chawal ke murkul summer recipe | Helpful and useful recipe in urdu/hindi
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 7 ก.พ. 2025
- My new channel link:- / @hyderabadishahidastar...
Chawal Ke Murkul Recipe
INGREDIENTS:
1. Rice 1 kg
2. Water 9 glass
3. Salt 2 tbsp
4. Sesame Seeds (Til) 3 tbsp
5. Baking Soda 1/2 tsp
6. Cumin Seeds (Jeera) 2 tbsp
Zaberdest
Super
U are so cute aunty 😘😘😘😘😘
Walykum asslam mashllah
All ur cooking r super
U made it very easy
Plzzz nail mehandi aachi lagrihai dark mujhe pasand video banakardale
Mashallah
Nails ki mehdi bahoth acchi hai
Asalamalykum my kitchen tasty dishes mei apki subscriber hoon ameena maziya ap chawal ke papad ki recipe daliye na please
Walaikumasalam app murkul ki recipe try karye inshallah papad ki recipe bhi upload Kalonji
@@mykitchentastydishes ok inshallah hum kal try karenge but ap baji jald se jald papad ki recipe daliye
Baaji aapne bahut ache tarike se smjaya aapka bahut bahut shukriya
May jarur Ghar par tray karne lgauga
Awesome😘
Mashallah...nice recipe
Nice
Thanks
Mam chawal ke papad ki recepie bhi bataiye na
Aunty pls papad k liye bhi bataiye
Rice पाउडर से भी बना सकते
Assalamu alaikum rahmathulahi wabarkatuhu mashallah bahut ache hai jazakallh
Chawale ka jagha mare paas chawal ka atta ha ma'am os kasa bana na
Jazakhallha khair
Aslmalykm agar hm bater thanda hogaye bed dale to
Kun daila tha aaisa kaiqeyqh
Assalam u alykum maim kiya hum isko jab ka jab hi nhi banasakte
Voice 😘😘😘😘😘ur way of telling 😘😘😘😘
Salam aunti. First time dekhi he recipe.aunti me Pakistani Hon. 1 glass rice me 3 glass water daal k Bana skti Hon? Pehli baar km banana chati Hon. Plz plz reply
Walaikumasalam ji haan 1 glass rice ke murkul banaye 1st time baad me zeyada ki murkul ache banti hai
1 glass chawal k liye pani Kitna lena Hoga ussi glass se Kitna lena Hoga plz batao
Pani 3 glass lena
Mam kya ghar k andar chawn me nahi sukha sakte..?
Gaemi me suka sakte
Baji chawal kounse lena h
Mota chwal lena
Aslkm mam
Aap yeh murkul ki last video me 6 glass chawal ku 9 glass pani liye na
To kounsa sahi plssss bataiye
Pls reply mam
Walaikumasalam ji 1glass chwal ku 3 glass pani leti tu 6 glass chawal ku 18 glass pani huta us video me 9 glass pani galti se boldi shayed
@@mykitchentastydishes
Ok thank you so much mam
Mai Aapki bht badi fan, follower, 2 channels ki subscriber hoon..
Aaj mai banayi murkul
Kal fry karke dekhte hai..
Ma'am aapke nails par aapne jo arq lagaya hai please uski receipe dikhaiye
Nail mehendi ki link hai check karye
th-cam.com/video/8j5C6P-g96U/w-d-xo.html
@@mykitchentastydishes thank u mam
Walekumassalam
Very nice tutorial jazakallah
Bahut khub.
وعلیکم السلام
بہت زبردست۔
بارک اللہ فیک
Aap ki awaz hi nae aarahi ha theek
ASSALAMUALAIKUM baji bhut acchey baney. humney try kiya is baar ......thanks fr receipy
Good and well explained
Ur recepies are so tasty 😋😋😋
MashaAllah I love murkul & Dahi ki mirchi so much. Such a tasty crunch when you eat! Thank you for sharing. ❤️
Masha allha mujhe aapke language bahot achi lagti he
Maine try kiya comes out really good
But oil zyaada absorb karre
Zabardast bachpan ki yadd aggaya kabb badeya sukhtay thay aur usma colour Melana ladtay thay
Assalamualaikum unti kaise ho aap
Bht hi zaberdast or tasty
Walaikumasalam alhamdulliah aap khairiyat se hai
@@mykitchentastydishes jee ALHAMDULILLAH ALLAH Pak ka shukar hai ♥️😍🌹🌹
Assalamualaikum khariyat ap aap bataya nahin adhan ka Pani kitna
Zaberdast Mashallah good job jazakalla khair I love you
Very very good. Nice.recipes 👌👌👌👌👌❤❤❤❤👍👍👍👍💕💕💕💕🖖🖖🖖🖖
Asak. Aunty my aap k yr recipe dekh k banaii mashallah aj hi niklai mazze k bane easy tha method ache bane sab tareef kare shukriya ...allah aap ku sehat de ....
