SAIL ke pensioner Oraganisation type, mein kya option select karein ? Widow pensioner ke liye kaun sa option select karna hai ? Organisation name mein SAIL ka naam nahi mil raha hai ? Kya karna hai kripya batayein 🙏
Sir, m meri mother ka life certificate kar rahi hu ,vo bahar h ,unki jarurat h jaise biometric finger print ki jarurat h , kya ,m unke Bina bhar sakti hu ye certificate,ya unka hona jaruri h ye certificate banate time
Ab 2025 me naya version 4.0.2 aya hai jisme operater ka naam dalne ke bad scan karne par error show kar raha hai ie xml parser exception - Expected a single root element at 1:1 इस error ko kaise solve karen. Solution batane ki kirpa karen Thank you.
Pehle jo information save h vhi sari details rhne deni h ya unme kuch changes krne h jaise usme Account no pension me pehle se jo no h vhi rhme de ya usme kuch changes krna h sari details pehle hi fill h to whi rhne du kya
@bhakatcommunication usme jo account no h usme pehle se hi Mera jo service payee code tha vo add h pehle bhi vhi tha to vhi add rhne du na apne aap auto fill aai hui h details sari ya isme koe bank account no vagaina dalna hota h kyoki sari details pichle sal wali apne aap aagyi to maine kuch changes nhi kiye
@@bhakatcommunication bta de bhai isme bank account dalna hota h kya kyoki pichli sal to isme bank account no to nhi tha isme mera Payee code tha vhi dala h maine to abki baar bhi
SIR , PPO website par maere details nahi show ho rahe ....and main 1st time hee yeh information fill kar raha hun Please Sir tell us : 1.Type of pension 2.organisation type 3.Sanctioning authority 4.Disbursing egency 5. Treasury/Subtrasury Hamray liye Yeh sabh information kaha par meelegi ?? Please help.....
❤❤ thanks for nice video ❤❤
Disable persons be banaye gya ya nahi
Sir e-mail me OTP nhi araha hai
SAIL ke pensioner Oraganisation type, mein kya option select karein ?
Widow pensioner ke liye kaun sa option select karna hai ?
Organisation name mein SAIL ka naam nahi mil raha hai ? Kya karna hai kripya batayein 🙏
Very good. Pl details for a Retired Railway employee.
Sir, m meri mother ka life certificate kar rahi hu ,vo bahar h ,unki jarurat h jaise biometric finger print ki jarurat h , kya ,m unke Bina bhar sakti hu ye certificate,ya unka hona jaruri h ye certificate banate time
Plz jarur batana ,m dur rahti hu
Answer to do iska
Otp nahi a raha hai
Ab 2025 me naya version 4.0.2 aya hai jisme operater ka naam dalne ke bad scan karne par error show kar raha hai ie xml parser exception - Expected a single root element at 1:1 इस error ko kaise solve karen. Solution batane ki kirpa karen Thank you.
Coal india wale pension type me kya hoga
Family
Eps 5
Other
Service
Coal india wale kya bhare
Sir biomatric fall likh raha hai kese kare ?
Otp nhi aa rha hi
Pehle jo information save h vhi sari details rhne deni h ya unme kuch changes krne h jaise usme Account no pension me pehle se jo no h vhi rhme de ya usme kuch changes krna h sari details pehle hi fill h to whi rhne du kya
Kuch change mat kijiye. Same 2 same entry kijye
@bhakatcommunication usme jo account no h usme pehle se hi Mera jo service payee code tha vo add h pehle bhi vhi tha to vhi add rhne du na apne aap auto fill aai hui h details sari ya isme koe bank account no vagaina dalna hota h kyoki sari details pichle sal wali apne aap aagyi to maine kuch changes nhi kiye
@@bhakatcommunication bta de bhai isme bank account dalna hota h kya kyoki pichli sal to isme bank account no to nhi tha isme mera Payee code tha vhi dala h maine to abki baar bhi
Operator verification successfully hone ke baad RD not ready aa rha h
Please reply
Mantra divice off on kijiye
@bhakatcommunication mera morpho device h 2 baad restart kiya pr same hi issue h
😊jis pensioner ka DLC bnaa rhe ha uska face ka photo kaise aayega
NAHI HO RAHA SIR
SIR , PPO website par maere details nahi show ho rahe ....and main 1st time hee yeh information fill kar raha hun
Please Sir tell us :
1.Type of pension
2.organisation type
3.Sanctioning authority
4.Disbursing egency
5. Treasury/Subtrasury
Hamray liye Yeh sabh information kaha par meelegi ?? Please help.....
har pensnor ka banega ya kisi kisi ka
kiya bihar walonka bhi banega isi trah
All State
60 years wale Pensioner ka ppo no kya de kya unlogo ka v life certificate banana hoga
Nahi
@@bhakatcommunication widow pension old age pension ko jinko 2.5_3000 atien unko nhi Krna ye ??
Open ni ho reha aap
Bihar teacher wale ko banaye
Jo नया बनायेगा तब bpo no kya denge
Wo hoga hi
@bhakatcommunication kya
Download ni ho rha