very good , bhai mein koi construction ka kaam nahi krta phir bhi apke videso dekhta hoon , apke sabhi videos bhut badiya hote hai , kafi gehri and usefull knowledge detein hai . thanks
Mujhe apni ground floor ko stilt parking banakar 3floor banane hain me chahta hun ki kuchh collum aur add kar ke stilt plus 3 floor bana lun. Me sahibabad me rehta hun.iske bare me rai den.
Sir good evening sir , hamara 2 floor ka ghar hai 25 year old . Only 1 column between 45 feet. Hamri roof se Padosi ne 35 feet upper tak ghar bana liya hai . Ab wo hamari side paad baandh kar plaster karna chahta hai 35 feet by 45 feet ki hamari side ki diwar par . Hamare ghar ki roof ki seelan , sariyon main and paint , POP , ghar ki majhbuti k liye hame kya karna chahiye. Hame hamare 25 year old ghar ko dhyaan main rakhte hue seelan , roof , sariye , paint ,POP . Please guide sir. Plaster k liye mana kar dain please guide sir
Maine 26feetx20 feet ka salab data tha jo ki 7 feet ki hight pr jo ki upar ki salab kisatring ke lod ki Bajah se 2.5 inchi baith gya hai koi tarika bataye
Rahul ji aap ne jo 17 inch wala beam batay hai RCC se beam wala use mein aap ne 2 radde bricks ka use karenge but app sirf 9x9 ka hi beam size rake kar use niche se hi bharne ke tarika batyen kyun ki 17 inch mein jo app 2 radde brick ka lagao gey uss se kya beam mein load strength kam nahi hogi pls aap niche se kaise beam ko rcc se bharen 9x9 latak beam ko upar se bina ched kiye taki Beam pura strong bane Pls. reply with niche se bharne ke tarika aur iska koi video bhi upload karen
नमस्कार मेरा मकान ३० साल पुराना है । लोड बेअरिंग है , दो कमरे १०×१२ के है उन्हे तोड कर आप के तरीकेसे बडा हॉल बनाना चाहता हु । दिवारे १८ इंच चौडी है ,वन वे स्टिल लगाया साईज याद नही , क्या मै आपका तरिका युज कर सकता हु क्या ? और उसके उपर एक फ्लोअर और बनाना चाहता हु, कुछ सुझाव है तो कृपया बताये...व्हिडीओ के लिए धन्यवाद 🙏
Beam ko diwal men fasane se beam $ slab ka pura weight diwar men aa raha he sir.10 - 10 feet men caloum dalkar beam usmen fasane se load beam & caloum men devide ho jati.aapka ismen kya opinion he pl.
@@soldierrahulvlogs sir aapko apne fan /subscriber ke comment read karne men 2 month lag gaye. Men to 2025 tak reply pane ki umeed kar raha tha. 2month men itni jaldi reply dekar aapne wakaie bahut upkaar kiye hen sir. Thanks🙏🌹 a lot for that pl.
Rahul ji, mein purane lanter ke niche 9x9 ka RCC Latak beam dalna chat hoon upar se bina ched kar ke pls. niche se beam mein RCC bharne ke tarika batayiye pls. niche se hbeame ko rcc se bharne ka tarika batyen Pls. reply
Bhai 100 gah me bne ghar me agar hum beam daale aise hi jase video me h .. To lanter me bhut sare ched krke cement bharna pdega .. Bhut sare cged krne se koi dikkat to nhi hogi bhai ji please btaye
Upar ke terrace me jane ke liye mere ghar me eet ki didi hai per jayada jagah lete hai kaya vah todkar metal ki lagava sakte hai kya please guide me. Thanks
I am a bengali so I can't typ hindi. My queries are:- 1) my building constructed in 1980. Now I wish to construct 2nd floor but my building is not made with RC coloum but all covered by linten . Now how can I construct coloum because linten is in middle place.
@@soldierrahulvlogs Sir plz help. Mera ghar 35 saal purana hai aur lanter RBC ka hai. Kya mein column aur beam daal ke RBC roof ko bajbuti dekar first floor bana sakta hoon. Dar es baat ka hai ki kahin RBC ka roof gir na jaaye. plz help.
