@@faridiawaish738 bhai bo ips aaj hai ham bahut pahle se प्रशंसक है उनके और bo ब्राम्हण है मुझसे बड़े है इसमें चाटना कहा से आगया बाकी आपकी मानसिकता भाई जैसा समझे
Sir aap jayse vyaktiyo ki vajah se 1 bharosa jagta hai ki... 1 ips banne ke liye jaroori nahi hai ki mujhe 2.5., 3 lakh Dene padhe.. aap jayse bade bhai bahut sahayta karte hain sir... Thank u very very much ☺️😊
Best suggestion for answer writing ..qki mene bhi yhi socha tha ki me ek br sare syllabus se go through hone ke bad ncert se answer writing practice krungi… Thankyou sir ab me mains ke PYQs nhi dekhungi qki mene prelims ke dekh liye or demotivate ho gyi thi😂 Seediyon se utrna seekhungi phle
Thank you so much sir 🙏 mujhe phle ye channel nhi mila tha par jab se judi hu hamesha sahi cheezo ko sikha hai.. Har ek doubt solve huaa hai...aapka experience kamal ka hai aise hi ham logon ko guide karte rahiyega ❤bahut bahut dhanyavaad 🙏✨
Aap ke charno me pranam . Sir mai ne lagbhg ncert ka question kar liya hun or syllabus bhi pura hai or 4 baar revision bhi kar chukha hun tab bhi question ki mang ko nahi samjh pa raha hun or n jada question nahi attempt kar par raha hun 😢. Sir margdarshn de...
Gurudev aapke jaisa TH-cam par koi nhi samjhata hai thanks 🙏🙏🙏🙏 sir ji mujhe yeh aatmvishwash ho rha hai ki aapke batay raste par chalkar mai uppcs qualify kar dungi 🎉🎉🎉🎉🎉
Hello sir, pata sabse important baat hai ki mehnat khub kar rahe, syllabus ke according padhai , but kai ye bolte nai ki Prelims ke liye sirf padhai nahi sufficient..main every prelims ke baad sochti hoon wahi 70 marke me reh jana ho kiya raha h..yese karne saare attempt gye. Mains to prepare achha kiya, writing ki , pyq ki...but sabse main issue Prelims me h hai naa sir !! 100 questions ke sath 4 statements...itna kaise yaad rakhe...ab jaake pata laga ki nahi prelims ke liye Aptitude ki importance h aur ab time h nikal gye...yehi sabse dard abhi hai ki kaas Aapko pehle mil jate🙏
Thank you dear sir very helpful sir mujhe 2025 me exam dena h but mane history hcert or polity ki 11 th or geography ki 11th or art and culture ki 11th ki pdi h baki sb skip krdiya h koi problem to nhi hogi
Sir pranam aap Hindi optional p gyde kar dijye. Sir drishti k class video hi mere pas kya book padhna jruri hi ya sirf class krne se ho jayega. Please sir guide kar dijye.
Hello sir mujhe aapse puchna hai ki me commerce and accountancy optional subject le rhi hu or background me maine hindi me pdha hai vo but practical english me kiya hai to kya me exam me theory hindi or practical english me kr skti hu kya sir please btaiye please koi iske bare me information nhi de rha please btaiye
Sar Mera pranam sarson mein news paper nahin milta hai To iske liye ham kya Karen magazine to padh payenge lekin sab ham English ka taiyari kahan se karenge
Sir main 2025 me apna 1st attempt Dene wali hu or Maine aadha syllabus complete v kr liya h.. pr abhi tk mujhe strong feeling ni aa rhi h kaise padhu kha se padhu kuch samjh ni aa rha..😢 ap mujhe thodi guide kr dete to main apki sada abhari rhungi 🙏
Sir please answer writing ke liye kya long long answer yaad rhega tabhi answer writing kar sakte hai ki apne se us toppic ke bare me bna kar usse link likh sakte hai mujhe to samjh me nhi aaya hai ki log answer writing kaise karte hoge kya ve bhi log answer yaad karte hoge please sir reply kya long answer yaad ke bina nhi hogi answer writing to kaise karte hai toppers hamko mains me sirf answer writing se darte hai please reply sir 😔😔🤒
Only trustworthy channel in TH-cam which provide in details prepration strategy
सर्वप्रथम तो मेरा चरणस्पर्श स्वीकार करे श्रीमान जी में मध्यप्रदेश पुलिस आरक्षक के पद में हु और आपके ही नक्शे कदम पर चल रहा हु🙏🙏🙏
❤️🙏🙏
@@UPSCHINDI4CSsir kaise join kare ncert batch hame bhi join karna hai please sir reply
Itna ni chatna hota bhai 😂😂 pdhai kro
@@faridiawaish738 bhai bo ips aaj hai ham bahut pahle se प्रशंसक है उनके और bo ब्राम्हण है मुझसे बड़े है इसमें चाटना कहा से आगया बाकी आपकी मानसिकता भाई जैसा समझे
