toh unhone ek aadmi ko bheja tha aur usne car ko jump start kar diya uske baad maine car ko 20-30 minute start rkha tha aur fir car ki battery fully charged ho gyi thi
Bhai ek baat aur bolu aap kabhi bhi battery ko is tarah se car se connect krke charge mat kara karo pehle battery ke wires ko disconnect kara karo uske baad hi charge kara kro wrna car ke kisi bhi component mai problem ho skti hai
Bro I'm Kashmir and u know these days Kashmir is shivering under -10 C yesterday I started my car after 5 days but car starts smoothly ur car might have some other problem
@@MilindChoudhary bhai meri car ko bhi do hi sal hue h (23 months) or abi is October m Ek bar or aaj fir se ye problem dikha di. Soch raha hoon kal service CENTER le jau… kuch fayeda hoga kya? Kya kerenge waha
I'm a automobile engineer....steering column mein ek sensor ESCL hota hai...wo change karna padega...service centre le jao...wo sensor change ho jayega...gadi ok ho jayegi
Jo check ESC aa rha hai...uska ek photo le lo or hyundai waale ko cal kar ke bta do...ya fir nyi gadi hai RSA ka tollfree no. Hoga owner manual ke piche...us pe call kar do wo aake gadi le jayenge...near hyundai service center mein
100 gadi mein se 1 gadi mein problem aa jati hai...koi issue nhi hai...ek ESCL sensor loose haoga ya fir khrab hoga.....Tata motors mein software and electrical engineer hoon....koi bada issue nhi hai...
Ek baar service center ko dikhao, sayed kahin pe short circuit types hoga ya toh koi electrical element proper grounded nahi hoga toh pura battery discharge ho jata hai. Electrical wiring ka issue hoga mostly.
@@MilindChoudhary brother meri bilkul start nhi hori do baar road assistants ko bola lia starter bhi nhi chal rha hai iska ab lockdown n covid kB khtm hoga phir isko jump start karwauga phir change karwaduga battery
Don't Use any Features without Start engines If you are use more then 1 hour you have this battery problem
Bhai mujhe bhi same problem aayi thi
Maine gaadi ko 3-4 baar remote engine start kar ke turant hi band kar diya tha aur fir agle din start nhi ki thi car aur car galti se unlock bhi reh gyi thi mujhse uske baad agle din apke jese problem ho rhi hai naa vese hi ho gyi thi
Fir maine Hyundai walo ko phone kiya toh unhone ek aadmi ko bheja tha aur usne car ko jump start kar diya uske baad maine car ko 20-30 minute start rkha tha aur fir car ki battery fully charged ho gyi thi
Bhai ek baat aur bolu aap kabhi bhi battery ko is tarah se car se connect krke charge mat kara karo pehle battery ke wires ko disconnect kara karo uske baad hi charge kara kro wrna car ke kisi bhi component mai problem ho skti hai
Okay bhai
Bro I'm Kashmir and u know these days Kashmir is shivering under -10 C yesterday I started my car after 5 days but car starts smoothly ur car might have some other problem
Mera gadi new i20 asta ka battery ek hi din se discharge ho rahi hai... Kya karenge hum batao
Same problem in all new i20 units
@@MilindChoudhary aapka yehi problem hai??
@@MilindChoudharybhai even after three years same problem aa rahi h is model m
I replaced battery with amron in just 2 and half year new car
@@MilindChoudhary bhai meri car ko bhi do hi sal hue h (23 months) or abi is October m Ek bar or aaj fir se ye problem dikha di.
Soch raha hoon kal service CENTER le jau… kuch fayeda hoga kya? Kya kerenge waha
But you use infotainment n features when engine off check in your previous videos can see battery warning
Bro disable d electronic stability control (esc) if option is there...