बहुत ही अच्छा तरीका से समझाया गया है। धन्यवाद
Mujhe to aapka video bahut pasand aaya hai kafi help full hai thankyou sir 🙏🙏🙏👍👍👍👍❤️❤️❤️❤️❤️
Nice information sir ji keep it up thanku so much for giving informative video❤
Sir mujhe do room Ko Tod kar hall banani hai Lekin dono ke beech colam hai to kya Karu
Bahut acchi tarah se aap ne samjaya hai 🙏🙏🙏
very good , bhai mein koi construction ka kaam nahi krta phir bhi apke videso dekhta hoon , apke sabhi videos bhut badiya hote hai , kafi gehri and usefull knowledge detein hai . thanks
Bahut bahut dhanyvad
Side wall 9inch ki hai aur usme 12 mm ke 4 bar ki kuchh pillers padi hui hain.
Thank you sir aap ki information Mujhe acchi lagi hai
Mere saval ka jvab mil gaya.hm bhi soch rahe the colam ke age divar kaise bnaye.kmra bda Krna hai
Bahut accha. Safe idea. Nice sir
Mujhe apni ground floor ko stilt parking banakar 3floor banane hain me chahta hun ki kuchh collum aur add kar ke stilt plus 3 floor bana lun. Me sahibabad me rehta hun.iske bare me rai den.
sir lentar pe draare aa gyi h uske upar dusra bnaana h toh kya karna padega kuchh video bnaao
सही और कामयाब पोस्ट है।
Very nice video
Mast idiya Diya sir Mera makan ka vahi problem hai
Sir mere makan ki niche Nim kamjor hai sir pillar Dena h kase lagy please reply
बहुत बढ़िया भइया
Kya niche se diwar kat kar concrete kr skte he.. sealan bahut aati he hamare yha...
Jindal ka panther gautter 6*6 inch ka 10 dal dete solid Kam hota shyd
आप. कहाँ
से हो मुझे भी काम.करवाना.था
sir mera ghar patti ka bana hua he to kya usme hum chote room ko bada kr skte h kya
Kya me apna 1st floor or ground floor me wall tod tod k change kr skta hu pura lenter to nhi todna pdega
Agar ghar do manjil ka ho to uske niche Bim kaise dale
17 फीट की बीम को डालने में कितना खर्चा आएगा
Sir mujhe 18 × 12 feet lamba chat h us k beech k wall todni h to vo b aisa hi hoga
Sir good evening sir , hamara 2 floor ka ghar hai 25 year old . Only 1 column between 45 feet. Hamri roof se Padosi ne 35 feet upper tak ghar bana liya hai . Ab wo hamari side paad baandh kar plaster karna chahta hai 35 feet by 45 feet ki hamari side ki diwar par . Hamare ghar ki roof ki seelan , sariyon main and paint , POP , ghar ki majhbuti k liye hame kya karna chahiye. Hame hamare 25 year old ghar ko dhyaan main rakhte hue seelan , roof , sariye , paint ,POP . Please guide sir. Plaster k liye mana kar dain please guide sir
Maine 26feetx20 feet ka salab data tha jo ki 7 feet ki hight pr jo ki upar ki salab kisatring ke lod ki Bajah se 2.5 inchi baith gya hai koi tarika bataye
Beam column joint. Ke Barey mey bhi batayeiya
लेकिन बीम की side वॉल भी पूरी मजबूत होनी चाहिए जो लोड ले सकें, बीम का, nice video
Right
Humne bhi karvaya hai lekin beam nahi lagaya hai 4 feet cut kiya hai beam ki jagah kala ptthar lagaya safe rahega ? Plz 🙏 bataye
Bhot achhaa bhai
Saport ke liye jo teka lagaye hain uske sath patri lagate to saport aur bhi accha milta
क्या आप मेरे घर मे इसप्रकार का काम करवा सकते ।है
Your video is very good
Bhai mera do room alag alag hai sata huwa kiya usko bich ka diwaar tod kr ek room bana sakte h
Thanku sir bhaut acha
sir ji mera colum vala room hsi 11*10 ka use mujhe 15*15 ka karna hsi kaise kare pls jankari de
Agar hme apnep urane makan k ek bade kamare ko chota krke k diwar utha k gailry de k main gate lagana ho to kya aisa ho sakta h
Ho sakta hai
Colum se colum me sariya kaise fasaiye ...latak beak slab pad chuki hai...