❤
Sir aap jayse vyaktiyo ki vajah se 1 bharosa jagta hai ki... 1 ips banne ke liye jaroori nahi hai ki mujhe 2.5., 3 lakh Dene padhe.. aap jayse bade bhai bahut sahayta karte hain sir... Thank u very very much ☺️😊
Best suggestion for answer writing ..qki mene bhi yhi socha tha ki me ek br sare syllabus se go through hone ke bad ncert se answer writing practice krungi…
Thankyou sir ab me mains ke PYQs nhi dekhungi qki mene prelims ke dekh liye or demotivate ho gyi thi😂
Seediyon se utrna seekhungi phle
Most trustable channel..jai hind sir❤
Thankyou brother for giving a precise method for answer writing, you are good man 🫡
*📚📚Helpful strategy.....Thanks🙏🙏*
धन्यवाद सर, आपका बताने का तरीका सबसे अच्छा लगा इसके लिए ताहे दिल से शुक्रिया❤
सर आपकी बात में दम है ❤❤❤कोचिंग के चक्कर में पड़ना,अपने आपको कई साल पीछे कर लेना,
Thank you so much sir 🙏 mujhe phle ye channel nhi mila tha par jab se judi hu hamesha sahi cheezo ko sikha hai.. Har ek doubt solve huaa hai...aapka experience kamal ka hai aise hi ham logon ko guide karte rahiyega ❤bahut bahut dhanyavaad 🙏✨
Sir aap bahut ache jo hum logo ke liye itna soch rahe h aapse baat krni h exam time question glt Ho jate aate hue
Hum जैसे एस्पिरेंट जिनको कोई गाइड करने वाला है आप हमारे लिए राम बाण के तरह साबित होने वाले है 🙏
Sir 🙏,thankyou itne achhi tarah se guide krne ke liye
Sir apne Mera bhut tym se ye doubt tha ajj sir apne sir clear kr diya thnq ❤️ sir
Thank you so much sir ji 🙏
hm aise hi kar rahi hu
आप द्वारा सही जानकारी दी जाती है औरो की अपेक्षा
Thank you so much sir bahut kuch jankari prapt hui aapke is vedio se🙏🙏
Sir,aap ne hamare doubt clear kiye thank you sir
"Gaurav sir mere ideal hai for upsc." 🎉🎉🎉" thanks sir 🙏 to make this vdo
Hii baby 🍼😚😚
@@motivationexplosion5556 hlw uncle ji 😃😃😄🤣😂🤣
@@tishukla6109 😚haa beta bolo ..
very very thank you sir ji for this video, it's very helpful for me.😊
Yes sir you are the best teacher and thanku so much
Sir,aap,bahut,achhe,hai,bahut,bahut,dhanyvad
Thank you so much divine
Thank you sir itne acche se samjhane ke liye
Aap ke charno me pranam . Sir mai ne lagbhg ncert ka question kar liya hun or syllabus bhi pura hai or 4 baar revision bhi kar chukha hun tab bhi question ki mang ko nahi samjh pa raha hun or n jada question nahi attempt kar par raha hun 😢. Sir margdarshn de...
Bahut bahut dhanyawad sir 🎉❤❤
Apne sab clear kar diya ❤
Bilkul sahi bataya sir g thank you sir
Jai hind sir..... thank u so much ❤❤
Thank you so much sir iski bhoat jarurat thi kab se yhi smjh me nhi aa rha tha kaha se start kre answer writing 🙏
Guru ji bahut bahut dhanyawad 🙏
Thank you sir 🙏
This is very helpful.
Thank you sir 🙏
Thanku sir benificiary information 🙏❤
THANKS SIR
Gurudev aapke jaisa TH-cam par koi nhi samjhata hai thanks 🙏🙏🙏🙏 sir ji mujhe yeh aatmvishwash ho rha hai ki aapke batay raste par chalkar mai uppcs qualify kar dungi 🎉🎉🎉🎉🎉
Bahut bahut dhanyawad sir 🙏
Thank u so much sir ❤.........🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Thankyou so much Sir
Sir aap bahut aacha batate hai ... Thanku sir love you bhaiya ❤❤❤❤
Gaurav sir kafi handsome ho gye h...
Thankyou sir ❤
Thanq so much sir ji
𝙏𝙝𝙖𝙣𝙠 𝙮𝙤𝙪 𝙨𝙞𝙧 ❣️🙏
Nice sir ji 😁😁❤
Jay hind sir
Sir ek video english language pepar par bhi banaye please sir
Hello sir, pata sabse important baat hai ki mehnat khub kar rahe, syllabus ke according padhai , but kai ye bolte nai ki Prelims ke liye sirf padhai nahi sufficient..main every prelims ke baad sochti hoon wahi 70 marke me reh jana ho kiya raha h..yese karne saare attempt gye. Mains to prepare achha kiya, writing ki , pyq ki...but sabse main issue Prelims me h hai naa sir !! 100 questions ke sath 4 statements...itna kaise yaad rakhe...ab jaake pata laga ki nahi prelims ke liye Aptitude ki importance h aur ab time h nikal gye...yehi sabse dard abhi hai ki kaas Aapko pehle mil jate🙏
Thankue for your kind words
Thank you so much sir 🙏🙏🙏🙏🙏
Respect sir
Thankyou ❤
Sir current affairs k liye online konsa class best rehega ?
