@@adiiiiiiok aap padhane ke liye jisko dekh rhe ho usi ke bare me Aisa bol rhe ho phle to ek teacher ko dusre teacher ki ke bare me Aisa bolna nhi chahiye aap ne abhi start bhi nhi kiya hai itna ego aa gya aap me ki aap jaise hi start kro ke 20,25M subscribers ho jae ge. Mai subscribe kr ke rakh leti hu dekhti hu kitna achha padhate ho aap wo baat alag hai ki baad me unsubscribe kr dugi so mai wait kru gi aap ke video ka jo duniya upar achha hone wala hai best of luck 👍
Sir main aapka Sara classs dekhi hu youtube pr Sirf aapse pdhkr Mera 6-8 ctet me 120aaya h ❤️❤️❤️ thanqq so mch sir Aap sst ke best teacher ho ❤️❤️❤️❤️❤️
1 sons of Liberty and daughter of Liberty sambandhit hai war of independence of America✓✓ 2:-Philadelphia mein 4 July 1776 mein logon ne swatantrata ka ghoshna kiya tha American indipendence day 3:-Thomas paint ka pustak reflection on the revolution in France nahin hai baki *common sense * the rights of man The age of reason yah sabhi hai 4:-America mein English settlement ke dauran Jo krishi utpadan the vah hai:-chini aur tambakoo✓ 5:-American Kranti ne France ki Kranti ka niv Dala:-Benjamin Franklin 6:- the first settlement established in America :- gems tawn 7:-declaration of independence USA ke lekhak:- Thomas Jefferson 8:- stamp act British pradhanmantri Greenville ke dwara Diya gaya tha 20 ceiling ka stamp tax Dena hota tha 1765 *Esi ke virodh mein sons of Liberty and daughter of Liberty ki sthapna America mein ki gai thi *No representation no taxation 9:-America ki Kranti ke samay Britain ke Samrat George tritiya the 10:- Boston tea party Britain ke kis pradhanmantri ke Karan hua;- lord north Samuel Adams ke netrutva mein Boston tea party Hua; simulal Adams ke netrutva mein Red Indian tribe mohak address mein sabhi log chai ko uthakar fenkane lagte 11:-swatantrata Samanta and brotherhood ka nara:- ruso ke dwara Diya gaya tha Social contract mein Maikyawali ki Rachna the prince Montesquieu ke Rachna the spirit of law Voltaire France ki Kranti se juda ek vyakti 12:-the spirit of law montesquieu ke dwara likha gaya pustak 13:- France ke vittiya prabandhak arthik kram mein ghoshna ki kinna divaliya per na Karun Badrinath:-turgo 14:- 15:- Cromptokin France ke new salwar ke vitt mantri nahin tha 16:-rajya hun yah Lui 14 ne kaha tha Mere Marne ke bad pahle hogi yah bhi Lui 15 ne kaha tha 17:-France ki Kranti ka Swaroop :- Burjwa varg ki arthat padha likha madhyam varg 18:-what is third state:-aba siye ne likha tha 19:- state general ka adhiveshan bulane ka Karan:-naye karo ki swikriti hetu ✓ 20:-state general ko bulane ka prastav France ke vitt mantri:- brian ne Rakha tha 21:-Perish ke hajaron auraton ne vaysaray ki taraf 5 October 1789 ko kuchh kiya tha 23:-Louis 16 va ko fansi 21 January 1793 mein Diya gaya tha 24:-France mein manvadhikar aayog ki ghoshna 27 August 1789 Ko Kiya gaya tha 25:- Gevel tax France me namak pr lagta tha 26:-Main rajtantra ka avshes Apne sath lekar ja raha hun :-Mirabio ne kaha tha 27:-robesphere apni takiya ke niche kaun sa pustak rakhe ke sota tha:-social contract 28:-francisi Kranti ke masiha:- 29:- Janata ka Mitra (L'Ami du peuple) iske sampadak jeen Paul marat hai 30:- 31:- 32:-Napoleon ke Patan ke bad France ka Raja Louis 18 th 33:-1762 mein Ruso ne yah baat kaha tha crosia dweep ek Chhota sa dweep ek din pure Europe ko ashcharychakit kar dega 34:-Rhine Sangh ki sthapna pressbarg ke sandhi ke falswaroop bna tha 35:- 36:-chartist