mam apke yaha pani ka pressor jyada hai isliye pani ki nali nikal rahi hai . aap hardware ki shop se (1/2") aadha inch ki clamp le lo or use geyser ke in let me pipe ke sath screw driver ki help se lga do problum solve ho jayegi .
sir yahi kahna hai ki isse geyser ko jabhi on rakhiye switch se. jab aap geyser se pani le rahe ho .jb pani nhi le rahe ho tho.iss geyser ko switch se band Krna bht jaruri hai
@@Hm-dh1vu MCB 6amp 10amp 15Amp 24amp 32 Amp isse upar bhi aati hai ye load ke hisab se lagayi jaati hai jese apke yaha 500 waat ka load hai tho 16 amp ki MCB accha kaam kregi trip nahi hogi agar apke yaha 1 k/w0load hai to aap 20amp ki lgwa lo issi trha se jitna jyda load hoga MCB usi ke load ke hisab se utne ampire ki lgti hai
shot nahi aata hai eliment shock proff hota hai but fir bhi aap pahle garam pani le lijiye fir use kijiye .bcoz element pani me dooba rahta hai vese short nahi hota hai element but kabhi short huva tho currant aa sakta hai .
sir current nahi aata hai .chalte huve pani me bhi aap hath laga sakte hai aap fir bhi pani pahle le lijiye and baad me use karen. bcoz it's electric product .so carefully use karen
Video starts at 3:50
Apko too champak bhai ne trained kr k pura mechanic bana diya...
haha sahi bol rahe ho brother ,🙏
Nice information sir... thank you
welcome sir
Very nice video bro
Video lambs hoti hai q ki aap apna promotion zyada karte ho😅
Bahut badiya sir staisfied
Mere gyser ka thermostate jal gaya hai. Direct connection kar sakte hai kya.
ji haa kar sakte ho lekin cutoff nahi hoga direct ho jayega
Thank you
Shock aa raha hai water mai toh kya yeh repair ho sakta hai???????
bhai .kitne amp ka breaker lgega ish geyser ke liye
32 ka lgaa lena
Thanks 😊
,good
thank you 🙏
Geyser ka plug bhiJal chuka hai kya yah dobara lagaya ja sakta hai
yes plug change kar sakte hai aap bit company ka plug लगाइएगा
Thanks 🙏f
welcome 🙏
Ek baat ko 10 10 baar bolte ho
Sahi me yaar ye video dekhe toh aur confusion badh gayi😂😂😂
Bilkul upar top se
geyser ka plug dobara laga lijiye but company ka lagana local nahi bcoz local lagaya tho dobara jal jayega
75% faltu ki bakwas aur 25% information aur kaam ki baatein.. Please next video mein thoda kaam ki baatein hi bataye to video bhi Kam lamba banega..
Right
thank you
Pani iske andar se overflow kyon karta
kaha se overflow kar raha hai
Jahan screw lge hue h wahan se overflow hota h or niche ka pipe apne ap nikal jata h
Screw tight kriye and niche pipe nikal raha hai tho usme aadha inche ki clamp laga do
Agar.is.gizar.me.gesgizar.wala.system.lagayajae.joke.tanki.kholtehi.carent.bhi. chaluhojae.aur.panibhi.
iske andar space nahi hai jyada isaliye nhi laga sakte hai ye system
Iske Pani ki nali he vo bar bar nikal ja raha he kyu vo bata sake ge
mam apke yaha pani ka pressor jyada hai isliye pani ki nali nikal rahi hai . aap hardware ki shop se (1/2") aadha inch ki clamp le lo or use geyser ke in let me pipe ke sath screw driver ki help se lga do problum solve ho jayegi .
Iska water tank ka spare kaha se milega ??
call 7895457503 mil jayega
Bohot electricity lagta hai use karne ke liye
3 k/w ka hota hai
Kehna kya chahte ho?? Bhai 4 minutes ho gaye point pe aao
sir yahi kahna hai ki isse geyser ko jabhi on rakhiye switch se. jab aap geyser se pani le rahe ho .jb pani nhi le rahe ho tho.iss geyser ko switch se band Krna bht jaruri hai
Bhai Ghar ki light chl gyi sari ye lagane k bad
sir apki meeter ki MCB trip ho rahi hai MCB 24 amp ki lga dijiye problum nahibayegi
Ha ha ha ha😂🤣🤣😅
😂😂😂😂😂😂
@@honestreviewbysameer63 MCB 24 kya hota
@@Hm-dh1vu MCB 6amp 10amp 15Amp 24amp 32 Amp isse upar bhi aati hai ye load ke hisab se lagayi jaati hai jese apke yaha 500 waat ka load hai tho 16 amp ki MCB accha kaam kregi trip nahi hogi agar apke yaha 1 k/w0load hai to aap 20amp ki lgwa lo issi trha se jitna jyda load hoga MCB usi ke load ke hisab se utne ampire ki lgti hai
Bhai Esme sot to nhi atahene
shot nahi aata hai eliment shock proff hota hai but fir bhi aap pahle garam pani le lijiye fir use kijiye .bcoz element pani me dooba rahta hai vese short nahi hota hai element but kabhi short huva tho currant aa sakta hai .
लाईट का बिल कम नही आयेगा गिसर के जैसा ही आयेगा
storaege Geyer se kam aat ahai
time waste bohot kia video me apne starting me
oga
Thank you and further time will not be wasted
Hmara plug sadd rha h baar baar ese lgane k baad .. solution please
mam plug 15 Amp ka lagaiye wo bhi ancor ka ya havlles ka in don me se kisi bhi company ka laga lijiye
Bhai risk to nhi jai current to nhi ata
sir current nahi aata hai .chalte huve pani me bhi aap hath laga sakte hai aap fir bhi pani pahle le lijiye and baad me use karen. bcoz it's electric product .so carefully use karen
Bro tu na bohot bolta hai seeda matter pe aao 11 minute thoda jyada hoga
Next time se topic pr hi aaunga direct
Apki sikayat dur ho jayegi bhai
Thoda jaldi bolo yaar
Good
@@muskaanbj6364 thank you
Thanks 😊
welcome 🙏
Thanks 👍😊
welcome 🙏