Love you sir aapka chhota bhai❤
ये सत्य बात है
Same my condition, after seeing toppers copy 😢😢
Sir please prelims ke liye ek video bna de
Most responsible citizen- Gaurav sir
Nice bhai❤
Thank you sir
Thanks sir ❤❤
Sir pyq and syllabus ko kaise samajh jaye daily dekhta hu par samajh nhi aata
Thank you dear sir very helpful sir mujhe 2025 me exam dena h but mane history hcert or polity ki 11 th or geography ki 11th or art and culture ki 11th ki pdi h baki sb skip krdiya h koi problem to nhi hogi
Booklist for 2026ke liye video banaiye
Sir pranam aap Hindi optional p gyde kar dijye.
Sir drishti k class video hi mere pas kya book padhna jruri hi ya sirf class krne se ho jayega.
Please sir guide kar dijye.
Sir mains ke liye v test series laiye na
Guru ji answer writing me maharth hasil kra do baki to me dekh lunga
Sir CSAT ke liye koi advise digiye
Thanks sir ji❤❤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉
Hindi literature ka answer writing kaise kare video bana dijiye sir pls syllabus sab padh chuke hai
Aapke pass vikas sir ki lecture hai kya bhai😊😊
Ap is time kha post ho sir
Good evening sir ji 🙏🙏 sir ji aapka prasnal group kon sa hai plz sir ji bta dijiye aap bahut axxxe se guidline dete hai 👍👍
Sir starting mai answer writing mai answer dekh kr ke kr skte hai na jaise google ya books se
Sir 2025 ke liye ek vedio please 🥺
Sir optional ke liye kya kre hindi sahitya ke notes pdhe ya koi class join kre please btayein
Hello sir mujhe aapse puchna hai ki me commerce and accountancy optional subject le rhi hu or background me maine hindi me pdha hai vo but practical english me kiya hai to kya me exam me theory hindi or practical english me kr skti hu kya sir please btaiye please koi iske bare me information nhi de rha please btaiye
Sir newspaper kaun sa padhe hindi medium wale
Thanks sir
Sir starting me words limit ka dyan rakhna h ki ya sirf likhne ki koshis kre
Sir csat ka class bataye self study
Sir current affairs ko kaise strong kare
Coaching ki mag jin read kare ya news paper read kare
Sir 2026 wale attempt ke liye zero to advance ke liye ek video banaiye please 🙏
Aap sir gorakhapur se hai kya sir
Sar Mera pranam sarson mein news paper nahin milta hai To iske liye ham kya Karen magazine to padh payenge lekin sab ham English ka taiyari kahan se karenge
Sir mains ke liye kaun sa pen use kre please tell me 🙏
Sir preparation kaise start kare....ncert k bad subject wise
2025 pre ke liye btaye sir
Sar jis gaon mein news paper available nahin hai To ham kya Karen magazine padhne ke bad aur kya padhe Jo ham English ka base majbut Ho
Sir ghtnachakra eye drishti current affairs for UPPSC 2024 kb tk ayegi plzzz kuchh btaiye
Sir prelims and mains ke pyq ko kab aur kaise analys kre
Sir Bhu me aaiyega to community post kar digiyega
Sir laxmikant ki purani wali book le ya 7th addition please reply 🙏🙏🙏🙏
Sir aap NCERT BATCH kis application par padhate h?? Purchase karna h🙏🙏
Sir main 2025 me apna 1st attempt Dene wali hu or Maine aadha syllabus complete v kr liya h.. pr abhi tk mujhe strong feeling ni aa rhi h kaise padhu kha se padhu kuch samjh ni aa rha..😢 ap mujhe thodi guide kr dete to main apki sada abhari rhungi 🙏
सर🙏🙏
सर ,हिन्दी माघ्यम के छात्रो को Toppers copy चाहिए तो वह कहां से और कैसे परा्पत कर सकते है।सर ,जरूर बताईयेगा🙏🙏🙏🙏🙏
Dristi and vision ki website se
Sir daily vlog bna kroge koo
Sir hindi sahitya option al ke liye aapka paid course lena hai sir please help kaise join 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir replay 🙏🙏🙏
आप 8840751912 पर whatsapp कर दीजिए
👌
Sir aapko konsa cadre mila
Sir ras prelims ki tayari ke sath upsc Manis tayari kese menes kru
Sir please answer writing ke liye kya long long answer yaad rhega tabhi answer writing kar sakte hai ki apne se us toppic ke bare me bna kar usse link likh sakte hai mujhe to samjh me nhi aaya hai ki log answer writing kaise karte hoge kya ve bhi log answer yaad karte hoge please sir reply kya long answer yaad ke bina nhi hogi answer writing to kaise karte hai toppers hamko mains me sirf answer writing se darte hai please reply sir 😔😔🤒
Sir college ke sath sath ksise taiyari karen . College daily jana padta hai
Sir Aapki aankhe bata rahi hai aapne exam clear karne ke liye din raat ek kara hai🙏
sir. UPSC apfc recruitment related guidance dedo plz