Ajab Andaz Tujh Ko Nargis e Mastana Aata Hei Full Video Sufi Qawwali Molvi Haider Hassan Qawwal

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 27 พ.ย. 2024

ความคิดเห็น • 31

  • @nawabulhasannawabi7689
    @nawabulhasannawabi7689 3 ปีที่แล้ว

    Haiii wahhh bhot khoob

  • @_tlshorts
    @_tlshorts 6 ปีที่แล้ว +5

    Shandaar
    Bhout khoob...❤🌷❤👍👌

  • @muhammadusmanbaig2837
    @muhammadusmanbaig2837 6 ปีที่แล้ว +3

    Wah Wah Wah Bs Wah

  • @abbasgul333
    @abbasgul333 4 ปีที่แล้ว +8

    مجھے قوالی سنتے الحمداللہ 25 سال کا عرصہ ہو گیا شاہد ہی کوئی قوال ہو پاکستان اور انڈیا کا جو میں نے نہ سنا ہوں ۔مگر میں اس عرصہ میں آج اس مقام پر پہنچا کہ حقیقی عشق کا کلام aj حیدر صاحب کے علاوہ کسی اور کے حصہ میں پہلے تو ایا ہی نہیں اگر کسی کے حصہ میں آیا بھی ہے تو بہت ہی کم۔

    • @abrarhussain2
      @abrarhussain2 5 หลายเดือนก่อน

      آپ کی پسندیدہ قوالی کون سی ہے

  • @sarukmohmad8649
    @sarukmohmad8649 5 ปีที่แล้ว +2

    Khuda walo ki baat hi nirali

  • @zaheergul
    @zaheergul 4 ปีที่แล้ว

    MashAllah kamal ki Qwwali hy

  • @sandhuguri7233
    @sandhuguri7233 หลายเดือนก่อน

    ❤❤❤❤

  • @golarvi929
    @golarvi929 4 ปีที่แล้ว

    اللہ پاک خان صاحب مرحوم کی مغفرت فرماۓ آمین

  • @hayatsabri2987
    @hayatsabri2987 5 ปีที่แล้ว +1

    Very good very nice qawwali ya maulvi ke baat nahi ya Sufi ke baat hai

  • @saadimran6072
    @saadimran6072 6 ปีที่แล้ว +3

    Masha Allah

    • @jamshedkalyar9675
      @jamshedkalyar9675 5 ปีที่แล้ว

      ماشااللہ ماشااللہ ماشااللہ

  • @rehanbasrai892
    @rehanbasrai892 5 ปีที่แล้ว +1

    Bohot khob.

  • @mohsinkhan-pd5ql
    @mohsinkhan-pd5ql 4 ปีที่แล้ว

    That's true nice MashaAllah

  • @zaheergul
    @zaheergul 4 ปีที่แล้ว +10

    یہ قوالی حقیقت میں شریت کو اور معرفت کو الگ کرتی ہے کیوں کے شریعت میں یہ سارے الفاظ کفر تک پہنجاتے ہیں اس قوالی کو سمجھنے کے لیے معرفعت کے سمندر میں غوطہ زن ہونا پڑتا ہے ۔۔ کمال کی قوالی ہے

    • @libralking
      @libralking 4 ปีที่แล้ว +4

      zaheer gul beshak! Boht khoob farmaya

    • @zaheergul
      @zaheergul 4 ปีที่แล้ว +1

      @@libralking sukriya

    • @darklight898
      @darklight898 3 ปีที่แล้ว

      Sub alfaz ka hair phair hai..
      Wesay to log kalmay ki tashreeh bhi karty hain to kehtay hain k sub say pehlay "la" yani inqar ata hai..
      Sub shughal hai

    • @darklight898
      @darklight898 3 ปีที่แล้ว

      Molvio ki shariat main thek kia hai..
      Aik shariat ho to sahi pehlay

    • @arbazdogar1649
      @arbazdogar1649 5 หลายเดือนก่อน

      وحدتِ الوجود ہے یہ مکمل

  • @skyways1117
    @skyways1117 4 ปีที่แล้ว +1

    حق نقیب یا نقیب

  • @irfanengr1511
    @irfanengr1511 5 ปีที่แล้ว +5

    poet mekash akberabadi, dagh dehelvi

  • @irfanengr1511
    @irfanengr1511 5 ปีที่แล้ว +1

    mix 4 kalam please one but complete

  • @mdkashifsheikh4554
    @mdkashifsheikh4554 3 ปีที่แล้ว

    Kuch ayesa kho gaya hu apne haatho Boutt parasti me 🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️ ro padhe ham in alfaazon par 🥺❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️🙏❤️❤️❤️❤️❤️❤️❣️❣️❣️❣️🥺🥺🥺subhanallah kya baat hai bahoot hi khuu❤️❤️b ❤️❤️❤️❤️❤️❤️🙇‍♂️🙇‍♂️❣️❣️❣️❤️🖤

