Sir mera current aadhar seeding sbi mein hai, lekin ippb mein abhi bhi account already Seeded aa raha hai, mujhe dobara se ippb mein aadhar seeding karna hai kaise hoga please suggest me
Bhaiya ek vyakti ne mujhe paise transfer Kiya h unme transfer successful dikh rha h lekin mere khate me abhi Tak nahi aaya Mai kya Karu sir or q aisa ho raha h
@@sushant.__ 5 months Classmate thi khud hi propose kiya aur fir bestfrd pe laya uska already boyfriend hai ye mujhe usne aadat lagne ke baat bataaya 😭😭😭 boyfriend ke sath S** bhi kiya hai usne 19 years ki haj wo
@@HelpHow Ifsc code ka naya problem to nai aayega kyuki pahle pm kisaan ka paisa ubi k account m aata tha ubi wale document lene k baad bhi aadhar seeding nai kiye the phir ippb m digital account open Kiya aur dbt on account select Kiya
Bhaiya Mera seeding status: ( - ) eas trah diktha hai aur seeding date v (-) eas trah dikh rha hai verify option dbane ke badd unable likhta hai kya kre please help 😢
Sir mera addhar seeding request 10/05/2024 ko kiya h but 72 ghante ho gye jisme se kal Sunday tha or aaj vote h or avi tk seeding success nhi hua h aapke jaankari ke anusar ye bata sekte h ki only business day ko hi kaam hota h ya daily or kitna time lagega
Bhaiya please reply kojiyega bhit pareshan hu . Ippb se hi seeding karaye 3 bar reject ho chuka h. Msg me dikha rh h ki others bank me link h krk kaise thik hoga bhiay😢😢
@@ashwiniadole7913 पोस्टात जाऊन डिजिटल अकाउंट काढून घ्या ताई आणि अकाउंट उघताना त्यांना सांगा सीडिंग ची प्रोसेस सोबत करा आपोआप महाराष्ट्र बँक चे सीडिंग बंद होईल आणि पोस्टात सीडिंग चालू होईल
Mera seeding status rdcc bankch dika rahe hai o mera shadi se pahela ka account hai our ab main ippb digital account chalu kiya to hoga kya ladki bahin yojaneche paise aane ke liye
I post payment Bank me adhar seeding tha jis din account open kiye tha apne app 20 din baad dessed ho Gaya or purane Wale sbi account me seeding dikha Raha hai to kya kar na hoga kitne din lagega
Bhai mere accoum permanently close h or bo dbt per inactive bhi h but abhi tk nahi hata website s ager m IPPB bank account kholu to kitne din sedding ho jayga bha ???
@@HelpHow bhaiya apko bahut bahut dhanyawad rply ke liye bt mera stat bank pahle se link h 8 installment mil gaya h 9 ruk gaya h bhaiya is liye india post bank me khulwaya
Bhai mene ippb customer ko call kiya toh voh bola ki 2 to 10 days me postman ayega vo krega bhai postman ata hai ya bina postman ke aye bina ho jati hai adhar seeding
Bhai mera reason me duplicate uid reject aa raha hai or dubara karne par you already have your dbt mapped to India post payments Bank ltd aa raha hai please reply me
@@HelpHow kal open Kiya tha abi tk nai Hui 2.00 dosre Bank m by default link waha se hat jayega na dbt bhi select kar diya tha npci se link ho jayega ippb ka ac
Sir ji Mai cg mahtari Vandana me SBI account diya hun lekin SBI me aadhar seeding active nahi hai sir post office account me aadhar seeding active hai to yojna ka labh milega.?
Sir ji Mai cg mahtari Vandana me SBI account dala hun lekin SBI account me aadhar seeding active nahi hai to kya post office account me aadhar seeding active hai to Kya post office account me Paisa aayega Kya please batayen
Sir me ra DBT se IPBP me paisa aane wala tha lekin achchanak bank account close ho gya hai lekin adhar seeding IPBP me hi hai Paisa ko lene k liye kya krna padega
Very useful Video for ladli bahna yojna
Sir mera current aadhar seeding sbi mein hai, lekin ippb mein abhi bhi account already Seeded aa raha hai, mujhe dobara se ippb mein aadhar seeding karna hai kaise hoga please suggest me
Aadhar card ke website par seeding status check karen. Jo Bank dikhai dega wahi seeded hai
Bhaiya ek vyakti ne mujhe paise transfer Kiya h unme transfer successful dikh rha h lekin mere khate me abhi Tak nahi aaya Mai kya Karu sir or q aisa ho raha h
Unse transaction Id lekar customer care se baat kare
Mene 4 dins se dekha adhar seding ho hi nahi raha scholarship ka from barna hai 😓
Same
Bhai kitne din main hua
@@sushant.__ 5 months
Classmate thi khud hi propose kiya aur fir bestfrd pe laya uska already boyfriend hai ye mujhe usne aadat lagne ke baat bataaya 😭😭😭 boyfriend ke sath S** bhi kiya hai usne
19 years ki haj wo
1 - 2 week lag sakta hai
Maine aaj he India post me account khulawaya hai kitna time lagega adhar se link hone me plz btaye?