Engineer sahab
Heavy Girder bhi laga sakte hain kya, yadi beam na banaaye
Ha
Mujhe balcony extend Karani hai .kiase kar sakte hai....kya aap contract lete hai kya
Main kariye rahulchauhan528@gmail.com
Gajab Ki jaankari
Sar Mera Makan bahut Purana hai niche jo hai 18 inch ki deewaren Hain mujhe usmein hole banana hai aur pillar bhi nahin hai to kya kaise banae
अगर दीवार मिट्टी की चिनाई की हो तो क्या करें? जबकि लैंटर 50 साल पूराना है।
बच्चे की जान लोगे क्या 😃
Tod ke nya ghar banalo usi ke it se
पहले सारी फैमिली का बीमा करवाओ
Bro naya lenter dalwana chahiye. Lenter ki life nikal chuki hai.
सर मुझे भी अपने घर को ऐसे ही रिपेयर करवाना है कृपया मध्यप्रदेश इन्दौर में कोई बंधु काम कर सकता है तो मुझसे सम्पर्क करें 🙏
Sir beem ko ap chat k steel sai bi to joint kr skte the us sai or ache strant aajate aise to beem or slab kai joint hi nhi hoya sir
Sir agar nichey ki diwar ke uper 2 room ki diwar hai to uper se linter me se masala kese padega.
Dusra tarika hai uska
Please tell or share any Vedio
Rahul ji aap ne jo 17 inch wala beam batay hai RCC se beam wala use mein aap ne 2 radde bricks ka use karenge but app sirf 9x9 ka hi beam size rake kar use niche se hi bharne ke tarika batyen kyun ki 17 inch mein jo app 2 radde brick ka lagao gey uss se kya beam mein load strength kam nahi hogi pls aap niche se kaise beam ko rcc se bharen 9x9 latak beam ko upar se bina ched kiye taki Beam pura strong bane Pls. reply with niche se bharne ke tarika aur iska koi video bhi upload karen
Ek video channel par hai uska tarika batya hai maine waise hi karte hai
नमस्कार मेरा मकान ३० साल पुराना है । लोड बेअरिंग है , दो कमरे १०×१२ के है उन्हे तोड कर आप के तरीकेसे बडा हॉल बनाना चाहता हु । दिवारे १८ इंच चौडी है ,वन वे स्टिल लगाया साईज याद नही , क्या मै आपका तरिका युज कर सकता हु क्या ? और उसके उपर एक फ्लोअर और बनाना चाहता हु, कुछ सुझाव है तो कृपया बताये...व्हिडीओ के लिए धन्यवाद 🙏
Maximum Kitna lamba beam dal sakte hain?
Load bearing wall with cracks me kese theek kre groundfloor
Life is awesome civil engineering is channel ko visit kar sakte hay....or is channel me bhi hay
Aupr sa masala nai dal skte h to koi or tarika h kya masala dalne ka
Purane mkan ko giraye bina pillar to dal jaege but jamin wale lenter kese bnae ya n bnae to b chalega ?do mnjil bnae to
Aap ki baat samjh nahi aai hai mujhe
Beam ko diwal men fasane se beam $ slab ka pura weight diwar men aa raha he sir.10 - 10 feet men caloum dalkar beam usmen fasane se load beam & caloum men devide ho jati.aapka ismen kya opinion he pl.
Aap ki baat sahi hai, lekin agar 9 inch ki diwar hai to aap kis tarike se bhi kar
@@soldierrahulvlogs sir aapko apne fan /subscriber ke comment read karne men 2 month lag gaye. Men to 2025 tak reply pane ki umeed kar raha tha. 2month men itni jaldi reply dekar aapne wakaie bahut upkaar kiye hen sir. Thanks🙏🌹 a lot for that pl.
Bhai ji mafhi chahta hu
Aap ki jagah ke hisab se Bim dal sakte h
@@soldierrahulvlogs ji koie baat nahi. Fan hen na. Hum log tej.. Chalte hen ji.
You so good
Rahul ji, mein purane lanter ke niche 9x9 ka RCC Latak beam dalna chat hoon upar se bina ched kar ke pls. niche se beam mein RCC bharne ke tarika batayiye pls. niche se hbeame ko rcc se bharne ka tarika batyen Pls. reply
channel mein aur bhi video hai part 1 part 2 part 3 dekhiae aapka Samadhan jarur video mein milega
Dhanyvad sirji
Aur bhi video hai is tarah se channel par aap unko aur dekh sakte hai।
Bhai 100 gah me bne ghar me agar hum beam daale aise hi jase video me h .. To lanter me bhut sare ched krke cement bharna pdega .. Bhut sare cged krne se koi dikkat to nhi hogi bhai ji please btaye
और भी बहुत तरीके है
Side sa bhar skte h uper tiles h
Ha
वाइब्रेटर चलाते तो दिखाया नहीं
Maine bataya hai ki chalana chahiye to thik rahega.