Car ko body arth mil raha he kahi se
Aapne accessory lagwai hogi plz chak
Jisse batter3 drain ho rahi he
Abhi tak koi bi accessories nhi lagwayi
Hai
@@MilindChoudhary agar nahi lagwai to softwear ka prob hoga
Ha ho sakta hai
I'm a automobile engineer....steering column mein ek sensor ESCL hota hai...wo change karna padega...service centre le jao...wo sensor change ho jayega...gadi ok ho jayegi
Ok bhai jrur thanks for this information
Jo check ESC aa rha hai...uska ek photo le lo or hyundai waale ko cal kar ke bta do...ya fir nyi gadi hai RSA ka tollfree no. Hoga owner manual ke piche...us pe call kar do wo aake gadi le jayenge...near hyundai service center mein
Okay bhai
@@azad.worldsbhai mujhe b aa raha hai? Battery down hai ki kya scene hai?
Bro 1 question
Videos banane se iski battery down hui hai kya?
Nhi bhai pahle bi ye problem ho chuki hai ek baar
@@MilindChoudhary toh mujhe ye car leni chahiye ya nhi
?
Le lo bhai
Sayad meri car me hi problem ho sakti hai
Car ekdam sandar hai
Sayad khi per battery ke wire me problem ho sakti hai
100 gadi mein se 1 gadi mein problem aa jati hai...koi issue nhi hai...ek ESCL sensor loose haoga ya fir khrab hoga.....Tata motors mein software and electrical engineer hoon....koi bada issue nhi hai...
Car ko dhaka dekr strt nhi kr skte kya??
Jab tak ignition on tha tab ker sakte the
Ek baar service center ko dikhao, sayed kahin pe short circuit types hoga ya toh koi electrical element proper grounded nahi hoga toh pura battery discharge ho jata hai. Electrical wiring ka issue hoga mostly.
Ha bhai
Bhai kya problem tha??
Thik ho gya tha apne aap hi
Mera gadi ka battery ek din band hone se battery kaise discharge ho jata hai batao??
Bhai gadi ki 1st servicing kitne km pr h
1000 se 1500 km ke bich me
Ya 2 months me
@@MilindChoudhary maine 1140 par krwa liyaa bro..
Kaise down hogya battery bhai vo bhi share kr dena kaise bache aise dikat se
Bhai same issue meri car mai b aya h bhai kya kru kse start kru?
Mene tho amron ki battery dlwa li
Ager ignition on h tho dkke se ho jayegi
New battery has full power but charged battery don't have
Mere paas bhi hai all new i20
1 month se khadi hai
No start problem
Ab aagayi hogi 😂
hyndai wale ko bhi call karke app help.le sakte ho app ko khud service cnter jane ki jarurt nahi
Okay bhai try krta hu
Bhai es car ke boot space ke baare me ek vedio bnao
311 liter ka hai
Video be aayega
Bhai battery down h
Bhai aaj mera saath bhi hua yaar koi suggestion do
Ye problem new i20 ki sbi units me hai
Iske bare me daily comments aate hai
But abhi tak iska koi solution nhi Mila hai
@@MilindChoudhary brother meri bilkul start nhi hori do baar road assistants ko bola lia starter bhi nhi chal rha hai iska ab lockdown n covid kB khtm hoga phir isko jump start karwauga phir change karwaduga battery
This is not battery problem this is internal system problem
@@MilindChoudhary brother phir Kya karna chaiye Aisa start bhi nhi hori
New i20 ki iss problem ka abhi tak muje to koi solution pta nhi cla
Ager pta clega to video bna duanga
Bhai mera bi aise problem hoa hai
Bro 1 no.
Nyc video bhai ❤️
Mere sath same problem hui thi service bekar h Hyundai ki
Nice
same probelm meri gari me v hui hai
ESC - Electronic Stability Control
Esc ki problem h
Bhai ko nakli gadi di hai 😂
Mere ko bi shak ho rha hai😂😂😂😂😂😂
Mera i20 2 years ho chuka hai but abhi tak start ki problem nhi aya but tumhe toh nakli wala diya hoga 😂🤣
Good bro
Ja kr showroom walo ko sunna thoda bhut
Ha bhai esa hi krna pdega
Bhai itne paise laga ke esa milta he kya hi fayda
Bhai abb kya ker sakte hai
Technical problem hai kbi bi ho sakti hai
bhia Pushi start nahi Push start he ...hahahah
Facing same problems in Creta 2020
Same here
Did you fix that issue?
Aag Laga De gadi ko
Lgta hai mr Indian hacker ke video jyada dekte ho
Kbi apni car bike ke sath bi try krna