24 से 48 घंटे में
@@HelpHow sir mera 3 din se jyada ho gya pr abhi bhi stetus requested hi dkha raha hai
Me bi
Entejar kariye jyada bheed ho gya hoga
Mera 7din hogaya abhi tak nahi hua
India post payment bank adhar De sedding karne ka video update kare
Aadhar seeding kiye 8 din ho gye lekin status requested likha aa rha hai??
wait kare
Aadhar seeding successful dikha raha hai kya ab pm kisaan ka paise aa Jaye GE ippb AC m ya kuch aur karna pade ga
Ha
@@HelpHow Ifsc code ka naya problem to nai aayega kyuki pahle pm kisaan ka paisa ubi k account m aata tha ubi wale document lene k baad bhi aadhar seeding nai kiye the phir ippb m digital account open Kiya aur dbt on account select Kiya
Very Nice video bhai
Thank you so much bro ☺️☺️
Kya post office account me aadhar seeding his hai to dusara bank men aadhar seeding karrane ki jarurat hai
Jis account me aadhar seeding rahega dbt paisa usi me aayega
@@HelpHow lekin account dusare bank ka dala hai to.
Nice
Bhaiya Mera seeding status: ( - ) eas trah diktha hai aur seeding date v (-) eas trah dikh rha hai verify option dbane ke badd unable likhta hai kya kre please help 😢
Aadhar seeding nhi hua hoga.
Step by step karen
Ho gaya kya ab
Sir mera addhar seeding request 10/05/2024 ko kiya h but 72 ghante ho gye jisme se kal Sunday tha or aaj vote h or avi tk seeding success nhi hua h aapke jaankari ke anusar ye bata sekte h ki only business day ko hi kaam hota h ya daily or kitna time lagega
Intejar karen aur Customer care se contact karen
Holiday ko kaam nhi hota h kya
Nhi
To sir 1 se 2 din me ho jayega
Ha, intejar karen
Adhar seeding ke bina kya hum adhar card se balance nikal skte hai account se .bhut din ho gye pese fse huye hai ippb bank me payment nhi ho pari
Ha
@@HelpHow kese
Aadhar number se, csc (Jan seva Kendra) se
Bhaiyya ji indai post khate khulaye abhi sarkari yojna nhi uta paye kyae Krna padega sir ji
Sarkari yojana ka paisa prapt karne ke liye aadhar seeding request karen
Sir agar ippb account se aadhar seeding karte hai to kya SBI account ka aadhar seeding band ho jayega
Ha
Kitne din lagta hai
2 से 3 दिन
Super
बहुत अछि विडीओ, कितने दिन मे होता है।
24 se 48 hours
Requist bata raha he 5 din huye iske bad success ke bad dbt ke liye kuch process he?
Nhi
Mera bhi same 5-6 din ho gaye aur abhi bhi requested hi bata raha hai
1 - 2 week lag sakta hai
Maine kal account open Kiya adhar link to Kitna time lagega
24 se 48 ghante
Bhaiya please reply kojiyega bhit pareshan hu . Ippb se hi seeding karaye 3 bar reject ho chuka h. Msg me dikha rh h ki others bank me link h krk kaise thik hoga bhiay😢😢
Video ko sahi se dekh kar request kare
Bhai main ne aaj hi new account khola hai request sending dikhai de raha hai to kya mere paas hugyangs
Ha, 2 - 3 din lag sakte hain
Mai 13 तारीख ko karungi fir 15 tak ho jayega क्या seding
Ho sakta hai
Sir mera Maharashtra bank me seeded hai ippb me new account kholane se dbt link hota kya
Dbt link ke liye request karna padta hai
Active hai par vo account band hai...
