Other State Road Tax kaise bhare | Commercial Vehicle Road Tax Online | UP Road tax online

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 10 ก.ย. 2024
  • Other State Road Tax kaise bhare | Commercial Vehicle Road Tax Online | UP Road tax online
    other state road tax online
    Road tax kaise bhare
    uttar Pradesh Road tax
    Commercial vehicle Road tax
    other state visit Road tax kaise bhare
    Commercial vehicle Road tax online
    Note :-प्रिये दर्शको हमारे चैनल का किसी भी प्रकार से केंद्र या राज्य सरकार और किसी भी सरकारी संस्था से कोई लेना देना नहीं है हमारे द्वारा दी गई जानकारी आधिकारिक वेबसाइट तथा समाचार पत्रों से ली जाती है और आपको उस जानकारी को बताने का प्रयास किया जाता है हम पूरी कोशिश करते है की आपको जानकारी सही प्रकार से दी जाये फिर भी हम आपको अंतिम निर्णय लेने से पहले संबधित योजना या जानकारी को आधिकारिक वेबसाइट पर विजिट करने की सलहा देते है

ความคิดเห็น • 28

  • @santoshkumar2863
    @santoshkumar2863 หลายเดือนก่อน +1

    Sir
    Nepali commercial Bus ka Up tax kaise kate...??
    Plz sir Reply

  • @GULSHANKUMAR-xj3eh
    @GULSHANKUMAR-xj3eh 13 วันที่ผ่านมา +1

    Sir meri Bolero camper hai Bihar number ki aur jharkhand me 3month ke liye chalana hai to permit ki jarurat hogi ya road tax please reply me sir

    • @darshtech5804
      @darshtech5804  13 วันที่ผ่านมา +1

      Sir Commercial ka all india permit hai apke pas to sirf road tax krna hoga agar allindia permit nhi h to phir permit lena hoga

  • @manekh4490
    @manekh4490 12 ชั่วโมงที่ผ่านมา

    Lmv gaadi ka NP hai to bhi dusre state me jane ke liye tax bharna hoga?

    • @darshtech5804
      @darshtech5804  7 ชั่วโมงที่ผ่านมา

      Question smjh nhi aaya bhai

  • @ayrans1
    @ayrans1 25 วันที่ผ่านมา

    Brother NCR permit ke liye kya rules hai agar delhi to Jaipur jana hai ??? Kaha kaha tax katega ??? Haryana aur jaipur ka ? Ya shirf Jaipur ka ?
    Aur NOC bhi lena hoga ? Temporary permit ? Aur kaha kaha ka lena hoga ? Delhi to Jaipur ka ? Ya phir haryana ka bhi lena hoga ?

    • @darshtech5804
      @darshtech5804  25 วันที่ผ่านมา +1

      Bhai commercial vehicle ka road tax lagta hai jis bhi state ko ap cross kroge uska and permit to apke pas all india ka hoga hi agar commercial vehicle hai to delhi number commercial vehicle hai to haryana ka and rajasthan ka lgega road tax ap kahi se kra skte ho highway per hotels hote hai unke as pas bethe rhete hai Laptop lekr wo bhi kar dete hai nhi to ap khud bhi kar skte ho ye to normal hota hai pay krna

  • @amansah626
    @amansah626 หลายเดือนก่อน

    Agar west Bengal se U.P. jana hai to sirf UP ka tax katna hoga ya on the way State bihar jharkhand ka bhi?

    • @darshtech5804
      @darshtech5804  หลายเดือนก่อน

      Jis state ko bhi ap cross kroge sabka hoga sir

  • @ArtBy_Anil
    @ArtBy_Anil หลายเดือนก่อน

    Other states ke liye private car ko bhi state tax dena padta hai kya.. south indian ghumne jana hai 15 days ke liye...please reply

    • @darshtech5804
      @darshtech5804  หลายเดือนก่อน

      Nhi sir private ka nhi hota only toll tax hota hai bus

  • @letsexplore5122
    @letsexplore5122 หลายเดือนก่อน

    Ek baat regular basis per jo vehicle interstate chalte hain to unka tax payment kis tarah se hota hai.. maan lijiye Delhi se Himachal, Uttrakhand & JK.. thoda samjhaiye ..

    • @darshtech5804
      @darshtech5804  29 วันที่ผ่านมา +2

      Sir other state ke jo commercial vehicle hote hai unka road tax lagta hai other state mein ap kisi state ko sirf cross bhi kroge to bhi apko tax cutwana pdega besak ap us state mein ruko ya nhi ruko agar RTO ne rukwa liya to bda challan hoga apki gaadi jis state ki hogi uska to ap tax already pay karte hi hoge lekin jab bhi ap kisi other state mein jaoge to border entey se phele tax cut krne wala bethe hote hai unse bhi ap cutwa skte ho ya khud bhi online kar skte ho himachal ka tax alag hai Uttrakhand ka alg hoga uttar Pradesh ka alag jk ka alag ap ye tax daily monthly quarterly ke hisab se cut kar skte ho kisi state ka daily options hota hai kisi ka monthly ka hoga daily ka nhi hoga sabka alag alg hai

  • @sunilskthakur177
    @sunilskthakur177 หลายเดือนก่อน

    Delhi ka to option ni aa rha h

  • @varindergoyal8715
    @varindergoyal8715 หลายเดือนก่อน

    Mera truck punjab permit ka hai , chandigarh ka tax kaise bharu, show nhi ho raha 22 : 10

    • @darshtech5804
      @darshtech5804  24 วันที่ผ่านมา

      Chandigarh ka nhi hota sir punjab ka hota hai

  • @Dheerajjivlogger
    @Dheerajjivlogger หลายเดือนก่อน

    haryana state ka 1 din ka tax nahi kat raha please help

    • @darshtech5804
      @darshtech5804  หลายเดือนก่อน

      Sir konsi gaadi hai apki Car ka to cut jata hai days ka per kuch state mein days ka option nhi hota wha monthly ka krna pdta hai kese rajasthan mein

  • @suvratarora2749
    @suvratarora2749 หลายเดือนก่อน

    Sir punjab se delhi ja rha hu 4 din ke liye...delhi ka state tax nai aa rha he...kese karu

    • @darshtech5804
      @darshtech5804  24 วันที่ผ่านมา

      Delhi ka nhi hota sir

  • @vishalsingh-lc7ut
    @vishalsingh-lc7ut หลายเดือนก่อน

    भाई मुझे up से राजस्थान जाना है
    फिर राजस्थान से ही return up आना है तो क्या मुझे 2 बार टैक्स देना होगा क्या

    • @darshtech5804
      @darshtech5804  หลายเดือนก่อน

      Ye road tax hota hai bhai Rajasthan ka vese bhi daily ka nhi hota wo monthly ka hoga jo daily wala hota hai wo 24 hour ke liye hota hai

  • @moeenhusain511
    @moeenhusain511 2 หลายเดือนก่อน

    Sabhi state ka Checkpost Quarterly tax ek baar me kaise bharu ?

    • @darshtech5804
      @darshtech5804  2 หลายเดือนก่อน

      Jaha per ap Days select karte ho wahi per monthly and quaterly ka option aata hai

  • @Pradeepchawla130
    @Pradeepchawla130 2 หลายเดือนก่อน

    Byke taxi h to usko tax pay karna hoga kya

  • @Goldy_verma_001
    @Goldy_verma_001 2 หลายเดือนก่อน

    Bro Paytm se payment nahi hoti kya

    • @darshtech5804
      @darshtech5804  2 หลายเดือนก่อน

      Laptop mein open kroge to option aata hai UPI ka