Thakur ji Kavel Ram ji ,kana ji 🫶🙏 13:04 Geta mai sb likha kahin se gyan kyu le, jbki kana ji ne sb bol diya es Kalyug k liye geta mai #jaishreekrishana #jaishreeram❤
I Respect your Gurus" But never Forget your roots, And you belong to Hinduism.Please Ist priority to your Hindu's Gods 33 khoti devta , And secondly Your guru's Brother' Aguar Bagwan k photo v shat hoti tumari frame mai batt he kuch aur hoti tumare guru hum aur tum Sb Raab k bande hai Toh never Forget you God ,Shree Ram bolna he nhi hota bass unki tasveer v Pooja mai Hone cahiye! baki meri batt koi galt lage toh Prabhu Maffi 🙇🫶
No one is forgetting the roots brother. Ram ji, Krishna ji, Jesus, Prophet sb ko dil se pyar aur izzat hai. Ram ji bs jai shree ram bolne ya photo me puja krne k lie ni h. Ram ji Ram the unke behaviour unke pyar unke respect for everyone k lie. Jinhone unke wife ko sita maa ka apharan kia tha unhe bhi ek moka dia tha shree ram ne ki apni galti man lo ye sb chor do aur mai tumhe maaf kr dunga. Ye pyar ye bichar k lie shree ram ji ram ji hai. Aur ye sare vyavhar aaj ke din agar mujhe mere thakur ji se sikhne milri h to wo hi mere lie prabhu, wo hi mere lie jesus, wo hi mere lie sb kuch. Aap bhale ram ji ki puja karo ya krishna ji ki..agar soch ravan ya kans wali h to kya matlab puja krne ka. Ye kisi individual ko ni bolra mai. If someone is teaching me how to love othere how to be kind how to be the best of yours then he or she or it is everything for me. Now I respect everyone from my heart because am taught to do so. At the end at death bed only the thought that everyone you came nearby loves you and thinks kind of you will make you proud and full of joy. ( This is my thinking and this might be different for others. But if this kind of thinking is making me better than my past day by day then what else do I need 🙏)
Jesus kahan se aa gye 🤔 Bhai Hamare Jahan Guru ji koi v hoon in Hinduism unki Pooja ho Rahi aur bagwan ji ki photo shat na ho aisa hoon in skta 🫶 apke wahan hota hoga I think hmare guru ji ho yah na woh kabhi yeh nhi kahange ki tum mere Pooja yah satsang kro aur Bagwan ki photo v lagao 💔🥲
Hamare yaha jb janmastami hoti h to hm krishna ki photo rakhte h, durga maa ki puja hoti h to durga ji ki photo rakhi jati h, ram ji ki pooja hoti h to hm ram ji ki tasveer lagate h. Ab hamare yaha aisa to ni hota ki ganesh puja hai aur hm krishna ki tasveer lagake rakhe h. To thik wese hi mere ghar me thakur ji ka satsang tha to sirf thakur ji ki tasveer lagai thi. Simple as that. Ab bhai India to hai ni ki sare photo lagaun. Aap India me hamare ghar aao apko sare photo and murtiyan dikhegi. And rahi baat jesus ki to mai sare religion ki baat krra tha ki mai i mean me personally I respect each one of them. Jis bhi bhagwan se ek insan ko kuch acha krne ka, dusro ko pyar krne ka sikh milta h ya positive energy milti h, wo acha. Bhagwan to bura ni hota. Bura hota h ek insan ka soch chahe wo koi bhi dharm ko mane. Ye koi behas ya debate ni krre hm. Ye mera man na h. Zaroori ni h ki hm jo mante h wo dusre bhi maane, lekin mere man ne se mere zindagi me chize achi hoti h bina kisiko thes pahuchae, to mere lie wo hi sahi hai. 🙏
✨✨✨