Jis account me aadhar seeding karna hai usse request karen
@@HelpHow Maharashtra bank account close kiya jai or abhi bi adhar seeded active dikh raha...ippb me new account kholane se adhar seeded hoga Kya
@@ashwiniadole7913 पोस्टात जाऊन डिजिटल अकाउंट काढून घ्या ताई आणि अकाउंट उघताना त्यांना सांगा सीडिंग ची प्रोसेस सोबत करा आपोआप महाराष्ट्र बँक चे सीडिंग बंद होईल आणि पोस्टात सीडिंग चालू होईल
Sir kya ab me ippb me seeding karunga to kya jo pehle dbt se cash dusre account me aate the wo ippb me aayenge?
Ha
@@HelpHow mera npci pe ippb ko link dikha raha he pr ippb app pe status me - dikha raha he iska mtlb kya he
Mera seeding status rdcc bankch dika rahe hai o mera shadi se pahela ka account hai our ab main ippb digital account chalu kiya to hoga kya ladki bahin yojaneche paise aane ke liye
Ha
Mera bank main adhar link inactive bata raha tha toh aaj jakar post office main acc khulaya .. mera ladki behen ka amt kaha aayega
Sarkari yojana ka paisa jis Bank me prapt karna chahte hain usme DBT LINK/ aadhar seeding karen
plz ye btaiye ki scholarship k liye kis bank m account khulwana chahiye
India post payment bank
Sir dbt krne ke baad scholarship is account me aa jaega kya
Ha, lekin wah log jab DBT ke madhyam se bhejenge
Account DBT se link kiya hua hai
Sir maine aj hi account open karvaya h mera seeding request bata rha h kab tak seeding ho jyega
24 se 72 ghante me
Sir mere me kuch nhi dikha rha hai seeding status me kaise pta chlega ki link hai ya nhi
Uidai website par Bank link status check kare
I post payment Bank me adhar seeding tha jis din account open kiye tha apne app 20 din baad dessed ho Gaya or purane Wale sbi account me seeding dikha Raha hai to kya kar na hoga kitne din lagega
Kya karna hai
Bhai same mera bhi aaj automatically deseeding ho gya…..ippb account se…… but uidai ki website par active dikha rha hai
@@HelpHowbhai phir se seeding ke liye request kiya hai but duplicate uid found batakar failure ho gya
Uidai website par active hai, Tab sahi
Hoga. Post office se sampark karke pata laga sakte hain
@@HelpHowदोबारा सीडिंग किया है account me success dikha raha hai laykin sms Jo ki IPPB walo ne braja hai likha hai your request is regected kya kru
Mera adhar sedding ho gaya but scholarship npci nahi dikha ra
Update hone me time lagega
Aadhar dbt ho gya hai 10din ho gye lekin pmkisan status me aadhar siding no dikha rha hai.
Update hone me time lagega
@@HelpHow last kitna din lag jata hai
Pata nahi
Online account open koye hai to kya aadhar seeding apne se ho jata hai
Ha, mobile banking se
Mobile banking mtlb..
Ham account ippb appliction ke through open kiye hai isme paisa aa jata hai lekin transfer nhi hota hai to kya kare
Ippb mobile banking ke all videos th-cam.com/play/PL0im-Vfb1N1DhlzW1K_w1krvxcyll6aee.html
सर बिना फिंगर के अकाउंट खुल जाएगा क्या
हां
Sir 4 din ho gya abhi tak request hi aa rha hai kitne din me success likhta hai?
24 - 48 ghante me
To ab tak kyu nhi hua
Status kya hai
@@Suraj-wi1fz tumhara kitne din main hua bhai
Bro ye batao adhar seeding ke bad pesa kitane din bad transfer kar skte h UPI se
UPI se kabhi bhi transfer kar sakte hain. Aadhar seeding se koi matlab nahi hai
@@HelpHow bro nahi ho rha h
Adhar seeding bhi ho jya
UPI se paise transfer karne ke liye es video me bataye hain
th-cam.com/video/gHWXBZztg-4/w-d-xo.html
Sir mera current adhar seeding. Indian post me inactive dikha rha he re seeding ab kese kre
Customer care se sampark karen
@@HelpHow help line band he
Ippb Bank me login kare aur aadhar seeding option me jayen. Agar activate karne ka option hoga to request kare. Nhi to post office se sampark karen
Bhai mere accoum permanently close h or bo dbt per inactive bhi h but abhi tk nahi hata website s ager m IPPB bank account kholu to kitne din sedding ho jayga bha ???
