Khalbatta | Dharmik | MTV Hustle 4 | Reaction

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 6 ก.พ. 2025
  • Khalbatta | Dharmik | MTV Hustle 4 | Reaction
    'Khalbatta' is a track where Dharmik flexes his lyrical skills with hard-hitting bars in Dakhni lingo, blending Hyderabadi slang to inspire a new generation. He compares himself to a 'khalbatta' (mortar and pestle), while other rappers are the spices, showcasing his ability to grind and shape the rap game with his unique style
    Song Credits
    Track Name: Khalbatta
    Written & Performed By: ‪@dharmik..‬
    Music Producer: Aditya Pushkarna
    Primary Artist: DHARMIK
    Track Name: Khalbatta
    Singer/Performed By/Cast: DHARMIK
    Lyricist/Written By: DHARMIK
    Music Produced By: Aditya Pushkarna
    Co-Composer: Aditya Pushkarna
    Music Label: MTV
    Genre: Hip Hop
    Sub-Genre: Rap
    Language:Hindi
    Country of Origin/Source: India
    ----
    #RoyalEnfieldHunter MTV Hustle 4 Hip-Hop, Don’t Stop. Co-Powered by #Wildstone & #boAtLifestyle. Starts tonight, Sat-Sun 7PM only on ‪@MTVIndiaa‬ & ‪@JioCinema‬
    #MTVHustle #MTVHustle4 #Hustle4 #HipHopDontStop #MTV #Hustle
    ----
    Lyrics
    Khalbatta
    Asli hyderabadi kaldi behri kanpatti pe
    Mallampatti mein bhi maaram peeti kam bharti mein
    Saaf niyyat sabse pehle humdardi mein
    Quli Qutub Shah main aur
    Golconda meri Sampatti mein
    Magadheera aaya 100 ke saath mein nahi
    Zubaan pe qiwam laaya Saunf haath mein nahi
    Naak ki akkad teri Zinda Tilismath mein gayi
    Aukaat se aankh mila Ustaad se nahi
    Bebehre diche bauraan hoke baalan kheenche
    Gardan uthi toh jhatke mein wo mundi neeche
    Leher se aage chalke tsunami ko laa re peechhe
    Khauf ka manzar ye maut sunke chaaron khaane chit hai
    Aag se taalukaat laakh hue raakh
    Rakh maalumaat thugs unit saath bol zindabad
    Haadse ke baad thookte tezaab
    Khoon ka hisaab bolti kitaab
    kaun Biggie Pac, chal
    90's Kid bolto Enticer Low rider
    Saath mein potte full bachpan se street fighter
    Strike pe thehre toh spectator non striker
    Film bithanewale boys mere script writer
    Tu uss se deal sign kar jo bajra ponge par
    Bhikari ka katora bhar usko show dekar
    Noch ke khana haqq rakh favour batke bhar
    Rough paper literature, showmaker motebar
    Sheher mein albatta Dharmik bhai khalbatta
    Daal ke koot diye bina kheenche charpatta
    Jadd mazboot main jhaad bana bargad ka
    Mere ko dekh ke rap kar raha har ghar ka har baccha
    Sheher mein albatta Dharmik bhai khalbatta
    Daal ke koot diye bina kheenche charpatta
    Jadd mazboot main jhaad bana bargad ka
    Mere ko dekh ke rap kar raha har ghar ka har baccha
    Khooni mera pen fingerprint saboot haan
    Vash mein kara toh bole flow mein chhoo chha
    Wajood tera bolta tu kitta jhoota
    Tu peechhe chhoota badal bey joota, chal
    Le angootha kar munh bandh tu
    bandh crew bandh run bandook maare dhan dhan
    Mic pe thooka toh adchan lakshan
    sab jann kare Mere ghutke se manjan
    No mere ko tu copy kar nakko bro
    Khud bana kudrat khud kara grow
    Ye microphone ke rowdy sheetera azmaya
    Jee phatake bichak jaare Dog Horn Ko
    Foot boarding karteve sapne dekhe Billboard ke
    Scene mein mere se zyada charche mere pincode ke
    Track pe huggte tum main SCR beast mode pe
    HYD rep karne gaanv wale aagaye gaanv chhodke
    Kabir main kalam kamaal kagaz kamaali
    Dus Mohammad Ali tum par eklauta Tenali main
    Scene aukaali jaali kabali kuch OG quali
    Sarv shaktishaali nazar rakhta main Maula Ali se
    Best in the city kehte Ayub rapper
    Munh kholke dhaar maare har jagah par
    DND Father izzat Ada kar
    Mera Haath chhone se pehle tu pair padd aakar
    Sheher mein albatta Dharmik bhai khalbatta
    Daal ke koot diye bina kheenche charpatta
    Jadd mazboot main jhaad bana bargad ka
    Mere ko dekh ke rap kar raha har ghar ka har baccha
    Sheher mein albatta Dharmik bhai khalbatta
    Daal ke koot diye bina kheenche charpatta
    Jadd mazboot main jhaad bana bargad ka
    Mere ko dekh ke rap kar raha har ghar ka har baccha

ความคิดเห็น •