Ap perfect ho 👌👌
सर मेरा मकान मे.. जीना के एक side कोई दीवार नही ह तो क्या जीना के स्पोर्ट के लिए वहा लटक बीम लगा सकते है क्या।। Please sir reply
Bhai video dekhne or comment krne ka kya fayda jb koi reply hi nhi milta.... Me dislike krta hu is video ko
आपकी मर्जी, फ़ोटो भेजो mail pir bataya hu dekh kar theking209625@gmail.com
🙏🙏🙏 aapka ismein mobile number nahin hai room ka lambai 17 feet Chauraha shepherd lambai mein Bheem darling jismein 4 foot ki Sariya
Sir kya ye safe hai in future???
Ha
Great work kitna kharch aaya bhai
Jada khuch nahi normal hi aaya hai
@@soldierrahulvlogs mujhe dalbana hai bhai kissse meelna hoga
very nice bro
15×29 ka hall hai but koi latak beam nhi LGA hai only 2 hidden beam h 14 inch width k 10 feet distance pe , kya strength me koi phark pdega
Koi fark nahi padega
Ye beam bekaar ha ye ulta deadload ka kaam kar rha ha is acha dewar hi thi ... without proper column beam dena moorkhta ha
Upar ke terrace me jane ke liye mere ghar me eet ki didi hai per jayada jagah lete hai kaya vah todkar metal ki lagava sakte hai kya please guide me. Thanks
Sidiya
Very good
Is me sariya kitne mm ka h
Beam aur slab ka join steel kesaath nahi kiya hai Jo galat hai
हमारा घर पत्थर पट्टी से बना है। कैसे कमरे की दीवार हटेगी और हॉल बंन सकता है?
rahulchauhan528@gmail.com send photo
Bhaiya aap kis City me rehte hain..??
Farrukhabad up
achi video hai or bnao 👍👍👍
Excellent job
Sir mera ghar piller pr nhi h mujhe first floor k do room mila k ek Krna h kya ho payega koi risk to nhi hoga n ???
No
Lantic niche Bheem Jo Lagaya jata hai vah Mistri Sare Jante Hain nai Yojana Koi batao
Good job
Good ideas bhai🙏
Nice video
Yese bhim purane makan me pad jayega
Ha
Agar 25 inch ka dewar ho to kitna inch dewar kte colum ke liye
25 inch
RBS slap hai ki rcc slap hai
Sirji G+1 home hai without pillars. Ek wall ko replace karna hai with pillars only in first floor. Kindly advise is it possible. Thanks
Bhai aise nahin bataya ja sakta hai.
Please contact nb deaapkuch jankari leni h Please
rahulchauhan528@gmail.com
Aur ismein Kitna kharcha aa jaga
👌👌👌👌🙏🙏🙏Good
I am a bengali so I can't typ hindi.
My queries are:-
1) my building constructed in 1980. Now I wish to construct 2nd floor but my building is not made with RC coloum but all covered by linten . Now how can I construct coloum because linten is in middle place.
@@soldierrahulvlogs Sir plz help. Mera ghar 35 saal purana hai aur lanter RBC ka hai. Kya mein column aur beam daal ke RBC roof ko bajbuti dekar first floor bana sakta hoon. Dar es baat ka hai ki kahin RBC ka roof gir na jaaye. plz help.
Thank you sar 🙏🏽ham ko bhe beem dalvana he kya aap kam karege 🇮🇳
Mera 3 floor ka makan hai aur bahut nicha Ban banana hai Upar kaise ki
Kaha ka makan hai
@@soldierrahulvlogs Varanasi me
Ok
Kya aapko apna makan upar uthana hai
Great work
Plastic aapne dikhaya nahi kaise dala aapne
Maine nahi Dali is liye Bata raha hu ki dalni chahiye
Pattiyo vaale makaan me bada mushkil h
Sir aap kha ke ho
UP
Good points
nice
Agar diwar hai hi nahi tab beam kaise de?
Satring kar ke
15*30 k renowned krana hai
maine C chenal laga ke hall bada kiya.
Video
beam ke liye support k liye column dalna padega kya
Ha side se
Good ,sir I have 3 story building ,size 20 feet by 55 feet ,now i want to make hall at the ground floor ,can it be done and how.
20 by 55 me pure me hall banaoge..?
@@soldierrahulvlogs yes sir ,and thanks for reply
Aap apna contact no do