Sir mujhe blogging ka abcd bhi nhi maalum aapne ye jaise btaya thik hai website create krne ke bad website par approval ke liye apply kar dete dete hai to kya yahi wala adsense account youtube me bhi add kr skte hai kya payment lene kr liye please sir ya dono ka adsense alag alag hota hai please btaye q ki maine suna hai ki ek person ka ek hi adsense bna skte hai please help me dhanyawad🙏🙋
sirji Maine Email Id dal Diya.Lekin Password Ke Liye kuchh nahi manga. direct Name Dalne ke liye Aaya.maine Next kiya. blogger name Dalne ke Liye kaha vo dala.finish pe click Kiya to Home wala Option dikha Our left side me 3 line wala option dikh raha.3 Line pe click Kiya to Setting ka Option our New blogger ka option Baki Kuchh Nahi dikhta sir... Kya problem hogi sir Bata sakte aap....
Bhi ek full video bana do please
Jabardast Sirji 👍
Sir,
Help me make blogger.
Sir mujhe blogging ka abcd bhi nhi maalum aapne ye jaise btaya thik hai website create krne ke bad website par approval ke liye apply kar dete dete hai to kya yahi wala adsense account youtube me bhi add kr skte hai kya payment lene kr liye please sir ya dono ka adsense alag alag hota hai please btaye q ki maine suna hai ki ek person ka ek hi adsense bna skte hai please help me dhanyawad🙏🙋
Error aa rha hai Bhai
custom robot txt de do mere me glat bta rha hai
Website ko bechenge kaise
ownoership verified nhi ho rha hai kya krna hai btao
Itna noice aa rha h yr... Santi se v dekh rha hu to bhi mind distract ho ja rha hu
Google Adsense account aur youtube ka Adsense account pin dono ek hi hai ya alag alag karna
Ek hi hai bhai dono TH-camr Ko paisa Google adsense se hi milta hai
@@gamerkrrish थैंक यू सो मच भैया 🙏
bhai privacy policy genrator me delhi nhi hai or me delhi se hu to kya dalu btao
sirji Maine Email Id dal Diya.Lekin Password Ke Liye kuchh nahi manga. direct Name Dalne ke liye Aaya.maine Next kiya. blogger name Dalne ke Liye kaha vo dala.finish pe click Kiya to Home wala Option dikha Our left side me 3 line wala option dikh raha.3 Line pe click Kiya to Setting ka Option our New blogger ka option Baki Kuchh Nahi dikhta sir...
Kya problem hogi sir Bata sakte aap....
mujhe aachi tarah smjao kaise kya krna hai
Kya ek hi gmail account se multiple blog blog accounts khol sakte he ya nahi
Multipal account khol sate hai
Bhai Google Adsense pahle se es bana hai उह add nahi kar sakte hai kiya
add kha se aati hai hamare website pr
Kha say ha Sir aap
Bhai hmne apski website se voice call pakage purchase kiya hai lekin abhi tak apne bat nahi kariiii😢😢😢
Bro ek parsent vi samjh ni aaya
Bhaiyo me adsense ki setting nahi kr pa raha hu
Bhai anaj ki safai ho rhi h
तू बस यही वीडियो बना 😂 अरे भाई ट्रैफिक के बारे में वीडियो बना इसलिए तुझे सब्सक्राइब किया है
me दुंगा ट्रेफिक। fagebook पेज से पेमेंट lge ga
Hii dear ambani dvrra free recharge ho rha hai ye wala post daal de bhai aa jayegi trfic😂🤣
Hi sir