aandolan:-shramikon dwara Rajnitik adhikaron ke liye Kiya Gaya aandolan 37:-Europe mein sabse pahle mahilaon ko matadhikar dene wala :-Norway hai 38:- 39:-marksvad samajwad vaigyanikb kyunki marks ne:-Aadarsh parakh spasht tatha swapn lokiya purvdharna ko aswikara 40:- Europe ke Samajwadi aur Britain ke shramik Sangh aandolan ke Janak Robert oven 41:-second socialist international conference:-1889 Paris me Sabhi ko ke kam ke ghante kam kiya jaaye 1 may ko shramik Divas ghoshit kiya jaaye sabhi rashiyon ko aatm nirnay ka hak Diya jaaye 42:- Germany ke ekikaran mein Australia aur Persia ka nirnayak yuddh :-sedova 43:-risorgimento ke sampadak:-cavour Italy ke ekikaran ka shrey ise hi jata hai 44:-Italy ka ekikaran :house of sevoy😊
The best teacher of world history on youtube ❤
Bn8ui
? @@adiiiiiiok
@@adiiiiiiokto Bhai tum bevkoof ho tum itna jante ho to yha kyu time khrab KR rhe
@@adiiiiiiok wah re logic beta 🤣🤣🤣
@@adiiiiiiok aap padhane ke liye jisko dekh rhe ho usi ke bare me Aisa bol rhe ho phle to ek teacher ko dusre teacher ki ke bare me Aisa bolna nhi chahiye aap ne abhi start bhi nhi kiya hai itna ego aa gya aap me ki aap jaise hi start kro ke 20,25M subscribers ho jae ge. Mai subscribe kr ke rakh leti hu dekhti hu kitna achha padhate ho aap wo baat alag hai ki baad me unsubscribe kr dugi so mai wait kru gi aap ke video ka jo duniya upar achha hone wala hai best of luck 👍
Sir mere 40 question shi h
Sir ap bahut achhe teacher h.apse padhkar Maine ctet qualifi Kiya tha ...isbar Mera selection ho jaye......pray to God
best teacher in this world...sst ki deep knowledge rakhte h...wah sir
You always teach like our elder brother not only a teacher ❤ thank you so much sir 🙏🥰
My best teacher for all history 🙏🙏🙏
Vharanaspast sir 🙏 ashirwad digiye sir 🙏
sunny sir shandar,jabardast zindabad...
Sir plzz 4-5 ghante ka marathon karwaiy ctet ke jyse ❤❤🎉🎉🎉🎉
Best teacher on TH-cam 🙏🏽🙏🏽🙏🏽
Thank u so much sir hme itna achhe se samjhane k liye
Sir app bahut acha padhate ho best teacher of sst
Before seen commenting one of the best class❤
East of west ..Sunny sir is the best ....❤😊 lot's of pranaam guru ji 🎉🎉
Sir ki class super hoti h thanku sir😊
World history ke world best guruji. Continue this classes.
आप बहुत अच्छे शिक्षक हैं 🙏🙏🙏🙏
Sir you are best teacher on TH-cam
Thank you guru ji...best class
I love u sir aap bahut achhe se deal kiye har question ko
History nd polity best teacher 👌👌👌👌
Sir आपको नमस्ते है l मेरा
Thanks❤🌹🙏 sir marathon k lie
Very nice👍
Yes u r a good teacher on yt of W H and also all pol science thankyou so much ❤❤❤
Sir aapki mehnat ko dil se salaam🙏🏻
NYC class sir g thank you sir 😊😊
Sir please ek humble request h ki polity ka v aise hi ek class leke ncert polity aur Indian polity complete kr dijiye please sir please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Nice session sir bahut din se wait tha 🎉🎉🎉🎉🎉
Thank u so much sir 🙏🙏🙏
फ्रांस में क्रांति का स्वरूप नोट्स में भी समाजवादी दिया हुआ है।
Thanku sir 😊🙏
Very nice class ❤❤
u r great sir
World history aapka pdhya huwa bahut Pasadena aata hai sir
Thank you so much sirji for nice class ❤
Thank you sir🙏🙏🙏
Fev teacher ❤
Sir main aapka Sara classs dekhi hu youtube pr
Sirf aapse pdhkr Mera 6-8 ctet me 120aaya h ❤️❤️❤️ thanqq so mch sir
Aap sst ke best teacher ho ❤️❤️❤️❤️❤️
Sir apse padhkar mere sst me 48 mar ks aye h mera ctet qualify ho gya thank u sooooo much sir
Best class sir❤ But please sir world history m war and treaty krwa dijiye.