Ippb account app se khulta hai. Aadhar seeding 24 - 48 ghante me ho jata hai
@@HelpHow pakka pichli account hat jayga bhaiya
Ha
@@HelpHow bhaiya iski transition limit kitni hoti h maximum
Eska limit fix nhi hai. Jitana paisa bhejenge utana mil jayega
India post bank me account khulwane ke kitne der bad aadhar sid hoga bhaiya
Waise 24 se 48 ghante me ho jata hai. Lekin esse adhik time bhi lag sakta hai
@@HelpHow bhaiya apko bahut bahut dhanyawad rply ke liye bt mera stat bank pahle se link h 8 installment mil gaya h 9 ruk gaya h bhaiya is liye india post bank me khulwaya
Bhai from approved tha per adhar seeding nhi tha to post bank ac khola our 17 date ko active ho gaya hai per paisa nahi aya abhitak
Sarkari yojanaye ka paisa prapt krne ke liye aadhar seeding hona chahiye
@@HelpHow ha post pyrment bank active dikha rahi hai abhi seeding ho gaya hai
Mera bhi yahi huwa he
1नबर आहे
एक दिन मे उवा आधार लिख मेरा पोस्ट बॅक मे
Sir mera ippb me adhar seeding ho gaye but mera jo scholrship mp task me active mahi bata ra
Update hone me time lagata hai
20 din ho gaye
@@PankajPatel-iu4ks aadhar seeding check npci mapper th-cam.com/video/PtFbU0OKj8A/w-d-xo.html
Bhai mene ippb customer ko call kiya toh voh bola ki 2 to 10 days me postman ayega vo krega bhai postman ata hai ya bina postman ke aye bina ho jati hai adhar seeding
Khud bhi kar sakte hain mobile banking se. | Postman bhi kar sakte hain
@@HelpHow ha.
Bhai mera reason me duplicate uid reject aa raha hai or dubara karne par
you already have your dbt mapped to India post payments Bank ltd aa raha hai please reply me
Pahel se Aadhar seeding ho gya hai
@@HelpHow likin massage aaya hai or ippb me bta rah hai aadhar seeding failure or reason me aa raha hai duplicate uid reject
Bhaiya apka hua kya link ippb me please bataiye n kya kiye ap ne
Bhai same problem hai Muje bhi…….ho gya kya phir seeding ??
Kitne din me seeding huaa kuchh btaiye
24 hours me lekin es samay 1- 3 week lag sakta hai
Kitna din lagta hai aadhar seeding mai
1 se 2 week
Sir mere ippb account me scholarship nahi aa rari kya problem hai please help
Reply please
Scholarship status check kare. Agar payment ho gya hai to aadhar seeding status active hona chahiye to scholarship aa jayega
Sir mara npic link tha o bank band ho gaya hai ab kya kare
अब बिडी पीओ
Adhaar seeding requested bol raha hai
hua kya seed.
Bhai mera aadhar requested seeded success aarha h , kya main transaction kr skta hun ab ??
Kitne din lage bhai aapko request success hone mai
2 दिन
Aadhar seeding kb tk ho jati hai ippb m
24 se 48 hours
@@HelpHow kal open Kiya tha abi tk nai Hui 2.00 dosre Bank m by default link waha se hat jayega na dbt bhi select kar diya tha npci se link ho jayega ippb ka ac
Ha, intezar karen
@@HelpHow ho gai hai ab pm kisaan ka paisa aa jayega ya IFSC code wagaira bhi dena padega
very nice vedio
Sir mujhe apni ladki ka adhaar joining karna hai
Kitne time ma hoga ... request confirm..
24-48 ghante me
Sir mera 72 ghante ho gaye fir bhi requested bata raha kb success ho jayga
Sir kitna time lagega aadhar seeding hone me...???
1 - 2 din me
@@HelpHow muze ३ din ho gaye abhi tak nhi hua
Status kya dikha Raha hai
@@HelpHow ho gaya aaaj subah
@@UniqueCreationRAJ hota he kya bhai
Aadhar seeding fail hua toh kya karneka?
Fir se sahi se request kare
behni yojna ka paisa aaya nhi sab clear hogaya h .. sab bolte bank k number par cl kro paise aajayege ippb ka konsa number h plz bataye
cl ka matlab kya hai
Sir technical exception bata rha h uidai me
Ha, baad mein check kare
@@HelpHow 1 mahine se bata rha h technical exception 😥😥
Ha
Mera nhi ho paa rha error bta hai external service call error ho rha kya kare?