  • @mohdaqit6827
    @mohdaqit6827 5 ปีที่แล้ว

    11 sal hoge hai mujhe sunte hove mari fat hai app k kalam me

  • @muzamilhussain1828
    @muzamilhussain1828 6 ปีที่แล้ว +1

    Very nice kalam

  • @rafaqatali-qz2ux
    @rafaqatali-qz2ux ปีที่แล้ว

    ❤️❤️❤️❤️💋💋💋💋🌹🌹🌹🌹❤️❤️❤️❤️❤️❤️

  • @nukem97
    @nukem97 4 ปีที่แล้ว +9

    Ajab andaz tujhko nargis-e mastana aata hey
    Key har hushyar bandey ko yahan deewan aata hey
    Koey zahid ho wahid ho, be tabana aata hey
    Samajh main jiski raaz-e-baada-o-paimaana aata hey
    Wohi masjid se uth kar jaanib-e-mekhana aata hey
    Haqeeqat main nigahain dekhleti hain haqeeqat ko,
    Chupa saktey nahin kasrat ke pardey rang-e-wahdat ko,
    Samajhtey hain mohabbat waley aadab-e mohabbat ko,
    Zamana kya samajh sakta hey uskey kufr-e-ulfat ko
    Nazar but main bhi jisko jalwa-e-janana aata hey
    Kari hey dehr main woh sajda rezi aen masti main
    Mujhey kaafir lagey kehney musalmano ki basti main
    Nazar aati nahin kuch apni hasti, apni hasti main
    Kuch aisa kho gaya hoon dil ke haathon but-parasti main
    Jidhar jaata hoon mere saamney but khaana aata hey
    Har ek ghaffas ko Baqir dur-e-irfan nahin milta
    Nahin is raah main maqsood-e-dil aasan nahin milta
    Kabhi gulshan main kaanta be gul-e-khandan nahin milta
    Na guzrey kufr se jab tak kabhi imaan nahin milta
    Ke pehley to haram ki raah main but khaana aata hey
    Na haasil hey sukoon sehra main aur na dil ko basti main
    Bulandi par guzar hota na mera hota pasti main
    Khabar tak bhi nahin kyun mahu hoon ulfat parasti main
    Hijab-e-kaif ke pardey uthey kuch kaif-o-masti main
    Na janey kiski hasti dekhta hoon apni hasti main
    Main hoon who rind meri zindagi mahkhaney main guzri
    Meri izzat kiya kartey they sufi, zahid-o-mufti
    Meri turbat pe aakey khud yeh saaki ne dua maangi
    Khuda bakshey bohat achi guzari meh parasti main
    Ke binha aatish-e-furqat ke seeney main bohat sholay
    Nazar thi chaar soo meri faristhey lekey jab pohnchey
    Tarash-e-but, buti ko dekh kar jannat main yun boley
    Yeh kaafir kyun chala aaya musalmano ki basti main
    Merey jalwey bhi rehtey hain, sanam bhi ismain rehtey hain
    Hey ahl-e-ghair bhi ahl-e-haram bhi ismain rehtey hain
    Unhi par nahin maqoof hum bhi ismain rehtey hain
    Har ek tarah ki dunya bas rahi hey dil ki basti main
    Tajaali vaar hain aur parda-e-haail main rethey hain
    Tarapta dekhney ko har kin-e-bismil main rehtey hain
    Bhala jo aap dil se dil woh kab is dil main rethey hain
    Khuda re ha bus ujri hui manzil main rehtey hain
    Keh jiski jaan jaati hey ushi ke dil main rehtey hain
    Kisi soorat wafa ka dum nahin bhartey pari pekar
    Zuban se jo bhi kehtey hain nahin kartey pari pekar
    Sitam ki had khuda se bhi nahin dartey pari pekar
    Zameen par paon ghaflat se nahin dhartey pari pekar
    Woh goya is makan ki doosri manzil main rehtey hain
    Idher ishq-e-jafa kun hey udhar husn-e-jafa parwar
    Lagawat ka yaqeen isko wafa ka hey usey Baqar
    Tassawar main dikhaya chokta tasveer se barh kar
    Khuda rakhey mohabbat ne kiye aabad dono ghar
    Main unkey dil main rehta hoon, woh mere dil main rethey hain
    Jahan tak hosakey ganjeena-e-gham ko chupa lena
    Ke apna kaam hey har deney waley ko dua dena
    Wafa-e-aarzo befaida tum mat luta dena
    Agar naam-o-nishan poochey to qaasid yeh bata dena
    Takhal lazdar hey aur aashiqon ke dil main rehtey hain

    • @Awaissarwer
      @Awaissarwer 2 ปีที่แล้ว +2

      بتان ماہ وش اجڑی ہوئی منزل میں رہتے ہیں
      کہ جس کی جان جاتی ہے اسی کے دل میں رہتے ہیں***
      کوئی زاہد ہو واعظ ہو***
      زمیں پر پاؤں نفرت سے نہیں رکھتے پری پیکر****
      تخلص داغ ہے اور عاشقوں کے دل میں رہتے ہیں****

  • @babakarrich9600
    @babakarrich9600 6 ปีที่แล้ว +1

    so nice kalam