Thakur ji Kavel Ram ji ,kana ji 🫶🙏 13:04 Geta mai sb likha kahin se gyan kyu le, jbki kana ji ne sb bol diya es Kalyug k liye geta mai #jaishreekrishana #jaishreeram❤
its awesome thing loved it
🫂
Happy Birthday Shashi Bhaiya 🎉🎉🎉
Thankyou sweetie
keep it up bro❤will meet you in 2025
I Respect your Gurus" But never Forget your roots,
And you belong to Hinduism.Please Ist priority to your Hindu's Gods 33 khoti devta , And secondly Your guru's Brother' Aguar Bagwan k photo v shat hoti tumari frame mai batt he kuch aur hoti tumare guru hum aur tum Sb Raab k bande hai Toh never Forget you God ,Shree Ram bolna he nhi hota bass unki tasveer v Pooja mai Hone cahiye! baki meri batt koi galt lage toh Prabhu Maffi 🙇🫶
No one is forgetting the roots brother. Ram ji, Krishna ji, Jesus, Prophet sb ko dil se pyar aur izzat hai. Ram ji bs jai shree ram bolne ya photo me puja krne k lie ni h. Ram ji Ram the unke behaviour unke pyar unke respect for everyone k lie. Jinhone unke wife ko sita maa ka apharan kia tha unhe bhi ek moka dia tha shree ram ne ki apni galti man lo ye sb chor do aur mai tumhe maaf kr dunga. Ye pyar ye bichar k lie shree ram ji ram ji hai. Aur ye sare vyavhar aaj ke din agar mujhe mere thakur ji se sikhne milri h to wo hi mere lie prabhu, wo hi mere lie jesus, wo hi mere lie sb kuch. Aap bhale ram ji ki puja karo ya krishna ji ki..agar soch ravan ya kans wali h to kya matlab puja krne ka. Ye kisi individual ko ni bolra mai. If someone is teaching me how to love othere how to be kind how to be the best of yours then he or she or it is everything for me. Now I respect everyone from my heart because am taught to do so.
At the end at death bed only the thought that everyone you came nearby loves you and thinks kind of you will make you proud and full of joy. ( This is my thinking and this might be different for others. But if this kind of thinking is making me better than my past day by day then what else do I need 🙏)
Jesus kahan se aa gye 🤔 Bhai Hamare Jahan Guru ji koi v hoon in Hinduism unki Pooja ho Rahi aur bagwan ji ki photo shat na ho aisa hoon in skta 🫶 apke wahan hota hoga I think hmare guru ji ho yah na woh kabhi yeh nhi kahange ki tum mere Pooja yah satsang kro aur Bagwan ki photo v lagao 💔🥲
Hamare yaha jb janmastami hoti h to hm krishna ki photo rakhte h, durga maa ki puja hoti h to durga ji ki photo rakhi jati h, ram ji ki pooja hoti h to hm ram ji ki tasveer lagate h. Ab hamare yaha aisa to ni hota ki ganesh puja hai aur hm krishna ki tasveer lagake rakhe h. To thik wese hi mere ghar me thakur ji ka satsang tha to sirf thakur ji ki tasveer lagai thi. Simple as that. Ab bhai India to hai ni ki sare photo lagaun. Aap India me hamare ghar aao apko sare photo and murtiyan dikhegi. And rahi baat jesus ki to mai sare religion ki baat krra tha ki mai i mean me personally I respect each one of them. Jis bhi bhagwan se ek insan ko kuch acha krne ka, dusro ko pyar krne ka sikh milta h ya positive energy milti h, wo acha. Bhagwan to bura ni hota. Bura hota h ek insan ka soch chahe wo koi bhi dharm ko mane. Ye koi behas ya debate ni krre hm. Ye mera man na h. Zaroori ni h ki hm jo mante h wo dusre bhi maane, lekin mere man ne se mere zindagi me chize achi hoti h bina kisiko thes pahuchae, to mere lie wo hi sahi hai. 🙏
@@skr1602 well said, respect all religions