Sir ke utopia se mujhe the mumma boy yad aa gya😅😅😅
Thank you so much sir apke padhane se mera ctet hua ab bpsc v ho jae❤❤❤
Thank you so much sir....
🙏🙏
Thank you 🙏🙏 sir
BEST TEACHERS
WORLD HISTORY- SUNNY SIR
INM- SHASHI SARAN
GK- DANISH SIR
STILL FENDI FOR MIDVALE HISTORY AND ANCIENT HISTORY
Best teach
Nice session thank you so much sir ji
Thank you so much sir
Nice teacher
Thank you so much
🙏🙏🙏🙏🙏
Sir it's humble request to you... Aap pstet sst ki bhi preparation krwaye please
I am big fan of sunny sir
He is the real hero of world history ❤
Legend of history sunny Srivastava
thnkuu sir....❤
Thanks 🙏 sir
Sir world history की एक लंबी क्लास ले लीजिये जिसमे ज्यादा से ज्यादा mcq हो 🙏
Sir polity bhi kra dijiye
Wold history my Hiro sir
Sir,class 10th history ki vedios aur polity class 9,10 th ki imp.topic vedios provide kijiye plz..
Gajub sir ji
Sir plz video delete mat kijiyega q k mujhe nots se yad nahi hota apki bate sun kar hi yad hoti h🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sunny sir ko tbse follow krri hu jbse se unhone adhyan Mantra pr padhana suru kiya tha
Same
Sir apki book to market mai avaliable h mai le bhi chuki hu
Common sense the rights of man thomas pan
Sir pfd mil sakti hai?
Sir ji history le ya phir geography
Sir 26 number question sheet me apne c option btaya hai ,
Letters of fees.
Sir world war bhi pdha dijiye yudh aur sandhi se question aaye the
आपका दिल से स्वागत है
Human rights menifesto 26 aug 1789 hoga .ans no 23
Sir aap pdaate ho achha but voice problem kabhi nahi sudhar hota hai voice dhimi dhimi lagta hai
Sir bhu tgt k liye Gk ki preparation kaise karein please reply sir
Sir jtet ka v class lijiye aap Bhut aacha padhate h plz sir 6 to 8 ka
Mera 40 right hai out of 45
35/45
Sir dono Mairthon ka pdf de dijiye
6 b jamstown
Nvs pgt ke history teacher ko sub english main padhana padta hai kya ji
Sst king👑👑
Sir mera 45/40
time kitne bje hai
Up tgt ke liye bhi h sir ji
Sir yah class 6to8 wale ke liye hai na
Duties of man magnej
3/bbb
Yes sir
Treaty of pressburg took place between Austria and France
Lard north
Mai CG se hu sir kya mere liye benefit hai
Sir ye up ssuper tet ke liye bhi hai please btaiye...
Sir Aapka Book kaise milega ????