Thanks aunty
Assalamualaikum mashaallah zabardast, chane ki dall ke badi ki bhi recipe batayina
Walakumassalam ji
My aunty is best love u so much my daughter said u r best and u have a lot of patience super coocking 😘😘😘😘😘
Asks Aunty
Khairiyath se Hy ?
Nice explanation
Acha baith jaata dimagh me
Mashallah shukriya Aunty 😀
Walaikumasalam
Alhamdulliah
Assalaamualekum mam, i m new to cooking, can u plz say measurements for small quality .....please
Tq appa... 😘love u
Wow takes me back to my childhood days .. Thank you so much for sharing this! 💜 your channel 😍
🇺🇸
Assalamualaikum baji, mashallah, very good same like ammis method,,,,hum paky huye chawal ku grind kar k bana sakty kya
Walaikumasalam nhi mere meathead ku follow karo
@@mykitchentastydishes ok baji
Aslkm bahut khoob.agar ap zira aur kaccha lesan grand Kar k dalin Aur ajwain dalay to bahot taste honga
Mashallah aunty bhout achi recipe ha tq allha aap ko accha rakha
Mashallah Aunty bhoth tasty aur achi receipe. inshaAllah zaroor try karenge.
Aslm.. which rice has to be used? Idly rice r dosa rice..? N tel us d correct water quantity..
Video me water quantity bataye hu vo hi hai
baji namak kaisa hona hamesha mere se zyada hojata chakne k time bara bar rehna ya tez fry krne k bad kam zyada hojata Kya plz guide kariye
Walakum salam 🙂
masha allah testy
Assalam alekum. humlog ye abhi bhi banate hai garmiyo me lekin ye lockdown ki waja se is baar nhi bana sakte hain
Baji bedsheet k dhage laggai murkulo ko
ما شاء الله
chawal ke papad kasa banaye bataye aunty
Aap Zara bata sakte hain shabd shaljam ka kaise banate hain argent hai Delhi ki recipe
Askm ajwain bhi shamil karein zaikha mai aur ezaffa hoga🇮🇳🌹🌺🇮🇳🌹🌺
I'll make it summer here in usa inshaAllah JazakAllah qair may Allah shower his bestow upon you and your channel ameen
Yes I tried it and the result was awesome. Thank alot mam🙂
Masha Allah I tried aunty but after drying they become dark in colour not as white as yours but the taste was good. I tried in one cup rice.
Wht abt soda contite Sis
Yours hands are so beautiful and yours voice is attractive thanks a lot
Mashallah zaberdast I was looking this recipe sister thanks for sharing so yummy I really thankful to you my wonderful sister thanks so much Please stay safe and healthy love from Canada 🇨🇦👍🇨🇦🇨🇦🇨🇦🇨🇦
Mashallah
Asak aunty,aunty main jab biryani banati hun tab wo dry banti hai biryani,kyun aisa hota?pls answer me
Walaikumasalam
th-cam.com/video/_EOI0kg6L0Y/w-d-xo.html
th-cam.com/video/OlMAjpcnU2Q/w-d-xo.html
th-cam.com/video/5HaHZbtuOCA/w-d-xo.html
Ye biryani ke videos ke links hai ap ye method se banao 1kg rice ke liye 250gm onion aur 250gm curd aur 200ml oil ye measurement se banao ap achi banti dry nai banti
Mashallah nyc
Aslkm bajii badhiyo Kya liye b sahi same hai recipe yeh aalag hai w/o b batana tha aap plzz
So Nice
Watch My New Shayarii
Asalaam o walikum dear sis. 3 glass rice ko 12 glass water dalna chaiye
Assalamualeykum mashallah sis bohat hi zabardast aur bohat bohat shukriya 😊👌
U have a lot of patience ...mashallah
Nyc recepie🥰🥰😍
Today only we had ate papad with kadii 😍😍
AssalamuAlaykum Baji, ittefak mere Biwi doo din pahley banay. Aap k jaysey hi.
Mashallah
Mashallah