Ippb app update kare, kuch samay baad try kare
@@HelpHow nhii ho paa rha
Ispe bhi ak video bnaiye bhaiya
Video bana hai
Account already seeded likha aa rha
Mera bhi success hai but reject ho rha hai
Now you don't have to do anything
Adhar seeding suses hai fir bhi pm kisan ke pesa nahi aya
Problem pm kisan me hoga
Aadhar card not linked account number
Adhar seeding in process bta rha h
Kitne din m hoga
1 se 2 din me
Sir av bhi pm kisaan...m status adhar seeding no show ho rha h
Ippb m ac open krane k bad bhi
Aadhar seeding success hona chahiye
Adhar seeding success ho gya h but pm kisaan pr no
Pm Kisan me update kare
Adhar seeding karne ke bad kitne Dino me hota he
SIR IPPB ACCOUNT CLOSE CHEYYATAM YELA SIR PLEASE TELLME IN TELUGU
Contact toll free number 155299
India post payment bank ma sarkari ruppes ata hai
Please reply
Ha
Sir 5 din ho Gaye abhi tk requested likh raha kya kru
Wait kare
Aap ka seeding ho gya kya
ha
Aadhaar seeding de link krana hai too kya kre
Jab dusre bank me aadhar seeding hoga tab yah unlink ho jayega
@@HelpHow but Bank me bole too wah bole pahle jisme link hai wah de link karwao tab hoga
Ippb customer care se contact kare
@@HelpHow bhaiya customer care number kaha milega
155299
Sir kitne din ne link huva
1 din me
Sir mera sadin ho gya ibpp me kar hai kaise kare
Seeding fail Other bank mapped OD Already Exists Solution
Existing mapping ko change kare
सर पोस्ट ऑफिस DBT हटाना बताओ
Dusre bank se dbt link kare hat Jayega
@@HelpHow सर मुझे
Ha
पोस्ट ऑफिस
डीबीटी हटाना है
Addhar sending Kya hai
Aadhar seeding se government paise aasani se milte Hain
deseeding kaise kare indian post payment bank se
Eske liye dusre bank me aadhar seeding karana padega
Bank of Baroda wale bol rahe hai ki phele india pist post payment bank se deseeding kariye uske baad dushere bank account mein adhar sidding
Lekin aisa nhi hota hai. Jab wah aadhaar seeding karenge to ippb ka deseeding ho jayega
Unke Baroda dbt status mein india post payment bank active dikha raha hai
Unhe change karane ki aavaskta hai
Bar bar reject ho rahachen karane par
Ho gya Aadhar seeding
Please batayen
Sir ji Mai cg mahtari Vandana me SBI account diya hun lekin SBI me aadhar seeding active nahi hai sir post office account me aadhar seeding active hai to yojna ka labh milega.?
Please batayen.
Sir ji Mai cg mahtari Vandana me SBI account dala hun lekin SBI account me aadhar seeding active nahi hai to kya post office account me aadhar seeding active hai to Kya post office account me Paisa aayega Kya please batayen
Hamre ippb benk me nahi ho raha
Ho jayega. Sahi se aap video dekh kar karen
Mera Pfms Rejected abhi accept negi huya hain Addhar seeding hogoya hain likin status abhi accept nehi huya kob hoga
1 se 2 din me
@@HelpHow 3din hogoya hain likin abhi Pfms Rejected accept nehi huya hoga ya nahi
Pfms alag cheez hai. Ho sakta hai aadhar seeding n hone se reject hua ho. Pfms accept or reject wahi kar sakte hai jo paise bhejna chahte Hain
@@HelpHow Reject hone se noya account kula lndian post Payment bank main
Reply now
Mera 10 din ho gya lekin abhi tak send request hi likh raha hai❤
Intejar kare
Maine Kiya but nhi ho rha hai
Ho jayega. Smasya kya hai
@@HelpHow ni ho rha hai failed ho jata hai
Pahle se koi dbt link hoga. Use change kariye
@@HelpHow npci hai but isme kar rhe hai to ni ho rha hai
Ho jayega. Change Karen. Es video me batayen hain
5 din ho gye abhi tak success nahi hua 😢
Bheed jyada hoga esliye time lag rha hai
Sir me ra DBT se IPBP me paisa aane wala tha lekin achchanak bank account close ho gya hai lekin adhar seeding IPBP me hi hai
Paisa ko lene k liye kya krna padega
Bank account chalu karana padega.
@@HelpHow IPBP ka digital account tha fir se chalu ho jayega kya??
1sal tak kyc nhi hone se bnd ho gya hai
Kyc karana padega
Ek sal se jada ho gya hai
Koi samsya nhi hai