Sir aapka course kaise purchase kare
1 sons of Liberty and daughter of Liberty sambandhit hai war of independence of America✓✓
2:-Philadelphia mein 4 July 1776 mein logon ne swatantrata ka ghoshna kiya tha
American indipendence day
3:-Thomas paint ka pustak reflection on the revolution in France nahin hai
baki
*common sense
* the rights of man
The age of reason yah sabhi hai
4:-America mein English settlement ke dauran Jo krishi utpadan the vah hai:-chini aur tambakoo✓
5:-American Kranti ne France ki Kranti ka niv Dala:-Benjamin Franklin
6:- the first settlement established in America :- gems tawn
7:-declaration of independence USA ke lekhak:- Thomas Jefferson
8:- stamp act British pradhanmantri Greenville ke dwara Diya gaya tha
20 ceiling ka stamp tax Dena hota tha 1765
*Esi ke virodh mein sons of Liberty and daughter of Liberty ki sthapna America mein ki gai thi
*No representation no taxation
9:-America ki Kranti ke samay Britain ke Samrat George tritiya the
10:- Boston tea party Britain ke kis pradhanmantri ke Karan hua;- lord north
Samuel Adams ke netrutva mein Boston tea party Hua; simulal Adams ke netrutva mein Red Indian tribe mohak address mein sabhi log chai ko uthakar fenkane lagte
11:-swatantrata Samanta and brotherhood ka nara:- ruso ke dwara Diya gaya tha
Social contract mein
Maikyawali ki Rachna the prince
Montesquieu ke Rachna the spirit of law
Voltaire France ki Kranti se juda ek vyakti
12:-the spirit of law montesquieu ke dwara likha gaya pustak
13:- France ke vittiya prabandhak arthik kram mein ghoshna ki kinna divaliya per na Karun Badrinath:-turgo
14:-
15:- Cromptokin France ke new salwar ke vitt mantri nahin tha
16:-rajya hun yah Lui 14 ne kaha tha
Mere Marne ke bad pahle hogi yah bhi Lui 15 ne kaha tha
17:-France ki Kranti ka Swaroop :- Burjwa varg ki arthat padha likha madhyam varg
18:-what is third state:-aba siye ne likha tha
19:- state general ka adhiveshan bulane ka Karan:-naye karo ki swikriti hetu ✓
20:-state general ko bulane ka prastav France ke vitt mantri:- brian ne Rakha tha
21:-Perish ke hajaron auraton ne vaysaray ki taraf 5 October 1789 ko kuchh kiya tha
23:-Louis 16 va ko fansi 21 January 1793 mein Diya gaya tha
24:-France mein manvadhikar aayog ki ghoshna 27 August 1789 Ko Kiya gaya tha
25:- Gevel tax France me namak pr lagta tha
26:-Main rajtantra ka avshes Apne sath lekar ja raha hun :-Mirabio ne kaha tha
27:-robesphere apni takiya ke niche kaun sa pustak rakhe ke sota tha:-social contract
28:-francisi Kranti ke masiha:-
29:- Janata ka Mitra (L'Ami du peuple) iske sampadak jeen Paul marat hai
30:-
31:-
32:-Napoleon ke Patan ke bad France ka Raja Louis 18 th
33:-1762 mein
Ruso ne yah baat kaha tha crosia dweep ek Chhota sa dweep ek din pure Europe ko ashcharychakit kar dega
34:-Rhine Sangh ki sthapna pressbarg ke sandhi ke falswaroop bna tha
35:-
36:-chartist aandolan:-shramikon dwara
Rajnitik adhikaron ke liye Kiya Gaya aandolan
37:-Europe mein sabse pahle mahilaon ko matadhikar dene wala :-Norway hai
38:-
39:-marksvad samajwad vaigyanikb kyunki marks ne:-Aadarsh parakh spasht tatha swapn lokiya purvdharna ko aswikara
40:-
Europe ke Samajwadi aur Britain ke shramik Sangh aandolan ke Janak Robert oven
41:-second socialist international conference:-1889 Paris me
Sabhi ko ke kam ke ghante kam kiya jaaye 1 may ko shramik Divas ghoshit kiya jaaye sabhi rashiyon ko aatm nirnay ka hak Diya jaaye
42:- Germany ke ekikaran mein Australia aur Persia ka nirnayak yuddh :-sedova
43:-risorgimento ke sampadak:-cavour
Italy ke ekikaran ka shrey ise hi jata hai
44:-Italy ka ekikaran :house of sevoy😊
Sir ji book kaise milega word history ka 🙏
Sir question no 7 ka answer -b hoga na?
Benjamin Franklin
Sir ji 1 to 5 me v world history se question aaya tha 15 match leak paper me
36/45
41 Right